Sir mai chutti se 8 month ke baad centre gya waha 20 din rahne ke baad unit vej diye fir mai ghar agya aur ab pure 1 saal 7 month ho gya hai aur ek latter ayya hai record se regualristion of debit balance ka mujhe join ab lega ki nhi sir centre mai
Koi dikkat nhi hoga bhai maine aise hi bheja tha kuchh nhi hota But job chhodne se pahle jo karna chahte ho ya jis job ki taiyari karna chahte ho in logo se milo unka routine , work nature , posting , pay sab kuchh compare kar lena uske bad finally chhodna waise 3 sal tak rejoin kar sakte ho
Sir main vhi itbp main select hua tha lekin me chal aya uhan se ghar main me ekala hun without permission . Aj ek letter aya ki join karne ke liya nahi to o log action lenge
Sir mein osl hua hai abhi unit mein hu. Muje 9 days leave late dikhaya. Ye hone se pahle mein discharge diya tha lekin discharge nahi diya muje mein jaana chahta hu foj se kya karna hai sir
Sir meri sister ki shaadi army soilder se hui hai , sir unki 20 din ki osl ho gyi hai ,fir bhi vah jana nahi chahte hai, shaadi ko 4 month ho gye hai. hume lagta hai ki vah job chorna/ Regine chahte hai, kese pta kre sir ki unke mann mai kya hai , hume wo bewkuf bana rhe hai ki m 3 month baad jaunga ,muje koi job se nahi nikal skta , plz sir humari help kre hume dar hai ki wo shaadi k baad job na chor de
Sir meri payment band ho gyi thi abhi suru hui h or ji band rhi thi wo payment nhi aai h to wo kb aaygi next payment k sath ya mahine k bich me AWL hone k karan band hui thi abhi suru hui hai
Sae army gd me hu 2.5year service hai job chorna chahta hu kaise chor sakta hu kiya mony pay bhi krna pre ga kitna pay prna prega reply sar co nahi jane de raha hai idar jama kr ke osl ho jau kiya kru sar appclation de kr jane me kitna time lge ga kiya mai discharg ja sakta hu
Main discharge hota hai yadi aap service nhi karna chahte to ghar se father ko bulakar unko apne CO se baat karwa do ki hmara beta service nhi karega isko discharge bhejo
Sir mere against ek court of inquiry huyi thi unit me... Kya mai uski copy prapt kar sakta hu ?? Aur iske liye mujhe kya karna hoga sir ... Please reply me 🙏🙏🙏🙏
Sir mai CISF mai select hua recently 2 din training centre mai raha EOL li 4 din ki aaj 20 din hogayai maire mental health bahot kharab thi aur ghar mai ... Mai akaila hoon mummy bahot bimar thi ab mai waps nhe jana chahta mujhe kya krna hoga......mainay mail kiya rtc ko ki mai nhe aasecta......plz sir reply
Jisi department may udhar Amara major sab muje bar bar gali dera hi Kiya karaum sab uska service 8 sal Mera service 19 years may promotion bee nai liyaum Agar may CO ka report karum ulta passadega
Sir, me 6 month osl... I card unit me post kardiya.. Now state government me job lagaiya.. Abi state government me join karne keliyae kuch problem ayaga kya...
Sir ye AWL service Mai count hota hai ya minus Kiya jata hai pension Jane time pe
Sir demotion agar nk se sep karta hai usme kya aur kitna nuksan hoga mera service 20 sal cross hai
Reply sir
Sir, mein attach par tha udar se chutti gaya chutti katam honase pahile OSL kardiya merepass leave certificate bhi ha
सर on डय़ुटी पर Awl दिखाया गया तो क्या करे....Td अटैचment गया था, Awl दिखाया गया
Sir mera 13 years service hogaya mein awl hokar 4 month hogaya mere ko kuch benefit milega kyaa
Sir mai chutti se 8 month ke baad centre gya waha 20 din rahne ke baad unit vej diye fir mai ghar agya aur ab pure 1 saal 7 month ho gya hai aur ek latter ayya hai record se regualristion of debit balance ka mujhe join ab lega ki nhi sir centre mai
bhai dobara join kiya ya nahi
Aur sir yaha bata rhe the nk utrne ke bad aapko pension bhej diya jayega awl osl colour service me count hai
Sir mai itbp se hu par mai bina bataye ghar aaya 20 din ke bad mai gaya to kya muje saja ho gai
Awl hone k baad REJAWL k part ii order se payment suru ho jata hai kya
Payment punishment ka part ii order hone ke baad payment ata hai
@@SAINIKJAANKARI REJAWL sd nhi aata ky
REJAWL ye konsa PTO hota hai sir
AWL ko vapis rejoin karne ka part ii order hota hai
Payment REJAWL se start ho jati hai kya
Awl hokar I card ko chithi ke sath co ke paas bhej de ki mujhe sarvice nhi karna to individual ko problem hogi kya
I card sath hi rakho kuchh nhi hoga fouj me to jana hi padega ase pichha nhi chhutega
Koi dikkat nhi hoga bhai maine aise hi bheja tha kuchh nhi hota
But job chhodne se pahle jo karna chahte ho ya jis job ki taiyari karna chahte ho in logo se milo unka routine , work nature , posting , pay sab kuchh compare kar lena uske bad finally chhodna waise 3 sal tak rejoin kar sakte ho
@@changeurlife7020hlw bai m shuti aya tha uske bd m gya nahi 10month ho gye h icrd v mere pss h kya agr m centre m jau mujhe rkhngye ja nahi
Sir agr bsf se chutti jane k baad agr join na krna chahe duty toh kya charge legi ya nhi ya dubara bapis bolayegi unit ma
Aajkal dubara koi nahi bulata hai sab apni formalities complete kar dete hai
Fouj kabhi nhi chhodti likhkar doge to bhi nhi chhodti
Sir main vhi itbp main select hua tha lekin me chal aya uhan se ghar main me ekala hun without permission . Aj ek letter aya ki join karne ke liya nahi to o log action lenge
Kuch hoga to nahi sir main state job join to kar sakta hun
कुछ nhi hoga चार्जशीट होगी
Sir please apse ek bat thi
@@Businessschool8865thank you sir for your information
Kitna din Tak notice ata rahata hain sir preparation main distraction a Raha hain notice ki ajhe se
Bhai sahab 14 day pay fine me kitna pesa kat jata hai
22 23 hajar
Bhai 28Days (RI) Keliye kithna Paise kaatega (Please sahi answer dhedho jiska already Cut hua RI Punishment Ka payment)
Sir mein osl hua hai abhi unit mein hu. Muje 9 days leave late dikhaya. Ye hone se pahle mein discharge diya tha lekin discharge nahi diya muje mein jaana chahta hu foj se kya karna hai sir
Apko application likhkar sign karwao uske baad me ghar ja sakte hai
Nhi to pension milna muskil hai
Punishment - Reprimand mila hai.
..black ink..hai...isse kya nuksan hai JCO rank mein..please inform
Six months promotion Stop hoga
Sir meri sister ki shaadi army soilder se hui hai , sir unki 20 din ki osl ho gyi hai ,fir bhi vah jana nahi chahte hai, shaadi ko 4 month ho gye hai. hume lagta hai ki vah job chorna/ Regine chahte hai, kese pta kre sir ki unke mann mai kya hai , hume wo bewkuf bana rhe hai ki m 3 month baad jaunga ,muje koi job se nahi nikal skta , plz sir humari help kre hume dar hai ki wo shaadi k baad job na chor de
Jan'a chaiye
3 month bad ke andar ja sakte hai ya Kesh bhi kar sakte hai agar office koi karavahi karma hai
Sir mai advance traning se awl raha tha 321days mera court martal kr k service se dismiss kr diya abh mai case lga kr duvara rejoin ho sakta hou??
AFT me original application dalo
Service kitna hua 332 din awl mai bhi hu
@@mksinghmukeshsingh8138 advance traning mai tha bhai mai
Naukry kitna sal ho gaya aur core me ho ya infantry me
@@mksinghmukeshsingh8138 core mai
Sir training se awl hone pr usi centre pr bharti dekh skte h kya
Bharti dekh sakte hai rakhe ya nahi wo un per hai
Sir meri payment band ho gyi thi abhi suru hui h or ji band rhi thi wo payment nhi aai h to wo kb aaygi next payment k sath ya mahine k bich me AWL hone k karan band hui thi abhi suru hui hai
Ek 32/80 observation banwakar record aur PAO OR me bhijwaiye
Punishment ka part ii order published ho jana chahiye
@@SAINIKJAANKARI punishment hua nhi hai abhi
@@neelsannupoonia1048 उसके बाद ही पूरा एरियर आयेगा
Awl ho gya tha sir payment band ho gyi usko suru krne k liye konsa part order hoga
AWL se vapis aane ke baad REJAWL ka part ii order published hoga iske alawa punishment ka part ii order bhi published hogi
Osl/awl ka service mein count hota ha kiya sir
Nhi hota
@@SAINIKJAANKARI sir head/clk bata rahe ki jo app ghar rahe hai ve add hoga or jo aapko punishment jaisa( 28+14) days vo add nhi hoga
Sir mera meri unit me kisi sath Wale se paise liya tha ab uski liye mera oc force kr rha h kya kru
Yah apka personal matter hai isme me kya bta sakta hu us sath wale se hi baat kro
@@SAINIKJAANKARI ok sir but sir officer nhi Maan rha h me depot me jkr report krta hu bolta hu muje job nhi krni h wha icard dekr ghr jata hu to
Sir mujhe 14 pay fine hua hai to kitna pesa katega
22 23 hajar
Sir training se awl hue 2 month hue h to sir document lene jaye to de denge kya sir plzz. Reaply jindgi ka sawal h plzz.
De denge application likhkar de dena naukri nhi karna
Bhai document le aaya kya vaps..plz btana kya process rha
Sir m osl hua hu assam rifle se to muje jabardasti police wale unit bhej le jayenge. Kya .. Or m sir teeyari kr rha hu dusri job ki
Nhi le jaenge bhai aram se karo
Hi brother muje apse bat karni he
Sir meri payment band ho gyi hai me AWL 50 di ho gya tha suru kb hogi punishment k baad ya phle
Punishment ke baad start hogi baki
CO DO letter record ke liye likh deta hai to pahle bhi shuru ho sakti hai
@@SAINIKJAANKARI punishment k baad ho asa koi rule me nhi h na
Sir, 06 OSL hone par service 06 days Kam ho jati hai..kya..
NQS period hota hai non qualifying service 6 days count nhi hoga
Sir, Punishment hone ke after bhi 06 OSL days ka payment deduct hoga..kya..
Sir, 06 days OSL ki salary nhi milti hai ..kya...
sir agar me chute se wapas duty join na karu...toi mujeh police arrest karega kiya sir..plese please reply
Unit se police ke pass letter ayega aaj kal arrest nhi karti hai ghar per jarur ati hai
@@SAINIKJAANKARI police ko me bol dunga ki moi nahe jaugaa ...toi kiya hoga sir??mejeh wo log phir unit lekar ayaga kiya sir
@@laveD_123 aaj kal kisi se jabardasti nhi krte aap ek application likhkar de dena mujhe service nhi karna
@@SAINIKJAANKARI sir abhi me chute jaa raha hu...ghar se unit me application bhej dena saa hoga kiya sir...
@@laveD_123 unit me hi de do
Sir meri leave sanction thi lekin Reliver nahi mila 15 din mein Rejoin
Kar liya
Baki leave balance ho jayegi
Sir meri leave sanction thi Reliver nahi mila 15 din mein Rejoin kar liya
Baki balance ho jayegi
Sir me 1 year 5 month se AWL hu, kya dubara Army rejoin kar sakta hu..
Regiment centre me jao request karna ho sakta hai
Police nhi aayi ghar kya bhai
Ha bhai kar sakte ho aram se
bhai dobara rejoin kiya ya nahi apne
Sir Mein Farm up se AWL ho gya tha or 2 saal ho chuka h kya m centre jakar documents vapas le sakta hu koi problem to nahi aayegi
Problem kya ayegi jabardasti apko koi rkhega nhi document de denge apko ek application likhkar de dena mujhe service nhi karni hai
Jai hind sir ma 16 din awl hua tha mera ko 7 day pay fine mila hai woo kitna bnaga basic ka hisab sa ktaga ja fir full payment ka hisab na
Basic ke hisab se katega
@@SAINIKJAANKARI basic 23100 hai sir
Sae army gd me hu 2.5year service hai job chorna chahta hu kaise chor sakta hu kiya mony pay bhi krna pre ga kitna pay prna prega reply sar co nahi jane de raha hai idar jama kr ke osl ho jau kiya kru sar appclation de kr jane me kitna time lge ga kiya mai discharg ja sakta hu
Main discharge hota hai yadi aap service nhi karna chahte to ghar se father ko bulakar unko apne CO se baat karwa do ki hmara beta service nhi karega isko discharge bhejo
@@SAINIKJAANKARI sar oc card jam krke bhagora hone ne batd kiya case bhi hoga sar kiya zail bhi hoga sar
@@bedprakash8163 police me report jayegi
Sir reply dijiye
Bhai kya problems hai
Sir osl awl colour service me count hai kya
सर कोई भी जवान अपनी इन्फेंट्री यूनिट से अपने घर के पास वाली कोई भी यूनिट में पोस्टिंग कैसे आ सकता है
Infantry unit se apne ghar ke najdik posting nhi ja sakta hai
Unit najdik hai to hi ja sakta hai
Sir mere against ek court of inquiry huyi thi unit me... Kya mai uski copy prapt kar sakta hu ?? Aur iske liye mujhe kya karna hoga sir ... Please reply me 🙏🙏🙏🙏
Sir mai CISF mai select hua recently 2 din training centre mai raha EOL li 4 din ki aaj 20 din hogayai maire mental health bahot kharab thi aur ghar mai ... Mai akaila hoon mummy bahot bimar thi ab mai waps nhe jana chahta mujhe kya krna hoga......mainay mail kiya rtc ko ki mai nhe aasecta......plz sir reply
Cisf k taraf se kuch massege aaya h kya bhai
Reply me
@@Cisf_yadaV haan notice aak aaye mail mai ki basic training k liye aajav....
Message ayenge baki koi problem nahi hogi koi nhi puchhta
Bhai mujhe bhi batao fir kya hua main bhi chal aya or nahi Jana chata
Sir main 30 din se jyada ho gaya hai
Rejoin karlo
Sir mere fadar nahi hai mai kisko ke jau mujhe naukari nahi karni hai
Sir aap ka Mo nombar Kitana hai aap se bat ho sakati hai
Channel per mil jayega
Sir kya main aapse personally baat kar sakta hun kya
Kl din me kar sakte hai
Ok sir
Contact number apka
Sir apse bat karni hai
Sir hamo AWL huye 13 months ho gya he i card unit ke pass jana he kya ab rejioning ho sakti he
Aap apne regimental centre me apni family ke sath report kar sakte hai puri family request karegi to apko rejoin kar sakte hai
Ho jaega aram se 3 sal tak consider Kia jata hai
dobara rejoin kiya ya nahi bhai
Jisi department may udhar Amara major sab muje bar bar gali dera hi
Kiya karaum sab uska service 8 sal
Mera service 19 years may promotion bee nai liyaum
Agar may CO ka report karum ulta passadega
Report karne se jyada problem ho sakti hai aap apne kaam per dhyan do
Chutti se wapas hi nahi jata i card bhej deta hai unit me to kya hota hai
Hone ko to kuchh nahi hota unit uske documents close karke records me bhej degi phir muskil ho jayega
Sir aapka no mil sakta hai kya
8890292610 call at afternoon
Sr aapaka parsnol no mil sakta hai kya
8890292610
Sir आपसे बात करनी है...
Kis matter pe
@@SAINIKJAANKARI
Sir board out k matter me...
Sir, me 6 month osl... I card unit me post kardiya.. Now state government me job lagaiya.. Abi state government me join karne keliyae kuch problem ayaga kya...
State govt kya documents legi ya pichhli job ke bare me puchhti ya nahi
Yadi aap exservicemen ke name se apply Kiya hai to problem aa sakti hai
@@SAINIKJAANKARI nahi sir..exservice man quota me apply nahi kya.
General quota me apply kya tha
Reply plzz
@@ladakhtamilan8984 sir number
Sir, reply plzz
Sir aapse bat krna hai
889292610
Sir ye Nine digit No... hai...
Plz full No...