Dr yh to bhot achi dawa h laikin m es ko nind na aane k liy p rha tha mujhe pet m garmi sujan jaysa lagne lagta h mhu m chale acidity bhuk kam hajma kharab M es dawa k saat kon c aur dawa lu ki yh meri samsya door ho jay 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏plz mere liy ilaj vistar se bata de aap bhot maherbani ho gi
Sir mujhe vse to koi prblm nahi hai. But m ise acchi health k liye lena chahti hu to kya m ise bina dr ki slah k le sakti hu.. M yoga or exercise krti hu mujhe usse thakam rhti h .
Benefits 1) memory 2) nerves related 3) anxiety and depression 4) stomach cleansing 5) overall health 6) heart related disorder 7) dhatu related 15-20 ml twice a day with 20ml water . Thanks me later
Namaste 🙏🙏 Age 23 hai meri Sharir bahut kamzor hai Badan mein har jagha dard rehta hai sar mein bhi dard hota hai Daily life ka stress bahut rehta hai jisse nind achi nahi or bhuk bhi thik nahi meri night fall control nahi hota mera. Memory bahut week hai. Susti alas bahut rehti hai nind time be time nind ati rehti hai. Mujhe kuch yesa bata de jisse ye sab thik kr saku . Amrita risht or ashwagandha risht kaam karenge ismein ya or kya lu iske sath. Face mein glow nahi hai bilkul. Bhi susti si rehti hai.
Ghatak dekhe Kya isme alcohol Hota Hai?30 saal se 64 yrs Mansik rogi allopathy dawaiya ke Saath use Kare?hit,khench, mirgiwale use Kare?pls reply to this.Thanks
Aap stimulex cap 1 mahine leke dekhe ...ek subh ek sham ...dudh k sath le ...mere bhi yhi problems thi doctor ko dikhaya ... Yah aayurvedic h ..koi side effect nhi ...
100 % fayda karega lekin iske sath phone ko dekhna chod do apna time kisi na kisi kaam mai nikaalo mujhe bhi depression tha abhi kam h iske saath yoga bhi karo fayda hoga
Hi .. vivek kumar.. Ashwagndharishta dhatu Rog me Fayda karta h Aap use kar sakte h. but iski taseer halki thandi hoti h to winter me kam matra me hi use kar sakte h
सर मेरी उम्र 36है और मेरे लिंग में कभी कभी रियक्सन नही आता और कभी कभी लिंग में तनाओ कम रहता है और कभी ठीक काम करता है क्या ले सकते है और कितने बार कितना ml
Hi... Sahebrao Mutthe...Aap ke comment esa lag raha h ki Aap ke acid jyada ban raha h. jis ke karan andar pet me ghav bhi ho sakta h aur... jis ke karan Aapko jalan hoti h...Aap apne Doctor ko jaroor dikhaye...... Aap visco syrup le sakte h saath me harad (हरड़) lekar tukde banakar thode thode din me kai baar chusane par bhi laabh hoga... lal mirch, tel , khate padarthon se parhej karo....
Hi, Rajan Patti..... Aap bache ko Liv-52 de sakte h.. saath me rese bala kana den... Adhik jankari ke liye yah video dekhen.....ruclips.net/video/6P01c9n6Qtc/видео.html
Hi..P Basu... normally high blood pressure me le sakte hai... agar high blood pressure normally nahin hai to aap apne doctor se baat karo, youtube se dava ka chayan n karen .... kyonki koi bhi dava aapke liye ghatak bhi ho sakti hai...
Mujhe ratko neend mai jane ke bad low bp hojata hai ar ratko late sone se bhi din pe tabiyat kharab lagta hai ..... Aise Din pebhi rahtah hai lowbp lekin kam.. Ap batao kaunsa tablet lena chahiye...
Sir mera Sir dard pura karta mene bhaut doctor ko dika liya kuch fark ni pada OR pet bi dard karta Sir ME bhaut paresan ho gai me me bhaut kamjor bi hogai es bimari se 3 shall me leskti hu kya Es dawai ko Sir reply karna place
Sir mujhe fatty liver hai aur fatty liver bale ko alchohol mana lekin aswagandharisht me natural alcohol he kya me ishka seban karsakta hu kya please bataei 🙏
मै इसका इस्तेमाल करता हूं बहुत ही चमत्कारी लाभ मिला इसका
किस बीमारी में आपने इसे इस्तेमाल किया है
kaisa labh
Hastmaithun wale bhi kha sakte hain aur kab tak kahani hogi jisse bilkul sahi ho jaaye please batana sar
Isse achhi jankari or khi nhi mil skti
Sir, can we take this with arjunarist ?
Bahut Dhanyabaad
Bahut Achi davai hai
Good information.
मैंने इसका इस्तेमाल चालू किया हैं
Phayda hua kuchh bhai
Apka bolneyka style bohut accha hai,,,thanks,,
Dr yh to bhot achi dawa h laikin m es ko nind na aane k liy p rha tha mujhe pet m garmi sujan jaysa lagne lagta h mhu m chale acidity bhuk kam hajma kharab
M es dawa k saat kon c aur dawa lu ki yh meri samsya door ho jay 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏plz mere liy ilaj vistar se bata de aap bhot maherbani ho gi
Sir aap apne najdeeki docter se connect kare, -bina docter ke salaah ke anusaar koi vi medicine ka use na kare
नशा मुक्ति मे भी ये काफी फायदेमंद है ।।
Aapko kaise pta
Sir Predibatic patient le skte h kya isko plz tell sir
Sugar ke marij le sakta hai kya sir
Bataiye na sir
Sar Mere 2 month ka Baccha Hai To Kya mein le sakti hun
Ye internet bahot rare dekhne ko milta h ki ek hi video me sari jankari di gyi ho..ni to kuch na kuch to adhura chhod hi dete hain
Diabetics Hai to ye Lena chahiye?
बहुत सुन्दर है
Hello sir. Mujhe kabhi kabhi ghabrahat hoti chakkar aate hai or legs or body mein bohat weekness hogi hai kyaa mai isse le skta huu
Sir mujhe vse to koi prblm nahi hai. But m ise acchi health k liye lena chahti hu to kya m ise bina dr ki slah k le sakti hu..
M yoga or exercise krti hu mujhe usse thakam rhti h .
Main Abhi Amritaritha Le Raha Hun To Ise Bhi Le Sakta Hun Kya
Kyu lena hai
🙏 धन्यवाद 🙏
Dhanywaad
Benefits
1) memory
2) nerves related
3) anxiety and depression
4) stomach cleansing
5) overall health
6) heart related disorder
7) dhatu related
15-20 ml twice a day with 20ml water .
Thanks me later
Thanks for explaining in English. Hindi confused a lot.
Kabaja thiki karane se ise dabaya le saktha hey
Dudh me bi le skte h
Sir warm water ya norml water
Take it with warm water
No milk
Sir ye High Bp wale bhi le sakte h kya?
Thanks sir
Welcome
garam taseer vaale is ko use kr skte hai kya iski taseer kaisi hoti hai iske saath srakhsasav ka istemal kr skte hai kya jo angoor se bni hoti hai ?
Haa Bhai ye garam tasir walo ko hi dete hai muze bhi docter ne hi di hai kafi achha product h
@@parvejkhan2514 ok bro thnx
Thanku ji Jana chahiye oo aap sb batadoye thanku sir
Very very nice video
Sir. Hi bp aru fati levor me ah le skate he ya nahi. Plz bataye
Hi AAp le sakte h..
Sir ashwagandharisht aur saraswatarishta me kya kya difference hai dono ek sath le skte h kya
Saravarishra mania
( Bipolar Disorder ) mey work karta hey
Sir ashwgndharist aur sarswtarisht sath me le sakte hai pz sir reply kr dijiye pz
Hi...
STUDY & SUCCESS with ABHISHEK... Aap le sakte h....
Thanks sir🤗
Kajal call me
Sir ji esko lene ke bad kya kya pharj he please reply
No parhej bhir bhi patanjali pe maujud doctor se ray le sakte hai
Planet Ayurveda never disappoints. Ashwagandharisht is great for mental clarity."
Nice
कौनसी कंपनी का अच्छा रहेगा।
Hi, L M ... Aap baidhynath ya jo aasani se mil jaye vo le , sabhi pharmacy achchha banati h...
@@charakayurveda1 thanks
Namaste 🙏🙏
Age 23 hai meri
Sharir bahut kamzor hai
Badan mein har jagha dard rehta hai sar mein bhi dard hota hai
Daily life ka stress bahut rehta hai jisse nind achi nahi or bhuk bhi thik nahi meri night fall control nahi hota mera. Memory bahut week hai. Susti alas bahut rehti hai nind time be time nind ati rehti hai.
Mujhe kuch yesa bata de jisse ye sab thik kr saku . Amrita risht or ashwagandha risht kaam karenge ismein ya or kya lu iske sath. Face mein glow nahi hai bilkul. Bhi susti si rehti hai.
Daaru kam kr de
@@shubhamshukla704 acha sir or koi salah
Or daaru kya tumne supply ki mujhe ya dekha kahi pite huye
Bhai mere sath hua tha islye bta diya
Meri koi intention nhi h ki me mazak kr rha h
same problem bhai meri bhi h
सर बैद्यनाथ अश्वगंधारिष्ट 1 लीटर में कितना दाम पड़ेगा
Can take this in summer season!
ये गरम हे क्या,
No, iski taaseer Halki Thandi hoti h
@@charakayurveda1 can one person takes this in summer
@@ankushc4290 Yes......
Ghatak dekhe Kya isme alcohol Hota Hai?30 saal se 64 yrs Mansik rogi allopathy dawaiya ke Saath use Kare?hit,khench, mirgiwale use Kare?pls reply to this.Thanks
Mjhe ibs hai. Dast or aav aati hai. Sariri kamjor ho gya hai. Kya me pi sakta hu.
Ashvagandharist aur Sarsvatarist ko milake lene se pet me Jalan, acidity hoti hai, indigestion hota hai, ye dawa kaise le please replay kariye
Sir hastmaithun se jo weakness huyi hai....kya ise le sakte hai????
Aap stimulex cap 1 mahine leke dekhe ...ek subh ek sham ...dudh k sath le ...mere bhi yhi problems thi doctor ko dikhaya ... Yah aayurvedic h ..koi side effect nhi ...
@@pankajtailor9448 thnku bhai aapka
Hlw bro
आपसे बात करना है
@@jkamezing96 yes
Sir thyroid keliye surdard body weeks chest pain hota hai kya ise use kar sakti hun
नो
Sir iske sath koi or dava jese height badane ki ya weight badane ki bhi dava le skte h kya sirf plz batao 🙏🙏🙏🙏
Hi.... Rahul singh goverdhan
.... Aap Ashwagandharista ke saath lohasav le lo aur khub santulit bhojan karo... height ke liye hamara height wala video dekh lo....
ruclips.net/video/QaTBTXVxnqw/видео.html
Sir speed height capsule le skte h kya???
Sir mujge wajan badha na hai
Piles wale patient le sakte hai kya reply
yes,....le sakte h...
@@charakayurveda1 Nice
Thanx a lot sir
Muje tension depression ki problem hai panic attack bi hote hai or isi karan body me weekness rehti hai kya mai iska use kr skti hu
Aap use kar sakte ,fayda milega,
@@charakayurveda1 actually issi karan mera bp low rehta hai negativety bi baut jyda rehti hai koi nuksan to ni hoga
100 % fayda karega lekin iske sath phone ko dekhna chod do apna time kisi na kisi kaam mai nikaalo mujhe bhi depression tha abhi kam h iske saath yoga bhi karo fayda hoga
Sir isse dhatu Rog me fayda ho sakta h
Hi .. vivek kumar.. Ashwagndharishta dhatu Rog me Fayda karta h Aap use kar sakte h. but iski taseer halki thandi hoti h to winter me kam matra me hi use kar sakte h
Sir drashashav aur ashwagndharist dono ek saath le skte h plzz btaye
Hi.... Lalita Sharma... Aap le sakte h, but matra dono se aadhi aadhi hi use karen.
Kya TV wala patient y Neend ke liye le sakta hai
..
Kisi ko lekoria ho to ye dawa le skte h plz Jarur batayega
सर मेरी उम्र 36है और मेरे लिंग में कभी कभी रियक्सन नही आता और कभी कभी लिंग में तनाओ कम रहता है और कभी ठीक काम करता है क्या ले सकते है और कितने बार कितना ml
बताए न सर
Very nice👍👍👍👍👌👌
Sir ye syrup aur Himalaya mentat tablet dono le sakte sath pz reply HM le rhe sath dono
Hi .. STUDY & SUCCESS with ABHISHEK ... Aap le sakte h...
@@charakayurveda1 sir dabur ashwgndharist aur mentat tablet le sakte hai plz reply air
Sir ek bat aur ashwgndharist se hight badh Sakti hai Mai 22 sal Ka hu hight hai meri 5.4 plz reply Kar dijiye...
@@studysuccesswithabhishek1450 Aap le sakte h....
शुक्रिया
Kis company ka best rahega Patanjali ya baidhnath
Dabur Ka Ashwagandha Risht Sab Se Best Hoti Hai
Sabse kharab products Patanjali ka hota hai
Sir DIPRATTION Ko sahi karne ka upaye bataiye neend bh sahi nahi aati h..
mera yah video dekh lo .... ruclips.net/video/zyHvYkESX1Y/видео.html
Bhai ye use kro fayda kregi
Sir multivitamins ke sath le sakte hai please batana sir
Hi GUJJU PUBG.... Aap le skte h... one hour ka antar time me rakhana h..
सर मुझे अन्न नलिका मे बहुत जलन होती हैं मै ये दवा ले सकता हूं क्या अथवा इलाज बता दो please i am 50 years old. Weight 60 kg.
Hi...
Sahebrao Mutthe...Aap ke comment esa lag raha h ki Aap ke acid jyada ban raha h. jis ke karan andar pet me ghav bhi ho sakta h aur... jis ke karan Aapko jalan hoti h...Aap apne Doctor ko jaroor dikhaye...... Aap visco syrup le sakte h saath me harad (हरड़) lekar tukde banakar thode thode din me kai baar chusane par bhi laabh hoga... lal mirch, tel , khate padarthon se parhej karo....
@@charakayurveda1 धन्यवाद सर💐💐
नमस्कार सर जी मे ये जानना चाहता हु अभ्यासरिष्ठ और आश्वागंधारिस्ट को एक साथ ले सकते है?
No
Very good
Sir baccho ki kabj ke liye koi siyup hai kya baidnath ka
Hi, Rajan Patti..... Aap bache ko Liv-52 de sakte h.. saath me rese bala kana den... Adhik jankari ke liye yah video dekhen.....ruclips.net/video/6P01c9n6Qtc/видео.html
Sir siyup laina hai ya goli , live52 ki bacho ki kabj
Sir high blood pressure mai le sakteh hai kya please boliye.
Hi..P Basu... normally high blood pressure me le sakte hai... agar high blood pressure normally nahin hai to aap apne doctor se baat karo, youtube se dava ka chayan n karen .... kyonki koi bhi dava aapke liye ghatak bhi ho sakti hai...
@@charakayurveda1 ok
Kitne din m fayda dena suru krta h sir please 🙏 btaye
Long long time
3 month's
Kaha issue more aur body ban Shakti hai Sir
Sir.. Kya isse brahma rasayana ke sath le sakte hain for fear, anxiety and depression ?? I am 60 % vata type person... Plz reply
Hi...Rushiraj Pandya
.... Aap le sakte h.... but any dava lene ke beech me 30 minutes ka antar rakhana achchha h....
@@charakayurveda1 yes sir... Brahma rasayana morning mein aur ashwagandharishta night mein...
Sir drakhsasav bhi use kar skte h iski sath
मुझे Anxiety हैं क्या ये मैं ले सकता हु ...
Sir mera heart beat vadhe chhe and svas chade to me le sakta hu and body sav week chhe
Hi... MILAN STUDIOZ
... Aap le sakte h..
@@charakayurveda1 ketlo time leni he
Sir, Mrs Khali pet mein satawar churn le rahi hai to khane ka Bad aswaugandh rishta le sakti hai kya ? Please reply me.
Hi...Harish... Aap le sakte h...
Sir mera achanak se hath ka ghutne se niche mtlab klai bhut ptla ho gya phle thik Tha ye kam krega ky reply sir
Hi Anita Kurum.. Aap ese le sakte h..
Sir mujhe need nhi aati mein use kr skta hu
Serpgandh tablet le sakte hey
sir mujhe anxiety dipreshion or nind nahi Aati hai barobar sir kya mai ise use kar sakta hu sir🙏
Aap essita lite tablets lijye HS
Es k sath sheelajeet ka sevan bhi krne se fayda hoga..?
Hi, G, fayda hoga, but dono ko ek sath n len, 30 minute ke antar se le....
I'm 19 year old. Height ke liye ashwagandha use kr skta hai. Piles ke dawa bhi le rha hu.
Hi.. SABBU ALI .. Aap le sakte h..
Mujhe ratko neend mai jane ke bad low bp hojata hai ar ratko late sone se bhi din pe tabiyat kharab lagta hai .....
Aise Din pebhi rahtah hai lowbp lekin kam..
Ap batao kaunsa tablet lena chahiye...
Sir mera Sir dard pura karta mene bhaut doctor ko dika liya kuch fark ni pada OR pet bi dard karta Sir ME bhaut paresan ho gai me me bhaut kamjor bi hogai es bimari se 3 shall me leskti hu kya Es dawai ko Sir reply karna place
Daibetic le Sakta hai
Sir mera BP low ho jata h kya mai ese le skti hu plzz reply me sir
hi, Aap Arjunarisht ke saath le sakte ho, dono ko 15-15ml ek cup pani me milakar khana khane ke baad subah shaam le sakte h,
Samiksha Katiyar tambe da kda paLO ji
Nahi le sakte low BP wale
Epilepsy me और क्या लेना hoga
Kya iske sath shankpushpi syrup le sakte h kya
Hi... Aap le sakte h.. but dono ki taseer thandi h
@@charakayurveda1 to koi dikkat ho sakti hai kya
@@charakayurveda1 sir please aapka contact no de do
@@ss-xf4ku .. nahi.. But mausam v apne anusaar use karana chahiye...
@@charakayurveda1 sir please ek baar aap ka contact no de do mujhe bahut jaruri bat karni hai please
Triglycerides jyada hai to le shakte hai ya nahi
Guru I'm suffering from indigestion can i take this??
Hi... spain thapa.... Aap 10 se 20 ml subhah shaam paani me milakar use kar sakte h......
Hot ya cold water
Sir mujhe nind or Bp hi ka problm hai kya mai isko le sakta hu
Hi... Aap le sakte h... but kam matra me leni h...
Ye ledis our bhec he bhi le sakta he ky
Sir me isko Abhyarishta ke sath le sakta hun kya...Plz bataiye
Hapani ki Madicen le raha hu,, homeopathy,,,kiya is osudhi le sakta hu kiya sir...?
Sir iska use high Blood pressure aur thyoid hone par kar sakte hai
Sir mujhe fatty liver hai aur fatty liver bale ko alchohol mana lekin aswagandharisht me natural alcohol he kya me ishka seban karsakta hu kya please bataei 🙏
हाई बीपी वाले ले सकते हैं
Ashwagandharisht ke sath arjunarishta le sakte h kya
Hi, Rakesh sharma .... le sakte h, parantu dono ki aadhi- aadhi matra me,
Sir sarir ki kamjori ko dur karega our jodo ka dard ko bhi thik karega kya
Yes, Best health tonic h
Balaris or ashvgandarist ka ek sath upyog kr skte h kya ji?
Nice good
Kya sir garmi ke mausam me bhi le sakte he?
Yes, le sakte h....
Sir mujhe Weight badhana hai kya lu
Sir bhut kmjore h sarer me alsh rhta h to aswagndh rist le sakte h
Hi... Punit Kumar... Aap le sakte h.. saath me aap lohasav bhi le sakte h....
द्राक्षासव के साथ ले सकते है क्या
yes, le sakte h
Kitne ki aati h
Sir Mera din m dhosh hota h to merre liye faydemand h kya
Hi, Aap le sakte h,
@@charakayurveda1 Bhai kitna or kase Lena h