Pahle samjho Dharm kahte kisko hai....Dharm is not religion.....as per SANATAN RELIGION.,DHARMA is duties of righteousness.,..,Majhab ko Hindi me Panth kahte hai aur english me Religion....Dharma is above all...
"mazhub" and "religion" are same but "dharma" is synonymous to "kartavya" which can be translated to duty. it means the righteous path which one should follow to uphold the society we live in. Maharaj ji meant that "desh" is a political boundary can expand and condense like akhand bharat and modern day india resectively. but "Dharma" or duties of a person towards his country, society or family is fixed which means it is "sanatana" or eternal in english. thats why "dharma" or righteousness is eternal or "sanatana". when it comes to nationalism it is eternal with dharma because dharma is everything which assures upholding of societal fabric which contributes to nation as lord Ram said "Janani Janmabhoomischa Swargadapi Gariyasi" that translates to "Mother and motherland are superior even to heaven". so dharma upholds a nation. for example, a soldier has the dharma to protect the country, the defence minister's dharma is to command him to protect the nation, a teacher's dharma to shape the younger into diamonds, a farmer's dharma is to feed the country, if even one gets away from dharm the country is nothing but a failed state. that is why dharma is different than religion. no matter to which mazhub you belong you are following your dharma. that is why "dharma is sanatana" or eternal and you don't need to get converted to come into dharma because you are in dharma even if you are breathing because by doing so you are doing "manushya dharma" or a human duty. jai dharma 🙏jai satya🙏 jai hind🙏
Divorse is not a good thing ,,, because divorce is not part between husband and wife ,,,, ,,, it's also impact with children,,, ,,,,,so sometimes a man or a woman may be wrong,,but if you want to come to right way ,,,than depend your partner,,,, that's it
Unhone talaaq ke baare me ye kaha ki apne aapko achchha rakho, apne deeds ko achchha rakho , apne ego ko neecha rakho to understanding badhti hai aur relationship strong hoti hai aur talaaq ki naubat nahi aati hai mere bhaiyon
Vivah ( marriage) ka meaning hi diff hai...it's vastly diff than theirs in its values and foundation .Hamare yaha vivah ko do atmao ( shiv parvati) ka Sangam 7 janmo ke liye mana jaata hai. 'Ardhangini' ka matlab hi apka adha hissa hota hai. Therefore sirf ek 'jeevan sathi' hotah hai. Concepts and intentions sath rehne ke are completely different. Comparision hi nahi hai as ours is ' vachan' NOT ' contract'.
Dharma religion nahi hai bhai ittna to aapko samjha chahiye tha ittna sanatan ko dekhne ke baad ....sanatan kisiko dabana nhi sikhata its just teaches non violence to any living being and way to do our duty our dharma
Hinduism is not religion its a philosophy to live life yes now its religion as per new world but from the starting it is philosophy and dharma means duty not religion we don't have religion concept. And lndian culture is derived from Hinduism like example. Vasudev kutumbaham respecting to elders saying namaste etc. Hinduism is not separate to lndia. India is connected to Hinduism thats way we came as country in modern era.
i belive the concept of talaq in mazhub is very biased as a man has the right to give talaq if he does not wish to be any longer with his woman but a woman has to beg for "khula". if talaq is so appealing than why only men have the right to command it and woman have to plead to her husband to leave her. what if he he doesnt give her khula and continues to torture her. this is heights of misogyny.
Divorce ke topic pe wo galat hai logo ko shaadi nibhane ki puri koshish karni chahiye but when there is a domestic abuse or mental trauma you should have a choice of divorce
Bhaiyo aap log kis duniya me jee rahe ho . Andhe bahere reading writing kr sakte hai india me brail school hai jaha pr googen bahere andhe likhna padhna seekhte hai.
देश की रक्षा करना ही सबसे बड़ा कर्त्तव्य है देश को बचेगा तो धर्म भी बचेगा और अपने लोग भी ! धर्म के नाम पर लोगों ने बहुत सारे पाप भी किये है जहाँ धर्म बड़ता है वहाँ अतार्किता आती है जैसे :- जातिवाद , दास प्रथा , सती प्रथा ,छुआछूत, धर्म के नाम पर मानवता भूल जाना और न जाने कितनी सारी चीजे !!
Dharm matalab karm aap jo karm hai chahe woh achha ho ya bura ushe tumhare dharm hota hai.wahi desh se dharm pehela hai desh se yani karm mahan hai.hindu dharm karm Pradhan hai naki ideology Pradhan hsi
Aap teeno bahot lucky hai jo sree sree sree Rambhadracharya ji ko sunte hai .pichle janam ka kuch relation hai jo aap teeno bhagwan Ram ki bate sunte hai.
Hinduism mai 7 janam ka concept hai ... isliye talak zruri nhi pr Hinduism ik aisa religion hai jo time ke sth evolve hota hai ...ajj ke time pr talak b hote hai
Dharm ka matlab religion nahi hai dharm ka matlab duty for example putra hane ke nathe Mera maa baap ke prati Dharm(duty )Keya hai .Sanatan ka matlab na aadi na aunt hai . Sanatan Dharma ka samajhne mein sub ka bas ki baat nahi
Koyi bhi person har topic pe expert nhi ho skta hai ajkal logo ki dikkat ye hai wo ek topic ke expert ko bula kar usko har topic par question puchne lagte hain to Zahir hai koyi chiz jab uske expertise ke bahar hai to wo fir logic se nhi emotions mein jawab dega .
Hamare Liye Toh Dharma Hi Desh Hai, Kyuki Hinduism Toh India Ka Religion Hai! Lekin Islam Toh Foreign Religion Hai Isliye Sab Kaaba Ke Taraf Muh Karte Hai!
Dharm ka meaning sanatan mai ese hota hai...raja ka dharm praja ki seva , mata ka dharm bachche ki dekhbhal , father ka dharm family ki security , doctor ka dharm patient ko bachana...this is dharm in sanatan ( right duty of humans)
24:20 Bhai ye jo bata rahai ho(changes) vo app ke islam Possible nahi hai ,couz ur quran claims perfect deen but were as in sanatan u can change accordingly😂😂😂
Swami ji ne khud kaha hai Dharma means kartavya aur hindiusm main dharm yane religion nahi hota dharm and moral duty (kartavya) hota hai. Jaise solider ka dharma hai invaders, aur danger se country ko protect karna fir chaye wo religion se muslim ho ya sikh ho ya anay koi bhi. Jab sabhi apna dharma matalab moral duties sahi se nibhayenge tab duniya ke pass fight ke liye reason hi nahi rahega.
Hamare sanatan m har cheez puchne ki azadi hoti h aap jb jante nhi ho Sanatan ko toh aapne hisab se bol ku dete ho ki mere ko ye lga dusra bolta h mujhe ye lga hamare bhagwan n hme itni azadi di h ki hm unse bhi sawal kr sakte h aap logo jesa nhi ki allah aur nabi ki izzat m ghustaki ho gyi aagar koi unke bare m kuch bol de rhe kuki bhagwan hamare parents h hm aapne parents se bhi swaal krte h n wase hi aur hn kbhi ye nhi bola gya hme ki time ke sath mt chlo ye bola gya h ki aapko last tak try krna h shadi na tute na ki jo phle hota aaya h whi aapko krna h phle toh books se hi padha ja sakta tha but ab toh aap internet use krke online classes bhi lete h toh hame time ke sath chlna sikhaya gya h aur aap ans ku nhi dete ho aapni bari m earth round hota h science kehti h aur hamari religious book bhi but aap logo ki religious book m earth ko flat bola gya h toh research krke science ko glt bta dijiye aap log answer diya kro.
Bhai hum shadi ko aisa sambandh mante hai jo tod nhi sakte isliye shadi se pehle bahut kuch dekha jata hai compatibility check karne ke bado ke tareeke hai aur kaun aisa insaan hai is duniya me jisme kami nhi hai lekin unkamiyo ke sath hum samne wale ko apnate hai aur saat vachan jo hote hai unhe kabhi jano to samajh jaoge ki inme jo kasam dilayi jati hai agar use imandari se nibhaya jaye to aur koi jarurat nahi padti...sabse jyada scientific aur practical religion hai hamara... isliye pehle to tum teeno muh kholne se pehle samjho dusre ke culture aur tradition aur religion ko...kue ke maidhak ho tumse jyada to hamare bache logical bat karte hai...
Inke muh se ye sunkr ki dharm bada hai ...apne se compare krne se phle ye samjho ki ...sanatan dharm mai dharm khte kise hai...dharm ka matlab hota hai right duty of a human...hamare grantho mai religion exist hi nahi krta...aap log jese hi dharm word sunte ho apko sirf religion sunai deta hai
Are bhai dharm ka mtlab religion nhi hota dharm matlab duty hota h jaise ki ek student h uska dharm h achhe se padhayi karna agar ek student hokar padhayi achhe se nhi kr raha to yo adharm kr rha h aisi he har ek inshan ka dharm h ek inshan ka dharm h karuna daya sabke liye prem ki bhavna rakhna ye ek dharm h ...agar ek inshan buri cheeje karta h logo ko kast dukh deta h yo adharm h jaise ek beta h uska dharm h apne maa baap ka seva karna jaise ek mata pita h inka dharm h apne baccho ko sanskar dena i hope aap samjh gye honge
Aur jb aapko kuch samjh nhi aata toh aap religious topic pr reaction dena bnd kr do aapke lagne se kuch nhi hota ki mere ko ye lga dusra bolega mujhe bhi aesa hi lga aagar aap kisi ke religion ke bare m bs aese ki jo aapko lga woh bolna chahte ho toh ex muslim sahil ki bhi videos dekh liya kro use dekh kr bhi aapko kuch lagega shayd hae n.
Why the hell are you watching these videos and take in wrong interpretations from this, when you have not yet scratched the basic conceptual clarity of Sanatan Dharma.
Are tum Pakistani kab samjhoge ki dharm religion nhi hota dharm duty ko kehte hai aur hamari duty ko hi hum apna religion mante hai...aur tum teeno aise kyu react karte ho jaise aaj hi prithvi par aaye ho...dusre gola ke ho kya😂😂😂
Ap samjh nehi re talak talak talak 3bar boldiya to aysa Nehi he ,prachin kale lerka or lerki nehi rahena na chati ho to family ke sath bat karke alag hote he prachin kale
Bhai pehli baar aap k channel pe comment kr rhi hun....Bhai aap ki majhab ko dil se respect h...bt ek baat bolungi ki vdo dekhne k baad pehle thik se samajh le....kisi v religion k bare main agar aap vdo bana rhe h toh pehle thoda research kr k samjh le taki vdo main thik se samajh sake...acharya ji saaf keh rahe h ki dharm matlab duty h humanly duty naaki religion.... sanatan main dharm ka matlab duties hota h....hmm Aaj ki duniya main hum hindu hi kuch chize samajne main bhul kr dete h bt ek baat sacch h or rahega ki sanatan is a pure form of humanly duties, responsibilities and respect....
Jo Kali topi Wale ne kaha ke lifafe mein rahana hinduon ka culture hai main Sikh hun mujhe bhi maloom hai ki hinduon mein rahane ka koi culture nahin tum log sochte Nahin samajhte Nahin fir bhi jo bhi baat kar dete ho pahle poochh liya karo aur itne Hindu tumhari video dekhte hain vah bhi nahin tumko batate ki tum log kya bol rahe ho hinduon ko koi bhi nahin chahti se pahle lekin mera
Pahle dharm ka matlab samjo tum jis kirdaar me ho use nibhana dharm hai police ka dharm kya hai use usi hisab se apna karma karna hai.. Ek sher dahdata hai wo uska dharm hai wo billi ki tarah myav nahi karega
Yaar tum logon ko main shuru se sun raha hu jab se tum log reaction channel start kiye ho, maine ek baat analyse kiya ki tum log kuchh bhi samjhne ki koshish nhi karte. Sun sanatan dharm ke baare me rahe ho aur jod apne Islam ke sath rahe ho. Tumhen pata bhi hai ki baat kya karte ho aur reaction kya dete ho.
Phli baat koi v inko bhai to bolo hi mat ye india aur sanatan ko hmesha galat dikhate h sb kuch dekhte h video me smjhte v h pr nautanki h inki ki ye ni smjha aur jo main baat hoti h usko ignore krege... Indian video dekhkr kama kha rhe atleast kam se kam uska ehsan mano aur dharm mahzab me diffrence h smjh lo thoda padhkr aaya kro madarsa gyan ni chalega
Bhai hamare me talaq ka concept nhi hai aur live in ka koi nizam nhi hai hamare culture me ...bakwas karta hai ye beech wala...bhai kehne ko bahut hai lekin tum jaise ko kich bhi samjhana possible nhi hai....
Dharma is not religion, religion is Hinduism and Dharma is Truth. understand
Pahle samjho Dharm kahte kisko hai....Dharm is not religion.....as per SANATAN RELIGION.,DHARMA is duties of righteousness.,..,Majhab ko Hindi me Panth kahte hai aur english me Religion....Dharma is above all...
Right 👍
Dharma agar accha hoga Hindusm jisa to thik kyuki usme insaniyat hai. Kabila ka kanun type nahi hai.
Jahilo ko na samjhao yar
कट्टर@@pushpendrapratapsingh7560
0:19 unhone kaha dharm bada hai religion nahi...
Dharm mane kartvya ( right duty)
Dharam means duty. Karma means Actions or your deeds.
Dharm means jo dharan kare
"mazhub" and "religion" are same but "dharma" is synonymous to "kartavya" which can be translated to duty. it means the righteous path which one should follow to uphold the society we live in. Maharaj ji meant that "desh" is a political boundary can expand and condense like akhand bharat and modern day india resectively. but "Dharma" or duties of a person towards his country, society or family is fixed which means it is "sanatana" or eternal in english. thats why "dharma" or righteousness is eternal or "sanatana".
when it comes to nationalism it is eternal with dharma because dharma is everything which assures upholding of societal fabric which contributes to nation as lord Ram said "Janani Janmabhoomischa Swargadapi Gariyasi" that translates to "Mother and motherland are superior even to heaven". so dharma upholds a nation. for example, a soldier has the dharma to protect the country, the defence minister's dharma is to command him to protect the nation, a teacher's dharma to shape the younger into diamonds, a farmer's dharma is to feed the country, if even one gets away from dharm the country is nothing but a failed state. that is why dharma is different than religion. no matter to which mazhub you belong you are following your dharma. that is why "dharma is sanatana" or eternal and you don't need to get converted to come into dharma because you are in dharma even if you are breathing because by doing so you are doing "manushya dharma" or a human duty.
jai dharma 🙏jai satya🙏 jai hind🙏
nice saying i think it is the most accurate explaination.
🙂
Black Cap waale bro....Live in ka concept Sanatan ne nahi diya hai balki Court ne di hai u r mixing law with religion..
Aap isko aise mat lo ki Islam ya Hinduism Desh se bada hai..,Dharm Desh se bada hota hai..,.Dharm mean righteousness ( Achchhai/good deeds)
Brilliant,,,, 👍🏻
Dharm means Duty 🙏 not a Religion 🙏
Dharm Or Majhub Mai Utna Hi Bada Fark Hai Jitne Din Or Raar Mai 🙏
Divorse is not a good thing
,,, because divorce is not part between husband and wife ,,,,
,,, it's also impact with children,,,
,,,,,so sometimes a man or a woman may be wrong,,but if you want to come to right way ,,,than depend your partner,,,, that's it
Unhone talaaq ke baare me ye kaha ki apne aapko achchha rakho, apne deeds ko achchha rakho , apne ego ko neecha rakho to understanding badhti hai aur relationship strong hoti hai aur talaaq ki naubat nahi aati hai mere bhaiyon
Vivah ( marriage) ka meaning hi diff hai...it's vastly diff than theirs in its values and foundation .Hamare yaha vivah ko do atmao ( shiv parvati) ka Sangam 7 janmo ke liye mana jaata hai. 'Ardhangini' ka matlab hi apka adha hissa hota hai. Therefore sirf ek 'jeevan sathi' hotah hai.
Concepts and intentions sath rehne ke are completely different. Comparision hi nahi hai as ours is ' vachan' NOT ' contract'.
Jay Shree ram❤❤❤❤❤
Dharma religion nahi hai bhai ittna to aapko samjha chahiye tha ittna sanatan ko dekhne ke baad ....sanatan kisiko dabana nhi sikhata its just teaches non violence to any living being and way to do our duty our dharma
Dahram ka matalab kartvya bola hai. Tumhare dharam nahi
Hinduism is not religion its a philosophy to live life yes now its religion as per new world but from the starting it is philosophy and dharma means duty not religion we don't have religion concept. And lndian culture is derived from Hinduism like example. Vasudev kutumbaham respecting to elders saying namaste etc. Hinduism is not separate to lndia. India is connected to Hinduism thats way we came as country in modern era.
i belive the concept of talaq in mazhub is very biased as a man has the right to give talaq if he does not wish to be any longer with his woman but a woman has to beg for "khula". if talaq is so appealing than why only men have the right to command it and woman have to plead to her husband to leave her. what if he he doesnt give her khula and continues to torture her. this is heights of misogyny.
Ye bichare samajhnne ki bahot kosis ki hai aur struggle kar rahe hain pur muskil hai inke liye.
Divorce ke topic pe wo galat hai logo ko shaadi nibhane ki puri koshish karni chahiye but when there is a domestic abuse or mental trauma you should have a choice of divorce
Bhaiyo aap log kis duniya me jee rahe ho . Andhe bahere reading writing kr sakte hai india me brail school hai jaha pr googen bahere andhe likhna padhna seekhte hai.
Please reaction on the chanakya dialogue latest video
"Livin". ye hamara apna concept nahi hai ..... and we are strictly against it .
Jbse hamara Sanatan h toh us time divorce nhi hote the but hme time ke sth chlna sikhaya gya h.
Main aapka chellan isliye dekhta hun because ur vision for Sanatan....but u all r bumb
❤❤❤
Dharm aur religion different hote hai.
देश की रक्षा करना ही सबसे बड़ा कर्त्तव्य है देश को बचेगा तो धर्म भी बचेगा और अपने लोग भी !
धर्म के नाम पर लोगों ने बहुत सारे पाप भी किये है जहाँ धर्म बड़ता है वहाँ अतार्किता आती है जैसे :- जातिवाद , दास प्रथा , सती प्रथा ,छुआछूत, धर्म के नाम पर मानवता भूल जाना और न जाने कितनी सारी चीजे !!
भारत सर्वप्रथम है ❤
Dharm matalab karm aap jo karm hai chahe woh achha ho ya bura ushe tumhare dharm hota hai.wahi desh se dharm pehela hai desh se yani karm mahan hai.hindu dharm karm Pradhan hai naki ideology Pradhan hsi
जय मां भारती 🕉️🚩🇮🇳❤️👍
Are bhaiyon wo koi mauja nahi hota .har currency me code hota hai blind logon ke liye.🎉🎉🎉
Dharm means not religion.Dharm means rightoues duty. Sanatan is very deep , so you will never understand unless you will born as hindu.
BHAI DHARMA IS KEEPING COUNTRY FIRST BRO 😆 🤣 DHARMA IS DUTY
Aap teeno bahot lucky hai jo sree sree sree Rambhadracharya ji ko sunte hai .pichle janam ka kuch relation hai jo aap teeno bhagwan Ram ki bate sunte hai.
Dharma means Righteousness.
Dharam is not religion
Hinduism mai 7 janam ka concept hai ... isliye talak zruri nhi pr Hinduism ik aisa religion hai jo time ke sth evolve hota hai ...ajj ke time pr talak b hote hai
Dharm ka matlab religion nahi hai dharm ka matlab duty for example putra hane ke nathe Mera maa baap ke prati Dharm(duty )Keya hai .Sanatan ka matlab na aadi na aunt hai . Sanatan Dharma ka samajhne mein sub ka bas ki baat nahi
Koyi bhi person har topic pe expert nhi ho skta hai ajkal logo ki dikkat ye hai wo ek topic ke expert ko bula kar usko har topic par question puchne lagte hain to Zahir hai koyi chiz jab uske expertise ke bahar hai to wo fir logic se nhi emotions mein jawab dega .
He said Dharam means Duty.
Muslim ko dharm aur religion main difference pata hi nahi hai... analysis kaise karenge.....kewal RUclips channel PE AA gaye....
Hamare Liye Toh Dharma Hi Desh Hai, Kyuki Hinduism Toh India Ka Religion Hai! Lekin Islam Toh Foreign Religion Hai Isliye Sab Kaaba Ke Taraf Muh Karte Hai!
Dharm means our duty's
कर्म प्रधान है.जय कृष्ण कृष्ण कृष्ण नारायण नारायण नारायण
Dharm ka meaning sanatan mai ese hota hai...raja ka dharm praja ki seva , mata ka dharm bachche ki dekhbhal , father ka dharm family ki security , doctor ka dharm patient ko bachana...this is dharm in sanatan ( right duty of humans)
Wo bol rahe the ki talaq nhi hona chahiye,
Samanjasya ( ek dusare ka sath ) bana kar rakhana chahiye.
5 yrs ke thei tab Ramayan aaur 7 yrs me mahabhaarat yad kiya .
24:20 Bhai ye jo bata rahai ho(changes) vo app ke islam Possible nahi hai ,couz ur quran claims perfect deen but were as in sanatan u can change accordingly😂😂😂
Dharm ek hai sanatn dharm , baki sab majhab hai panth hai
Dharam means duty duty means karm
The word was kartavya means duty
There is a difference between Dharm and Religion. There are ten characteristics of Dharma.
It is unfortunate that Dharma is interpreted as religion.
Simple bhasa me samjhata hun ..desh se badi deshbhagti.. that's the dharma
He says Dharm is the first, here he says Dharm means duty but not religion. You have to understand the Sanskrit word Dharm.
Valmiki ramayan valmiki ji ne likhi hai jo ram bhagwan ke time ke the
Dharma does not mean Mazhab.
Mera desh pahale hai❤❤
Hinduism mein shadi ka matlab janmo ka bandhan hota hai.living relationship to foreigners ki den hai.Hinduism mein talak hai hi nahi.
To do Aurat ko Talaq lene haq ....😂
Dharm ka matlab religion ya Mazhab nehin hota, Religion/Mazhab/Panth se bada desh hota hei...
Janta kya manti ye koi ek sadhu nhi decide krega
Dharm does not mean religion
Dharma means duty Dharma ka matlab majhab Nahin Hai
Swami ji ne khud kaha hai Dharma means kartavya aur hindiusm main dharm yane religion nahi hota dharm and moral duty (kartavya) hota hai. Jaise solider ka dharma hai invaders, aur danger se country ko protect karna fir chaye wo religion se muslim ho ya sikh ho ya anay koi bhi. Jab sabhi apna dharma matalab moral duties sahi se nibhayenge tab duniya ke pass fight ke liye reason hi nahi rahega.
Sanatan
bhai blind ki ek alag se training hoti h..padne ke liye
Hindu dharm ki talaaq naam ka word nhi hai
Aap logo ko kuch nahi pta per bas bolna hai kuch bhi ulta seedha.
😂😂
Hamare sanatan m har cheez puchne ki azadi hoti h aap jb jante nhi ho Sanatan ko toh aapne hisab se bol ku dete ho ki mere ko ye lga dusra bolta h mujhe ye lga hamare bhagwan n hme itni azadi di h ki hm unse bhi sawal kr sakte h aap logo jesa nhi ki allah aur nabi ki izzat m ghustaki ho gyi aagar koi unke bare m kuch bol de rhe kuki bhagwan hamare parents h hm aapne parents se bhi swaal krte h n wase hi aur hn kbhi ye nhi bola gya hme ki time ke sath mt chlo ye bola gya h ki aapko last tak try krna h shadi na tute na ki jo phle hota aaya h whi aapko krna h phle toh books se hi padha ja sakta tha but ab toh aap internet use krke online classes bhi lete h toh hame time ke sath chlna sikhaya gya h aur aap ans ku nhi dete ho aapni bari m earth round hota h science kehti h aur hamari religious book bhi but aap logo ki religious book m earth ko flat bola gya h toh research krke science ko glt bta dijiye aap log answer diya kro.
Tum Logon ki responsibility Apne bacchon ke Prati Jyada hoti hai ya FIR Aurat ke upar
Bhai desh se pahle bhi majhab nahi hai dono me Jamin aasman ka anter hai
Bhai hum shadi ko aisa sambandh mante hai jo tod nhi sakte isliye shadi se pehle bahut kuch dekha jata hai compatibility check karne ke bado ke tareeke hai aur kaun aisa insaan hai is duniya me jisme kami nhi hai lekin unkamiyo ke sath hum samne wale ko apnate hai aur saat vachan jo hote hai unhe kabhi jano to samajh jaoge ki inme jo kasam dilayi jati hai agar use imandari se nibhaya jaye to aur koi jarurat nahi padti...sabse jyada scientific aur practical religion hai hamara... isliye pehle to tum teeno muh kholne se pehle samjho dusre ke culture aur tradition aur religion ko...kue ke maidhak ho tumse jyada to hamare bache logical bat karte hai...
Dharma agar accha hoga Hindusm jisa to thik kyuki usme insaniyat hai. Kabila ka kanun type nahi hai.
Dharm -achai adharm -burai ,dharm mtlb reletion nhi hota hai bhai
Please react on Zakir naik attacked on Acharya Prashant and he reply video on india news bohat interesting video hai
Dharm means duty hawa dharm thhandak dena suraj ka dharm garmi dena
Cap baale bhai ko acha knowledge hai
Dharma ki bahut meaning hai aap log nhi samajh paoge
Inke muh se ye sunkr ki dharm bada hai ...apne se compare krne se phle ye samjho ki ...sanatan dharm mai dharm khte kise hai...dharm ka matlab hota hai right duty of a human...hamare grantho mai religion exist hi nahi krta...aap log jese hi dharm word sunte ho apko sirf religion sunai deta hai
Are bhai dharm ka mtlab religion nhi hota dharm matlab duty hota h jaise ki ek student h uska dharm h achhe se padhayi karna agar ek student hokar padhayi achhe se nhi kr raha to yo adharm kr rha h aisi he har ek inshan ka dharm h ek inshan ka dharm h karuna daya sabke liye prem ki bhavna rakhna ye ek dharm h ...agar ek inshan buri cheeje karta h logo ko kast dukh deta h yo adharm h jaise ek beta h uska dharm h apne maa baap ka seva karna jaise ek mata pita h inka dharm h apne baccho ko sanskar dena i hope aap samjh gye honge
Bhai apko Dharma or religion me farak malum nahi hai
Quran ji ayat 35 47 paldlo
Bhai mazub/religion or dharam alaga hai
Aur jb aapko kuch samjh nhi aata toh aap religious topic pr reaction dena bnd kr do aapke lagne se kuch nhi hota ki mere ko ye lga dusra bolega mujhe bhi aesa hi lga aagar aap kisi ke religion ke bare m bs aese ki jo aapko lga woh bolna chahte ho toh ex muslim sahil ki bhi videos dekh liya kro use dekh kr bhi aapko kuch lagega shayd hae n.
Why the hell are you watching these videos and take in wrong interpretations from this, when you have not yet scratched the basic conceptual clarity of Sanatan Dharma.
Live in repetition ship aur talak hindu dharam mein nehin hai .yeh mogol aur British ka den hai.hamari kishi kitab mein Nehi hai
adharmi akbar ko hamare guru se mat jodo.
Are tum Pakistani kab samjhoge ki dharm religion nhi hota dharm duty ko kehte hai aur hamari duty ko hi hum apna religion mante hai...aur tum teeno aise kyu react karte ho jaise aaj hi prithvi par aaye ho...dusre gola ke ho kya😂😂😂
Sanatani main shaadi Vachan Hota Hai Jo Pati Patni ek Dushre Ko Dete Hain.isLam Main Contract Hota Hai jo Kabhi Bhi Toda Jaa Sakta Hai.
kisi ko discussion me lao..taki tumhe dharm aur mjhab me fark bta ske..tum nhi smjh paoge...
Ap samjh nehi re talak talak talak 3bar boldiya to aysa Nehi he ,prachin kale lerka or lerki nehi rahena na chati ho to family ke sath bat karke alag hote he prachin kale
Hindu Bhi Baith kar Reaction islam Quran ke Baare kuch Bhi Keh Denge Toh Tum Teeno Ko kaisa Lagega .
Aap logo ki baatein sun kar hasi aur taras bhi aata hai. Jab sanatan aur Hinduism samajh nahi ata hai to kyu try karate ho.sirf paisa kamane ke liye.
Bhai pehli baar aap k channel pe comment kr rhi hun....Bhai aap ki majhab ko dil se respect h...bt ek baat bolungi ki vdo dekhne k baad pehle thik se samajh le....kisi v religion k bare main agar aap vdo bana rhe h toh pehle thoda research kr k samjh le taki vdo main thik se samajh sake...acharya ji saaf keh rahe h ki dharm matlab duty h humanly duty naaki religion.... sanatan main dharm ka matlab duties hota h....hmm Aaj ki duniya main hum hindu hi kuch chize samajne main bhul kr dete h bt ek baat sacch h or rahega ki sanatan is a pure form of humanly duties, responsibilities and respect....
Jo Kali topi Wale ne kaha ke lifafe mein rahana hinduon ka culture hai main Sikh hun mujhe bhi maloom hai ki hinduon mein rahane ka koi culture nahin tum log sochte Nahin samajhte Nahin fir bhi jo bhi baat kar dete ho pahle poochh liya karo aur itne Hindu tumhari video dekhte hain vah bhi nahin tumko batate ki tum log kya bol rahe ho hinduon ko koi bhi nahin chahti se pahle lekin mera
Pahle ye batao ki kya islam me ek aurat apne husband ko talaque de sakti hai......... Agar Ha, tab gyan pelna
Pahle dharm ka matlab samjo tum jis kirdaar me ho use nibhana dharm hai police ka dharm kya hai use usi hisab se apna karma karna hai.. Ek sher dahdata hai wo uska dharm hai wo billi ki tarah myav nahi karega
Yaar tum logon ko main shuru se sun raha hu jab se tum log reaction channel start kiye ho, maine ek baat analyse kiya ki tum log kuchh bhi samjhne ki koshish nhi karte. Sun sanatan dharm ke baare me rahe ho aur jod apne Islam ke sath rahe ho. Tumhen pata bhi hai ki baat kya karte ho aur reaction kya dete ho.
Pahle dharma ka matalm to samjho nahi to tum logo ko kucch
Pata nahi chalega