Cash request krne ke liye hume pahele special remittance se request karna padega....fir boda roport me "cash indent from AO" is option me vi same amount dalna he Keya?
No. ....Special Remittance only for Cash received by Hand by GDS/BPM From AO. And cash indent from AO is request for cash in Bage from AO for Liability.
@@sdartz2028 Aaj hi cash lena h to AO se le aao uske kiye special remittance se request dal do. Or cash mil Jaye to Cash received from AO me figer fill kr do jisse wallet balance update ho jayega.
@@sdartz2028 cash lene se pahle request dalni h. Agar cash AO se Bage m mangana h Indent bale option se generation BODA m request dalni h yadi nahi to usko blank rahne do.
Sir Rd account open krenge 500ka to ippb transaction me amount kya dalenge zero zero ya 500plz bataye Rd account open ke alawa koi or kam n hua ho tb kya amount dalenge
Sir ek baat bataiye ki darpan device me daak upload karne ka kaam kiska hota hai BPM ka ya ABPM ka? Kya yeh jaroori hai? Aur ek question aur ki SO office se daak ko lene ka kaam BPM bhi kar sakte hai kya? Abpm ke rehte Kyuki BPM vahi se aata hai aur Abpm ko dur se aana padta hai to mereko please bataiye kya BPM bhi le sakta hai kya? Aur ye kaise kare? Please bataiye!👍😢
sir CBS me rd deposit krne k baad galti se data entry k CSC me bhi entry ho gayi toh deposit amount double ho gaya sir double hua amount km kaise kare...
Hello sir maine evening me aadhaar ka kam karta hoon to isliye ippb ka transaction to hota hay.evening me day end and boda report generate kar sakte hay?
Bhai sb withdrawal kiya tha 700 ka ab usme dcube withdrawal bhi dikha rha hai 700 ka total balance se 1400 km hue hain batao bhai woh 700 balance m kaise add honge
Good knowledge
Thank you for information
Good
New Account SB, RD SSA ke open ke upar ak video banaye sir ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
ruclips.net/video/0K33ThwGmcw/видео.html For ac opening
Hi
Cash request krne ke liye hume pahele special remittance se request karna padega....fir boda roport me "cash indent from AO" is option me vi same amount dalna he Keya?
No. ....Special Remittance only for Cash received by Hand by GDS/BPM From AO. And cash indent from AO is request for cash in Bage from AO for Liability.
@@digitalbaniye85 to cash request krne ke liye Keya karna padega please batao
@@sdartz2028 Aaj hi cash lena h to AO se le aao uske kiye special remittance se request dal do. Or cash mil Jaye to Cash received from AO me figer fill kr do jisse wallet balance update ho jayega.
@@digitalbaniye85 Cash hand me aane ke bad request dal dungi ?
Oi *cash indent from AO" ka.keya matlab?
@@sdartz2028 cash lene se pahle request dalni h. Agar cash AO se Bage m mangana h Indent bale option se generation BODA m request dalni h yadi nahi to usko blank rahne do.
Bag kab open karna hota hai , so se lane ke bad usidin ya agle din ke shuruwat me please guide brother
Usidin jis din aapko Mila h
Location not set problem during delivery
For for 5 to 10sec it automatically set
Problem in microatm fingerprint scanner say device not ready please solve
Aap setting m reset prefence kr de
This is a mashine not a mobile 😂
SIR AAPNE BODA HAME BODA REPORT KAISE NIKALTE AUR DEKHATE AUR PICHHALE DATE BODA REPORTS KAISE DEKHANE YAH SIKHAIYE THANKS SIR
Sir Rd account open krenge 500ka to ippb transaction me amount kya dalenge zero zero ya 500plz bataye Rd account open ke alawa koi or kam n hua ho tb kya amount dalenge
0 0 dalo. Rd ka amount wallet m automatically add ho jata koi entry nahi karni.
Agar kisi bag ka koi article kal deliver hoga to bag close karke dispatch kar sakte hai
Ke sakte h article ko deposit kr ke
Sir ek baat bataiye ki darpan device me daak upload karne ka kaam kiska hota hai
BPM ka ya ABPM ka?
Kya yeh jaroori hai?
Aur ek question aur ki SO office se daak ko lene ka kaam BPM bhi kar sakte hai kya? Abpm ke rehte
Kyuki BPM vahi se aata hai aur Abpm ko dur se aana padta hai to mereko please bataiye kya BPM bhi le sakta hai kya?
Aur ye kaise kare?
Please bataiye!👍😢
Darpan m kam BPM karta h. PMA app m ABPM Karta H. AO se daak ka Len den ABPM kartah.
Sir last date ka boda generate nahi kar ppaye the to aaj day begin nahi ho raha kya kare
Mobile ki setting date time change karke BODA GENERATION kr lo
Bag me koi article deposit rahe geya to keya hum bag dispatch kr sakhe he to!?
Kr sakte h next day invoice se deposit article ko delivery ya return kr sakte h
What if no articles to dispatch to SO ?? How to close bag??
Enter Bage no. And close Bage without any article. Ho jayega
sir CBS me rd deposit krne k baad galti se data entry k CSC me bhi entry ho gayi toh deposit amount double ho gaya sir double hua amount km kaise kare...
Mere se bhi ye mistake hue thi , usse withdraw karlo
@@Harshupatil357 but boda report generate ho gayi next day kr sakte h kya withdtaw...
Kr lena
@@digitalbaniye85sir date select karna h kya ya present date
@@jitendrakumarbhilala3304 Aaj ki date m
Bhai aap apna kaam evening me krte ho aisa hum bhi kr skte h kya
Withdrawal and deposit in Darpan CBS AO office working time m hi kr sakte only. Baki aap day end BODA generation bad m evening m kr sakte ho.
Hello sir maine evening me aadhaar ka kam karta hoon to isliye ippb ka transaction to hota hay.evening me day end and boda report generate kar sakte hay?
Kar sakte h . jab bhi aap ka Kam samapt ho jaye aa IPPB entry karke Day End ke bad genete BODA ke sakte h
Joining ke baad new mobile no. Lekar adhaar link karke uska use kar sakte kya?
Kr sakte h
Employee ID ka password kaise pta kre hmko nhi pta h
Default Password:- Dop@123
Sir csc transaction kahan update krna haii ??
Data update m
@@digitalbaniye85 ohk sir
Please take returns before day end likh rha h kya kare ki day end ho jaye?
Artical invoice se deposit ya delivery karo. Then day end hoga
Sir agar BPM ka aadhar link mobile number nhi ho to OTP kaise ayega
Jo number CEPT sever pr aapne new mobile registration ke liye h usper aa jayega
@@digitalbaniye85 ok
Emo kaise paid krre iss phone me
COD amount kaha se add karega sir..??
Article scan ke sath automatic aa jayega yadi Bage virtual data recived hua h to ya manually article type m COD select kare.
Previous date me boda nahi generate kore.... Today day begin nahi ho raha hai...... Problem solve kaise kore???
Mobile ta date change kr ke try kro...ho jayega... Thank me later
Agr glti se AO ko amount send ho jaye to cancel kese kre
तत्काल AO को सुचना दे
Sirf mobile milega kya
Mobile biometric charge
Thermal printer jaisa kuch nhi hai kya स्लिप के liye
Bs chutiya bna rhe sale sb..... Kha gye paise ar kya
@@GDSindiapost2021 hai..baad me milega
Password
Bhai sb withdrawal kiya tha 700 ka ab usme dcube withdrawal bhi dikha rha hai 700 ka total balance se 1400 km hue hain batao bhai woh 700 balance m kaise add honge
Dcube m 0 dal do. Ho jayega sahi
@@digitalbaniye85Dcube kya hota hai?
ippb automatically fetch nahi hoga kya
Nahi manually dalna padega
Printed milega ki nahi?
Milega pr abhi aaya nahi Kai jagah..
OTP every time puchega kya
Hum jb jb login krenge tb
Yes Everytime
@@digitalbaniye85 kya apna adhar link number baad me change kr skte hai sir
@@trishnasen6307 apne ASP shab se aap sampark kare...es bare m
High value withdrawal me kitne withdrawal krskte hai??
Kitna bhi nikalo KYC ac with PAN Link
Password kaise ayita bhai
Default password se login hoga fir new password banega
Very bad quality
Apni video ki quality 480pxl pr ke lo