Sir maire pass creative ka sound box hai computer wale box model a300 hai jo ki ab band ho gaya hai uski ic kharab hai kay usmai koei dusri ic use kar sakte hai kay bataye. Ple.
Nice video... Mera ek question haii Mere pass Philips ka radio hai jo 3V adapter power pe chalta hai kya mai use 5V mobile charger se chala sakta hoo kya??
Thanks for Video, bhai mera Intex 2.1 channel subwoofer hai jiska 2030 IC change kiya hai our dono capacitors change kar diye hai. Woofer complete bund hai par continuity tester pe okay hai , to circuit output woofer ko nahi de pa raha hai. 4 speakers properly bajte hai 2 minute tak aur phir pura kharkhar start hota hai, 3 Ic mein se left side IC bahut garam hota hai 2 minute mein , kya problem ho sakti hai?
hello sir mera 2.1 2030 ic kit hy usme woofar baj nahi raha hy pawar splay ja rahi hy or woofar sirf hooo kar raha hy konsa component bale sir plees bataiy
Hi brother good vedio, mere sony home theater me, volume problem tha, 1:TDA2030 IC karab tha change kiya 2:7805 IC 12v to 5v karab tha change kiya. 3:Transformer voltage b teek hai Iske baad On karke check kiya toh,koi display problem nahi hai.USB display me 000 dhika raha hai.....ab NO SOUND , NO FM , USB laga tehi bohot jor se awaz, USB play ho raha hai,numbers dhik raha hai, par song nahi chal raha hai ,,bohot jor se disturbance awaaaz a raha hai .. ab USB nkala to display me 95.0 dhik raha hai , aur disturbance ka jo awaaz a raha tha nahi a raha hai ,par silent hai, butoons not responding sirf 95.0 dhikate hai aur silent hai. Blue tooth card me R Gnd L ko speaker ko headphone jack output ko connect kiya aur mobile me song daali ...song a raha hai 3 aur 4 minute hogaya acche se soubd chal raha hai ....good ...ab deko dheere dheere se disturbunce awaaaz bad rahi hai ..bad gaya ...bad gaya ...bad gaya ...bohot bad gaya ... Ab awaz sun nahi saktha song bi a rahai awaz bhi jaada hogaya ...off kardhiya ... Iska problem ka solution dedho ?????
Sir mujhe ye batao ki Jab Stereo Input diya jata hai to usko Woofer ke liye mono kiya jata hai. Or twitter ke liye stereo kiya jaata hai. To mujhe sirf Woofer ka mono karne ka tarika bataiye or signal mono me reverse na ho iske liye kya karna chahiye taki or speakers ke liye stereo signal mile.
Waah yr.. Mere pas creative ka h ek purana sa 4.1 jisme adpter external hota tha vo b AC bhri wala.. Usme b fti sound ati h.. Repair wale chuna lga rhe hn.. Bolte IC pdegi.. 500-600 ki.. Kuch btao yr qa kru..
Bhai mere pass bhi same home theatre hai,, uska base nahi aaraha aur ander ke kuch wire nikle huve he ,, please bata do sab wire ki arrangements aur samne se light nako aaraha
Bhi jaan aapsy guzarish hai Kay mery sawal ka jawab zroor daina plz...bhi mery home theater kay diode or capacitor buhit gurm ho rahay Hain Kia wajah hai mainay 4558 or,, 2030ic sary change ky or apacitor or diod bhy diode mujhy us number ka nhy Mila jo usmain laga hua tha but koi or laga dia Plz is ka problem Kia hai capacitor Kay blat hony ka plz jawab do plz
Bro mere intex it880 me side ke dono speaker thik bajte hai par bass fat raha hai,means not getting clean bass in any volume level. So kya karna hoga? Bass ic TEA2025B hai,kaise check kare?
Sir Mene na apna phone home theyeter me lagaya aur mere phone ki awaz aise karne lagi jaise ki raideo baj rahi ho gane chala ne par bhi to aap kuch karo plz mi ka phone h
Sir hame spice home theater ke ms 2030 NK-91 is kit Ki wyring karrni hai to hame ishake bare me videos bhejeye (vishesta cn1,cn2,cn3,cn4,cn5,cn6,cn7 yahh par hame kya/kaha Jodana hai
मेरे होम थिएटर में वूफर में से ऐसा साउंड आता है।4 छोटे स्पीकर सही है ।क्या करे दो बार ic बदल दी है।फिर भी प्रोब्लम ठीक नहीं होता है।प्लीज़ कुछ बताये क्या होगा। obadge HT101 है
Bahot Jada achha laga aapka video bahot bahot dhnyavad sir 👍
Dhanyvad bahut acchi Pyari jankari
Thank you bro only 18 rupye me Mera kaam ho Gaya 🤗
Kaha se liya
Thanks Anna சவுண்ட் சரியாக கேட்கவில்லை நீங்க சென்னமாதிரி பர்ஸ்ட் ஸ்டேப் செஞ்சி பார்த்தேன் நல்லா கேட்கு. Thank you so much brother
You experience is a good teacher
Thank you sir nice information 😘
वीडियो बहुत अच्छा है सर
Good service ,ek number video
👉👉LOVE U BROTHER 👈👈🤩😍🥰
Very very nice video Bhai gajab Maja aa Gaya Bhai..... AAP mera bhi channel pradeep raajwaar Ko jarur dekhna Bhai
mere home theater me bhi same yahi problem hai very nice video 2030ic original kaha milegi or kaise pahchan hoti hai uski rply plz
Sir multy midia Ko Samajh Nahi Aaya
Continuety Pe Kaun Se No Pe Lagaye Meeter
Vedio Bahut Achi Lagi
Good skills and information 😂
Mera bhi hom theater aise hi kharab sound nikal raha hai thanks sir ab mai khud thik kar sakunga
Thanks bhai helpful tips
bhai marathi madhe mst boltos marathitch bolat jaa kiii................love yoo
धनयवाद मेरे भाई 👍👍🙂🙂
Nice video ❤❤❤
Bahot badhiya 👌👌👌
Sir maire pass creative ka sound box hai computer wale box model a300 hai jo ki ab band ho gaya hai uski ic kharab hai kay usmai koei dusri ic use kar sakte hai kay bataye. Ple.
Bhaiya ji mera ek homethetar hei kiya aap usko thik karne ka tarika Batayege
Nice video sir 👍 👌
bhaiya ek aisa vidio banado na jo log fish pakad te hai na pani mai electry shock se wo machine bana k dikhauna puri details mai plzzzz
bahut bahut shukriya
Thank you bro keep doing more videos
Iske center wale pin mai awaj halka patli aata hi kya as compare to side pin
Nice video sir mere home theater me kab aavaj aa raha he kiya problem ho sakata he please reply?
Thanks Bhai Aapko Dil se
Most welcome
खूपच छान
Somwar ke sath kya external sab upar ghar mein lagaya ja sakta hai
Bahut avhha sar
Kya hum 4 speaker ki jagah 2 4inch wale speaker laga sakte hai
very nice video hay baai Good
Mere pass whiteline ka 5.1 hai kyausmein 2030 ki jagah 2050 laga du to kya fark padega
बहुत ही अच्छी वीडियो है
Sir mere 2.1 home theater me kam bass ke sath treble bhi deta hai reply me 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
where to buy capacitor?????
Mera lg ka home theater kharab ho gaya hai aap repaire kar sakte hai plz reply me
Nice video...
Mera ek question haii
Mere pass Philips ka radio hai jo 3V adapter power pe chalta hai kya mai use 5V mobile charger se chala sakta hoo kya??
Ha
@@YouLikeElectronic kaise hoga??
Kya direct -ve +ve terminal me laga kar hoga cell ke jaga par??
Use full video
Home theater system me maximum kitne watt Ka sub woofer connect Kar sakete hai
Very nice👍👏😊
Nice video sir ji meri bhi ek problem hai mere home theater men awaaj kam aa rahi hai dono channel aur bass me bhi please reply
Transformer kitne amp ka lagega is board me. .
Thanks for Video, bhai mera Intex 2.1 channel subwoofer hai jiska 2030 IC change kiya hai our dono capacitors change kar diye hai.
Woofer complete bund hai par continuity tester pe okay hai , to circuit output woofer ko nahi de pa raha hai.
4 speakers properly bajte hai 2 minute tak aur phir pura kharkhar start hota hai, 3 Ic mein se left side IC bahut garam hota hai 2 minute mein , kya problem ho sakti hai?
Same problem
Jaise ki subwoofer upon 5 inch lagate Hain to apan alag se board ko rakhe to usmein kaun sa fal lagaen batana bhaiya uska video please
Bhai mere home thatar ki ic fuk rhihai TDa2030A kolam lgate hi kiya khra bi hai bhai btao plezz
hello sir mera 2.1 2030 ic kit hy usme woofar baj nahi raha hy pawar splay ja rahi hy or woofar sirf hooo kar raha hy konsa component bale sir plees bataiy
Nice video bhai..
Home theatre me mic kese lagaye plz batao bhai
Sir mere hometheater me avaj achhe se ata h pr dj vala vo sound nhi bjta base kharab ho sayad upay kuchh bataye
Hi brother good vedio, mere sony home theater me, volume problem tha,
1:TDA2030 IC karab tha change kiya
2:7805 IC 12v to 5v karab tha change kiya.
3:Transformer voltage b teek hai
Iske baad On karke check kiya toh,koi display problem nahi hai.USB display me 000 dhika raha hai.....ab
NO SOUND ,
NO FM ,
USB laga tehi bohot jor se awaz,
USB play ho raha hai,numbers dhik raha hai, par song nahi chal raha hai ,,bohot jor se disturbance awaaaz a raha hai ..
ab USB nkala to display me 95.0 dhik raha hai , aur disturbance ka jo awaaz a raha tha nahi a raha hai ,par silent hai, butoons not responding sirf 95.0 dhikate hai aur silent hai.
Blue tooth card me R Gnd L ko speaker ko headphone jack output ko connect kiya aur mobile me song daali ...song a raha hai 3 aur 4 minute hogaya acche se soubd chal raha hai ....good ...ab deko dheere dheere se disturbunce awaaaz bad rahi hai ..bad gaya ...bad gaya ...bad gaya ...bohot bad gaya ...
Ab awaz sun nahi saktha song bi a rahai awaz bhi jaada hogaya ...off kardhiya ...
Iska problem ka solution dedho ?????
Good idea very nice
Kya hum homethter mein fm ko band kr sakte h direct aux se chale
Mst
Sir iska tarnsfermer sea ac yea dc output nikaltehea
Dear sir please share the volume and bass conaction or wiring
Super boss
Very helpful video
Thank you brother 💥💥
Love from Punjab
Bhai mere 2.1 ki ic thik hai Nye lgae hai to Kiya capaciter Change Karne se aawaj clear hoojaegi please reply me
Reply karo bhai
Nice vides i from nepal
Good
Good video
Bhai agar home thitar m andar m 1 spikar de to kya hoga
Apne jo capasitor change kiya hain wo konsa tha uska value kitna hain 😊
2200uf 25 volt
bhai volume rounder me led kaise lagay wire ka pata nahi kon sa wala tha ,,, mera bhi same home theater hai
इस woofer मे Konsa transformer लगाए
Sir mujhe ye batao ki Jab Stereo Input diya jata hai to usko Woofer ke liye mono kiya jata hai. Or twitter ke liye stereo kiya jaata hai. To mujhe sirf Woofer ka mono karne ka tarika bataiye or signal mono me reverse na ho iske liye kya karna chahiye taki or speakers ke liye stereo signal mile.
Waah yr.. Mere pas creative ka h ek purana sa 4.1 jisme adpter external hota tha vo b AC bhri wala.. Usme b fti sound ati h.. Repair wale chuna lga rhe hn.. Bolte IC pdegi.. 500-600 ki.. Kuch btao yr qa kru..
Mere bhi yhi problam h bhai h.t me
Market se repeyar karwaye to kitna
Rupya lagega plz repley
My sound system sound is going slow motion..
How i check what is the problem
Trolly speekar me output nahi he to aap hame batay . Output sistem kese banay
Sonay bufar back spker ka ya yer kha lag ga bhi
Bro out put speakers sound coming low subwoofer is highly volume but out put speakers low voice please make a video bro
Yes really make it ya
S
Thank bhai
Good information !
Bhai please reply me mujhe intex home theater ki ic purchase kr ni h online kha se purchase kru or ic konsi lgegi kaise pta kru please reply
Aap home Theater ke Board pe lagi ic ka number dekh lijiye or aap Offline ic Electronic shop se le to kafi sasti padega ok
@@YouLikeElectronic bhai mere wali ic ka prize kitne tk ho skta h
Tv ripeyring ka video banao n sir ji
nice vedio ; I amire you
Bhai mera home thetar ka charo speaker me awaj nhi aa rha hai kya krna hoga please reply bhai
I like the way u r teach
Hi sir ji home theater may overheat Kaa problem Kasai solve karay
Sar 6800 uf ka capisitar laga sakta ha keia
Fnd t 60 me na bich bich me San sanane galta hay fm jaysa Kay problem hoga
Capsiter me bhi + ,- hota h kya
Bhai mere pass bhi same home theatre hai,, uska base nahi aaraha aur ander ke kuch wire nikle huve he ,, please bata do sab wire ki arrangements aur samne se light nako aaraha
Bhi jaan aapsy guzarish hai Kay mery sawal ka jawab zroor daina plz...bhi mery home theater kay diode or capacitor buhit gurm ho rahay Hain Kia wajah hai mainay 4558 or,, 2030ic sary change ky or apacitor or diod bhy diode mujhy us number ka nhy Mila jo usmain laga hua tha but koi or laga dia
Plz is ka problem Kia hai capacitor Kay blat hony ka plz jawab do plz
Capacitor ko series me lgana hoga
@@YouLikeElectronic nhy bhi jaisy pehly lagay Huy thy ussy turhaan lagaya hai
Home tnearer me bar bar ic kiyo kharab hota hai. Ic kharab jald na ho uske liye khuch sujhab de. Thank
Nice video bhai
Kiya teeno ic 1 jaishi hoti hai
Sir spekar ki wire tut gayi hai to kaise thik kare wo bhi video batao plz
ic tda1006 ke badle ic2030 lagha too work karega kya?
hello sir kiya aap mujhse baat kar sakte hy
Bro mere intex it880 me side ke dono speaker thik bajte hai par bass fat raha hai,means not getting clean bass in any volume level. So kya karna hoga? Bass ic TEA2025B hai,kaise check kare?
Nice video sir
Ic new lagany k bad bhi blast ho rahi h kia vaja ho sakti h.?
Sir Mene na apna phone home theyeter me lagaya aur mere phone ki awaz aise karne lagi jaise ki raideo baj rahi ho gane chala ne par bhi to aap kuch karo plz mi ka phone h
Sir hame spice home theater ke ms 2030 NK-91 is kit Ki wyring karrni hai to hame ishake bare me videos bhejeye (vishesta cn1,cn2,cn3,cn4,cn5,cn6,cn7 yahh par hame kya/kaha Jodana hai
मेरे होम थिएटर में वूफर में से ऐसा साउंड आता है।4 छोटे स्पीकर सही है ।क्या करे दो बार ic बदल दी है।फिर भी प्रोब्लम ठीक नहीं होता है।प्लीज़ कुछ बताये क्या होगा। obadge HT101 है
2.1 home theater me ic change karne par bhi aawaaz saph nahi hai or bahut kam hai kya kare