अश्वगंधारिष्ट के फायदे - Benefits of Ashwagandharishta A Nervine Tonic
HTML-код
- Опубликовано: 7 фев 2025
- Paramanand Ayurveda aims to grow your knowledge of ayurveda by bringing such quality information about these herbal and natural medicines. Do watch all our videos and make yourself aware of real power of ayurveda. If any query feel free to call us at 9990004674
benefits of ashwangdha rishta
ashwagandharishta ke fayde in hindi
ashwagandharishta syrup
ashwagandharishta benefits for men
ashwagandharishta ke fayde
ashwagandharishta
ashwagandharishta syrup benefits in hindi
ashwagandharishta
ashwagandharishta dabur
ashwagandharishta baidyanath
ashwagandharishta
ashwagandharishta benefits
ashwagandharishta price
ashwagandharishta side effects
ashwagandharishta ingredients
ashwagandharishta online
ashwagandharishta syrup price
ashwagandharishta uses
अश्वगंधारिष्ट के फायदे
अश्वगंधारिष्ट
अश्वगंधारिष्ट सिरप के फायदे
अश्वगंधारिष्ट
अश्वगंधारिष्ट के नुकसान
अश्वगंधारिष्ट स्पेशल
अश्वगंधारिष्ट सिरप
डाबर अश्वगंधारिष्ट
सांडू अश्वगंधारिष्ट
धूतपापेश्वर अश्वगंधारिष्ट
अश्वगंधारिष्ट बैद्यनाथ
अश्वगंधारिष्ट के लाभ
अश्वगंधारिष्ट डाबर
अश्वगंधारिष्ट के उपयोग
अश्वगंधारिष्ट प्राइस
अश्वगंधारिष्ट के बारे में
अश्वगंधारिष्ट के फायदे बताए
अश्वगंधारिष्ट के फायदे बताएं
बैधनाथ अश्वगंधारिष्ट के फायदे
पतंजलि अश्वगंधारिष्ट के फायदे
डाबर अश्वगंधारिष्ट के फायदे
अश्वगंधारिष्ट पीने के फायदे
अश्वगंधारिष्ट के फायदे और नुकसान
अश्वगंधारिष्ट स्पेशल बैद्यनाथ
अश्वगंधारिष्ट सिरप प्राइस
पतंजलि अश्वगंधारिष्ट सिरप
बैद्यनाथ अश्वगंधारिष्ट सिरप
डाबर अश्वगंधारिष्ट प्राइस
डाबर अश्वगंधारिष्ट हिंदी
Hamre pass itne Mehtpur ayurveda hai, fir bhi bhartiya angreji dawa khana me kyu lage hai,, aap ke sujhaav hamko bahut achha laga, 🙏🙏🙏🙏🙏🙏chndan patel,,,
बहुत अच्छी औषधि है।
Great suweett spich and best mibecin
Very important hai madam 👩👩👩👩
Very very good.
Many many thanks..
stay safe and connected
Kya style hai samjhne ki wahh
Good kya muskan hia humhari yar
Himanshi gupta ur vice is very clear. So keep it
I always follow your informative video. Your way of explaining things is easy to understand. All the information you provide is authentic. You must have good knowledge of Ayurveda.
Thanks a lot..keep watching.
Namaskar mam ashwagandharishta aur saraswatarishta donon sath mein le sakte hain kripya bataiye dhanyvad
le sakte hain..
Good information medm ji
thank you ..keep watching..
bahut hi good knowledge sister
Bahut acche se samajaya Apne thanks
Very good
Best hai
Thanksi, Himansi by Pramod Gupta
Very nice dear
Thank you so much..stay connected.
Must madam jankari di
Good morning.madam.namaste how are you apne achhi jankari di kya aapki shadi ho gayi ,ho gayi jab to theek baki vichar he 96
I will order some medicine.
sure..
for order..WATSAPP name of medicine and complete address on 9990004674.
@@ParamanandAyurveda thanks
Madam,4 year ke boy ke liye kya dose rahegi ashwagandharishta ki..🙏
5ML..WITH 10ML WATER AFTER FOOD
@ParamanandAyurveda thanks madam
BP high he use kar sakta hu kiya
kb se hai bp high ki problem..kitna high hota hai..'detail btaiye..
kya sugar ki bhi problem hai..
agr sugar nahi hai to le sakte hain..
@@ParamanandAyurveda sugar nahi he..BP 90 /140 kavi kavi hota hei
@@ParamanandAyurveda 3yrs se he BP
Wowww sach mein ye bade kaam ki chiz ha😊
Kaam ki cheej nhi h mai use kr chuka hu
Kyo kam nahi krta h ky
Thanks
Ek no tonic
Hello mam,ashavgandharisht aur sarswatarisht ek sath le sakte hain??
hanji
Mam sarpgandha me koi syrup aata hai Kya?
no.
Is it good for anxiety disorder ???
YES ,you can give.
sath me manas mitra vattkam .brahmi vati bhi de sakte hain
Hello mam , iske daily dose lenese weight increase hota hai kya
hanji...
Thankyou maim
Can u take ashwagandha arista who has undergone thyroid operation about 19 years back ??????🙏🙏
yes.
Ashwagandharist aur drakshasava ek sath le sakte hai ? Humko bahut kamjori hai aur bhukh bhi kam lagta hai aur dubla patla bhi hu
hanji le sakte hain..
Hight badhane ke liye sakte he kya
....plz reply
hanji
@@ParamanandAyurveda thanks mam...
Lekin Sevan kese Kare.....
very good tips mam
Kya isko hamesha le sakte hai kya
yes..
Mem namaste 3 years old bells palsy pz treatment
please bcche ki video 5 min.ki bna ke 9990004674 pe WATSAPP kijiye...
Kya Ashwagandha syrup and shankpushpi syrup ke sath me le skte h ?
10min ke gap me le lijiye
@@ParamanandAyurveda thank you
धन्यवाद
Thanks bahana
Good information mam..
Mam kya bacho ko de skte hai..4y baby k lyi
aap apne bacche ki smsya btaiye...
9990004674 pe WATSAPP kijiye...
High B P me use kar sakte hai kya
aap sarpgandha wati lijiye..
for more information WATSAPP on 9990004674
Le skte hai bhai
Good news dear
Mujhe bohat thakan aur kamzori rehti hai,saath hi anidra aur depression bhi hai. Main pehle se hi moti hun,kya isse lene se mera wajan aur badh jaega?
sbse phle ye janna jaruri h ki apki age kitni h..aur apka life style..aap working hain ya nahi...
ye sbhi batein apki treatment me help krti hain..aap hamare watsapp no.9990005395 pe watsapp kijiye..
chikitsak se bat ho jayegi....
thank you..
Mam drakshasav or vidangasav or ashwagandharisht tino le sakte kya please answer
hanji
avoid if you have diabetes
Ma'am mujhe din bhar sleepiness ki feeling rehti hai aur low energy feel hoti hai...Kya mein ashwagandharist le sakti hoo...
AAP DASHMOOLARISHT LIJIYE..
@@ParamanandAyurveda okay but vo pregnancy ke baad Lena hota hai na?? After delivery??....
Mera yesa case nhi...
Meri age 40 hai...mujhe periods related aur stree rog related koi issue nhi... delivery hoke 9 yrs ho chuke hai..
Par mujhe thakaan lagti hai hamesha aur low energy feel hoti hai...kya dashmolarsist phir bhi le sakti hoo??.
@@rollcrafter1246 Ek hi medicine ke bahot sare benefits hote hain.
Aap use kar sakte ho.
Ashvgandha rist ke sath balarist Ko Le sakte hain
hanji...
Mam arshagandha sirup se kya height barti hai ??
sath me aap physical activity bhi kijiye,exercise like jumping,skipping.and nutritious diet lijiye
Mam specifically ye dawa height barati hai kya
Medam iska ashar kitane dino main dhikne lag jayega aur ye weight gain main bhi kam le sakte hai kya
hnji,,
asar 15 days me dikhne lagega
Very nice information
Mujhe thik se nid ni aati gharahat Hoti h dimak me faltu bat chalti h to kya Ashwagandha le skta hu ya iske sath koyi dawa le skta hu
hanji,,aap ashwagandha le sakte hain,,
and agr koi allopathy medicine le rahe hain to aap 30 min.ke gap me lijiye
Pet ki sojan ke lye use kr skhte hai ji
nahi,,
sujan kis wjh se hai...kb se hai,,ye janna jaruri hai..
apne agr koi test karwa rakha hai to aap report 9990004674 pe WATSAPP kijiye
@@ParamanandAyurveda muje depression problem hai anxiety vomits problems hai oski medicine kha rha hu mai volleyball खेलता ho daily oske sath sojan ho jati hai yeh medicine work kr rhe hai pet phr vi
क्या ये खून को भी बढ़ाये गा क्या?
और हाथ पैर की दर्द को भी दूर करेगा?
apki samsya kya jhai exactly ,,vo btaiye....
WATSAPP on 9990004674
@@ParamanandAyurveda हँ
Mam me bahut patali hoon kya isse lene se me moti ho sakti hoon
hanji aap sath me shatawari churn bhi lijiye
@@ParamanandAyurveda mam me start kar di hoon
Hello mam, isko kitne Dino tak sevan kiya ja sakta he..
3months
Exercises ke samay creatine ki jagah le sakte h water m dal kr
ashwagandharisht subah sham khane ke baad ya fir sirf raat me khana khane ke baad pani se lijiye
Me abhi 19saal ki hu Kya me ye pi sakti hu ....Kya esse wajan bhi badhega mujhe wajan Kam krna hai per
hanji,,aap le sakti hain..aap apne routine me daily yoga ya 30 minutes walking add kijiye...
@@ParamanandAyurveda thanks 😊❤️
Mere neck,chest and stomach me khana khate time and khana khane ke baad jalan hoti hn aur dakare bhi aati hn. Upchar bataiye.meri sareerik prakrti garam h.
aap agar delhi ke hai to aap hamare centre pe virechan krwa sakte hain....
virechan therapy apki samsya ke liye bahut effective therapy hai...
for more details WATSAPP on 9990004674...
Kya is se weight gain hota hai?
hanji..
diet pe bhi dhyan dijiye,,
Ha mane use ki ha sahi ha
thank you for your comment.
Kya apki height Bari ??
wow
Kya अश्वगंधा pregnancy mein ले सकते please reply
yes,
but under strict supervision.
Kya diabetes patient ashwagadharisht le sakte hai
nahi
Hiper acdt me kis tarh yuas kare.pleas mam riplay.
Ratko savas lene me taklif hoti he.
hyperacidity ke liye aap koi aur dawai lijiye,,,
aap apni details 9990004674 peWATSAPP kijiye
Hello I have a question ?
hii,,please ask your question.
Achcha avowshath
Kitni quantity me peena hota hai ye or kitne paani me
20 ml dawai with 40ml pani..
क्या इसे dibetic और high bp के लोग ले सकते है क्या? कोई प्रॉब्लेम तो नही है ना?
nahi le sakte hain
High BP m le skte hai ..or diabetic m nhi
bahuth aacha madam
P
very nice
Nice
5 sal ke bacche ko de sakte hai kya
aap kis liye dena chhate hain..
bcche ki samsya btaiye..
@@ParamanandAyurveda bacche ka wajan 14 kilo 500 gm hai or wah kamjor hai ..wajan badhane ke liye...
Ek Aise syrup ke bare mein main video banaaiye jismein Sari Jadi Buti Ho Jo Jo is video mein aapane syrup Mein Dikhai hai aur bataiye Lekin ismein Koi I call Na Mila Ho Ho Ja Hua Jo Daru haldi likhi Hai ismein Uska Sevan na ho aisa koi syrup bataiye aur desi Sharab Ho Patanjali ka to Hoi na
Good
Ashvagandha kadha garm to nahi hoga mam
hnji..garam prakriti ki hoti h..
Canada ship karte ho ,international shipping??
yes,,we do..
please WATSAPP on +91 9990004674 for more information.
अश्वगंधा लेह और अश्वगंधारिष्ठ दोनों में से कौन सा अच्छा है?
P
mem mere hath piar me Kabhi 2 junjunahat Hoti h koi upay bataye
ye kamjori ki wjh se ho sakti hai...
aap balarisht lijiye 3 months regular...
Mam muje joint pain he kya mai le sakti hu
apki age kitni hai and kbse pain hai apko,,,details dijiye,
and ashwagandharisht mt lijiye,,
dhanwantrarishtam lijiye
@@ParamanandAyurvedamera age 32 he
Jyada kamjori ke liye le sakte hai
aap 9990005395 par call krke hamare doctor se baat kijiye
कितणे दिन ले शकते है
3 months regular
Kya isko low B.P me use kr sakte h or kitne din use krna h
please watsapp or call (9am-5pm) on 9990004674 to talk to our doctor.
thank you.
Are ye bevkuf bnare hai hmara no. Lijiye ye vo ...faltu ke chkkr m na pade .....ye syrup bht acha maine use kiya bp high ho chahe low ho dono m use kr skte hai
Aap humse kese sampark karegi
ap 9990004674 pe WATSAPP kijiy
Apake doctor se bat karaiye
AAP APNI SAMSYA 9990004674 PE WATSAPP KIJIYE
Dexoreng syrup ka sath Ayurvedic medicine use kar Sakta ha
hanji,,please gap 30 minutes between both medicines.
@@ParamanandAyurveda Thanks
Doora mirgi ke liye batao
aap 9990522244 pe WATSAPP kijiye
Sugar patient le skte hain?
no
Sir sap ashegandha ka churan le sakte h.
Mam mujhe tanaw rahta h aur ghabraht hoti h negetive thinking bhi bahut aati h kya mai le sakta ho
hanji
Medam kitane month tak use kar sakte hai aur ye mere garmi kar raha jiske karan mere chere par funci ho gai kya karu
to aap thode din bnd kr dijiye...
aap 9990004674 pe WATSAPP kijiye apni problem..chikitsak apko dusri dawai bta denge...
Dudh ke sath kaise use kre
dudh ke sath aap ashwagandha churn lijiye
Sir paani kitna lena h agar paani ke sath use kre to
12 years girl ko de sakte hai kya mam
hanji
Mem iska used moto hone ke liye hota ha Kay
no...
vericoase vein tablet hai na madam
ji
aap 9990005395 par call krke jankari lijiye
Kaya is product ka capsule base bhi hai with rate?
Hanji..capsules and powder form me apko Ashwagandha mil jayega...
Kya 7 sal ke Bchchi ko pila skte h
hanji..bt dose km..
Mam mujhe Apni height badhane ke liye medicine chahiye please answer me
My age 18 year
My height 5 fit 3 inch
My wait 48kg please answer me
aap exercise kijiye...
physical activity jitni karenge..utni height improvement me help hogi..
aap c health granules le sakte hain...
kottkal company ki ati h...
@@ParamanandAyurveda ye syrup hai ya capsule
क्या अश्वगंधारिष्ट हमेशा जीवनभर हर दिन ले सकते है ?
le sakte hain...3 months continue...'
fir gap 1 month ,,then you can start...
Mam mujhe alcer hai kya main ye aswaghandha le sakta hun
sir aap please 9990005395 pe WATSAPP kijiye..apko ulcer kitna h..kb se h ye jankari bhi jaruri h apki treatment ke liye...
Mam satavary aswagandha kitne mahine tk le sakte h weight ke liye koi side effect toh nhi h na
le sakte hain..koi side effect nahi hai..
3months le sakte hain...
Mujhe immunity gain karna he kya main isse le sakta hu?
Main daly workout karta hu wajan bhi gain karna he. Mera age 34 hain.
hanji..