Bhai aese mechanic se kerwao jise experience ho achcha mechnic ho or gadi ke ander local parts mat dalo engine oil company ka use karo service ka matlab shoroom se nahi hai bande ko achchi knowledge hona chahiye. App dekh lo most welcome🎉 brother👍👨🔧
Bajaj pulsar n160 best bike 👍 Bahut kam budget me hai or dual channel abs under belly exos fully digital console meter 300 mm ki front disc plate led projector head light section or bhi kafi Sare features hai... Ager compare kiya jaye to itne kam budget me or koi option nahi hai Pulsar N160 best budget 👍 bike Apki kiya choice hai
Ager apko details me janna hai to mene pulsar n 160 ke review ka video banaya hai app check out ker lena apko samajh me a jayega ye bike apko leni chahiye ya nahi apke Sare doet clear ho jayege
Hello sir.. Mere pass bhi ns160 (bs4) hai.. Jaise hi cold start karo kabhi kabhi rpm(2-2.5k) high hokar normal hojata hai aur kabhi kabhi khud hi race dekar garam karna padta hai engine... Auto acceleration ki boht problem aa rhi hai kyuki 3-4k rpm tak continuously jaati rehti hai idle position pe for no reason .. Please koi solution btaye 🙏🙏🙏
@@nskautomobiles Ji sir abhi 3 mahine pehle hi bajaj service centre se ok krwayi hai bike.. Carburetor new dalvaya hai.. Par fir bhi ye problem solve nhi ho rhi.. Kya isme ECU ka issue ho sakta hai sir.??
Bhai kitne kilometre ke baad ye Kam hua ? Or ek baat, bike se tik tik awaz aate hain o kisi liye aate hain ? Authorised service centre Jake keya bolna hain ?
Carboretor set kerwao use clean kerke Or tapet bhi check ker lena. Or bhi reason ho sakta hai app gadi ki poori completly service kerwao. Most welcome brother👨🔧👍
App uske dono wheel check karo free hai brake marne ke bad jam to nahi ho rahe hai uske bearing bhi check karo or uska chain set bhi check karo. Or sabse important uski clutch plate check karo ager gadi clutch plate kharab hogi to gadi ka pick up down hoga. App gadi ko kisi achche mekenic se check karao jise experience ho
Can you tell me which engine is more reliable and durable between Bajaj pulsar and Suzuki? I'm from Bangladesh. I'm confused between pulsar n160 and Suzuki gixxee fi abs. Plz reply..
Sir ye apke uper time per gadi ki service time per karao company ka engine oil dalo. Gadi ki care karo. Local mobil mat dalo Or bhi kafi sari cheeze hai. Apki gadi ka engine lambe samay tak chalega
Sabse pehle app iske ander engine oil check karo iske ander apko company ka hi engine oil add kerna hai. Uske bad apke iske dono wheel check karo. App iski clutch plate check karo ager clutch plate kharab hogi tab bhi apki gadi heat 🔥 hogi. App iski service per poori gadi ko sahi tareeke se check out kerwao. App iska engine oil zaroor check ker lena.
Bro meri 160 jst 300 chala he aur engin se ek sir sir karke awaz aa rahi he aur acceleret karne par ye awaz bhi badh jati he..... Problam kya he ishme..
Bhaiya total 5 bar engine khul chuka hai. But abhi bhi ok bhi hai 3 bar baahar and 2 bar se agency wale bhi khol chuke hai Abhi bhi bike agency ne hai Problem solve nhi ke pa the hai Noise problem timing chain problem or tensioner problem 7-8 Km chalne ke baad jalne ki smell bhi aati hai😢 NS160 very poor bike
Nahi bhai app ise achche se check karao jise experience ho. Parts ke sath sath fitting bhi zaroori hai. App iske ander total orignal parts add karo. Engine oil company ka add karo DTSI.
bhai kha se h aap mere pas same yahi bike h ns160 2 bar engine karwa chuka hu 10 din bad fr kharab 6 months se bike ase hi khadi h bhai apse contact kase kare.pls bhai solve my this isue...m faridabad se hu vase..
Brother apne mangent side me 13.15 pr shoti si metal ki piece lghaya woh mere engine me missing hai or engine se awaaj awti hai or jeh mil bhi nai rhi khi se app koi help kr skte hai .. vaise main sure bhi nahi hu ki woh awaaj esi part krke aw rhi hai
Is patti ko lagao. Baki ye do garari lagi hai ye sirf gadi ko start kerne ke liye hai self se. Gadi start hone ke bad inka koi kam nahi hota hai. Is patti ko lagao
@@nskautomobiles patti ko maine 99rpm se order krke lghwa diya but phr bhi woh awaaj nahi ja rhi .. jaise normally bike khadi hai ussse awaaj awti rhe gi like snake jaise jab usko side stand pr lghadu toh woh awaaj bnd ho jatti hai Apko main vd bhej deta hu agar koi help kr skte ho toh plz btayo .. bcz main agency me geya tha unhone mujhe kha main barring ki awaaj hai
App uske ander company engine oil use karo. Or app uski timing chai tapet check out karao. App apni bike ko achche mekenic jise expirence usse chek karao.
Bhai main second hand ns 200 karid rha hu par uska engin bhot white smoke chod rha hai mera area main koi acha machine nhi hai or yha bike ke part bi nhi mil pate hai Plz apna addresh yha phone no. De dooo
Dost apki knowledge ko log slaam kr rhe h apse bike krane ke liye apka add puch rhe h but aaap nhi bta rhe h koi baat nhi start m hi ego sho ho rha hai ..bura lge sry
Bhai abhi mene apna workshop start nahi kiya hai. Apna workshop start kerne ke baad app sbhi logo ko invite karunga. Bhai apke is payar ke liye dil se thanks ❤ love you brother. Thoda samjho bhai app. Me apna khud ka workshop start karunga app sabhi logo ka pyar chahiye ♥️
Iske engine ka kareeb 10000 ka kherch tha. Normaly engine me 10 se 12 hazar ka kherch a jata hai. Ager app original parts use kerte ho. Mene iski purani cylendor kit me bor kara ker khali piston dala hai. Ager poori new cylendor kit dalta to kherch a jata.
Engine oil time per change ho. Gadi ki service time per hona chahiye. Engine oil check kerte rehna chahiye kam na ho. Engine oil original dalo company ka. Welcome🎉 brother♥️
Sir , Bajaj service center jaakei kam karwana accha rahega ya local baharke garage mein karwana accha rahega. Please batana
Bhai aese mechanic se kerwao jise experience ho achcha mechnic ho or gadi ke ander local parts mat dalo engine oil company ka use karo service ka matlab shoroom se nahi hai bande ko achchi knowledge hona chahiye. App dekh lo most welcome🎉 brother👍👨🔧
Engine wise.. who is more refined and best for the long run? Tvs apche any bike or new bajaj pulsar N160 etc bikes?
Bajaj pulsar n160 best bike 👍
Bahut kam budget me hai or dual channel abs under belly exos fully digital console meter 300 mm ki front disc plate led projector head light section or bhi kafi Sare features hai...
Ager compare kiya jaye to itne kam budget me or koi option nahi hai
Pulsar N160 best budget 👍 bike
Apki kiya choice hai
Ager apko details me janna hai to mene pulsar n 160 ke review ka video banaya hai app check out ker lena apko samajh me a jayega ye bike apko leni chahiye ya nahi apke Sare doet clear ho jayege
Thank you sir
Ok brother welcome 🎉
Sir please muze batayiye ki kitna kharcha aata hai full engine work ka ns160 bs6 ka
12 se 15 hazar ka sara original saman ka
Timing chain ke Liye Total kitna Kharch lagega Btaeye to
Timing chain mrp 297
Chain guide mrp 157
Tensioner mrp 203
Or pakin bhi padte hai
Labour charge bhi
App dekh lena baki kholne ke bad pata chalega kitna khercha ayega
@@nskautomobiles fir bhi kholne ke bad kitna lag sakta h
Hello sir.. Mere pass bhi ns160 (bs4) hai.. Jaise hi cold start karo kabhi kabhi rpm(2-2.5k) high hokar normal hojata hai aur kabhi kabhi khud hi race dekar garam karna padta hai engine... Auto acceleration ki boht problem aa rhi hai kyuki 3-4k rpm tak continuously jaati rehti hai idle position pe for no reason .. Please koi solution btaye 🙏🙏🙏
App iske carburetor ki setting karao. Air or fuel ka michure set karwao. Or iski choke chek karo. App gadi ko acheche mekenik se check karao.
@@nskautomobiles Ji sir abhi 3 mahine pehle hi bajaj service centre se ok krwayi hai bike.. Carburetor new dalvaya hai.. Par fir bhi ye problem solve nhi ho rhi.. Kya isme ECU ka issue ho sakta hai sir.??
sir total khracha kitna hua itne kam ka ?
Total khercha 12000 original parts 👍 labour charge bhi isi me hai ♥️
Bhai mai half engine ka kam karwaya hu aur wo slow me jhatka lekar chalta hai fast me thik chalta hai
Carboretor clean kerwao usme kachra ho sakta hai or bhi kafi Sare reason hote hai check kerwao carant theek a raha hai plug check karo
Sir pulsar ns 160 (2017) m new battery lagwai h , jo baar -baar discharge ho rhi h please reply?
Uska charger check karo. Gadi start kerne ke baad charger kitne voltage ⚡️ nikal raha hai. Voltage 12 v se uper hone chahiye tabhi battry charg hogi.
Bhai engine rebuild ka kitna charge hota hai
Kam se kam 12 se 15 hazar
Total kitna kharcha ye bataiye...???
Total khercha 10 se 12 hazar
Aap jaisa machanic har jagah hona chahiye
Bahut bahut shukriya bhai apka welcome 🎉 brother
Good
Thanks
Bhai kitne kilometre ke baad ye Kam hua ?
Or ek baat, bike se tik tik awaz aate hain o kisi liye aate hain ?
Authorised service centre Jake keya bolna hain ?
Tapet check karao
Nice work sir
Thanks❤ brother
Sir mai meri bike ki top speed kholta hu toh woh thde der baad band hojati sir plz aap meko bataye ki meri bike mai kya problem hai
Carboretor set kerwao use clean kerke Or tapet bhi check ker lena. Or bhi reason ho sakta hai app gadi ki poori completly service kerwao. Most welcome brother👨🔧👍
Engine kam karne se kita paisa lagta hai
Kam se kam 10000
Bhai meri ns125 bhot bhari khichti he jese kisi ne piche se pakad rakha ho. Kya dikkat ho sakti he. Please reply
App uske dono wheel check karo free hai brake marne ke bad jam to nahi ho rahe hai uske bearing bhi check karo or uska chain set bhi check karo.
Or sabse important uski clutch plate check karo ager gadi clutch plate kharab hogi to gadi ka pick up down hoga. App gadi ko kisi achche mekenic se check karao jise experience ho
@@nskautomobiles bhai ek baar bike right side me gir gayi thi to ab brake marne par esa lgta he k slip na ho jaye. Handle dikkat kar raha he.
Thanks you sir is jankari ke liye
वेलकम भाई आपका
Can you tell me which engine is more reliable and durable between Bajaj pulsar and Suzuki? I'm from Bangladesh. I'm confused between pulsar n160 and Suzuki gixxee fi abs. Plz reply..
Pulsar N 160 and front look LED projector head light and under belly exos more features
@@nskautomobiles but I need a durable bike with more reliable engine that I can use for a long time. Thanks in advance
Sahi jankari di dhanyawaad apka
Ok brother😍
Sir kya 22000 km me hi full engine banana parta he
Nahi
Kitne gajar kilometers me half aur full engine banana parts he
Sir ye apke uper time per gadi ki service time per karao company ka engine oil dalo. Gadi ki care karo. Local mobil mat dalo Or bhi kafi sari cheeze hai. Apki gadi ka engine lambe samay tak chalega
Kitna kharca he Bhai total
Kak se kam 12 se 15 hazar total orignal parts
Bs mobil lik ho rh hai upar se kitna kharch aayega bhai
Uper se head cover se ho raha hai. Uska rabber ring change hoga. Kareeb 300 रु
@@nskautomobiles thnks
Sir mera ns 160 ka injen bahut garam ho raha hai kya problem hai pls reply kre
Sabse pehle app iske ander engine oil check karo iske ander apko company ka hi engine oil add kerna hai. Uske bad apke iske dono wheel check karo. App iski clutch plate check karo ager clutch plate kharab hogi tab bhi apki gadi heat 🔥 hogi. App iski service per poori gadi ko sahi tareeke se check out kerwao. App iska engine oil zaroor check ker lena.
Bro meri 160 jst 300 chala he aur engin se ek sir sir karke awaz aa rahi he aur acceleret karne par ye awaz bhi badh jati he..... Problam kya he ishme..
Iski body ke sare nut bolt check karwao loose to nahi hai
@@nskautomobiles nhi yaar ..kal leke gya service... But wo log bole ki major isue nhi he ...
@nskautomobiles workshop address kya hai
New bolck me speed jala biya ka
Welcome🎉 brother
Bhiya is gadi engine oil kitta ml ataa h
1200 ml
Bhaiya Mera piston connecting tut gaya hai aur uska dam kitna
Poori crank complete 3500 रु ki hai
Kitna kharch hota h usko ny bataye
Bhai kareeb 10000
Warrenty me hoga to aproax 3400 3500
With gear 10000
Bai aapki shop kha pe hai bai
👍🏻👍🏻
Welcome🎉 brother♥️
Aapka Gareg nashik main kaha per hai
Nasik me nahi hai up rampur
Kitna khrcha ayega full ingen ko guru ji
Kam se kam 12000
Sir valvolin oil is best for ns 160 (2017 model ) 44000 driven please suggest?.. Minor timing chain sound
👌👌👌
Sir g minor timing chain sound kaise theek hoga?
Timing chain adjuster check kerna theek hai. Ak bar use check kerna
Thank u sir💐💐🌹
Welcome 🎉 brotherv😍
Kitna kharcha aya full engine mai
Bhai 12 hazar sara original parts
Hme apni ns 160 ka full engine bnwana h to kaise apse sampark kare
Abhi me baher hu brother
Sir crank kitna hei ns160 bs4 ka
Kareeb 3500 ka hai
Apki workshop kaha h ??
Welcome🎉 brother♥️
Bhai full engine cost kitna aaya yee to batao
5000
12000
@@nskautomobiles bhai tum 12000 bata rahe ho our dusra bhai 5000 bata raha he right kon sa he
@@farmankhan2079 bhai tum 5000 bata rahe ho our dusra bhai 12000 bata raha he right kon sa he
@@sanjaymatr8233bhai iske ander total orignal parts padega kam se kam 12000 Iska her parts mehga hai.
Sir mujhe ring fiting ka vedeo chaiye sir pless
Sir video upload hai channel per check ker lo
Bhaiya total 5 bar engine khul chuka hai. But abhi bhi ok bhi hai
3 bar baahar and 2 bar se agency wale bhi khol chuke hai
Abhi bhi bike agency ne hai
Problem solve nhi ke pa the hai
Noise problem timing chain problem or tensioner problem
7-8 Km chalne ke baad jalne ki smell bhi aati hai😢
NS160 very poor bike
Nahi bhai app ise achche se check karao jise experience ho. Parts ke sath sath fitting bhi zaroori hai. App iske ander total orignal parts add karo. Engine oil company ka add karo DTSI.
N 160 achi hai ya ns 160 for long ride
NS 160
@@nskautomobiles ok thank you
@@nskautomobiles nsk means Nashik ??
bhai shop address....
Abhi mene apna start nahi kya hai
@@nskautomobiles bhai aap Kam kha krte ho apse km krvana h ns ka....
Ye crank ka part number bta skte ho kya ??
NS 160 Bs6 2020 se 2023 crank part no je531052
2017 se 2018 = je531040
2018 hai mgr je 531040 nhi aa rha bhai
App showroom jaker check kerwao wo bata denge mere pass to yahi information hai. Welcome🎉 brother♥️
Bhaiya aapka number do na ns 160 bs 6 ka full injan me khrcha kitna aayega
Bro boar ki andhar oil oring atha Mahi atha is gadikaa
Samajh nahi aya app keya bol rahe ho
Mera ns 160 bs4 engine damage ka estimated kharcha 10000 lia h mistri
Bhaut jada liyaa usne
Dukan kha pr hai aap ki
Bhaut achacha samjhate ho app 😊
शुकिया आपका
Kha he apki shop
bhai kha se h aap mere pas same yahi bike h ns160 2 bar engine karwa chuka hu 10 din bad fr kharab 6 months se bike ase hi khadi h bhai apse contact kase kare.pls bhai solve my this isue...m faridabad se hu vase..
Bhai apki gadi kya model hai
2018 model or replay k liye thankyou Bhai.
Welcome brother
Brother apne mangent side me 13.15 pr shoti si metal ki piece lghaya woh mere engine me missing hai or engine se awaaj awti hai or jeh mil bhi nai rhi khi se app koi help kr skte hai .. vaise main sure bhi nahi hu ki woh awaaj esi part krke aw rhi hai
Is patti ko lagao. Baki ye do garari lagi hai ye sirf gadi ko start kerne ke liye hai self se. Gadi start hone ke bad inka koi kam nahi hota hai. Is patti ko lagao
@@nskautomobiles patti ko maine 99rpm se order krke lghwa diya but phr bhi woh awaaj nahi ja rhi .. jaise normally bike khadi hai ussse awaaj awti rhe gi like snake jaise jab usko side stand pr lghadu toh woh awaaj bnd ho jatti hai
Apko main vd bhej deta hu agar koi help kr skte ho toh plz btayo .. bcz main agency me geya tha unhone mujhe kha main barring ki awaaj hai
पिस्टन में रिंग कैसे सेट करें
वीडियो बना दिया है रिंग पिस्टन फिटिंग करने का सही तरीका कंपनी का तरीका चेक कर लो
Location sir
Up
@@nskautomobiles kaha par
Crank naya dala h ya repair hai
Crank repair kiya hai
Iski conecting rod or bearing change kiye hai
Sir meri as bike he 150 usme garam hone ke bad bahot aavaz aati he engine me se garm hone ke bad maja nhi aata he bilkul bhi chlane ka bike ko 😞😞
App uske ander company engine oil use karo. Or app uski timing chai tapet check out karao. App apni bike ko achche mekenic jise expirence usse chek karao.
❤❤❤❤😊😊😊
👍👍👍 welcome🎉
Mera bike ka garank reper kiya hi
👨🔧👨🔧👨🔧
Bhai shop kha h meri ns160 ko koi sahi nahi kr pa rha h appko aur dekh le
Bhai main second hand ns 200 karid rha hu par uska engin bhot white smoke chod rha hai mera area main koi acha machine nhi hai or yha bike ke part bi nhi mil pate hai
Plz apna addresh yha phone no. De dooo
Bhai me abhi baher hu app ise bajaj service center per kerwalo
😮
Iska engine ka head mil paayegaa bhaiya
Agency per mil jayega.
Bhai ns 160 2017 m kon si cdi lgegi jo lgti h vo aani bnd hogyi h
Bajaj service center per dekh lo
Bhai thodi dhang ka song laga deya karo😅
Ok brother welcome🎉
Dost apki knowledge ko log slaam kr rhe h apse bike krane ke liye apka add puch rhe h but aaap nhi bta rhe h koi baat nhi start m hi ego sho ho rha hai ..bura lge sry
Bhai abhi mene apna workshop start nahi kiya hai. Apna workshop start kerne ke baad app sbhi logo ko invite karunga. Bhai apke is payar ke liye dil se thanks ❤ love you brother. Thoda samjho bhai app. Me apna khud ka workshop start karunga app sabhi logo ka pyar chahiye ♥️
Abhi mere pass apna kuch nahi hai bus app sabhi logo ka pyar hai
Aligarh a jaao meri bike ka engine kr de apka work pasnd a gya hai cont de sko de do baat krro bhai mujhse
@@nskautomobilesagar delhi se ho to meri bike ka kaam krdo, workshop me arrange krwa dunga
Kitana kharch ayaa
Iske engine ka kareeb 10000 ka kherch tha. Normaly engine me 10 se 12 hazar ka kherch a jata hai. Ager app original parts use kerte ho. Mene iski purani cylendor kit me bor kara ker khali piston dala hai. Ager poori new cylendor kit dalta to kherch a jata.
Badeya bhai
Thank you brother welcome 🎉 bhai
Mera bike bee aap me pass service karwanaa hay.
Ok brother 👨🔧
@@nskautomobiles shop location kahaa hay.
Aapka pahala galte rig dhekhakar nahi dale ho
Ring piston fitting ka poora video mrere isi channel per alag se hai dekh lena
Bhai kharch kitab aaega engine banwane me
Kareeb 10 se 12 hazar man lo sara
Kharcha nahi bataya bhai
Bhai total khercha kareeb 12 se 15 hazar tak a jayega sara original parts
NS m hi kyu saari diktat aati hai.
Engine oil time per change ho. Gadi ki service time per hona chahiye. Engine oil check kerte rehna chahiye kam na ho. Engine oil original dalo company ka. Welcome🎉 brother♥️
Bhai mare bike khrab ho gye h company ne 15000 tk ka Kharche bol Dia h please contact me
Full engine hoga kiya
Hnji bta do.koi raasta
Thank bro❤
Welcome