Bhai app punch adventure model mein kitna kya modification karwaya hai.. thoda ek video banaye.. with price ... And quality of after market infotainment system... Please bhaiya...i want to buy this varient
में ने अभी ली है 1500 किलोमीटर चली है पेट्रोल में सिटी में 11 का माइलेज दे रहीं हैं और cng में 17 से 18 का तो आप भाइयों में कोई ये बताए की इस का माइलेज कब बड़ेगा और क्या मुझको पेट्रोल में ज्यादा चलानी चाहिए जिससे की इस का माइलेज खुल जाए या बढ़ जाए plz tel me ❤
Bhai meri hyundai ki aura hay company 27 28 ki clam kar ti hay aur may express hiway par 90 se 110 ki speed par chalata hu muje 33 ki average mile hay cng may
My TATA Punch Average(with A/C on) according to the roads as i live in hills in Himachal Pradesh= CNG Highway- 27-28/kg CNG City(Hills)- 17-22/kg PETROL Highway- 20-23/Litre PETROL City(Hills)- 13-16/Litre
Bro you're doing good but I have a doubt TATA claims mileage of 27 but how it gives 33. 😮 I am many times see this thing many owners claims that but i never believe but Today you're also claiming but I am in total shock
@@Nitesh18750bhai company full load with ac on k sath batati hai Isme b 5 log baith ke ac on kr ke chalao 25-26 hi milega Inki car me 2 log to h to khali hi gadi h isliye avg. Jada mila
Fake mileage Mere pass bhi tata punch hai hai Daily running 130-140 km Thane to Virar Full tank normally 8.10 kg to 8.5 kg Maximum km in full tank 130km Now 6000 km total ruuning in 2 months
Bhai app punch adventure model mein kitna kya modification karwaya hai.. thoda ek video banaye.. with price ... And quality of after market infotainment system...
Please bhaiya...i want to buy this varient
Ok
Same ❤❤❤
Meri cng punch city me 16-17 aur highway me 20-22 se jyada kabhi nahi Average deti ac 2 point pe rakhta hu, meri Punch 11000 ++ running ho chuki hey
Meri 20 ka average de rhi ac 2 pr
स्पीड भी बता दो कितनी चलते हो
Bhai petrol ma 24 ka de rhi
में ने अभी ली है 1500 किलोमीटर चली है पेट्रोल में सिटी में 11 का माइलेज दे रहीं हैं और cng में 17 से 18 का तो आप भाइयों में कोई ये बताए की इस का माइलेज कब बड़ेगा और क्या मुझको पेट्रोल में ज्यादा चलानी चाहिए जिससे की इस का माइलेज खुल जाए या बढ़ जाए plz tel me ❤
मेरा पेट्रोल में 2 से 3 और cng me 1 से 2 का एवरेज दे रही है
Bhai modified kha se krwai h
Adventure Highway par 31-32 and city me 27-28 पर kg average milta hai
Nice video bhai average best and also bootspace too....❤❤ Love from Maharashtra
Punch konsi verient hai
cng gujrat 76 price he
33 on highway but on city traffic will be 24 to 24 max
Yes
Nice aise video bnate rhna 👍👍
Thank you channel ko subscribe kar lijiyega Agar Sahi Lage to
Tum akele bande ho jise itna average mila hai punc me
26 se 28 mili thi ..❤
Bhoot acha mileage h
Ha ji
Company cng me 27 ka claim karti hey aur aap 35 ki average ki baat karte ho.
Bhai meri hyundai ki aura hay company 27 28 ki clam kar ti hay aur may express hiway par 90 se 110 ki speed par chalata hu muje 33 ki average mile hay cng may
Live video bana kar dikhaya hay phir bhu trust nahi hay aap ko
75
Cng ki zarurat nhi mere pass pure petrol hai
Aap ney reality bataye hai ,good family simple people
delhi me 75 rs/kg hai
Bhai meri punch petrol me 14 ki average deti h isliye m gadi change kar rha hu😊
Ha CNG Best Hai
Bhai city me Kitna deti he
Kabhi zero Karke Dekha Nahin Hai lekin jaldi Ek Bar Try karke dekhta hun
Bakwas 26 to 28
My TATA Punch Average(with A/C on) according to the roads as i live in hills in Himachal Pradesh=
CNG Highway- 27-28/kg
CNG City(Hills)- 17-22/kg
PETROL Highway- 20-23/Litre
PETROL City(Hills)- 13-16/Litre
Local city m kya Average deti h CNG pe ???
Main bhi Soch Raha Hun Ek Bar na Apne city mein local area Mein Chala kar Try Karke Uske bare mein Jankari share karun
लोकल मे दिल्ली में 23 KM का मिलेगी एवरेज
Ghanta milega 23 meri cng me 12 ki avarage h vo bhi chota city h 8 kg CNG me max 100 km chal rahi to Delhi ka bhul jao traffic@@sarveshashok
@@sardanarealestatesandbuild2057 भाई जी trip रेसेट कर के देख लो फिर बताना
@@TheLegend12300 भाई जी trip रेसेट करके देख लेना
Bro you're doing good but I have a doubt TATA claims mileage of 27 but how it gives 33. 😮
I am many times see this thing many owners claims that but i never believe but Today you're also claiming but I am in total shock
Same Yahi question tha jab tak maine bhi use nahin kiya tha??
@@AmarGyanVlogs haan ab Aapne hi 2 baar kara hai test dono baar 32 aur 33 diya matlab mileage sahi hai
Par company ka samaj nahi aaya
@@Nitesh18750bhai company full load with ac on k sath batati hai
Isme b 5 log baith ke ac on kr ke chalao 25-26 hi milega
Inki car me 2 log to h to khali hi gadi h isliye avg. Jada mila
@@AmarGyanVlogs aap ki average sahi hai muje bhi 70 to 80 speed aur 3 log and ac on and average is 34 ... My own experience
Mileage to badhia hai but 93 rupees bhot overpriced cng hai matlab kya hua fir cng lene ka.
Bhai Hamare Yahan per rate sahi hai Jahan per Mujhe mostally chalana hai vo rate to UP ka tha
Cng ka price petrol k barabar aa rha bt avg to cng me zyada aayega na
Fake
Jiski Jaisi Soch
Fake mileage
Mere pass bhi tata punch hai hai
Daily running 130-140 km Thane to Virar
Full tank normally 8.10 kg to 8.5 kg
Maximum km in full tank 130km
Now 6000 km total ruuning in 2 months
Jiski Jaisi Soch
@@AmarGyanVlogs Ismay soch kya hai...fact hai..... Log fas jate hai video dekhke may bhi fas gaya
Abe tujhe gadi chalana nhi aate hogi fir@@Theschoolmovie
@@user-VIKAS_YT mujhe bhi yahi lagta tha.a..showroom walo ko same average mila