Controller ke andar Jo board hota hai vah board jal Gaya tha jiske Karan vah repair Ho nahin payega. Lekin Aisa hi problem related controller repair ho jata hai
Sir mera 5 battery wala scooter hai jo 60 volt ka h 8 month hua new battery change kiye bt av full charge hone me jaise hi on kr k chalte h battery kV down ho jata h av full aur pickup bahot slow ek clycle se v km chalta h ,,bataye kya krna chahiye
Meray pass electric cycle ha 350w hub motor k sath. Motor ki wires cut gai thi aur hall sensor kharab ho gya tha. Change kraya ha magar ab 2 se 3km k bad motor off ho jata ha. Thori dair me throttle se pher chalna start ho jata ha aur kuchh distance pe pher off ho jata ha. Controller heat bhi hota ha. Kia problem ho ga?
bro mere bhi same problem huya hai। pikeup de rahahu to motor tak line ja raha hai but pura ghum nehi raha hai। same bike hai same but dusra brand ki । ka karu batao 🥹🥹
Bhai sahab mere scooty mein mechanic hun Maine scooty mein battery change ki hai 48 gold gadi hai jismein pahle lithium battery padi thi ab Maine unko alag alag karke Charbagh mein kar Diya hai to speed bahut slow yani 25 20 25 ki speed gadi
Aap Jo motor controller connection kiye ho vah wrong hua Hai. Is channel per Motor aur controller connection related video Diya hua hai ap vah wala video ek bar dekh lijiye
Bahot hi informative video hai bhai aapke
Thank you so much
Best
Very nice video
Thank you so much 😊🙏
शुक्रिया भाई ❤❤
😊😊😊❤️
New controlar lgaya usse achaa aap purane controlar me mosped dal ke riper ho jata cotumar 400 rupye me kam ho jata apne 2000se2500 rs lga diye
👍👍👌
Bro nice video...Mera bike ko pickup down hogaya ushko kya karna
Walaikum assalam
Bhai mera ye sawal hai ki kya hub motor me ulta seedha hota hai
Bhai purane wala controller thk hua ya nahi
Controller ke andar Jo board hota hai vah board jal Gaya tha jiske Karan vah repair Ho nahin payega.
Lekin Aisa hi problem related controller repair ho jata hai
Bhai mati scooty ma Battery automatic kam jayada hoti rahati ha
❤❤thank you
Erickshaw ka kamani patti high karwane ke liye kitna hight ka hona chahiye
Yah bolna mushkil Hai Pati Jaise band hokar rahega vaisa hi iska hight badhana hoga. Ok.
@@akasherickshawtech 👍
Sir mera 5 battery wala scooter hai jo 60 volt ka h 8 month hua new battery change kiye bt av full charge hone me jaise hi on kr k chalte h battery kV down ho jata h av full aur pickup bahot slow ek clycle se v km chalta h ,,bataye kya krna chahiye
Ap vah battery ko jis charger se charge kar rahe ho vah kitne empier ka charger hai. ?
*:Meri E bike hai usme sem yahi problam. Hai_*
Yo bike ki speed 50 km kese increase kare
It's not possible
Dada pother sathi totka video kab banayenge
Is area Mein পথের সাথী gadi thoda kam chalta hai jiske Karan video karne mein let ho raha hai.
@@akasherickshawtech ok
Meray pass electric cycle ha 350w hub motor k sath. Motor ki wires cut gai thi aur hall sensor kharab ho gya tha. Change kraya ha magar ab 2 se 3km k bad motor off ho jata ha. Thori dair me throttle se pher chalna start ho jata ha aur kuchh distance pe pher off ho jata ha. Controller heat bhi hota ha. Kia problem ho ga?
Bhai yufeng 18t ka gear box dam kitna padta he
Yah market hisab se iska range hota hai yah 1650 se 2100 Tak aise dam jata hai ook ,🤗🤗🤗🤗👍
@@akasherickshawtech ok bhai and mandir ka kitna tak jata he
350 se 550
Bhai mera yo drift me display me 60v ki jagah 48v show kar rha hai or gaadi pickup nhi le rahi. kya problem ho sakti hai ?
Weight capacity?? Kitna hain???
I m Ritish das aya nagar Delhi 110047 Mera scooty past stdaing not okay Taya to pkaf to fuly
Very beautiful bihar Indian
Thank you so much
Controller kitne ka aata he yo bike ka??
Original 2850 to 3000
Kya yah controller repair Nahin aapka service centre kahan hai aap se Kaise ham baat kar
Walekum assalam bhai meri scooty me battery change karne ke baad bhi battery discharge condition me aaja raha he kya karna padega pls share
Ok
Sir mera okinawa praise pro ka gadi hai men jab thortel race karta hun m singnal ake band ho jata he
Motor rotation kya halka hokar FIR band ho ja raha hai?
Mere gadi me hall ka gum kar band hojata hai
Aap pahle battery connection ko check kijiye.
Then motor sensor ko check kijiye
@@akasherickshawtech battery tik hai sir stand pe gumraha hai load pe MCB trip hora hai
Bar bar MCB trip horaha hai battery lithium ki hai 60volt voltage drop nahi hora
bro mere bhi same problem huya hai। pikeup de rahahu to motor tak line ja raha hai but pura ghum nehi raha hai। same bike hai same but dusra brand ki । ka karu batao 🥹🥹
Moto sensor Mein multimeter Laga ke kya aap check kiye ho ki voltage up and down ho raha hai?
भैया मेरी ऑप्टिमा गाड़ी चढ़ाई में नहीं चढ़ती है क्या प्रॉब्लम हो सकती है
Bhai sahab mere scooty mein mechanic hun Maine scooty mein battery change ki hai 48 gold gadi hai jismein pahle lithium battery padi thi ab Maine unko alag alag karke Charbagh mein kar Diya hai to speed bahut slow yani 25 20 25 ki speed gadi
Gadi mein jo lithium battery tha vah kya 48 voltage ka hi tha?
Hamein ek EV mechanic chahiye
اسلام علیکم بھائی جان مجھکو ای وی کا کام سیکھنا ہے ۔آ پ مدد کرینگے
App video dekh kar knowledge grow kijiye nd practical experience kisi workshop main jakar kijiye
Bhai ye parts Kha se milte hain
Yah parts sab jaga available nahi hai. App kaha se ho ?
Mera vi same problem.....
Ok . App controller Ko ek bar check kar lijiye
8:54 8:54 8:54
Sir Gading me pick up Kam ho gaya hai
Speed meter Mein kitna kilometer speed show ho raha hai
ECU ice motors scooty problem gadi pic apni Chennai
Bhai Electric scooty reverse me full speed me chal rahi hai but forward me load nahi le rahi solution ????
Aap Jo motor controller connection kiye ho vah wrong hua Hai.
Is channel per Motor aur controller connection related video Diya hua hai ap vah wala video ek bar dekh lijiye
भाई साहब मेरा स्कूटर हीरो का है यह रेट डाउन होने के बाद भी हल्का सा चलता रहता है इसमें क्या प्रॉब्लम है
Accelerator agar short hoga tab Aisa problem hota Hai
Gadi. load Nahi utha Rahi hai
Battery check kijiye
Don't you know the repairing of controller?
You found the mistake in controller but didn't repair and fixed the problem, why?
Uska bord main shorting ho Gaya tha . O repairing hone k bad Jayda din lasting nahi karega. That's why .
Help me
What's wrong?
Load nhi le Rahi he meri scooty
Is related video mein bahut jaldi upload kar dunga is channel per keep watching
Bhai aap ka mobail number milega kiya muje
Bhai apka number
Thank you bhai WhatsApp no
Sorry 😔
Bhai aapka Mobile number mil skta hai