Raghunath Rao vs Peshwa Madhavrao : The Mahabharata that could've been avoided

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 9 фев 2025
  • इस वीडियो में देखिए रघुनाथ राव और माधवराव के बीच उस अंतरयुद्ध की, जिसे रोका जा सकता था, परंतु वही मराठा साम्राज्य को लील गया।
    Instagram - / tfipost_in
    Website - tfipost.in/
    Facebook - / tfipost.in
    Telegram - t.me/tfipost_in/
    Twitter - / tfipost_in
    #indianhistory #indianculture #bharat #tfihistoryandculture #thefrustratedindian #youtube
    This channel is owned, operated, and managed by, TFI Media Private Limited.

Комментарии • 18

  • @ashutoshsharma402
    @ashutoshsharma402 Год назад +14

    Raghunathrao was the one who defeated afghan in attock, peshawar, lahore, multan etc.

  • @namdevraskar4537
    @namdevraskar4537 Год назад +5

    शायद रघुनाथ पेशवोको पानीपत युद्ध का नेत्वृत करने को भेजा तो युद्ध मराठा जिंकता था

  • @ShivajirawwagleWagle-ub1ck
    @ShivajirawwagleWagle-ub1ck Год назад +3

    द ग्रेट मराठा शिंदे होलकर पवार गायकवाड दाभाडे जाधव घोरपडे जय शिवराय

  • @jyotsnapantsachiv5346
    @jyotsnapantsachiv5346 5 месяцев назад +1

    Sharma ji,joh photo aap Raghunathrao ka dikha rahe hain,woh photo ditto mere dadaji Raja Raghunatrao Pantsachiv ka hain!

  • @vivekkushwahakhujaupur2517
    @vivekkushwahakhujaupur2517 7 месяцев назад

    रघुनाथ राव ने ही अंग्रेजों को भारत में बुलाया था

  • @szzzz..1760
    @szzzz..1760 2 месяца назад +1

    But he was not wrong raghunath was more qualified to be a peshwa and lead maratha empire than balaji bajirao, he himself was involved in campaigns of maratha expansion just like baji rao I but balaji rao who was behaved like administrator just siting in pune and ordering , like he knows abdali was a powerful enemy if raghunath deny he himself would lead the marathas or even malhar rao holkar most experienced warrior, but he choosed sadashiv rao who didn't have any experience of North india or leading a large army in big scale wars , his foolishness of taking pilgrims with him was the disaster for maratha empire , like how overconfidence he was ...

  • @maheshchaudhary3532
    @maheshchaudhary3532 Год назад +3

    bhai aurangjeb ke khilap vidroh chatrapati shivaji maharaj se hi shuru hua tha shivaji maharaj ka kam shahajan ke samay hi shuru hua tha tu galat tarike se bat kar raha hai shivaji maharaj ka ullhekh tu ek vyakti ke taur per kar raha hai woh avatari purush hai unone hi es sultani rajwat ko ukhad feka tha

    • @jyotsnapantsachiv5346
      @jyotsnapantsachiv5346 5 месяцев назад

      Sab yeh jaante hain! Lekin kya Peshawaonne kuch nahi kiya ? Shahu Maharajke hote huwe bhi unhonehi Atak paar parcham leheraaya ! Koi amar nahi hota,avataar bhi ! Swarajya toh Shivaji Maharaj ne hi shhaapit kiya yeh sab maante aur jaante hain! Per baadme kya ? Bas Peshwa Brahmin thhe isliye unka yogdaan swarajya badhaane me nahi thha? Bajirao Peshawa(1st) toh ek bhi ladhaai nahi haare! Maharashtra ke baahar unka sabhi jagah dabdaba hain.Dusra Bajirao Raghobadada ( Raghunatrao) ka Putra thha! Usne bhi Angrejonse ladhaai ki,magar haar gaye aur Angrejonne Pune par kabja kiya!

  • @geetarai3491
    @geetarai3491 7 месяцев назад +1

    Shivaji maharaj k vanshaj nhi the Raghunath rao peshwa brahmin tha..

  • @shivapandey2583
    @shivapandey2583 Год назад +3

    Chatrapati ke vanshaj bhi to bat gaye the bhai

    • @jyotsnapantsachiv5346
      @jyotsnapantsachiv5346 5 месяцев назад

      Bhai - Bhaiyonme zagade ,ahankaar iska shraap hi hain Maharashtra ko!

  • @shivapandey2583
    @shivapandey2583 Год назад +1

    Bhai mere khayal se galti sbse bhi raghunath rao ek bahut beheterin yodha the unke saman nhi mila magar uske bad bhi raghunath rao ke vanshaj angrejo se bhi lade

  • @rks2366
    @rks2366 Год назад +1

    Aaj bhi vahi ho raha hai,. BJP aur Urdhav ka takrav Maharashtra hindutwa ko kamjor kar raha hai.

    • @jyotsnapantsachiv5346
      @jyotsnapantsachiv5346 5 месяцев назад

      Mughal baadme bhi raaj kar rahe thhe! Deccanme dusre Bahamani Sultan bhi thhe! Holkar aur Shinde ne Mughalonkon Angrejonke khilaaf madat ki aur last Mughal ko bacha liya kyunki Mughlonne madat maangi thhi Maratha sena se!

  • @maheshchaudhary3532
    @maheshchaudhary3532 Год назад +1

    bhai tune bat to acchi ki per pahale shivaji maharaj history thik se padhna kyo ki aapne maharaj ka ullhekh galat tarike se kiya hai ate bhai aurang jeb ke khilap vdroh ki aag failane wale shivaji maharaj he pahale the unke pahale mughalo ke taraf koi aankh uthake nahi dekh sakta tha shikho ke guruo ko bhi kata gaya hai aur rajput to unke darbar me garden niche karke khade rahate the koi bhi nahi tha shivaji maharaj ke pahale aurangjeb ke khilap

    • @jyotsnapantsachiv5346
      @jyotsnapantsachiv5346 5 месяцев назад +1

      Isase Peshawa,Shinde Holkar ka yogdaan Maratha samrajya me kum nahi hota ! Beshak,Shivaji Maharaj aur unke dono suputra aur bahu ne Aurangjeb se bahut ladhaiyan ladhi aur Swarajya ka rakshan kiya! Magar baadme Peshawa,Shinde ( Scindia vansh) aur Holkar ne swarajya ka rakshan kiya!