Sir mai apka bahot bahot bada fan ban gaya hu, apse itna kuch pata chala hai, jo aaj tak kisine bhi nahi batya, bahot bahot shukriya sir ji aise hi Gyan bantate rahiye maa sarswati apke sath hai, dhanyawad sir ji
अक्षत गुप्ता सर जी प्रणाम 🙏.., मेरे घर में भी मेरी sis mom.सब साथ मिलकर यूट्यूब में आपके सारे पॉडकास्ट और इंटरव्यू देखते हैं.. You have a lot of knowledge about history and I am very curious to know it.
भगवान ने आपको.. हमे मार्गदर्शन, शास्त्रो का ज्ञान समझाने के लिए भेजा है.. आप अपने कार्य में और आगे बढ़ते रहे sir.... दिल से यही प्रार्थना हैं हमारी माता रानी से.... और बहुत ही अच्छा लगा ये जान के...कि आप छत्तीसगढ़ से है 😇😇🙏👍
Shri maa, jay maa Aapne bohot hi sundar tarike navratri navdurga maa ka mahatmya bataya , parantu ek sanshay h ki maataji ko to shrap tha ki ve kbhi garbh dharan nahi kar sakti , to fir aapne katha me jo bataya h kya aap use vistar se bata sakte h
जिस तरह से आप यूटूब के माध्यम से सनातम धर्म के बारे मे अच्छी अच्छी बाते बताकर उससे हम सब को जोड़ रहे है अगर इसी तरह से स्कूल और कॉलजे मे विधार्थियो को भी सनातम धर्म के बारे मे जानकारी दी जाए तो मै मानता हू इससे हमारी आने वाली पीढ़ी पर अच्छा प्रभाव पड़ेगा और भविष्य मे होने वाले अधर्म पर काफी हद तक इसका असर देखने को मिलेगा | जय माता दी 🙏 शुभ नवरात्रि 🙏
Stay safe and take care. Your inspiring words continue to uplift us all! May this Navratri bring you immense joy, prosperity, and the strength to overcome all challenges in life. As the divine energies of the Goddess descend upon us, may you find peace in every moment, courage in every decision, and wisdom in every step you take. Celebrate this festival with love, devotion, and gratitude, surrounded by the warmth of your loved ones. Let the colors of Navratri fill your heart with vibrant positivity, guiding you towards success and happiness in every aspect of life. Wishing you a blessed and joyful Navratri!
Aree wah Akshat Bhaiya, bahaut badiya video banaya. Mujhe toh pata hee nahi tha ki aapka official youtube channel hai. Aap jaise logo ka jeewit rehena bahaut zyada zaroori hai sir jo humko humare culture ki pure knowledge de rahe hai! Jai Maa Durga! ❤
Sir, I believe you that ur idea What is ida! I have read ur Hidden Hindu all part of book 📚 So thank u sir , given this types of book . Durga maa video ❤ I want this types of Video sir ! After any puja
I've noticed in my life that as you get older, you become more spiritual with age. So in the end or near to the end of this physical abode, we have to resort to God! So the question is - why not earlier?? Jai Mata Di! ❤
Akshay Ji aapka gyaan to bht hi acha hai…parantu aap maa Radha ka mandir bhi banwane ke liye kuch prayas kariye…aap to bht kuch padhte hai mujhe bhi ak prashna ka answer dijiye ki pure world me bhagwan shree krishna ki har jagah pooja hoti hai…lekin radha maa vrindavan tak hi kyu reh gyi…mujhe agyaani ko thoda gyan dijiye🙏🙏thanks in advance
@balaramsharma Ji wohi to mai bhi keh rha hu ki jab dono ak hi hai to universe me krishna bhagwaan to har jagah pahuch gaye lekin radha rani to bas 84 kos me hi reh gayi…esa kyun? Mujhe thoda gyan pradaan kre🙏
Hello dada, Me bhut bhagyshali hu ki aapki videos dekhkr hum apne darm se judate hai or proud feel krte hai lekin dada aapse request hai ki ek video aap gau mata or panchgavy par bnaiye jisse ki hume puri jankari ho ki humare sanatan dharm me gau mata ka kitna mahatva it's my humble request dada me aapki agli video ka wait krungi Im garima prajapat from Indore Bholenath ji ka ashirwad aapk sath hai
Ho sake to reply jarur dena sir... Apne shuru ke rupo ko parwati mata ke rup bataya, but katyayani rup mein aapne bola ke vo sati ke ahuti dene ke bad katyayan rishi ke ghar janmi, so sati mata pehle hui aur jabki parwati mata bad mein ,to ye rup aage pichhe kaise ho gaye ? Aur dusri bat kalratri mata ke bare mein explain karo ke vo rup kaise dharan kiya maa ne.
amazing work this video topic 😍😀😎❤👍 next video According to Hinduism Buddhism Sikhism and Vajrayan, Parambrahma Sadashiva's most destructive and terrible avatar God Kal Bhairav The God of the terrifying protector against negative influences and evil forces and God of time, cosmic justice and death ki 1.origin story 2.Kal Bhairav history 3. Kal Bhairav creation and punishment of God brahma 4.Tantra practice of Kal Bhairav in different religions 5.god kal Bhairavs appearance 6.origin and fame of Kal Bhairav in different religions 7.Pouranik and Vedic history of becoming Baranasi protector and Yamraj of Kashi 8.story of Astabhairav Avatar 9.what is science Bhairav tantra 112 science what is tantra 10.Pouranik history of Kal Bhairav as protector of power 11.God Kal Bhairav according to Buddhism Sikhism and Vajrayan orf Vajrabhairav or Yamantaka's origin history tantra sadhna beliefs and practices 12.Kashmiri Shaivisms according explained in who is Kal Bhairav and what is Bhairav vigyan tantra 13.What is the significance of God Kala Bhairava in cosmology 14.Proof of Kala Bhairava being a living deity and temples of Kala Bhairava in 15.What is the meaning of the name Kala Bhairava this theories, please do a 25 minute long documentary video explanation in God Kal Bhairav , I request you please sir, please make me on the next topic. 🔱🕉🚩🙏 Har Har Mahadev Namah Parvati Pataye Shiv Shiv 🙏🚩🕉🔱
sir i have a question ki jab ram ji ne bas ek hi chhal kiya tha (baali ki chhal se mara tha) tab bhi unhe uski saja mili thi to mahabharat me to krishn bhagvan ne itne sare chhal kiye the to unhe un chhalon ki saja mil gai ya agle avtar ko milegi
Sir merko ek sawal puchna h....mne apke podcasts dekhe apne bataya ki time circular h kalyug khatam hoga toh vapas se satyug ki shuruaat hogi...agr assa h toh kya satyug m vapas se vhi dev bhagwan bhi roop leke aaenge???aur agr assa h toh hum insano ka iss duniya m kya role h mtlb bhagwan ye sab kr rhe h toh iske piche kya karan h ??? Kabhi kabhi m sochti hu ki hum log bhagwan ki ek imagination h bas vo hume duniya m chhod diye aur hum idhar apne game khel rhe h
Bhaiya teja vu kyun aten hain or swapne mein hi kyun aur haqikat me job samne hone lagta hai tab kyun hame yaad nahi rehte aur ghatit hane ke baad hame yaad ata hai ki maine to pehle hi sab kuchh dekh liya tha akshat bhaiya aap ki baat 110 sachhi hai Mujhe viswas hai aap tak mere baat panhuchega aur mujhe answer v milega om Maheshwaraay bishnu brahma devay naamh.........
Hii sir I am your big fan and maine aapki bahut saare podcast dekhe hai and I have a doubt ki jaise har insaan apni mother ke naam se jaana jaata hai agar aisa hai to draupadi ko unke pita ke naam draupad se kyun jaana jaata hai
Sir, mata Parvati ji ko tho Kaam dev ki patni se shrap mila tha k wo kavi apne gharv mein bacha dharan nahi kar payegi tho phir ... unki kushmand roop ka matlb .. Pls tell in details 🙏🏻
Sir mujhe ya nhi kahana chaiya but samaj mein gupta jati ka hu or mera gotra kashyap h ek real ithaas ka bara mein bataiye kyunki hmko to km knowledge hain please ek video baniya g detail explain
Aapki saral bhasha ki wajah se aapki itni gehri baato ka gyaan hamare bachche bhi purn prapt kar rhe hain uske liye aapka khub khub dhanyawad Dada bhai 🙏
Jay mataji
Jay maa durga
जय माता दी ❤🙏🏻
Shukriyan shivgauri ji
Shukriyan mere behmohtaj Baap ji
बहुत महत्त्वपूर्ण जानकरी सर 🌸 मनःपूर्वक आभार 🙏🏻जय माता दी
Thank you sir you r an amazing story teller .shukriyan ji
जय माता दी 🙏🏻
Thank you sir 🙏🙏🙏🙏very knowledgeable 🙏🙏mata g bless you❤❤❤ jai mata di🙏
Dhanyavad aapne bahoot acche se samjhaya navdurga k bare me...
What a speech.....amazing
Sir mai apka bahot bahot bada fan ban gaya hu, apse itna kuch pata chala hai, jo aaj tak kisine bhi nahi batya, bahot bahot shukriya sir ji aise hi Gyan bantate rahiye maa sarswati apke sath hai, dhanyawad sir ji
Muje apko sunna bahot acha lagta hai.. 🙏
Jai Mata Di 🌺🙏🏻😊
अक्षत गुप्ता सर जी प्रणाम 🙏.., मेरे घर में भी मेरी sis mom.सब साथ मिलकर यूट्यूब में आपके सारे पॉडकास्ट और इंटरव्यू देखते हैं.. You have a lot of knowledge about history and I am very curious to know it.
Jai mata di 🙏
Jai mata di
जय माता दी🌻
Shailputri mata ki charno me mera pranam
Jay man Durga 🙏🙏🙏🙏🙏
Kya baath akshat ji...aj pata chala nau rupo ka rahasya👌💯❤️
Jay maa jagdamba ❤❤❤
जय माता दी
🙏🙏 जय माता दी 🙏🙏
भगवान ने आपको.. हमे मार्गदर्शन, शास्त्रो का ज्ञान समझाने के लिए भेजा है.. आप अपने कार्य में और आगे बढ़ते रहे sir.... दिल से यही प्रार्थना हैं हमारी माता रानी से.... और बहुत ही अच्छा लगा ये जान के...कि आप छत्तीसगढ़ से है 😇😇🙏👍
❤❤अक्षत सर ❤❤❤
Jay Mata ki
❤ no one is like u sir..... God bless you 🙏🏻
Jai Maa Durga Har Har Mahadev
Jay Matadii❤
❤❤जय माँ ❤️❤️
Shri maa, jay maa
Aapne bohot hi sundar tarike navratri navdurga maa ka mahatmya bataya , parantu ek sanshay h ki maataji ko to shrap tha ki ve kbhi garbh dharan nahi kar sakti , to fir aapne katha me jo bataya h kya aap use vistar se bata sakte h
Jay ambe maa
Thankyou so much
Jai Mata di ji 🙏 🙌 😊
Akshay bhai many thanx for sharing this.
Subh navratri ❤️🌼🌺🙏
🚩जय माता दी 🥰🙏🚩 जय माँ भवानी 🥰🙏
Jai Mata Di 🔱🔱🔱
Definately proud to be hindu❤
Jai mata di ❤❤❤❤❤❤
Sir ji jai johar ...aap man la dhanyawad ❤❤
जिस तरह से आप यूटूब के माध्यम से सनातम धर्म के बारे मे अच्छी अच्छी बाते बताकर उससे हम सब को जोड़ रहे है अगर इसी तरह से स्कूल और कॉलजे मे विधार्थियो को भी सनातम धर्म के बारे मे जानकारी दी जाए तो मै मानता हू इससे हमारी आने वाली पीढ़ी पर अच्छा प्रभाव पड़ेगा और भविष्य मे होने वाले अधर्म पर काफी हद तक इसका असर देखने को मिलेगा |
जय माता दी 🙏 शुभ नवरात्रि 🙏
Apne bhout ache se samjhaya thankyou ❤
जय माता दी❤🌺🙏
पार्वती माता को एक लाईक प्रेम से बोलो जय माताजी
Stay safe and take care. Your inspiring words continue to uplift us all! May this Navratri bring you immense joy, prosperity, and the strength to overcome all challenges in life. As the divine energies of the Goddess descend upon us, may you find peace in every moment, courage in every decision, and wisdom in every step you take. Celebrate this festival with love, devotion, and gratitude, surrounded by the warmth of your loved ones. Let the colors of Navratri fill your heart with vibrant positivity, guiding you towards success and happiness in every aspect of life. Wishing you a blessed and joyful Navratri!
Muje too pata hii nahi tha ye sab thanks sir
Jay maa Rani ❤🙏🙏🌺🌺💐
Jai Maa Durga!!!
Apki likhi hui book meri fav hai❤❤
Great value 💯
Jai mata di 🙏 bhaiya ❤
कृष्णदर्शन - 19th Avatar
❤❤❤❤
Very good explanation
Aree wah Akshat Bhaiya, bahaut badiya video banaya. Mujhe toh pata hee nahi tha ki aapka official youtube channel hai. Aap jaise logo ka jeewit rehena bahaut zyada zaroori hai sir jo humko humare culture ki pure knowledge de rahe hai! Jai Maa Durga! ❤
🙏 अक्षत दादा 💐
शुभ नवरात्रि
Sir, I believe you that ur idea
What is ida!
I have read ur Hidden Hindu all part of book 📚
So thank u sir , given this types of book .
Durga maa video ❤
I want this types of Video sir ! After any puja
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Jay Mata Di ☘️ 🌸 🌺 🙏
I've noticed in my life that as you get older, you become more spiritual with age. So in the end or near to the end of this physical abode, we have to resort to God!
So the question is - why not earlier??
Jai Mata Di! ❤
🙏🙏
❤❤🙏🙏
❤
नवरात्र की नवरात्रों में क्या होती हैं इसके ऊपर भी कुछ बताओ
Akshay Ji aapka gyaan to bht hi acha hai…parantu aap maa Radha ka mandir bhi banwane ke liye kuch prayas kariye…aap to bht kuch padhte hai mujhe bhi ak prashna ka answer dijiye ki pure world me bhagwan shree krishna ki har jagah pooja hoti hai…lekin radha maa vrindavan tak hi kyu reh gyi…mujhe agyaani ko thoda gyan dijiye🙏🙏thanks in advance
मित्र... राधा और कृष्ण अलग कहा पर है हैं तो दोनो एक ही...
@balaramsharma Ji wohi to mai bhi keh rha hu ki jab dono ak hi hai to universe me krishna bhagwaan to har jagah pahuch gaye lekin radha rani to bas 84 kos me hi reh gayi…esa kyun? Mujhe thoda gyan pradaan kre🙏
@@balaramsharma6676 waise mera sawal Akshay Ji se tha…kewal wo hi iska answer de sakte hai sadhu santo se puchkar…
Aadarniy Akshat Gupta Ji aapke pass Jo Gyan ka Bhandar hai uske Rahasya ki chabi Das ke pass hai agar aap kholna chahte ho to dant se jarur Mili
Gupta ji kya maa durga maa parvati ki avatar hai ishi par ek video banaye
Hello dada,
Me bhut bhagyshali hu ki aapki videos dekhkr hum apne darm se judate hai or proud feel krte hai lekin dada aapse request hai ki ek video aap gau mata or panchgavy par bnaiye jisse ki hume puri jankari ho ki humare sanatan dharm me gau mata ka kitna mahatva it's my humble request dada me aapki agli video ka wait krungi
Im garima prajapat from Indore
Bholenath ji ka ashirwad aapk sath hai
Create series of Mahabharatham full story
Want a podcast on shakti please
Ho sake to reply jarur dena sir... Apne shuru ke rupo ko parwati mata ke rup bataya, but katyayani rup mein aapne bola ke vo sati ke ahuti dene ke bad katyayan rishi ke ghar janmi, so sati mata pehle hui aur jabki parwati mata bad mein ,to ye rup aage pichhe kaise ho gaye ? Aur dusri bat kalratri mata ke bare mein explain karo ke vo rup kaise dharan kiya maa ne.
Jai mata di. Fir bhi mahilaaon ki ejjat ni hai
🇮🇳🌹🇮🇳🌹🕉️🕉️🕉️
Jai mata di 🙏 Sir ji ek question Sri Ram ji Ravanka sar nai kata na, unke nabime (petme) tir chelake marethe na, please clarify! Jai Mata Di 🙏🙏
Sir I have a question pandavo me koi surya putra hai koi yam putra par kaise.. Pandav toh bhai the na.
Parvati kabhi garbhwati hui he ni thi aur maa ajj bhi brahmacharya me hae
Aap dekhe ho ki garbhwati huii ki nhi
Ramji ko kisi ki puja karne ki jarurat nahi hai woh manusya roop mai hain toh leela karte hain
Kindly tell something about women mythology
Cyrus Terrace
amazing work this video topic 😍😀😎❤👍 next video According to Hinduism Buddhism Sikhism and Vajrayan, Parambrahma Sadashiva's most destructive and terrible avatar God Kal Bhairav The God of the terrifying protector against negative influences and evil forces and God of time, cosmic justice and death ki
1.origin story
2.Kal Bhairav history
3. Kal Bhairav creation and punishment of God brahma
4.Tantra practice of Kal Bhairav in different religions
5.god kal Bhairavs appearance
6.origin and fame of Kal Bhairav in different religions
7.Pouranik and Vedic history of becoming Baranasi protector and Yamraj of Kashi
8.story of Astabhairav Avatar
9.what is science Bhairav tantra 112 science what is tantra
10.Pouranik history of Kal Bhairav as protector of power
11.God Kal Bhairav according to Buddhism Sikhism and Vajrayan orf Vajrabhairav or Yamantaka's origin history tantra sadhna beliefs and practices
12.Kashmiri Shaivisms according explained in who is Kal Bhairav and what is Bhairav vigyan tantra
13.What is the significance of God Kala Bhairava in cosmology
14.Proof of Kala Bhairava being a living deity and temples of Kala Bhairava in
15.What is the meaning of the name Kala Bhairava this theories,
please do a 25 minute long documentary video explanation in God Kal Bhairav , I request you please sir, please make me on the next topic. 🔱🕉🚩🙏 Har Har Mahadev Namah Parvati Pataye Shiv Shiv 🙏🚩🕉🔱
sir i have a question ki jab ram ji ne bas ek hi chhal kiya tha (baali ki chhal se mara tha) tab bhi unhe uski saja mili thi to mahabharat me to krishn bhagvan ne itne sare chhal kiye the to unhe un chhalon ki saja mil gai ya agle avtar ko milegi
Sir merko ek sawal puchna h....mne apke podcasts dekhe apne bataya ki time circular h kalyug khatam hoga toh vapas se satyug ki shuruaat hogi...agr assa h toh kya satyug m vapas se vhi dev bhagwan bhi roop leke aaenge???aur agr assa h toh hum insano ka iss duniya m kya role h mtlb bhagwan ye sab kr rhe h toh iske piche kya karan h ??? Kabhi kabhi m sochti hu ki hum log bhagwan ki ek imagination h bas vo hume duniya m chhod diye aur hum idhar apne game khel rhe h
Sound is too low, it should be fixed.
मुझे नही पता के मै सही हूँ या गलत लेकिन मैने ये सुना है, के माता पार्वती ने तो कभी गर्भ धारण किया ही नही था।
देवी रति के श्राप के कारण।
Sir ek prashan hai mera hai aap se kya hume panchmukhi hanuman ji ki puja prtidin krni chahiye.
Sir thoda or detail m bna diya kro video m maja ajata h suun kr
Bhaiya teja vu kyun aten hain or swapne mein hi kyun aur haqikat me job samne hone lagta hai tab kyun hame yaad nahi rehte aur ghatit hane ke baad hame yaad ata hai ki maine to pehle hi sab kuchh dekh liya tha akshat bhaiya aap ki baat 110 sachhi hai Mujhe viswas hai aap tak mere baat panhuchega aur mujhe answer v milega om Maheshwaraay bishnu brahma devay naamh.........
Hii sir I am your big fan and maine aapki bahut saare podcast dekhe hai and I have a doubt ki jaise har insaan apni mother ke naam se jaana jaata hai agar aisa hai to draupadi ko unke pita ke naam draupad se kyun jaana jaata hai
Sir, mata Parvati ji ko tho Kaam dev ki patni se shrap mila tha k wo kavi apne gharv mein bacha dharan nahi kar payegi tho phir ... unki kushmand roop ka matlb ..
Pls tell in details 🙏🏻
अगर आपको हमसे मिलने का टाइम हो तो आप हमें भी बोलिए कुछ सवाल है हमारे पास
But akshat ji parvati ko shrap mila tha rati se garbh dharan nhi kar pai thi
Cole Fort
Sir mujhe ya nhi kahana chaiya but samaj mein gupta jati ka hu or mera gotra kashyap h ek real ithaas ka bara mein bataiye kyunki hmko to km knowledge hain please ek video baniya g detail explain
Gupta caste or kashyap gotra hmara hmko pta ha apka ya topic nhi but pls ek video baniyaga sir
Hirthe Bypass
Mujhe koi iska answer de sakta hai jo larki 9 th day of Dusshera me paida hote hai aur jo Dusshera ko janma hote hai unka matlab kya hai
Raavan ka Sar Nahi kaata tha Shayad
Baki sab samjh mai to aa gaya pr maa kusmanda and maa skandmata ki nahi samjh aaya apne jo bataya,