Tadabur-e-Quran Ep 68 - Tafseer-e-Surah Al Imran - ARY QTV

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 31 дек 2024

Комментарии •

  • @Islamis_peacelove
    @Islamis_peacelove 4 месяца назад

    Ya Allah pak tera shokr ha Alhamdulilah

  • @jabiralijabirali1169
    @jabiralijabirali1169 9 месяцев назад

    ❤❤❤❤❤ya Allah hame hidayat ata frmay ❤❤❤❤❤❤❤

  • @muzamilhussain4250
    @muzamilhussain4250 2 года назад +1

    جزاک اللہ خیرا کثیرا

  • @syedahmedrazviquadri3539
    @syedahmedrazviquadri3539 3 года назад +10

    (Surah Baqrah Ayaat no. 286 this aya is also 5.Quranic Rabbana Dua)
    (Surah Al-Imran Ayaat no. 1-12)
    6.Quranic Rabbana Dua Aayat 8
    7.Quranic Rabbana Dua Aayat 9

  • @syedahmedrazviquadri3539
    @syedahmedrazviquadri3539 3 года назад +3

    Surah Baqrah Aayat no. 286
    لَا یُکَلِّفُ اللّٰہُ نَفۡسًا اِلَّا وُسۡعَہَا ؕ  لَہَا مَا کَسَبَتۡ وَعَلَیۡہَا مَا اکۡتَسَبَتۡ ؕ  رَبَّنَا لَا تُؤَاخِذۡنَاۤ اِنۡ نَّسِیۡنَاۤ اَوۡ اَخۡطَاۡنَا ۚ  رَبَّنَا وَلَا تَحۡمِلۡ عَلَیۡنَاۤ اِصۡرًا کَمَا حَمَلۡتَہٗ عَلَی الَّذِیۡنَ مِنۡ قَبۡلِنَا ۚ  رَبَّنَا وَلَا تُحَمِّلۡنَا مَا لَا طَاقَۃَ لَنَا بِہٖ ۚ  وَاعۡفُ عَنَّا ٝ  وَاغۡفِرۡ لَنَا ٝ  وَارۡحَمۡنَا ٝ  اَنۡتَ مَوۡلٰىنَا فَانۡصُرۡنَا عَلَی الۡقَوۡمِ الۡکٰفِرِیۡنَ ٪
    Tarjuma-kanzul-Iman
    اللہ کسی جان پر بوجھ نہیں ڈالتا مگر اس کی طاقت بھر، اس کا فائدہ ہے جو اچھا کمایا اور اس کا نقصان ہے جو برائی کمائی اے رب ہمارے! ہمیں نہ پکڑ اگر ہم بھولیں یا چوُکیں اے رب ہمارے! اور ہم پر بھاری بوجھ نہ رکھ جیسا تو نے ہم سے اگلوں پر رکھا تھا، اے رب ہمارے! اور ہم پر وہ بوجھ نہ ڈال جس کی ہمیں سہار (برداشت) نہ ہو اور ہمیں معاف فرمادے اور بخش دے اور ہم پر مہر کر تو ہمارا مولیٰ ہے۔ تو کافروں پر ہمیں مدد دے۔
    (286) Allah kisi jaan par bojh nahin daalta magar us ki taaqat bhar, us ka hai jo achchha kamaaya aur us ka nuqsaan hai jo buraace kamaace, ae Rab hamaare! Hamen na pakad agar ham bhoolen ya choooken, ae Rab hamaare! Aur ham par bhaari bojh na rakh jaisa too ne ham se aglon par rakha tha, ae Rab hamaare! Aur ham par wo bojh na daal jis ki hamen sahaar taaqat na ho aur hamen maaf farma de aur bakhsh de aur ham par raham kar, too hamaara maula hai, too kaafiron par hamen madad de.

  • @saimafarhan2774
    @saimafarhan2774 3 года назад

    Mashallah … duwa hai Allah pak humy Quran ko parnah or samjnah or es per amal karnah ki himat or tofiq atah farmhy ameen

  • @yahyasarfaraz3193
    @yahyasarfaraz3193 2 месяца назад

    Subhan Allah ❤

  • @adilhusain2237
    @adilhusain2237 4 года назад +1

    Thank you very much mufti sahab 🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂

  • @ghulamzahoori
    @ghulamzahoori Год назад

    Mashallah🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰

  • @bagwanbrand6155
    @bagwanbrand6155 3 года назад

    Assalamu Alaikum...I love u mufti sahab...Aap ne jo quran sharif ki tafsir shru kr k bhot se logo ko quran ka paigam bhot asani se smajaya hai.. Aap ki wajha ham quran ko ache se smjne m bhot help hui.. Aise hi pura quran sharif ki tafsir mukammal kren ta k ham pure episode download kr sake... Or Allha azzawazal aap ko dunya or akhirat m afiyat wali zindagi de or jannatul firsdos m ala se ala muqam nasib kre ameen.. Summaa ameen

  • @bibifathima8682
    @bibifathima8682 Год назад

    Subhanallah❤

  • @JameelAhmed-j3k
    @JameelAhmed-j3k 9 месяцев назад

    Jazakallah

  • @MumtazSubhani-yh9te
    @MumtazSubhani-yh9te 3 месяца назад

    Masha allah

  • @muddassirshoiab3060
    @muddassirshoiab3060 3 года назад +2

    Beshak

  • @Farhat-26
    @Farhat-26 7 месяцев назад

    JazakAllah

  • @shaikkaleemuddin5894
    @shaikkaleemuddin5894 3 года назад

    Assalamualaikum
    Mashalllah Subhanallah
    Dua ki guzarish
    Hyderabad India

  • @shahwaaraafreen
    @shahwaaraafreen Год назад

    0- 8 min
    A 286
    (Surah baqra ki aakhiri aayat )
    Insan apne kiye ka hi fayda payega aur apne kiye ka hi nuksan ,
    (Kab dusre k amaal se gunah/sawab payega
    Sahi hadees- aesal e sawab,
    Aur
    Isi tarah gunah me tawaun se gunah maslan waledayn ka sahi tarbiyat na karna, gunah ka raah dikhana, gunah ko sahi samjhna)
    Allah ne duaa mangne ka adaab byan farmaya,
    Pichli Qaum k sakht ahkam aur is ummat me reyayat maslan tayyum, Puri zamin masjid, gunaho pe parda etc)

  • @shahbazkhanup...8414
    @shahbazkhanup...8414 4 года назад +1

    سبحان اللہ عزوجل

  • @shaikkaleemuddin5894
    @shaikkaleemuddin5894 9 месяцев назад

    Assalamualaikum USTAD mufti sahab
    jazzakallah khair
    Apse dua ki guzaarish

  • @syedahmedrazviquadri3539
    @syedahmedrazviquadri3539 3 года назад +4

    Surah Al-imran Aayat no. 1-12
    الٓمَّٓ⁠ ۙ1
    الم،
    اللّٰہُ لَاۤ اِلٰہَ اِلَّا ہُوَ ۙ  الۡحَیُّ الۡقَیُّوۡمُ ؕ 2
    اللہ ہے جس کے سوا کسی کی پوجا نہیں آپ زندہ اور ونکا قائم رکھنے والا،
    نَزَّلَ عَلَیۡکَ الۡکِتٰبَ بِالۡحَقِّ مُصَدِّقًا لِّمَا بَیۡنَ یَدَیۡہِ وَاَنۡزَلَ التَّوۡرٰىۃَ وَالۡاِنۡجِیۡلَ ۙ3
    اس نے تم پر یہ سچی کتاب اتاری اگلی کتابوں کی تصدیق فرماتی اور اس نے اس سے پہلے توریت اور انجیل اتاری،
    مِنۡ قَبۡلُ ہُدًی لِّلنَّاسِ وَاَنۡزَلَ الۡفُرۡقَانَ ۬ؕ اِنَّ الَّذِیۡنَ کَفَرُوۡا بِاٰیٰتِ اللّٰہِ لَہُمۡ عَذَابٌ شَدِیۡدٌ ؕ وَاللّٰہُ عَزِیۡزٌ ذُو انۡتِقَامٍ 4
    لوگوں کو راہ دکھاتی اور فیصلہ اتارا، بیشک وہ جو اللہ کی آیتوں سے منکر ہوئے ان کے لئے سخت عذاب ہے اور اللہ غالب بدلہ لینے والا ہے،
    اِنَّ اللّٰہَ لَا یَخۡفٰی عَلَیۡہِ شَیۡءٌ فِی الۡاَرۡضِ وَلَا فِی السَّمَآءِ ؕ5
    اللہ پر کچھ چھپا ہوا نہیں زمین میں نہ آسمان میں،
    ہُوَ الَّذِیۡ یُصَوِّرُکُمۡ فِی الۡاَرۡحَامِ کَیۡفَ یَشَآءُ ؕ لَاۤ اِلٰہَ اِلَّا ہُوَ الۡعَزِیۡزُ الۡحَکِیۡمُ 6
    وہی ہے کہ تمہاری تصویر بناتا ہے ماؤں کے پیٹ میں جیسی چاہے اس کے سوا کسی کی عبادت نہیں عزت والا حکمت والا
    ہُوَ الَّذِیۡۤ اَنۡزَلَ عَلَیۡکَ الۡکِتٰبَ مِنۡہُ اٰیٰتٌ مُّحۡکَمٰتٌ ہُنَّ اُمُّ الۡکِتٰبِ وَاُخَرُ مُتَشٰبِہٰتٌ ؕ فَاَمَّا الَّذِیۡنَ فِیۡ قُلُوۡبِہِمۡ زَیۡغٌ فَیَتَّبِعُوۡنَ مَا تَشَابَہَ مِنۡہُ ابۡتِغَآءَ الۡفِتۡنَۃِ وَابۡتِغَآءَ تَاۡوِیۡلِہٖ ۚ؃ وَمَا یَعۡلَمُ تَاۡوِیۡلَہٗۤ اِلَّا اللّٰہُ ۘؔ وَالرّٰسِخُوۡنَ فِی الۡعِلۡمِ یَقُوۡلُوۡنَ اٰمَنَّا بِہٖ ۙ کُلٌّ مِّنۡ عِنۡدِ رَبِّنَا ۚ وَمَا یَذَّکَّرُ اِلَّاۤ اُولُوا الۡاَلۡبَابِ 7
    وہی ہے جس نے تم پر یہ کتاب اتاری اس کی کچھ آیتیں صاف معنی رکھتی ہیں وہ کتاب کی اصل ہیں اور دوسری وہ ہیں جن کے معنی میں اشتباہ ہے وہ جن کے دلوں میں کجی ہے وہ اشتباہ والی کے پیچھے پڑتے ہیں گمراہی چاہنے اور اس کا پہلو ڈھونڈنے کو اور اس کا ٹھیک پہلو اللہ ہی کو معلوم ہے اور پختہ علم والے کہتے ہیں ہم اس پر ایمان لائے سب ہمارے رب کے پاس سے ہے اور نصیحت نہیں مانتے مگر عقل والے
    رَبَّنَا لَا تُزِغۡ قُلُوۡبَنَا بَعۡدَ اِذۡ ہَدَیۡتَنَا وَہَبۡ لَنَا مِنۡ لَّدُنۡکَ رَحۡمَۃً ۚ اِنَّکَ اَنۡتَ الۡوَہَّابُ 8
    اے رب ہمارے دل ٹیڑھے نہ کر بعد اس کے کہ تو نے ہمیں ہدایت دی اور ہمیں اپنے پاس سے رحمت عطا کر بیشک تو ہے بڑا دینے والا،
    رَبَّنَاۤ اِنَّکَ جَامِعُ النَّاسِ لِیَوۡمٍ لَّا رَیۡبَ فِیۡہِ ؕ  اِنَّ اللّٰہَ لَا یُخۡلِفُ الۡمِیۡعَادَ ٪ 9
    اے رب ہمارے بیشک تو سب لوگوں کو جمع کرنے والا ہے اس دن کے لئے جس میں کوئی شبہ نہیں بیشک اللہ کا وعدہ نہیں بدلتا
    اِنَّ الَّذِیۡنَ کَفَرُوۡا لَنۡ تُغۡنِیَ عَنۡہُمۡ اَمۡوَالُہُمۡ وَلَاۤ اَوۡلَادُہُمۡ مِّنَ اللّٰہِ شَیۡئًا ؕ  وَاُولٰٓئِکَ ہُمۡ وَقُوۡدُ النَّارِ ۙ 10
    بیشک وہ جو کافر ہوئے ان کے مال اور ان کی اولاد اللہ سے انہیں کچھ نہ بچاسکیں گے اور وہی دوزخ کے ایندھن ہیں،
    کَدَاۡبِ اٰلِ فِرۡعَوۡنَ ۙ وَالَّذِیۡنَ مِنۡ قَبۡلِہِمۡ ؕ کَذَّبُوۡا بِاٰیٰتِنَا ۚ فَاَخَذَہُمُ اللّٰہُ بِذُنُوۡبِہِمۡ ؕ وَاللّٰہُ شَدِیۡدُ الۡعِقَابِ 11
    جیسے فرعون والوں اور ان سے اگلوں کا طریقہ، انہوں نے ہماری آیتیں جھٹلائیں تو اللہ نے ان کے گناہوں پر ان کو پکڑا اور اللہ کا عذاب سخت،
    قُلۡ لِّلَّذِیۡنَ کَفَرُوۡا سَتُغۡلَبُوۡنَ وَتُحۡشَرُوۡنَ اِلٰی جَہَنَّمَ ؕ وَبِئۡسَ الۡمِہَادُ 12
    فرمادو، کافروں سے کوئی دم جاتا ہے کہ تم مغلوب ہوگے اور دوزخ کی طرف ہانکے جاؤ گے اور وہ بہت ہی برا بچھونا،

    • @syedahmedrazviquadri3539
      @syedahmedrazviquadri3539 2 года назад +2

      Allah ke naam se xhur jo mihaavar mcharbaan rahmat waala
      (1) Alif-laam-meem.
      (2) Allah hai jis ke siwa kisi ki pooja nahin aap zinda auron ka
      qaaim rakhne waala.
      (3) Us ne tum par ye sachchi kitaab utaari, agli kitaabon ki tasdeeq farmaati aur us ne is se pahle Tauret aur Injeel utaari.
      (4) Logon ko raah dikhaati aur faisla utaara, beshak wo jo Allah ki aayaton se munkir hue un ke liye sakht azaab hai aur Allah gaalib badla lene waala hai.
      (5) Allah par kuchh chhupa hua nahin zameen aasmaan mein. mein na
      (6) Wahi hai ke tumhaari tasweer banaata hai maaon ke pet mein jaisi chaahe, us ke siwa kisi ki ibaadat nahin, izzat waala hikmat waala.
      (7) Wahi hai jis ne tum par ye kitaab utaari, us ki kuchh aayaten saaf maani rakhti hain, wo kitaab ki asal hain aur doosri wo hain jin ke maana mein ishtibaah hai, wo jin ke dilon mein kaji hai wo ishtibaah waali ke peechhe padte hain gumraahi chaahne aur us ka pahlu dhoodhne ko aur us ka theek pahlu Allah hi ko maaloom hai aur pukhta ilm waale kahte hain ham us par eemaan laae, sab hamaare Rab ke paas se hai aur naseehat nahin maante magar aqal waale.
      (8) Ae Rab hamaare! Dil tedhe na kar baad is ke ke too. ne hamen hidaayat di aur hamen apne paas se rahmat ata kar, beshak too hai bada dene waala.
      (9) Ae Rab hamaare! Beshak too sab logon ko jama karne waala hai is din ke liye jis mein koee shuba nahin, beshak Allah ka waada nahin badalta.
      (10) Beshak wo jo kaafir hue un ke maal aur un ki aulaad Allah se unhen kuchh na bacha sakenge wahi aur dozakh ke eendhan hain.
      (11) Jaise Firaun waalon aur un se aglon ka tareeqa, unhon ne hamaari aayaten jhutlaaeen to Allah ne un ke gunaahon par un ko pakda aur Allah ka azaab sakht.
      (12) Farma do, kaafiron se koee dam jaata hai ke tum magloob hoge aur dozakh ki taraf haanke jaaoge aur wo bahut hi bura bichhauna.

  • @shahwaaraafreen
    @shahwaaraafreen Год назад

    8-14 min
    Surah Al-imran
    Makki / madani surato se muraad,
    Ayah 1-6
    Shan e nazool of A-2,
    (A-5:- Allah har chiz se waqif hai chahe samundar k teh me chipi hui chiz , qalab ke khyalat har chiz)
    (A-6:- Allah ne khas surato ko bnane ko apni janib mansoob farmaya lehaza surato ki takhkeek me Kami nikalna gunah )

  • @shaziaiqbal8585
    @shaziaiqbal8585 7 лет назад

    JAZAK ALLAHU KHAIRAN KASEERA

  • @mnam9582
    @mnam9582 Год назад

    ❤.

  • @sarakubra1204
    @sarakubra1204 5 лет назад

    Surah al imran ayat number 1-12

  • @saeedhashmi227
    @saeedhashmi227 3 года назад +1

    Mufti saheb Tadabbur Ko bohot talash Kia nahin mila kahan dhoondon ?

  • @abdulrehmanali9643
    @abdulrehmanali9643 6 лет назад

    Mashallah

  • @mohammdajazul2339
    @mohammdajazul2339 5 лет назад +1

    🌹

  • @AbdulMajid-fm4px
    @AbdulMajid-fm4px Год назад

    Subhanallah

  • @shahwaaraafreen
    @shahwaaraafreen Год назад

    14-21 min
    A 3-11
    Wazeh aayat aur mutashbeh aayat ki tareef, inme Allah ki hikmat, Inpe gaur fikar karna mnaa nahi balki niyat pe depend karta hai,
    A -12
    Shane nazool- Huzoor a.s ka gazwa badar k baad madina Shareef k yahood ko dawat Dene pe yahood ka jawab .....ispe Allah ne yahan gaib ki khabar di
    Is se maloom hua ki huzoor ki Shariyat k baad pichli tmaam Shariyat ab valid nahi...nejat k liye huzoor ki Shariyat

  • @mrlondon7705
    @mrlondon7705 6 лет назад

    Mashallah