Matra Bees Minute Mein Pooja Karen Mere Saath

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 янв 2025

Комментарии • 253

  • @tejalgandhi38
    @tejalgandhi38 3 месяца назад +1

    Jai jinendra 🙏.. आपने बहुत सुंदर तरीकेसे समजाया... आपका बहुत बहुत धन्यवाद..🙏

  • @monajhanjhari185
    @monajhanjhari185 2 года назад +1

    बहुत ही सुंदर वीडियो🙏🙏🙏🙏

  • @girishpatel8501
    @girishpatel8501 2 года назад +1

    Jay jinendra didi

  • @Yashwantdhakadbangrod
    @Yashwantdhakadbangrod 3 года назад

    Pujan ki pustak kanha se prapt kare

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  3 года назад

      Jai jinendra
      Mandir ji mein hoti hai.Baki aap shraman sanskriti sansthan sanganer se prapt ker sakte hain.

  • @rekhajain5115
    @rekhajain5115 2 года назад

    Jai jinendra didi 🙏

  • @Cromacreation
    @Cromacreation 4 года назад +1

    🌹🙏🌹Jay Jinendra 🌹Man ko moh liya🌹🌹🌹🌹

  • @shalujain6343
    @shalujain6343 2 года назад

    Jai jinderara Ji
    Me daily puja karte hu. Davesastra guru, chobise, mahaver bhagwan ki
    Mujhe ye bataye ki chobise ki puja ke bad kon se argh chadte hai
    Last me M sammed sikhar Ji ke argh bhi chadate hu 🙏

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  2 года назад

      Jai jinendra
      Aap adinath bhagwan ka,padmaprabh bhagwan ka,chandraprabh bhagwan ka,vasupujya bhagwan ka,shantinath bhagwan ka,munisuvratnath bhagwan ka,neminath aur parshwanath bhagwan ka argh chadha sakte hain.

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  2 года назад

      Jinwani ka argh aur acharyashree ka argh bhi chadhana chahiye.Aap apne samay ke according adjust ker lein.

  • @prashsntjain7635
    @prashsntjain7635 3 года назад +2

    माँ आपके पास इतना सारा ज्ञान केसे

    • @prashsntjain7635
      @prashsntjain7635 3 года назад +1

      क्या रोज सुबह 4:30 /6:00 दीपक जलाना बाद मे

  • @meghakemble2848
    @meghakemble2848 2 года назад +1

    THANK YOU SO MUCH MAM..JAI JINENDRA🙏🙏🙏🙏

  • @anjujain1961
    @anjujain1961 2 года назад

    Thank you mam Jai Jinendra. Ji🙏

  • @madhujain6111
    @madhujain6111 6 лет назад +3

    Me kab se puja karna sikhna chati thi thank you

  • @proudbhartiya1993
    @proudbhartiya1993 5 лет назад +7

    Mam please make a video on information of Das Lakshan festival and what all has to be done in it.

  • @sanjeevjain6344
    @sanjeevjain6344 3 года назад +3

    आप पूजा का तो करा रहे हो ना तो कोई पूजा का नाम ले रहे हो कौन सी पूजा कहां पर करा रहे हो और किस पेज नंबर पर है

  • @swatijain8321
    @swatijain8321 3 года назад

    Pareshan prva mi kitchen or recipe kya khaye kya ni un pr bi ek vedio banaye 🙏🙏🙏🙏

  • @nehajain4543
    @nehajain4543 4 года назад +4

    Jai jinendra 🙏
    Aaj kal ki lockdown ki situation me kiya ghar per pooja ki ja sakti hai ? If yes then pls tell us the required steps to be taken and arpit samagri ka kiya karna chahiye? Kripya margdarshan kare...

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад +2

      Jai jinendra
      Sabse best to bhav poojan kerna hai ghar mein.kewal kuch vishesh perv per dravya se pooja karen.bhav pooja mein swaha ki jagah namah ka uchaaran karen.Samagri ko chaat per daal den.birds,sqirrel aadi kha lenge.

  • @kunaljain1047
    @kunaljain1047 4 года назад +2

    Plz upload how to do jain deepawali poojan🙏🙏

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад

      ruclips.net/video/iRJDFVDGogU/видео.html

  • @vineetjain8354
    @vineetjain8354 3 года назад +1

    जय जिनेंद्र 🙏💐

  • @yashbirsingh1673
    @yashbirsingh1673 3 месяца назад

    Jaijinendra

  • @anjujain1961
    @anjujain1961 2 года назад

    Jay Jinendra principal mam maine abhi Puja ki shuruaat ki hai main abhi Sikh rahi hun isliye mujhe bahut time lag jata hai mujhe padmawati Mata ki Puja karne ke liye shuru baat kahan se karni chahie jisse ki main kam samay mein theek se Puja kar sakun please bataiye एक-दो din mein jawab denge to main kuchh thoda bahut Sikh paungi aapki bahut anumodna hogi 🙏🙏🙏😊 Padmavati Mata se pahle Parasnath Prabhu ki Puja karni hoti hai to please mujhe bataen 🙏 naye sal ki shubhkamnaon ke sath aapko Jay Jinendra Karti hun 🙏

  • @dharam0
    @dharam0 4 года назад +2

    Very good video quite helpful and specially good for elderly people in corona

  • @shruti0819
    @shruti0819 3 года назад +2

    Very helpful for beginners like me👍👍

  • @jinijini3147
    @jinijini3147 4 года назад +1

    Jai jinendra mam
    Puja me jo sthapna krte
    Thone me pushp chdhye ya long ? Sthapna vidhi ko detail me btaye

  • @arihantindra9718
    @arihantindra9718 4 года назад +1

    Jai jinendra

  • @vipuljain8914
    @vipuljain8914 4 года назад +2

    Ghar me jinvani kese padhe, aur jinvani me kya padhe plz batayiye

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад

      Jai jinendra
      Ghar mein jinvaani padh sakte hain.Pooja bhi bol sakte hain.Kewal swaha ki jagah namah bol sakte hain.

  • @vibs5
    @vibs5 5 лет назад +1

    Jai jinendra!
    Please Das lakshan parv ki dravya pujan Vidhi bataye.

  • @triptijain1424
    @triptijain1424 6 лет назад +5

    Apke video bahut achhe h kripya daslakshan me puja Jain Jain di Hoti hai uske baare me bhi video banaye . Aur Apne staphna karte samay Pushp chadaya parantu hum Laung chadate hai kya ye sahi h ????

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  6 лет назад

      Sthapna ke liye hum matra sankalp ke pushp hi chadhate hain.Aisa humare guru kahte hain.Long ki jagah pushp se sthapna karni chahiye pushp bhi ginke nahi chadhana chahiye.

  • @kumarmadhuajitha4197
    @kumarmadhuajitha4197 3 года назад +1

    Aap ko kaise contact karen

  • @rajnijain7004
    @rajnijain7004 Год назад

    🙏jai jinendra ,🙏

  • @jayshreevanwade
    @jayshreevanwade 4 года назад +1

    Jay jinendra
    Dhoop mein apne kya liya

  • @bobbymittal2716
    @bobbymittal2716 2 года назад

    Plz mam aap mujhko shanti vidhan. Krna btaye kaise krte h

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  2 года назад

      Jai jinendra
      Shanti vidhaan ki books aati hain. Aap usme se ker sakte hain.

    • @bobbymittal2716
      @bobbymittal2716 2 года назад

      @@JainPrinciples mam vo to h mere pas lekin kis trha se suru krte h or kon kon si puja krte h vo bta dijiye

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  2 года назад

      Jai jinendra
      Starting se leker dev shastra pooja tak to aap mere saath isvedio ke according ker sakte hain.phir shantividhaan ker lein.Last mein visarjan aap mere is vedio ke according ker sakte hain.

    • @bobbymittal2716
      @bobbymittal2716 2 года назад

      Thnkuuu ji

  • @pcg551
    @pcg551 4 месяца назад

    Please share prayer words file we can also read them and say then

  • @sg9279
    @sg9279 2 года назад

    What do you chant ? From where do we buy it's book jain?

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  2 года назад

      Jai jinendra
      Ye book aapko kisi bhi jain teerthkshetra per mil sakti hai.Jain mandiron mein bhi rakhi hui hoti hai. Name-jinbharti sangrah

  • @nehajain80
    @nehajain80 4 месяца назад

    Didi, samuchya puja ke baad aur shanti path ke pehle kaun kaun se argh chadaye please bataye..

  • @Heeheeanonymous
    @Heeheeanonymous 7 лет назад +1

    ma'am dev shastra guru puja aur shamuchya puja mein kya antar h

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  7 лет назад +1

      Shamuchya Pooja mein Dev shastra guru vidhyaman bees thirtankar aur anantananth sidh parmeshthi ki pooja ho ti hai . Dev shastra guru ki pooja mein sirif unhi ki pooja hoti hai

  • @anniebansal2602
    @anniebansal2602 4 года назад +1

    Many many thanks aunty🙏🏻

  • @poojajain2081
    @poojajain2081 4 года назад +5

    A very nice step two peoples like me thanks a lot 🙏🙏🙏 Jay Jinendra ji

  • @miraajain8101
    @miraajain8101 Год назад

    Didi , please tell the name of the Pujas.

  • @adhyajain7
    @adhyajain7 6 лет назад +3

    Bahut Sunder

  • @codingadda2770
    @codingadda2770 3 года назад

    Pls chatri Poonam ki pooja ki vidhi bhi send kariye
    Thank you

  • @girishpatel8501
    @girishpatel8501 11 месяцев назад +1

    Jai jinendra
    समभाव राखवा थी कमेंबंद न थाय
    सही के गलत

  • @BhagyashreePancholi
    @BhagyashreePancholi Год назад

    plzzz Pooja k or video upload kro

  • @rekhajain5115
    @rekhajain5115 2 года назад

    D
    Di Shanti vidhan kaise hota hai please uski sari vidhi Pujan kaise karen kaise kiya jata hai please bataen

  • @triptijain1424
    @triptijain1424 6 лет назад +2

    Kripya batae ki ashtmi aur chaudas Ko aur Kaun si pooja Hoti hai

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  6 лет назад +2

      Yadi aap bhaktamar ji ka vrat karte hain to bhaktamar ji ki pooja karen.Vrat nahi bhi kare to generally log bhaktamar ji aur samed shikhar ji ki pooja ashtmi chaturdashi ko karte hain

    • @seemapatil4158
      @seemapatil4158 5 лет назад +2

      @@JainPrinciples nandishwar ki pooja karte hai kya choudás aur ashtami ko

  • @udayk4170
    @udayk4170 2 года назад

    Jai Jinendra, Mai pratah samay me Puja ke liye RUclips par video dhundh raha tha. Yeh video sarvottam hai, par ise purn vivechan kar bataya jata to acha hota. Yani ki step by step batate to aur bhi Sundar hota.

  • @rajvasawade1349
    @rajvasawade1349 6 лет назад +2

    bahut achi puja he jai jinendr

    • @shubhajain3347
      @shubhajain3347 7 месяцев назад

      बहुत सुंदर प्रस्तुति है

  • @shraddhajain1002
    @shraddhajain1002 4 года назад +1

    Jai jinendra kya dev shastra guru k bad ek bhagwan ki pooja krna jaruri nhi hota kya...

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад +1

      Jai jinendra
      Mere videos new commers ke liye hote hain.Unhe jain dharm se jodne ke liye.yadi hum unke liye jyada pooja batayenge to wo nahi karenge.

  • @anitajain9270
    @anitajain9270 4 года назад +2

    V niceeeee

  • @manjujain6844
    @manjujain6844 4 года назад

    Aap pooja m kha kya chadaya jata h vo bhi btaye poori jain vidhi s pooja ki syarting btaye

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад

      ruclips.net/video/t-VwWu2yHGU/видео.html

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад

      ruclips.net/video/t-VwWu2yHGU/видео.html

  • @abhinandanshete3752
    @abhinandanshete3752 4 года назад +1

    बहुत सुंदर दीदी उल्का शेटे सांगली

  • @prashsntjain7635
    @prashsntjain7635 3 года назад +3

    I love mom 🙏🙏❤

  • @mamtajain7101
    @mamtajain7101 3 года назад

    Bhav Puja kaise kare.

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  3 года назад

      Jai jinendra
      ruclips.net/video/YV5toN-MHQ8/видео.html

  • @sonalijain1687
    @sonalijain1687 4 года назад +1

    लॉकडाउन में घर पर भाव पूजा कैसे करें।

  • @meenujain4935
    @meenujain4935 5 лет назад +2

    Jai jeenendra I just wanted to ask if unable to go Tempke can we do pooja at home

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад +3

      Ghar mein bhav pooja ker sakte hain.Dravya se nahi.Wo bhi jahan swaha aaye wahan namah padhen.

  • @indarchandjain6282
    @indarchandjain6282 3 года назад +2

    बहुत-बहुत धन्यवाद

  • @kailasbhure3794
    @kailasbhure3794 2 года назад +1

    Good for beginners

  • @singerpankajjainmadhur2831
    @singerpankajjainmadhur2831 6 лет назад +2

    बहुत सुंदर

  • @diliplinkha1201
    @diliplinkha1201 4 года назад +1

    Dhannyabat dhannyabat dhhanyat

  • @geetgargjain4861
    @geetgargjain4861 5 лет назад +1

    Jj mam...hum arghy chadhate hai to ye chhoti plate mei rakh kar kyu chdhate hai...???

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад

      Aapki apni choice hai.Choti plate nahi hai to haath se bhi chada sakte hain.Ye to sab bhav per depend karta hai.Vaise plate se chadhana achha hai

    • @geetgargjain4861
      @geetgargjain4861 5 лет назад +1

      Ek bar visarjan bta dijiye..jal dhara aur chandan dhara kya padhte hue arpit karte hain??

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад

      @@geetgargjain4861 sampoornargh chadhane ke pehle dhara chodte hain

  • @sunil1paper
    @sunil1paper 7 лет назад +1

    दीदी विदेह क्षेत्र के बारे में जरुर बताये।आपकी सभी वेदियो बहूत अच्छी तरह जैन धर्म को समझाते हैं

  • @anshusamaiya9859
    @anshusamaiya9859 6 лет назад +2

    Didi Ravi brat pujan vidhi batay please

  • @akshayphadkule7283
    @akshayphadkule7283 5 лет назад +1

    Dhoop me kya liya hai kripya bataye

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад +2

      Dhoop mein kuch jane chandan powder lete hain,kuch chandan ki lakdi barik wali lete hain,kuch chandan ka chilka lete hain,kuch khopre ka chilka chandan ke roop mein chadhate hain.

  • @ratanlaljain9378
    @ratanlaljain9378 5 лет назад +2

    Parem rishi swastik mangal path in Sanskrit me sikhne h... Please aap Ek video banana dijiye....

  • @gameon8998
    @gameon8998 5 лет назад +1

    Please sutraji ka earth bataye

  • @shrutijain3597
    @shrutijain3597 2 года назад +1

    Thank u

  • @dimpibansal3894
    @dimpibansal3894 3 года назад

    I married in Jain religion and don't know anything about Pooja and can't understand anything from this video.plz tell how I can start at home only

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  3 года назад

      Jai jinendra
      Is video se aap bhav poojan (bina samagri ke )kerna sikh sakte hain.
      ruclips.net/video/YV5toN-MHQ8/видео.html

  • @priyankajain399
    @priyankajain399 5 лет назад +3

    Didi y to short time me pooja hogai..aap puri pooja ka b video share kijiye plz....or plz aap jo b pooja pad rhi jinvani me bataye ki aap konsi pooja pad rhi h

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад +3

      Is video mein maine beginners ke liye banaya hai.Isme dev shastra guru,bees teerthanker, sidh parmesthi ki pooja jise samoochaya pooja kahte hain ki hai.

  • @sunil1paper
    @sunil1paper 7 лет назад +4

    आप बहुत अच्छे से जैन धर्म समझा रही है।महाराज जी से कुछ पूछने में डर लगता है।kirpya question पूछने का माध्यम बताये। मैं आपकी नई vedio का इंतजार करता हु।आपका बहुत साधुवाद।

  • @chandajain5029
    @chandajain5029 5 лет назад +1

    पर्यूषण पर्व मै 5 पूजा कौनसी होती है ?

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад +1

      1 Dev shastra guru
      2 solah karan
      3 panch meru
      4 das lakshan
      5 chobis teerthanker

  • @pallavidoshi603
    @pallavidoshi603 4 года назад

    Jay Jinedra

  • @manjujain6844
    @manjujain6844 4 года назад

    Jai jinender ji🙏🙏🙏

  • @bharatmehta2329
    @bharatmehta2329 3 года назад

    Bhagvan ke samnay poja kartye bataye

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  3 года назад

      Jai jinendra
      ruclips.net/video/E110nmcvdmE/видео.html

  • @renujain6550
    @renujain6550 3 года назад +2

    Very nice

  • @shrutijain3597
    @shrutijain3597 9 месяцев назад

    Mam plz Aap step by step batate jajiye ke ye asa kyu bolte ye drav kyu chadate he .. isase new generation ko uske pichhe ke reason bhi pta chale mam

  • @kamalpatil1370
    @kamalpatil1370 8 месяцев назад

    Jayjinedr

  • @kumarmadhuajitha4197
    @kumarmadhuajitha4197 3 года назад +1

    Jai JINENDRA Behenji , kya aap krupyya karke iss pooja ka likha hua ya print kiya hua vidhi bhej sakte ho.

  • @chetnajain6978
    @chetnajain6978 6 лет назад

    Helo didi me chetna jain Delhi puja agar dire padhijay to ham shath padshake

  • @prakashdoshi6918
    @prakashdoshi6918 4 года назад +1

    Prakash Lila doshi bikaner

  • @t.pjainstenographer1073
    @t.pjainstenographer1073 2 года назад +1

    amazing

  • @vipulkumar3613
    @vipulkumar3613 3 года назад

    Didi hum ghar me roz puja kese kare plzzzzz ye bataiye, ghar me ladko ko kam samay me roz kese puja karni chahiye plzzzzzzzz ye ek chota sa video banaiye, esse bahut yuva jain dharm ka palan krenge, aapko bhi bahut punya milega, meri ye vinti he aapse plzzz,
    Jai jinendra 🙏

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  3 года назад

      Jai jinendra
      Aap ghar mein dravya se pooja kerna chahte hain yaa phir bhav pooja kerna chahte hain.

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  3 года назад

      ruclips.net/video/YV5toN-MHQ8/видео.html

  • @ruchigupta3195
    @ruchigupta3195 6 лет назад

    aap kon kon se path karti hai name lekar bataye isme

  • @jayshreevanwade
    @jayshreevanwade 5 лет назад +1

    Jai jinendra apne swasti vidhan ke pushp alag alag jagah chadaye aisa kyu plg iska samadhan kare

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  5 лет назад +1

      Riddhi dhari muniyon ki aaradhna hai isliye.

    • @vjmakeover
      @vjmakeover 3 года назад

      @@JainPrinciples mam .....mujhe pls btaey ki me adinath bagwan ki poja se se phle kon kon se path kru....mtlb pooja krne k liy staring me kha se shuru kru...vinay path k bad kon kon path krne hote h ...or bad me kon se ...pls reply....

  • @ruchigupta3195
    @ruchigupta3195 6 лет назад +1

    bahut bahut dhanywad aapka

  • @durveshjain8671
    @durveshjain8671 3 года назад +2

    Thanks for this

  • @pallavijain3973
    @pallavijain3973 6 лет назад

    Very nice. Suhag dasmi ki pooja Kaise karte he? Can you plz explain ?

  • @gvora99
    @gvora99 6 лет назад +2

    Please list the name of the Puja book and path jo bole and the page nos. I like to learn this pooja properly. kindly please send me info. Please

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  6 лет назад +1

      Jin bharti sangrah or poojan path pradeep dono books mein hain

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  6 лет назад +1

      Usme index mein dekhen vinay path.usse start kerke sare path continuation mein mil jayenge. Pooja per jab aayenge tab index mein dekhen समुच्चय पूजा ( देव शास्त्र गुरु, विद्यमान बीस तिर्थ॓कर, सिद्ध परमेष्ठी)phir last mein maha argh aur visarjan paath index mein search karen

  • @ponnoliparkesh1085
    @ponnoliparkesh1085 Год назад

    🙏🙏

  • @poojajain386
    @poojajain386 5 лет назад +2

    Didi, apna ph no bta sakte hai kya

  • @ashokgodha9166
    @ashokgodha9166 4 года назад

    Naved?

  • @ankitajain8500
    @ankitajain8500 8 месяцев назад +1

    Ankita Jain

  • @raginijain6198
    @raginijain6198 7 лет назад +2

    bahut sunder

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  7 лет назад

      Thanks

    • @aj081114077
      @aj081114077 5 лет назад

      @@JainPrinciples jain sSsan jaibant ho ! AhinsA Dharm ki. Jai ho. !*******

  • @mamtajain5368
    @mamtajain5368 5 лет назад

    page number bhi bata deteplease

  • @567gvs
    @567gvs 3 года назад +1

    thank you .

  • @chetanavelani3696
    @chetanavelani3696 6 лет назад

    Mam navkarsi karne ka kya Labh hai please bataiye

  • @arihantkumarjain328
    @arihantkumarjain328 6 лет назад +4

    Very helpful

  • @anujain8581
    @anujain8581 4 года назад +1

    Apne Mulnayak bhagwan ki poha nahi batayi ismein

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  4 года назад

      Moolnayak bhagwan her mandir ke alag hote hain.

  • @krishjain2634
    @krishjain2634 4 года назад +1

    very nice effort

  • @dishapandya842
    @dishapandya842 2 года назад

    Tqqqq mam

  • @ashokdoshi3771
    @ashokdoshi3771 4 года назад +2

    Nice, ....

  • @perfectbpl
    @perfectbpl 3 года назад +5

    उत्तम छमा के साथ निवेदन है कि पंचपरमेष्ठी में एक जिनवाणी जी को भी निर्माल की थाली से दूरी एवं यथा सम्भव उच्च स्थान देना चाहिये, जो कि एक खाली थाली को उल्टा करके किया जा सकता है ,,,

  • @rekhajain5115
    @rekhajain5115 2 года назад

    Didi main ek JNU ki Beti hun aur non ghar mein I hun thode din pahle hi Maine janm de Jana start kiya hai mujhe asht dravya se Puja karne ka bahut man hai Puja nahin Puja karna aata hi nahin hai kahan se start karo kahan and Karun aur kya padhun kya nahin padhun mujhe kuchh bhi knowledge nahin hai please help MI aap mujhe bataiye bich mein aap yah kya padh rahe ho mere ko samajh mein nahin a Raha please Vani mein main dikhayen meri jindagi mein mujhe Mila hi nahin hai aapka बहुत-बहुत aabhar hoga didi yadi aap mujhe Puja karna sikha de do Jay Jinendra

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  2 года назад

      ruclips.net/video/toCpC2cv3NQ/видео.html

    • @JainPrinciples
      @JainPrinciples  2 года назад

      ruclips.net/video/t-VwWu2yHGU/видео.html