Sir mere splendor bike ka push rod ka bolt sleap go gaya hai aur wo over size hai .to kya bina engine khole over size bolt ke thread banava sakte hai kya. Mechanic bol Raha hai ki over size karoge to engine crack hi jayega.
Sir vedeo bahut achchha Laga bahut hi helpful hai Sir tap ka size bataye ji kaun sa tap lagega tap Amazon se purchase karne per uska size M se hota hai jaise M12M13 isme kaun sa lagega
tapariya bansal ye jayadatar aise company ke ate hai aur vaise bhi bhai ye tool itni jaldi khrab nahi hote hai isko to sirf alyumimium wale part me thread nikalni hai na iron wale chamber me bhai ok
Bhai bolt 1 mm bada hota hai...Bhai 1 number bada bolt lag jayega...aap bike ka jo kharadwale hota hai..uske pass chale jana vo apne aap kar dega ..Bhai.uske pass sabhi tarh ke bolt aur tap hote hai..ok bhai.thanks u
@@YourBikeMechanic thanks for reply sir . Mere Splendor bike ka push rod ka bolt slip ho gaya hai. o bolt over size hai.aab mai kis naap ki chudi katau.
भाई ये सब तो ठीक है पर खेरात का काम करने दे बाद जो कचरा है चूड़ी करने का वो इंजिन आयल के साथ मिक्स हो कर अंदर ही रहे जाएगा जो कि इंजिन को नुकसान पहुँचा सकता है इसका भी बताओ बाहर साइड का तो निकल भी दो जो चूड़ी कसते समय अंदर की तरफ गया उसका क्या??
bhai dont worry oil bolt ke upper main oil filter yani ke ek jali hoti hai...its safe bro..aur vaise bhi ander jab maine chudi ko kata hai khachra to ander gya hi nahi hai,,,bhai agr man kuch kan chale bhi jate to vo oil filter par ruk jate hai...
Bhai vaha par over size bolt hi use Hoga..agr waha par bahut jayada hole khul gya hai .to...ab to sirf Engine ko open Karke oil wale whole dubara Aluminium Ki Vailding se Bhar wakar hi dubara standard size ke bolt ki chudi katne padegi..Bhai..agr aap vo bhi Nahi karwana chahte hai to..Last option Main chamber ko hi change Karna padega..Bhai ok... thanks u
Bhai... Isme 2 risk hain... Jaha tak mujhe lgta h... Risk confirm nhi hai... But aap btana.. 1) Aisa krne se aluminium ke kan engine oil me milke use damage kr skte hain.... Or agr aisa krna hi hai... To oil ko drain kr lena chahiye... Kya sahi h..oil drain. ?? 2) petrol engine oil me mix nhi ho jayega aise ??
bhaiya sayad apne video ko dhayan se nahi dekha hai is kaam ko maine kitni careful aur safai se kiya hai..aur rahi petrol ki baat ap chahe isme 100 ml petrol bhi dal de tab bhi koi farak nahi padega isme koi risk nahi ye full safe hai aur bhai agr apko ye galat lagta hai to bhai market me vo bhi mechanic baithe hai jo is kam ko karne ke liye full engine ko open kar dete hai ...ok bhai agr video acha lage to like karna aur nahi lage to dislike karna bhai main to aise hi karta hu aur karta rahunga bhai ok thanks u
@@YourBikeMechanic or apki hr video me dhyan se hi dekhta hu bhai... Aapne greece lgai thi... Taki koi b aluminium ka partical engine ke andar na ghus jaye... Uske baad petrol se secondry wash kia tha..
Bade bahi hume jo bajaj bike hai uska oil hume clutch cover me jo oil pipe hota hai..waha se hume engine oil nikal sakte hai..lekin hero bike ka nahi..bhaiya maine apko bahut hi aasan trika bataya hai...aadhe mechanic to bhai pura engine hi khol dete hai...ok bhai
@@YourBikeMechanic .....bhai mere paas activa hai , aur uska washer ek side se bilkul plane aur dusri side se alag shape ka hai !!!😥😥😥 (genuine washer).
Bhai mere splendor pro ke drain oil Wale nut ki internal thread kharab ho gye hai ab usko 17 nmbr wala nut nahi lagta jab lagata hu nut free ghumta hai koi solution btao bhai
Kon.se wala spocket Bhai front wala Jo choti garari Hoti hai vohi kya ...Bhai agr apki bike jayada purani hai Jaise koi 10 year old to to koi garrari Kisi mechanic ne agr usme nayi daal Di ho to bhi ye problem as jati hai Bhai ....ur dusra reason ye ha agr gear box ke main bearing jam ho jate hai tab bhi aise problem aane lagti hai agr bike apki band hai aur tab use aap check karte ho....tab . Aur 3rd most important reason Bhai bike ki clutch plate down ho Jaye aur bike clutch lever jayada loose(dheela) ho aur bike ke gear tite lagte ho tab ye problem as jati hai ....ok bhai
Bhai agr bolt free hai tab to isme aap ye kam karwa sakte ho...Aur agr chamber hi crack hai tab usko open karke engine dubara se bailing karke isme new chudi banani padegi ok bhai...3 rd option agr ye kisi ko acha nahi lagta hai...to islam main chamber hi change hoga ok bhai
Industrial area me jao vha pr bolo ke 14mm ka 3rd tap or T type tape renge chahie. Vidio banane vale bhai sahb shayad abhi free nhi he. 💐 👍 Lekin unka prayaas khali nhi jaega.
Bhai ye face oil se sana hua hai tabhi to iske baare har kisi ko pata chalega ...ye is me dikhaya hai ki engine ka oil free hai aur vaha se oil ka rishav hota hai tabhi vaha se ganda dikhai de raha hai ..agr oil nut thik hota to kya vaha itni gandgi dikhai deti nahi na bhai to isko to humne baad me bike ki washing me saaf kar diya ...aur rahi aapki baat bhai ye sirf video me dikhane ke liye hi dikhaya hai agr ye thik hota to is video kaise pata chalata kki kya problem hai bhai...ok
Superb yaat.. ye sahi jaankaari hai.. superb so beautiful
Maine aap ki video dekhkar maine apne bike mai kiya hai
Thanks for video sir
good job bro
bahu bahut dhanyabad bhai meri bike me bhi yahi ho gya he is ko dekh ka me bhi yahi karbata hu me socha tha ki engen ko open karbana padega
1 number
बहुत अच्छा जी लव you
Ap ka video bahut achha he bheya saund thoda badaneme dheyan dija
Nice video 👌 guru ji thanks
Sir mere splendor bike ka push rod ka bolt sleap go gaya hai aur wo over size hai .to kya bina engine khole over size bolt ke thread banava sakte hai kya. Mechanic bol Raha hai ki over size karoge to engine crack hi jayega.
Super video bhaee ji
Aap ne to rupay bacha diye bhai maja a gaya
Very nice video sir 👍
NiceVideoSir
Super idea bro thnks .nice information 🙏🏻
Nice video bro
Very nice video
Good video.
Super bhai
Sir vedeo bahut achchha Laga bahut hi helpful hai
Sir tap ka size bataye ji kaun sa tap lagega tap Amazon se purchase karne per uska size M se hota hai jaise M12M13 isme kaun sa lagega
Very helpful video sir ji
Thanks and welcome
Good
Nice
चूड़ी बनते वक्त जो एमरी निकलती है वो अंदर गिरेगी तो प्रॉब्लम होती होगी भाई
Nice video
Unicorn engine head bolt trading failed ho gain uska video banao
Good है
Always drill to clear old threads before tapping. Can use same handle with special drill bit.
excellent
Super
Bhai ager 14number Nate be free hoo gaa tokaa Kara.. PL reply
Passion pro ka kitana number tap lagta hai bro... Meri ghadi ka problem hai. Mai khud karna chahata hu
Guru ji tap konsi company ka acha aata hai
tapariya bansal ye jayadatar aise company ke ate hai aur vaise bhi bhai ye tool itni jaldi khrab nahi hote hai isko to sirf alyumimium wale part me thread nikalni hai na iron wale chamber me bhai ok
bro my scooter has same drain bolt slip and the mechanic said it cannot be done unless l do engine down, so, is it really necessary to do that?
Tap kee full size bataye bhai
Sirji,
hamko engine oil bhi drain karna pathda he ki nahi
ye kaam ho jane ke badd.
Teplen tep laga skate kyaa
These is not a music video music is not compulsory for learning knowing knowledge
Sir pessp pro me konsa bit lagega 17 n slip ho gya he or 18 n sudi banana he or thoda sa krek bhi he to sudi ban sakti he sir pliz bataiye 🙏
Thanks sir
Bhai ye aap kha kraye hoo...
Aur HONDA LIVO 19 model me over size ka kon saa bolt 🔩 lagega...
Mai UP GHAZIPUR se hu
Please reply 🙏....
nice
Supar
Kya rate lagta h eska.....banavane ka
Kansi jagaha par milega bhai batana plz
Please tell me hum new bolt se purane wale ko replace kar sakte hai ye bolt kitne mm ka hota hai Hero Xtreme 150 mai
Bhai bolt 1 mm bada hota hai...Bhai 1 number bada bolt lag jayega...aap bike ka jo kharadwale hota hai..uske pass chale jana vo apne aap kar dega ..Bhai.uske pass sabhi tarh ke bolt aur tap hote hai..ok bhai.thanks u
Over size bolt konse naap ka hota hai
13mm, 14mm, 15mm, 16mm, 17mm, 18mm ye hote hai bhai
@@YourBikeMechanic thanks for reply sir . Mere Splendor bike ka push rod ka bolt slip ho gaya hai. o bolt over size hai.aab mai kis naap ki chudi katau.
Mahindra gusto ka bolt size kya hoga
Brother bolt mm?
Nice jaihind
भाई ये सब तो ठीक है पर खेरात का काम करने दे बाद जो कचरा है चूड़ी करने का वो इंजिन आयल के साथ मिक्स हो कर अंदर ही रहे जाएगा जो कि इंजिन को नुकसान पहुँचा सकता है इसका भी बताओ बाहर साइड का तो निकल भी दो जो चूड़ी कसते समय अंदर की तरफ गया उसका क्या??
bhai dont worry oil bolt ke upper main oil filter yani ke ek jali hoti hai...its safe bro..aur vaise bhi ander jab maine chudi ko kata hai khachra to ander gya hi nahi hai,,,bhai agr man kuch kan chale bhi jate to vo oil filter par ruk jate hai...
mere pass "tvs sport" bike he old wali 2008 modal
uske oil pass holl cut gya he
koi pakka solution ho to batao sir
Bhai vaha par over size bolt hi use Hoga..agr waha par bahut jayada hole khul gya hai .to...ab to sirf Engine ko open Karke oil wale whole dubara Aluminium Ki Vailding se Bhar wakar hi dubara standard size ke bolt ki chudi katne padegi..Bhai..agr aap vo bhi Nahi karwana chahte hai to..Last option Main chamber ko hi change Karna padega..Bhai ok... thanks u
Sir tapper volt kons se part mea hota ha
Bhai... Isme 2 risk hain...
Jaha tak mujhe lgta h... Risk confirm nhi hai... But aap btana..
1) Aisa krne se aluminium ke kan engine oil me milke use damage kr skte hain.... Or agr aisa krna hi hai... To oil ko drain kr lena chahiye... Kya sahi h..oil drain. ??
2) petrol engine oil me mix nhi ho jayega aise ??
bhaiya sayad apne video ko dhayan se nahi dekha hai is kaam ko maine kitni careful aur safai se kiya hai..aur rahi petrol ki baat ap chahe isme 100 ml petrol bhi dal de tab bhi koi farak nahi padega
isme koi risk nahi ye full safe hai aur bhai agr apko ye galat lagta hai to bhai market me vo bhi mechanic baithe hai jo is kam ko karne ke liye full engine ko open kar dete hai ...ok bhai agr video acha lage to like karna aur nahi lage to dislike karna bhai main to aise hi karta hu aur karta rahunga bhai ok thanks u
@@YourBikeMechanic bhai kr dia h already... Me apka purana subscriber hu... Bss jisme doubt lga wo pucha...
@@YourBikeMechanic or apki hr video me dhyan se hi dekhta hu bhai...
Aapne greece lgai thi... Taki koi b aluminium ka partical engine ke andar na ghus jaye... Uske baad petrol se secondry wash kia tha..
You are right, after threading Complete engine oil to be drain...I do practically.
Bhai etni mehnat krne ki jrurat nhi hai sirf 17no. Ka hi hlki si moti thread ka nut lga do sidhe hi bina kuch kiye
bhai ji i know but uski life kam hoti hai ye genuine trick hota hai aur kharadwale bhi aise hi karte hai ok
@@YourBikeMechanic bhai sahab ager jyada jor se kisi b nut bolt ko kso to vo free ho jata hai fir chye vo tap ya die kise se b thread nikali ho
Yadi isko jam hi Kar de to oil uper se nahi nikal sakte kya
Bade bahi hume jo bajaj bike hai uska oil hume clutch cover me jo oil pipe hota hai..waha se hume engine oil nikal sakte hai..lekin hero bike ka nahi..bhaiya maine apko bahut hi aasan trika bataya hai...aadhe mechanic to bhai pura engine hi khol dete hai...ok bhai
Bhai mere cd 100 k perdhan wale nutt engine main chle gye help me
Bhai kharad wale isme dubara se new bush laga denge..ok
Tq brother
Mere gadi ka oil bolt slip hai pura ghum jata hai free par wo nikal nahi Raha kya kare
kya solution nikala fir.. same problem he meri bike me bhi
plz jarur btana
मेरा वाला हो गया यार बहुत टेंशन में हूं क्या होगा
Vedios ,Bhai background music km krna ya off krna .
ok bhai thanks u
Yah kahan per mil raha hai
Sir pech banane wali tools kitne k miltahe
tap hardware shop me milega
Sir apache RTR 180 ka oil filter wala lanba wal free ho gya uski kese kre.
...bhai alluminium washer ko nut ke uper kisi bhi side se daala ja sakta hai ya koi khaas side hi jaroori hoti hai !!!???
bhai ye washer dono side se plane Hoti hai Kisi bhi side se laga sakte hai.. don't worry
@@YourBikeMechanic
.....bhai mere paas activa hai , aur uska washer ek side se bilkul plane aur dusri side se alag shape ka hai !!!😥😥😥 (genuine washer).
Bhai mere splendor pro ke drain oil Wale nut ki internal thread kharab ho gye hai ab usko 17 nmbr wala nut nahi lagta jab lagata hu nut free ghumta hai koi solution btao bhai
Bhai jaisa maine bataya hai aap jo bike ka kharadwale hota hai uske pass chale jana vo thik karde ga uske pass ye wale tools hote hai bhai ok
Lik
Yr company se karane me kya kharcha aata hai?
Bhai kitne Paisa lagenge yeh dukn mein karne pe
👌👌👌👌👌👌👌😡👌tqqq tqqq
Activa ka gear net slip ho gaya hai kya kare sir
Is kam ka mistri log kitna rupeya lete hai costumer se ?
हा भाई मैने पूरा चेन निकालकर nivtal करके हाथ से घुमाकर देखा तो बहुत टाइट घूमता है गाड़ी nivatअल करके चालू करने पर घूमना चाहिए मगर नही घूमता
Kon.se wala spocket Bhai front wala Jo choti garari Hoti hai vohi kya ...Bhai agr apki bike jayada purani hai Jaise koi 10 year old to to koi garrari Kisi mechanic ne agr usme nayi daal Di ho to bhi ye problem as jati hai Bhai ....ur dusra reason ye ha agr gear box ke main bearing jam ho jate hai tab bhi aise problem aane lagti hai agr bike apki band hai aur tab use aap check karte ho....tab .
Aur 3rd most important reason Bhai bike ki clutch plate down ho Jaye aur bike clutch lever jayada loose(dheela) ho aur bike ke gear tite lagte ho tab ye problem as jati hai ....ok bhai
@@YourBikeMechanic haa choti garari hai
Front wala choti garari hai
5 year ki gadi hui hai
Aap customer ho ya bike Ka koi kaam seekh rahe ho bhai
Agar side se crack ho to kya kre
Sir meri pulsar150 me engine had ka lamba wala bolts miss ho Gaya kaise sahi hoga
Pls sir reply jarur Karna
Isted ka bolt 🔩 silip ho gaya he to het bilok riper karne wala he wo thiret bnade ga
13 mm ka bold aur tap milta nahin he tools ki dukan main
Tap ka no btao 13mm ka
Sir tap ki size kitni hai
13mm screw pitch1.5
Mera Tools kaha milega plag reply denga
Bhai ye tools apko apne area jaha par sabhi tarah ke tools milte hai unke pass milega...ok bhai
@@YourBikeMechanic Bhai ye tools online milega to Link denga
tap kha se milega
Bhai ye to Jo jaha par sabhi bikes ke tool milte hai usse milega bhai...ok
ओरिजिनल के जैसा होगा
Yes bhai tab iskilye to hoti hai koi bhi thread nikalne ke liye
@@YourBikeMechanic thanks dada
Oil nute khul nhi rha hai free hoo gya hai kya kare
New rod goti se khol lena usse khul jayega aur baad dusra bolt laga deka ok
13mm ki tools kaha milega
Mujhe chhiye 13 mm ka plus hendle
sir ji beat ka nam inglish me kiya bolta he
Sir meri bike ka bolt ka pass crack ho gaya hai bar bar oil nikalta hai kya karu
Bhai agr bolt free hai tab to isme aap ye kam karwa sakte ho...Aur agr chamber hi crack hai tab usko open karke engine dubara se bailing karke isme new chudi banani padegi ok bhai...3 rd option agr ye kisi ko acha nahi lagta hai...to islam main chamber hi change hoga ok bhai
Aap usme silo karwa lo
Music is very disturbing voice
13mm 14mm
is part ka name kya he
isko thread tap bolte hai bhai
SerYeTapKahaMilegaHumeBhiChahiye
Industrial area me jao vha pr bolo ke 14mm ka 3rd tap or T type tape renge chahie. Vidio banane vale bhai sahb shayad abhi free nhi he. 💐 👍 Lekin unka prayaas khali nhi jaega.
Bhai 13-14 1.5 mm ka bolt kaha milega
Bhaiya ya apne kisi spare parts wale ke pass milega ya apko kharadwale ke pass milega...
Bhai bina tap ka nhi ho pyaga nut tit
nahi sir
Bhai Tab ka no kiya h sahi se batao
Kya aapka koi or chainal h jiska naam mr kaushal h
Nahi bhai Yahi Channel hai...Binder Auto Repair
Dono admi dikh ne main ek hi hai
Kaushal inki tahra dikh ta hai
Tapping size explain matric m14
कैसे सोता है यह sleep
jab rod goti se is par jayada jor laga diya jata hai ye sllep ho jata hai iski chudi kharab ho jati hai
Maine tapping krke bolt change kiya he fir bhi leakage ho rha he
Same problem but mere plug ka nut free ho gaya
ok iske liye bike ke head ko open karke kharab wala isme plug wala naya bush laga dega..ok bhai
@@YourBikeMechanic
ThankYou Bhai... 😊
Bike bottom is seen very dirty. Please make it clean before making video in future.
Bhai ye face oil se sana hua hai tabhi to iske baare har kisi ko pata chalega ...ye is me dikhaya hai ki engine ka oil free hai aur vaha se oil ka rishav hota hai tabhi vaha se ganda dikhai de raha hai ..agr oil nut thik hota to kya vaha itni gandgi dikhai deti nahi na bhai to isko to humne baad me bike ki washing me saaf kar diya ...aur rahi aapki baat bhai ye sirf video me dikhane ke liye hi dikhaya hai agr ye thik hota to is video kaise pata chalata kki kya problem hai bhai...ok
Sir audio theek kero
Delhi me kha hae dukaan apki mob no
Hello bhai ji number de do yaar apna meri bike ka bhi aisi ho raha hai meri bike ko theek kar do 🙏🙏🙏🙏
bhai aap apni bike ko bike wale kharadwale ke pass le jana vo isme new chudi kat dega aur naya bolt laga dega...ok bus 5 minute ka hi kam hota hai..
@@YourBikeMechanic Chandigarh me btao ji hai ko number dedo ji 🙏
Apna mobile nober dedo please