@@giorgebush2581ok bro suno. Digital meter lekar koi bhi ek wire ke sath dusri wire ke oms chek karo. Oms badhte kram me hone chahiye. Jaise ki ek ke sath 100 oms dusri ke sath 120 aur tisri ke sath 140 is tarah se. Oms no. Me kam jyada ho sakte lekin kam se jyada ki or hone chahiye Jis wire ke sath baki wires ke oms is tarah se aa rahe hai wo wire common hai . Capacitor wire ke oms bhi jyada honge 140-150 Tak Agar 6 wires nikli hai to capacitor ki wires alag nikli hongi aur agar 5 wires hai to 100 aur 140 oms wali me capacitor lagega Baki agar na samajh aye to batana Mai video bana dunga
Badhiya hai
Coil ki wire kaise pahchana jay ki kaoun sa running hai aur kaun sa wire ac capacitor aur speed wire is per ek video banao bhai
@@giorgebush2581ok bro suno.
Digital meter lekar koi bhi ek wire ke sath dusri wire ke oms chek karo.
Oms badhte kram me hone chahiye.
Jaise ki ek ke sath 100 oms dusri ke sath 120 aur tisri ke sath 140 is tarah se. Oms no. Me kam jyada ho sakte lekin kam se jyada ki or hone chahiye
Jis wire ke sath baki wires ke oms is tarah se aa rahe hai wo wire common hai .
Capacitor wire ke oms bhi jyada honge 140-150 Tak
Agar 6 wires nikli hai to capacitor ki wires alag nikli hongi aur agar 5 wires hai to 100 aur 140 oms wali me capacitor lagega
Baki agar na samajh aye to batana Mai video bana dunga
@@giorgebush2581 ok
Hellow mr only vedio seen what is the use? no any details and data. We are see cinima
@@Elumalai-n9h what you want to know
Wire ki pahchaan mujhe nahi aathi
Kitne inch ka hai motai size
@@ask.5506
wall fan 1400 RPM
Core 1"
16slot
Bada wala
@@ask.5506 yes boss
No yus
Andha winding