इन्वेंटर बैटरी से AC कितनी देर चलेगा !! Inverter Battery Backup While Using AC
HTML-код
- Опубликовано: 25 янв 2025
- In this video am going to test inverter battery
backup while using AC on inverter .
Ek battery pe ac kitni der chlegi ??
Inverter par ac kitani der chlega !!
Aur kaise testing kari jaye comment me bateye !!
Hii
Kamco
Refrigerator + 0.75 ton ac
You have talent surely you are going to famous one day
Reply karo yaar
Inverter be like; yah aadami meri Jaan le ke hi manega 😂😂
😂😂😂
😂😂
Not inverter batteries be like😅
🤣🤣🤣🤣🤣
😂😂
Bahut mehnat kari bhai aapne. Salute to you. And thanks for doing this experiment, I was always wondering about it.
Aapke pass itna mast mast idea kahan se aate Hain 🤔🤔
Vai, Nice experiment . I am from Assam
I am Assam bother
Love your videos ❤️ 😍
Your videos are awesome 👌
Love from west Bengal
Abhi tak Asa experiment kisi na nhi Kiya great nhi amit na nhi yash na Nahi Mr Indian hacker nice experiment
Bro 1 ton ki AC ke sath test karo 🔥🔥
2 ton ka bhi test jaruri h 😂
Haa 👍
Nice informative video that noone has uploaded till now
Bohot informative video, dekh ke maza agya, love from West Bengal, big fan😘
Nice bro ❤❤ I am from Lucknow ❤❤
Aap kon sa AC use karte hai
At start I thought hi is mimicking some random people, but no bro is made default 😂😂
helpful video bhai tks..
Bro maza agaya yaar keep it up
Sir smarten superb 3050va me janretor se battery charge ho jayega kya isme DG mode option hai kya
New subscribers🎉
Bohot mehnat Keri aap e bhai❤❤
bhai yoyu are very very very very very very very best youtuber
Mast nice ideas 💡👍💯💯💯
Hello bhai main aapka bahut bada fan hun aapki sari videos dekhta hun
Bhai video usefull hai. Suru se end tak bhi dekha hai. lekin aap ka battery kitna ah ka battery hai kyun nahi bataya. Wo nei bata ne se hum log keise calculate karega. Example: 150ah x 2 battery
Bhai 2 bat batao
Aapne kitne ah ki battery lagayi hai and ye c10 hai ya c20
Bhai mera yahi question tha jo ki aapne solve kar diya video banane me aapne bahot mehnat kiya
thnku bro confusion door ho gya
Bhai ko mere liye video banana ho gaya. LoL 🥰🥰🥰💞💞💞😉😉😉😉❤️❤️❤️💞💞💞😊😊😊
Ye batana kitne amp. Ki bettary hai , or kitna backup kitne tan ki ac per de rahi
Aap inverter per na battry lgaye fir dekhiye😅😅ek baar test krna😂bro❤
Bhai aap kamal ke experiment Karte
ho. Lekin aap vo Kar sakte ho Jo Maine comment me likha hai.
Suno
Condition 1.
generator ke output ko ac 220v de Kar dikhao.
Condition 2.
Ab chalte generator ke output ko ac 220v de Kar dikhao.
Dost ek vdo Aisa banaoo jisse direct solar panl aur invetr se ac chalaoo
Kya baat he bhaiya 🥰🥰🥰
solar se ac kese chalega...full setup pe ek video banao aap....kaun sa inverter,battery,solar panel....lagbhag kitna karch aaega ?
Bhai ye apka kounsa ac hai iska model name kya hai
Bhai aap ka big fan hoo
Nice video bro op opopopopopop 👌🏻👌🏻👌🏻👍🏻👍🏻👍🏻😊😊🔋🔋😎😎
Bhai nebulizer se oxygen bna skte h
Nice bro ❤️❤️❤️❤️❤️
Bro bo lithium ion battery ke sath try karo kitne der chalti ha
Bhai convertible 6 in 1 ac ke sath try karein bhai aur ek video laaye plz. Kitni der chalti hai sirf solar pe 2kw solar main.
Battery kitne "Ah" ka tha?
Battery capacity kya hai bhai kitne AH ki hai
Bohat mahenat karte ho bhai. ❤❤❤❤
Vae ak bat hamesha yad rakhna. Aap jab vi es tarah ke experiment karte he toh multimeter se voltage aur amp hamesa check karna. Tavi hame vi dekhna maza aata he. Agar ac ma karna he to ac load meter laga kar hi karna vai plz🙏
Jai Shree Mahakal Ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai envator se color or frzz ke testing kro
Rip English bro😂
5 star wala single door Refrigerator kitna watt krta hai ? 600VA wala inverter aur 200AH ke battery se kitna chal jayega ?
Great testing sir ye dono battrry kitne Ah ki ki thi.
Invertor ac ki testimg kariye
150 ah
Bhai achi knowlege thi pr 2.5kv ka inverter 1.5ton ki ac ni chala paya iska ye matlab b ho skta h ki 1kv k inverter me 2 battery lagti h jabki 2.5kv k inverter me 5 battery hone chahiye or apne do battery lagai h jo 1kv k inverter ko splay deti h to ye b ho skta h ki is Baja se 1.5 ton ka ac ni chala jabki chota bala chal gya kuki bo 2 battery pr tha jo 1kv k inverter k liye h to ap kya 5 battery k sath b try kr skte ho ki chal skta h ya ni kuki me ghar me 2.5 kv ka sholar sistam laga ra hu ac k liye ap try karke btaye chalega ya ni plzzzz
1.5 ace normal, inverter ac konsa chalaya bhai
Are vai 1.5 ki AC chalti usi inverter se lekin battery kam huwa. Kam ka matlab aap jab vi heavy current flow karwate hai to voltage drop hota he thoda sa aur 10 voltage ke samne aata he, ak battery ki bata raha hu. aur voltage 10 ke hojane ke bad inverter overload hota he. Yehi karan he . Aap ko 1.5 ki AC chalana he to 3 battery parallel connection aur 3 ko parallel me uske bad series connection karna hoga....
This is inverter on 2 HP water pump
Please try me? ~
And backup timer on ⚡
Yes sir trry
Han bhai karke dikhao, ?
Yes sir try to again inverter load?
Yes
Bhai without Staplizer connnect karo tab chal jayega kyuki Staplizer bhi power convert karne me power lagega
Utl 3350 se chal jayega 1.5 to ac
If possible, make a video on starting a car engine using inverter battery. And attaching the car battery on inverter.
sir agar hum scooty ka speedo meter ko bike mai laga deto speed jayada dikhayega eya fir same e rehe ga..sir agar apko idea pasand aya please reply dijiyega🙏
Battery extra lago chal Jayega . Mera 4 battery inverter h solar ka sath 6hrs
Kya Solar, lgake and BLDC electronic product, lga ke ,
Bijli bil,
Or badi bettry or bada , inverter, se bach sakte he 😮
Appna ye experiment kro ki ek badi size ki battery se inventer chalo or us inventer me battery ka charger laga do or us charger se battery charging karo kya battery se free me energy milegi😄🤔🤔
Mai srdiyo me dekh rha hu video 3/1/2023 ko aur jb ac on Kiya muje thndi ka
Ehsas hone lg gya
😂
bhai blue star ka ice Cream Deep freezer 300w ka chal jayega ?
App jio ki sim use carte hoo
Dude 1ton ki ac kitne samay tak chalegi ise 👍, is par bhi ek video jarur banana please 😊
Good news ☺️ thank
Who is missing Great Outros.
Bro Solar Panel se pura setup se connect karke ac chalao.
Bhaiya normal inverter bettery ke jagaha par lithium ion bettery laga de 12 volt bana kar parallel and series connection kar ke 12 volt 20 ah bana de tab kya inverter chal payega
Plz bhaiya ispar video banaiye hamlog bahut pareshhan hai 4 saal tak chalti hai bettery bas
Lithium ion 15 se 20 saal tak chale ga...........
Please video banaiye bahut views aayenge
New invention
local brand ups has fake 2.5kva tag , branded product has original output will not have this problem. this is actually a less than 2kva unit
Bhai insaan ki laitrine se bijli banao
Good Experiment
Hamare paas hai 2Kva ka inverter me uss se Samsung ka 1.5 ton 5in1 convertible inverter AC chalata hu 60% par kar k . Ache se chalta hai
Jyada garmi mein 60% pa cooling nhi karega
@@harshjaat4710 but more than enough hai . Hamare room pe direct sunlight padti hai wall par bhi or chatt par bhi fir bhi ache se cool kar deta hai . Or chatt par tiles bhi nahi lagi abhi . Uski wajah se bohot jyada garam hoo jata hai chatt , temperature 46°c chal raha hai . Par haan dophar k time me 60% par cooling nahi hoo pati , 80-100% karna padta hai . Par agar tiles lag jaaye toh fir aaram se 60% par work karega wo 👍🏻
Bro ek video 4000 watt ke power inverter ke upar banao or usse kya kya chala sakte h bade load mai jese ki jpt ka pressure washer 2400 watt wala ya fir ek ac chalega ya nahi power inverter se .....
Bhai ye bhi to btao ki ac kitne stars ka h ?
Bhai Genus Surja pro 3200 lgao ac 1.5ton v chlegi & 1hp summer seble motor v chlega
I have 5kw Hybrid Luminous solar system but unable to run 1.5ton ac
Bro what is the issue
I am also planning for installing 5 kw system
Love your experment
Kitna Ah ka battery tha.
150
Bhai batteries ki Ah rating bata do aur kitni volt he he?
Lg convertible ke saath try karna.
Crazy video 🔥🔥🔥
Seedha solar panel ko inverter se connect krke fr chla kr dikhao
Agar batteries add krde to ek video banao 3 or 4 batteries pe views b jordar ayenge
Is inverter se pc kitne time chalega
10 hours+
Are yaar esse acchaaap luminous ka solarverter bro pcu lete jo 2kva Or 3kva par available he
Bhai solar pr chala kr dikhao kitne load leti or kitne der chaleghi
Battery kitne Ah ki he ?
bro iss inverter pe 100 watt ki kitni bulb jalegi?
16
Ye To Mera Wala Invertor Hai 😜😝🤣😂
Pro tip :- If you want to stop any zombie from despawning but you don't have any nametag, you can give zombie anything which he can hold in his hand like any block, tool, armour piece, etc thing in Minecraft
Tu yaha bhi khel le Minecraft, kya facts ka c banega re tu 🤣
30с ас.,
Mai 3kva 24v utl gamma plus 3350 inverter pe 1.5ton 4star inverter ac chalata hu... Toh ac aaram se chalta hai with ghar ka others loads light fan tv ke saath... Din pe solar se chalta hai and raat pe battery se chalta hai.. 1hp pump bhi chal jata hai mera... Mera pura grid ka bill 0 aa raha pichle kuch mahino se 😊
Kitna kharcha hua tha Ap ka full solar system pe including ac😊
@@RAAZSHAHANI 1lakh 85 thousand for full solar system including heavy wiring and 45 thousand for inverter ac...
Or ye bhi try karo direct solar Panel se ya battery se ac chala ke dikhao ki inverter ke bina kya hoga ac ka.
Reply bro please
Ghade Battery Kitne AH ki thi wo Kon batayega
Battery kitne AMPERE ki hai?
Tumehn ye bhi bataana chahiai thaa k batteries kitne ah ki lagaai thi dono
Solar lga ke direct chalo Bhai plz
Patla wire use kiya tha for neecha wala ac
Good
Bhai, video banane se pahle thoda research aur kar lete to achha hota.
Inverter AC ka matlab ye nai hota ki aap usko start inverter se karoge. Uska matlab hota hai ki powercut ke time pe agar already room us temperature pe hai jispe powercut se pahle chal raha tha, usko ac inverter ki help se easily chal sakta hai.
Ye common sense hai ki agar room ka temperature high hai to ac shuruwat me room thanda karne ke liye thoda power jyada khayega.
Ek Naya video banao jisme apka room pahle se thanda ho and inverter ki power supply band kardo, fir dekho kab tak chalta hai ac.
Aur ek baat, har Ghar me double battery inverter nai hota, single battery lo 150 ya 180ah ki and regular sine wave 800VA ka inverter lo.
Inverter AC jab room thanda hota hai tab 100-200 watt power le raha hota hai and 800va inverter ka output 640 watt hota jo us time sufficient hoga.
I hope meri baat aapko samajh aayi hogi.
Bhai ak fan ko clao or dakho ki Kitna dar Lagatr Kitna dar cla ga
Informative video maza aagya
Ab ek yeh bhe video banao ke jis batery se aap ne ac chalaya vo 1 baar full charge hone ke kitne unit bizli lete hai. Or sath he 1 video yeh bhe banao ke .75 ton ka ac 3 hr chala to kitne unit bizli li aus ne compare Karo meter unit ko or inverter me kitne paise ke bijli lagi.
Stablizer connect hai ,vo voltage chanegs ko stable karne ke liye current varry karta hai , jab jab vo voltage correct karne ke liye high current leta hai tab beep kar rha hai