Sab kuch to thik hai lekin engine reliability,engine long life,cheap parts,easily repairable,easy maintenance ye sab aise reason hain jiske karan hero ki bike sabse jyada bikti hain.TVS ki gadiyan 4-5 saal baad road par nahi dikhai padti hain, lekin hero bikes 20 saal tak road par dikhai deti rahengi. Gaon, dehat ki sadakon par tvs ki fibre body aur engine jawab de jata hai.Jabki hero ki bikes tuti footi sadakon ko bhi asani se handle kar leti hain. 250000 km chalane ke baad maine apni 2011 splendour ko jabardasti retire kar diya aur new bs6 splendour extec kharida. Jabki purani splendour abhi bhi agle 250000 km tak chalne ke liye taiyar hai.
Ye(2024) 17th year chal raha meri tvs star city ka परिवार की पहली गाडी को सभी सदस्यो ने ओर कैसे कैसे चलाया होगा उस जमाने की सडक मै फिर भी आज भी चल रही है
Sir, koun si bike zyada comfortable h aapke hisaab se ..Mujhe 100-110 cc ki bike leni hai & meri sabse pehli priority Comfort h. Plz batiye ki Hf zyada comfortable h ya Sport
Jb sport bs4 thi isme silver kick aati thi.... Fir 2020 main bs6 aagaya, too company ne same bike ko bs6 kr diya tha.... Pr sport main starting problem hoti thi..... Q ki bs6 wale engine main bs4 wali kick kaam nhi kr paya rhi thi..... Fir logo ki problem sukr TVs ne isko theek kr diya tha..... Bs4 main silver kick thi... Or jis bs6 bike main silver kick hai.... Usme wo problem hai.... Lekin jis bs6 TVs sport main black kick hai wo okay hai.... Black kick ko bs6 ke liye bnaya gya tha......
Long run mai bhi tvs best hai, mere pass 2013 model hai jisme 1lac km cross ho chuke hai aur ek baar bhi repairing ki zaroorat nahi padi aur abhi bhi 50-55 milage aa raha hai. Aur 55kmph tak vibration bhi nahi aati.
Hn ye hi me bolta hun iss bike main vibration 55 se upper hi hai jis se dimak thoda khrab hota hai... Or same chiz splendor hf main 40 pr mhsus ki ja skti h
Sach baat he hai mileage bhai chlane wale ke uppr bhi depend krta hai..... Me bullet se bhi 50+ nikal deta hun bs6 se or mera bhai 40+ ni nikal paya kabhi...... Bhai mere hisab se value for money TVs sport hee hai..... Isko lekr 10,000 km chlao uske bad tublees tayars dlwa lena fir bhi splendor se sasti pdd jaygi..... Lekin han reseal value splendor ki agr 5 saal bad 100 rupees ki biki.... Too tvs sport 70 ki hi jaygi itna frk hai..... But value for money hai TVs sport...... Isme kaam ke features milte hn..... Ye hi lo
es or els nhi 😂😂 ELS or KLS hai wo..... ELS electric start yani self start...... KLs kick start.... ELS 74 to 75 thousand ka aata hai.... KLs ka 65 to 66 thousand on road aata hai.....
Bhai wo 2021 tkk ke model mai thi... Kuch bike aesi Han Jo 2021 ki bani khdi ho showroom main or biki 2022 tkk ho unke hai wo..... Meri kudh ki kick start hai kabhi dikkat nhi aayi...... 2022 ki manufacturing hai April ki
Starting problem thi 2021 tkk.... Or wo bikes 2022 ke March tkk market main biki Han..... Uske baad kick change krdi company ne iske..... Jis bs6 tvs sport main silver kick hai usme problem hai q ki wo bs4 ke match ki kick inhone bs6 main laga di thi.... Lekin jisme Balck kick hai engine ke colour jesi wo mst hai usme bs6 ke matching kick h.... Ab koyi problem nhi le skte hoo aap mere pass 7 months se h kick start 3 din m bhi start kru too 1 ya 2 main ho jati hai ......
Bhai baat kru hf ki sahi chlane pr 60+ degi or meri TVs sport jo aap iss video m dekh rahe ho isne mujhe 67 de diya hai showroom se niklte hee..... Lekin isko me 50 se uppr nhi chlata jab jakr 67kmpl degi..... Agr 70 80 chloge too bhai 55 60 hi degi dono .....
हीरो सही सही TVs को विल 18 inch का ओर ब्रेक ड्रम ओर थोडा बडा होता तो TVs कुछ और ही होता व्हेसे दोनो भी सही तो है होन्डा प्राइड से तो बहुत बहूत ज्यादा बेहतर है
Sir me apni 1st bike kharidne ka soch Raha hoon . Mere do sawal ka answer kariyega.... please 🙏 1) Me bahat Confuse ho raha hoon. Tvs Sports loon ya phir Hero splendor plus loon. Long term ke liye kaun sa achha hoga. 2) Me youtube par logon ka comment dekha ki regular 2-3 log baitne se ye gadi 3 saal se jyada nahin chalti hai. Bahat sasre problem aata hai. Agar ghar me ek hi gadi hai toh 3 logon ko toh kabhi na kabhi baithana padega hi. Kisiko mana nahi kar sakte hain. Me bas apne ghar ke liye le raha hoon bas chhota mota kaam ke liye.mera jyada running nahin hai.
Jitna ghata wo. Resale main deti hai.... Utna hi fayda avreg or new ke price m ho jata hai.... Ghuma fira kr same pdegi... Ye bss khne ki baatein han 🤣
Sab kuch to thik hai lekin engine reliability,engine long life,cheap parts,easily repairable,easy maintenance ye sab aise reason hain jiske karan hero ki bike sabse jyada bikti hain.TVS ki gadiyan 4-5 saal baad road par nahi dikhai padti hain, lekin hero bikes 20 saal tak road par dikhai deti rahengi. Gaon, dehat ki sadakon par tvs ki fibre body aur engine jawab de jata hai.Jabki hero ki bikes tuti footi sadakon ko bhi asani se handle kar leti hain.
250000 km chalane ke baad maine apni 2011 splendour ko jabardasti retire kar diya aur new bs6 splendour extec kharida. Jabki purani splendour abhi bhi agle 250000 km tak chalne ke liye taiyar hai.
Baat m dam h
Ye(2024) 17th year chal raha meri tvs star city ka
परिवार की पहली गाडी को सभी सदस्यो ने ओर कैसे कैसे चलाया होगा उस जमाने की सडक मै
फिर भी आज भी चल रही है
Are us time honda ka engine tha@@autoexpertdiary2002
Hero ki bike sabse ghatiya he ab ki jab se Honda alag hua he over price he hero ki sabhi bike bye Catt hero only Honda ya tvs
Sab jhooth 250000 nahi hoga 50000 hi hoga dekho achhae se bai
Tvs best👍
Tvs sport is best
Build quality khatm hai bhai uski hn ji
I love you tvs sports.❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤osm bhai bike ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🎉
tvs parts cost more than hf hero parts , service cost of tvs is also high . and resale value of hero is more than tvs
That's true bro❤
सर अचछे माईलेज और रेतीले रास्ते में कौनसा बाइक अच्छा रहेगा
Splendor ya Passion pro lelo....
Bhai hf deluxe vs radeon kaunsi leni chahiye
Sir, koun si bike zyada comfortable h aapke hisaab se ..Mujhe 100-110 cc ki bike leni hai & meri sabse pehli priority Comfort h. Plz batiye ki Hf zyada comfortable h ya Sport
Hero hf Deluxe🎉🎉king
Acha ji
Kick problem and starting problem tvs sport me kya issue hai plz reply fast
Konsa model hai, or problem kitne km chlne ke baad aayi hai ...❓🤔
Or bs6 hai ya bs4, bike ki kick silver hai ya black ❓🤔
Bhai TVS sport bike ki kick colour se kya mtlb hii .
Silver ho yaa Black kya fark padta hii .
@@autoexpertdiary2002
Kick @ self starting me bhi kuch locha hota hii kya .
Gaadi me.
Jb sport bs4 thi isme silver kick aati thi.... Fir 2020 main bs6 aagaya, too company ne same bike ko bs6 kr diya tha.... Pr sport main starting problem hoti thi..... Q ki bs6 wale engine main bs4 wali kick kaam nhi kr paya rhi thi..... Fir logo ki problem sukr TVs ne isko theek kr diya tha..... Bs4 main silver kick thi... Or jis bs6 bike main silver kick hai.... Usme wo problem hai.... Lekin jis bs6 TVs sport main black kick hai wo okay hai.... Black kick ko bs6 ke liye bnaya gya tha......
Long run mai bhi tvs best hai, mere pass 2013 model hai jisme 1lac km cross ho chuke hai aur ek baar bhi repairing ki zaroorat nahi padi aur abhi bhi 50-55 milage aa raha hai. Aur 55kmph tak vibration bhi nahi aati.
Hn ye hi me bolta hun iss bike main vibration 55 se upper hi hai jis se dimak thoda khrab hota hai... Or same chiz splendor hf main 40 pr mhsus ki ja skti h
ठीक से चलाओ तो सारी बाइक अच्छी होती हे । बिना कदर से चलाए तो सारी खराब हे ।
Comment me bataye just ke hero bike ka speed meter kharab hai please
Shmj ni aaya
Sports ka kitna speed par vibration chalu ho jata h
55 tkk bhout piyari chlti hai.... Lekin 60 se uppr lgta hai.... Bss MTT chlo mja nhi aata..... 60 tkk mja h isme bhout.....
@@autoexpertdiary2002 phir toh splendor hi best hai
Nahi pickup isme aacha hai but top end splendor ka acha hai bhai.......
@@autoexpertdiary2002 mujhe ek best milage bike lena hai long time use k liye konsa thik rahega
Sach baat he hai mileage bhai chlane wale ke uppr bhi depend krta hai..... Me bullet se bhi 50+ nikal deta hun bs6 se or mera bhai 40+ ni nikal paya kabhi...... Bhai mere hisab se value for money TVs sport hee hai..... Isko lekr 10,000 km chlao uske bad tublees tayars dlwa lena fir bhi splendor se sasti pdd jaygi..... Lekin han reseal value splendor ki agr 5 saal bad 100 rupees ki biki.... Too tvs sport 70 ki hi jaygi itna frk hai..... But value for money hai TVs sport...... Isme kaam ke features milte hn..... Ye hi lo
Es or ELS mai kya fark hai bro ??
Colour ka els main multi colour hote hai es main single colour
Ye CSD se Lena hai to kya reat hoga
Es and els m kya different hota h
es or els nhi 😂😂
ELS or KLS hai wo..... ELS electric start yani self start...... KLs kick start.... ELS 74 to 75 thousand ka aata hai.... KLs ka 65 to 66 thousand on road aata hai.....
Thxxx brooo
Bajaj Pulsar bare video baanye
Aare bhaiya kis model ka cahiye ye too btado.... video 2 din m aajyga showroom ka chahiye ya indoor se
दोनो में से किसकी सीट लम्बा है
Sport ki best hai chodi bhi lambi bhi...... hf splendor ki km chodi hai..... sport ki bilkul activa jesi
Bhai tvs ki sport and star city me starting problem bahut hai
Bhai wo 2021 tkk ke model mai thi... Kuch bike aesi Han Jo 2021 ki bani khdi ho showroom main or biki 2022 tkk ho unke hai wo..... Meri kudh ki kick start hai kabhi dikkat nhi aayi...... 2022 ki manufacturing hai April ki
TVS SPORT IS BEST BYK FOR MILAGE
Hero se sport bike laakh guna bettrr h
Hero ne to loot mcha rkhi h 😢😢😢😢😢
Ji bilkul 👍
Barabar
CT 100 or pletina or shine behtar ऑप्शन है स्पोर्ट के साथ
Hero hf deluxe sab ka baap
Mare navu baik levu se kayi kampani nu levay
TVs sport lelo value for money hai best avreage degi 68+ kmpl degi
07:40 Halla machati hai ghein ghein ghein!!😂😂😂
Bro m also confused. Hf deluxe ya tvs sport lu .... Or video par comment read kiye log keh rahe hai tvs sport mein starting problem hai ??
Starting problem thi 2021 tkk.... Or wo bikes 2022 ke March tkk market main biki Han..... Uske baad kick change krdi company ne iske..... Jis bs6 tvs sport main silver kick hai usme problem hai q ki wo bs4 ke match ki kick inhone bs6 main laga di thi.... Lekin jisme Balck kick hai engine ke colour jesi wo mst hai usme bs6 ke matching kick h.... Ab koyi problem nhi le skte hoo aap mere pass 7 months se h kick start 3 din m bhi start kru too 1 ya 2 main ho jati hai ......
TVS🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
TVS sport Lena achcha rahega yah sine 100
Resale value kisi ki bhi ni hai.... Isaliye sasti or best sport.....
Engine 3 sal ke bad achcha response nahin
Man ke Chali kabhi engine kharab hoga to jyada Paisa kharch nahin hoga
Engine ki tension hai too sbko chod kr hero ki bike lo.... Passion pro 110
Bhai me kal bike lene jaunga to konsi best rahegi dono me se
Hero ki 2013 model hf deluxe ha mere pass speed aur oddo meter ki problem har bike mein mil rhi hai me ne 560 rupees lga kar thik ki hai
Acha
Ye rate kaha ka h ..67000...
On road saharanpur Kick start
TVS sport ka breaking kaisa
Perfect hai.... Abhi 136km chla kr aaya hun
Tvs sport cumfurt and minimum price and 75 plus milage ❤
Honda CD dream 110 cc TVS sport donon mein comparison karke
Subscribe kr lijiye 16/8/23 ko upload kr duga
Muje avrage ke liye chye petrol ke liyer
Reply
Sport lelo, 40 se 50 ke bich speed rakhna..... Or piyar se bike chlana 70kmpm degi
@@autoexpertdiary2002 me high speed me nhi chalta muje mopade Access me monthly petrol expnce 2300 ho jata hay esliy bike khridne ke liye confuse huu
Answer
Budget kitna hai, bike lene ke liye..... ❓🤔
hain....hain....hain 7:41 😂😂😂😂
Bhai milage toh bata dete
Bhai baat kru hf ki sahi chlane pr 60+ degi or meri TVs sport jo aap iss video m dekh rahe ho isne mujhe 67 de diya hai showroom se niklte hee..... Lekin isko me 50 se uppr nhi chlata jab jakr 67kmpl degi..... Agr 70 80 chloge too bhai 55 60 hi degi dono .....
avreage ke liye tvs
Tvs
agar vibration nhi chaiye to super splendor lo
Agar super splendor ke liye paisa hota toh log isko kyun lene ke liye sochenge
Agr itne Paisa kisi ke pass hoga too wo inko dekhne aayga kya 😂😂😂
fer cycle lelo ya fer electric 🤣
हीरो सही सही
TVs को विल 18 inch का ओर ब्रेक ड्रम ओर थोडा बडा होता तो
TVs कुछ और ही होता
व्हेसे दोनो भी सही तो है
होन्डा प्राइड से तो बहुत बहूत ज्यादा बेहतर है
TVs sport ka chain spoket jaldi kharab ho jata hai
Acha
0:24 Vah Banda peshab kar raha hai kya😂
Nahi shrdi ho rahi isaliye jacket ki pocket m hath dal Rakha hai 🤣🤣🤣 wese aesa hi laga tha
Oho😯😇
Kitne tejasvi log Hain Humare 😂
मेरे पास tvs h डेढ़ लाख किलोमीटर चल चुकी अभी भी गाड़ी एक नंबर दिखती h कोई काम नही इंजिन का हुआ
Meri 2 saal m only 8500km chli 😅
Only hf
Sir me apni 1st bike kharidne ka soch Raha hoon . Mere do sawal ka answer kariyega.... please 🙏
1) Me bahat Confuse ho raha hoon. Tvs Sports loon ya phir Hero splendor plus loon. Long term ke liye kaun sa achha hoga.
2) Me youtube par logon ka comment dekha ki regular 2-3 log baitne se ye gadi 3 saal se jyada nahin chalti hai. Bahat sasre problem aata hai.
Agar ghar me ek hi gadi hai toh 3 logon ko toh kabhi na kabhi baithana padega hi. Kisiko mana nahi kar sakte hain.
Me bas apne ghar ke liye le raha hoon bas chhota mota kaam ke liye.mera jyada running nahin hai.
Insta pe msg kro..... Fir sahi se smjhata hun......
Insta id - Chaudhary_junaid_alam
चौधरी जुनैद आलम चौहान
Starting problem h
Kisme ❓🤔
Tvs clutch plate p
Tvs mey resale value nahin hai😅
Jitna ghata wo. Resale main deti hai.... Utna hi fayda avreg or new ke price m ho jata hai.... Ghuma fira kr same pdegi... Ye bss khne ki baatein han 🤣
@@autoexpertdiary2002 bhai tvs sport 2019 model 30,000km chali hui bike 27,000 rupee me mill rahi hai kharidu ya nahi?
Kisi pass ke mistari ko dikha lo ek baar 100 rupee de Dena vo sb sach bta dega kis condition m h bike
@@autoexpertdiary2002 ok bhai agar age 18 se kam hai to transfer ho jayegi ya nahi
Nahi 18+ hi cahhiye.... Ghr m mom ya father ke nam kra lena
Hf deluxe ko koi nahin hara sakta
Acha ji