Maine ek rpli deposit kiya but pending ho gya jo mujhe pta nhi tha....maine uss rpli ko sub office se jma krwa diya aur day end ke time mera pending bhi success ho gya h jisse mera wallet amount jyada ho gaya hai use kaise shi kr skte h....bo sleep me balance shi h
Ragister aur sped post kaise kare with document kaise karna h please explain kar dijiye
Thankyou so much ❤️
Welcome dear
Ap GDS ho 😄
@@vinaybagri786
Yes..
@@The_smita43 kasa pa posting ha ap ke
@@vinaybagri786 ap bhi hai kya.....gds
Hallo Sir Apde A video Tama mane rooj RUclips par mane moklju ne sir ok sir
@@bhaviksharmabhaviksharma6837 hanji?
Aap plz hindi me likhe
Mujhe smjh nahin aya
Jispe bo detail fill kar rahi hai iska pdf send kijiye
Maine ek rpli deposit kiya but pending ho gya jo mujhe pta nhi tha....maine uss rpli ko sub office se jma krwa diya aur day end ke time mera pending bhi success ho gya h jisse mera wallet amount jyada ho gaya hai use kaise shi kr skte h....bo sleep me balance shi h
Agar double ho gyi hai jma to customer ko bta do or unse pese le lena ki agle mhine ki bhi jma ho gya hai
Mam agr day end krne ke bad kya day begin nhi ho skta
@@Devarajni123 nahin
@@Devarajni123 next day hi hoga
Ok mam
Bse mam day end kitne bje kr skte hai koi fix time hai kya ya kbhi bhi kr skte hai
@@Devarajni123 aapke kam pe depend krta hai. Kbhi bhi kr skte ho aap.
Didi apne toh bag open hi nhi kiya
Main focus closing pe tha na isliye 😀
Sure mdm day end ke bad IPPB ka report fich nahi hota hai aur na hi manually ke liye keybord hi aata hai.iska solution batayen
Manual k liye data entry kr skte hai aap
Mam day end karne k baad aadhar mobile update kar sakta hoon ।
@@SADDAM96478 hanji kr to skte ho. But hisab me le lena amount next day