MASHALLAH. aap k jaisi tashreeh aaj tak nahi karri kisi nay aap bohat asaan aur saada alfaaz mein samjhaty hain. Mohatarram aap ashaar ki taqteeh ya shayari seekhny k bunyaadi asool par agar aik video bana dety?
Mere khyal mein Allah ki wahdaniyat ke bare mein ye daleel de rahein ki agar do hone ki alamat bhi hoti to kahin na kahin lad padte. Jaise boo alamat hai khushboodar phool ki to baghair dekhe wajood ka pata chalta hai. Is liye ek hi hai warna kabhi lad pade ye sun ne mein aata. Waise ye mera khayal hai. Kahin padha nahin.
It's not spelt wrongly, it's a font problem. Look at the lower line of "bari ye", the 3 dots are protruding from there, they're barely hidden behind the line
Achi tashreeh ki hai aap ne lekin Main is tashreeh se totally agree nahi karta Ghalib ki poetry tassawuf par hai Aur majaazi poetry hai Jo ke ishq e haqeeqi ki taraf isharah karti hai Boht gehri poetry aur uske maani hain Log aksar isko simple ishq mashooqi samajhte hain Agar ghalib ki shairi sirf kisi mashook kisi mehbooba ke liye thi Aur would sari zindagi uske gham main rota raha jalta raha Aur sharaab peeta raha Aur dusra wo zauq se muqabla karta raha Badshah se gila karta raha To phir ghalib ki poetry ki value wo nahi Jo ke log usko dete hain Phir to surface level ki poetry Lafzon ko sanwaarn nikhaar kar Pesh karna Zuban ki wussat sahib karna Ye medium level ki poetry hai Han masail e tassawuf ye tera bayyan ghalib Tujhe hum wali samajhte Hain aur bhi dunya main sukhanwar boht ache kehte hain ke ghalib ka hai amdaaze bayyan aur Ya rabb na wo sample thy na samjhe ge meri baat De aur dil unko..... Ghalib ko sharaabi samajhna Mere khayal main miss understanding hai Kia wajah this ke ek Nakaam ashiq aur sharaabi Jo ghareeb tha jiska koi status nahi tha usko Itni izzat aur Urdu ka greatest poet maana gya Phir uska khuda aur us ki takhleeq par likhna aur andaaze bayyan Boht deep falsfa rakhta hai Dunya ke social aur individual Aur spiritual mental psychological Issues Complexes aur takkabur khudgharzi Insaani be basi Kamzori Aur khuda ki qudrat rehmat aur yaktai par Ek sharaabi Deen se be khabar Kisi Haseena ke ishq main dunya ko bhula dene wala Shakhs aisi aala khoobsurat Meaningful Deep philosophical poetry nahi kar sakta Ghalibs life need some to be revisited and reviewed from a new perspective
Asal tashri aapne nahi ki sirf matlab bataya ye saari gazal ruhani hai pahele aap samjhen phir dusron ko samjhayen is gazal ki sahi tashreeh aap samjhenge to puri dayeri kam padegi sahab
درست فرمایا حضرت لیکن ایک بات یاد رکھیے۔یہ غزلیں یہاں اُن کے لیے پیش کی جاتی ہیں جو غالب کی الف بے بھی نہیں سمجھتے لیکن سمجھنا چاہتے ہیں۔ہم پہلی منزل میں اگر فلسفہ گھسیڑ دیں گے تو لوگ بھاگ جائیں گے! یہ آپ جیسے اساتذہ کے لیے نہیں ہیں۔یہاں وہ لوگ بھی غالب کو سمجھنے آتے ہیں جنہیں ہندی کے سوا کوئی زبان نہیں آتی! فلسفہ شہود و موجود بہت بعد کی باتیں ہیں۔اُمید ہے تھوڑے کہے کو زیادہ جانیں گے۔بہت شکریہ
Bohot ziyada khubsurat ❤😊
Maza aagaya sir g bhut khoob kalam hai galib sahab ka waah g wah sir
Most beautiful poetry❤
Very good
Maza aa gya sir g
واہ بہت خوب سر جی
Bahut khoob
Sir awesome.
Mashallah ❤
Zabardast
Good
MASHALLAH. aap k jaisi tashreeh aaj tak nahi karri kisi nay aap bohat asaan aur saada alfaaz mein samjhaty hain. Mohatarram aap ashaar ki taqteeh ya shayari seekhny k bunyaadi asool par agar aik video bana dety?
Excellent
Most beautiful poetry
Wonderful sir!
Mere khyal mein Allah ki wahdaniyat ke bare mein ye daleel de rahein ki agar do hone ki alamat bhi hoti to kahin na kahin lad padte. Jaise boo alamat hai khushboodar phool ki to baghair dekhe wajood ka pata chalta hai. Is liye ek hi hai warna kabhi lad pade ye sun ne mein aata. Waise ye mera khayal hai. Kahin padha nahin.
Salute to Mirza nosha
Awesome 💯
One of best ghazals
Boht unda wa
WAh
Sir aapke videos ekdum shaandar hai, I learnt a lot. Magar aapne nakli views channel name me kyu daale hai? 😅
Yeh experiments mera nephew karta rehta hai!😜
Saleeqa is the right word
Nice
Khwatin hazrat hi kyu
Very god job,but audio qwality or video attractive bana ye. Best of luck !
I will try my best
Mohtarmm janab. Mirza ghalib sahab ki ghazal "dekhna qismat k apny aap rashkk ajaye hai" ki sharaa farma dijiye ga
Yeh Ghazal ho chukee hai. Playlist mein talash keejyay.
@@IqbalHasansWorld tashakkur. Mainy talash karni ki koshish ki par nahi mili janab.
بہت عمدہ سر کیا تشریح کرتے ہیں
یہ کہاں کی دوستی ہے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔بیسٹ شعر
Allama aqbal ka sher kherad ne kaha bhi diya laailaha Tu kiya hasil dil wo nigha musalma nahi tu kuch bhi nahi ka tashri farmaye bataye meharbani
Agar aur Jeete Rehte yahi Intzaar hota ka matlab sir, ?
Ki agar aur zinda rehtay tou bhee mulaqat ka hee intizar rehta 😊
Got it sir, Mtlb Ghalib ne yaha Milne ki khwaish ko Mar jane ko Mar jana bataya hai, H na sir?
Jee woh keh rahay hain ki hamari qismat mein aap se milna nahin thaa ki maut aa gaee. Agar aur zinda rehtay tou bhee mulaqat ka hee intizar kartay
Jeetay wrongly spelt.written as hasty. Teo dots are missing.
Don’t pick minor mistakes my friend. Hindi isn’t my mother tongue. Go for the meanings.
It's not spelt wrongly, it's a font problem. Look at the lower line of "bari ye", the 3 dots are protruding from there, they're barely hidden behind the line
What is jhoota Jana?
झूट समझा 😊
Sher ghalat padha hai. Jhoota Jana nahin hai jhoot Jana hai . Dewan e Ghalib padhen.
@premnagpaul3540 premnagpal jee.insan ki zaban phisal bhee sakti hai😜🙏
Achi tashreeh ki hai aap ne lekin
Main is tashreeh se totally agree nahi karta
Ghalib ki poetry tassawuf par hai
Aur majaazi poetry hai
Jo ke ishq e haqeeqi ki taraf isharah karti hai
Boht gehri poetry aur uske maani hain
Log aksar isko simple ishq mashooqi samajhte hain
Agar ghalib ki shairi sirf kisi mashook kisi mehbooba ke liye thi
Aur would sari zindagi uske gham main rota raha jalta raha
Aur sharaab peeta raha
Aur dusra wo zauq se muqabla karta raha
Badshah se gila karta raha
To phir ghalib ki poetry ki value wo nahi Jo ke log usko dete hain
Phir to surface level ki poetry
Lafzon ko sanwaarn nikhaar kar
Pesh karna
Zuban ki wussat sahib karna
Ye medium level ki poetry hai
Han masail e tassawuf ye tera bayyan ghalib
Tujhe hum wali samajhte
Hain aur bhi dunya main sukhanwar boht ache kehte hain ke ghalib ka hai amdaaze bayyan aur
Ya rabb na wo sample thy na samjhe ge meri baat
De aur dil unko.....
Ghalib ko sharaabi samajhna
Mere khayal main miss understanding hai
Kia wajah this ke ek
Nakaam ashiq aur sharaabi Jo ghareeb tha jiska koi status nahi tha usko
Itni izzat aur
Urdu ka greatest poet maana gya
Phir uska khuda aur us ki takhleeq par likhna aur andaaze bayyan
Boht deep falsfa rakhta hai
Dunya ke social aur individual
Aur spiritual mental psychological
Issues
Complexes aur takkabur khudgharzi
Insaani be basi
Kamzori
Aur khuda ki qudrat rehmat aur yaktai par
Ek sharaabi
Deen se be khabar
Kisi Haseena ke ishq main dunya ko bhula dene wala
Shakhs aisi aala khoobsurat
Meaningful
Deep philosophical poetry nahi kar sakta
Ghalibs life need some to be revisited and reviewed from a new perspective
میں اتنی طویل رومن تحریر نہیں پڑھ سکتا۔انگریزی یا اردو میں لکھیے۔بہت شکریہ😊🙏
اردو رسم الخط کو عام کریں۔
Do char alg alg lafz nhi hain in ko dochar parha jata hay sir
اچھا جی