Shocking facts from Ramayan and Mahabharat ft. Akshat Gupta | Be The Change with Raj Bhatia | EP 10

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 20 ноя 2024

Комментарии • 84

  • @kirtimore1164
    @kirtimore1164 2 месяца назад +5

    VERY NICE SIR😍👏THE WAY SIR SPEAKING THE THINGS IS NEXT LEVEL🙌

  • @princiswati4074
    @princiswati4074 Месяц назад +5

    Akshat Gupta sir

  • @deepikasachdeva9159
    @deepikasachdeva9159 14 дней назад

    BAATO MEI DUM HAI 👌👌

  • @Gamingtop239
    @Gamingtop239 2 месяца назад +3

    FANTASTIC EPISODE WITH VERY TALANTED MAN...🎉🎉🎉🎉🎉❤😊

  • @Shreyanshh_7
    @Shreyanshh_7 13 дней назад

    Sir Akahat sir ke NFA ( Not For All ) community ka link description me add karr dijiyee .... I want to join .. please sir ye meri request hai .. ❤❤

  • @aniketnaik8832
    @aniketnaik8832 2 месяца назад +7

    It is not
    Myth it is our history

  • @navitakumari2617
    @navitakumari2617 2 месяца назад +1

    Lucky bisht indian spy we want to see on your show he is a great personality and good speaker good commander, good spy nice human being

  • @umeshkakade2022
    @umeshkakade2022 7 дней назад

    श्री हरी और महादेव और पिता ब्रम्हा ये अलग नई हे ये तिन्हो एक supreme energy के भाग हे जो आपस मे बट चुके अपने अपने काम को लेकर इनमे कोई बडा या छोटा नई हे समानता kya होती हे ये हमे त्रिदेव से सिखनी चाहिए

  • @MritunjayBorah
    @MritunjayBorah 2 месяца назад +3

    👑🕉👑💖👑🕉👑

  • @CVDARBAR
    @CVDARBAR 2 месяца назад +5

    Not Is A Mythology But Hidden History Satyalogy 🚩🙏

  • @TejasKhot-q9e
    @TejasKhot-q9e 2 месяца назад +6

    इसमे जितने भी नास्तिक हें उनका पिचवाडा लाल करा दिया अपने अक्षद सर 😂

  • @sukdevpakhira47
    @sukdevpakhira47 Месяц назад

    ❤❤❤❤

  • @AnitDunguri
    @AnitDunguri Месяц назад

    🙏🙏🙏🙏💕

  • @Sagarsalani09
    @Sagarsalani09 2 месяца назад +1

    अस्माकं धर्मः अस्माकं कर्म अस्ति

  • @anshugupta7148
    @anshugupta7148 2 месяца назад +3

    Very knowledgeable

  • @ashutoshdhawan6238
    @ashutoshdhawan6238 2 месяца назад +2

    Amazing video

  • @koyel1994
    @koyel1994 2 месяца назад

    Satya yug kitna saal ka tha,treta kitna saal ka,dwapar kitna saal ka tha

  • @vijaykumarmaka5872
    @vijaykumarmaka5872 2 месяца назад +1

    Now Times changes lots of things happened on this Earth it becomes an village connected by social media internet platform by .Due to modern technology and development of science happened during 1 or 2 centuries achievementes by human beinges invention such thing's we have found on this Earth on 21 century we are enjoying Now ?? How ??

    • @vijaykumarmaka5872
      @vijaykumarmaka5872 2 месяца назад

      Truth never dies even though history wirrent as per praise wish of winners interest but after Times changes Truth exposed the realities of things of fast happened details

  • @gwhackeryt
    @gwhackeryt 12 дней назад

    Setup badhiya karo video me bhara bhara kam lag raha hai

  • @GaganDeep-pl1gb
    @GaganDeep-pl1gb 3 дня назад

    Saurav raj jain se milna hai

  • @Romil51
    @Romil51 2 месяца назад

    Hum hain bhai kourav ka annt nhi huya h

  • @Ritiksinghofficial412
    @Ritiksinghofficial412 Месяц назад +1

    Bhai bich me mt bolo accha nhi lagta thoda dhyan rakho ❤❤❤❤

  • @nikhilrajput1022
    @nikhilrajput1022 2 месяца назад

    Starting ke tone choti kr yr

  • @bonditaphukon6124
    @bonditaphukon6124 Месяц назад +1

    Mahabharata nhi padha hai shayad host ne that’s why itni simple baat us k liye shocking hai and thumbnail me lagaya hai😂😂😂host karne se phle khud v padh liya karo

  • @imthakur1760
    @imthakur1760 2 месяца назад +1

    महाभारत होने का कारण केवल और केवल ही हैं "शांतनु"

  • @bhaskarnath9381
    @bhaskarnath9381 2 месяца назад +31

    Bhai, Akshat Sir ye Episode ke liye kitna Rs liya?? Kyun ki aapka to 3K subscriber bhi Nehi hain, phir bhi Akshat Sir ye Channel Pe aaya.

    • @all-timefunnvideos
      @all-timefunnvideos 2 месяца назад +8

      Kew tere ko chahiye

    • @Shashak4947
      @Shashak4947 2 месяца назад +6

      Bhai tu kyu dikkat le raha hai. Yahi kaam bacha hai jya tere jeevan me. Koi progress kar raha hai toh krne de bhai. Khush raha kar.

    • @bhaskarnath9381
      @bhaskarnath9381 2 месяца назад +3

      @@Shashak4947 tumhare baap maa ne tumko Nehi sikhaya kya, dusro se tu Nehi aap karke bolna chahiye??

    • @bhaskarnath9381
      @bhaskarnath9381 2 месяца назад +3

      @@Shashak4947 Aur maine ye question to channel ki host ko bheja hain. Tumko kya problem ho raha hain?

    • @TejasKhot-q9e
      @TejasKhot-q9e 2 месяца назад

      लगी आग तेरे पिचवाडेमे 😂

  • @himanshushekhar6837
    @himanshushekhar6837 Месяц назад

    Nav garah mein
    Chandra, Surya, Rahu and Ketu hai
    Yeh garah nahi hai. Afwah mat failayo

    • @anoop61284
      @anoop61284 Месяц назад

      Ye grah hi hain. Graha is not equal to planet both are different things.

  • @strongthorns5930
    @strongthorns5930 2 месяца назад +2

    Akashay bhaii ami gantra ko jake milo.siko orr asli mahbarttt janoo

  • @strongthorns5930
    @strongthorns5930 2 месяца назад

    Yarr ye mahabharata ke bare me isko hi nhi pata

  • @rajeshpal9812
    @rajeshpal9812 2 месяца назад +2

    Akshat Gupta please read real Mahabharat, don't spreed fiction khowlage.

    • @bhaskarnath9381
      @bhaskarnath9381 2 месяца назад

      @@rajeshpal9812 Tumko kya pata hain ki, real Mahabharata kaha milega??

    • @rajeshpal9812
      @rajeshpal9812 2 месяца назад

      @@bhaskarnath9381 jake gita press ved viyas Mahabharat pado original,not read fiction novel and tv shows and serial.

    • @bhaskarnath9381
      @bhaskarnath9381 2 месяца назад +1

      @@rajeshpal9812 Gita press ka Mahabharat, Vedabyas ji ne likha hain?? Tumko koi knowledge bhi hain kya Original manuscript tha bhi nehi

    • @bhaskarnath9381
      @bhaskarnath9381 2 месяца назад +1

      @@rajeshpal9812 tumhare small knowledge ke liye tumhe bata du, Jo Jo Mahabharat aj India main exist karta hain koi bhi Original Vedabyas wala Nehi hain. All Mahabharat are little bit of Fiction

    • @anoop61284
      @anoop61284 Месяц назад

      ​@@bhaskarnath9381 little bit u said that means most of its is true. Ved vyas is the most authentic because ved vyas himself was present during mahabharata era. Other versions can't be said most authentic as they were written later abd the writers weren't present during mahabharata itself.

  • @ShipAndSeas
    @ShipAndSeas День назад

    2 things which are glaring wrong you mentioned.
    1. Shakuni's father was alive even in rajsuya Yagya of yudhishthir so that's balony that bhishma killed them.
    2. You mentioned navgrah means 9 planets including Pluto which is wrong. 9 planets include not earth and not Pluto but 7 known planets and rahu and ketu.
    Sad that you're this ignorant.

  • @siddharth2237
    @siddharth2237 2 месяца назад +2

    JItna yeh admi fankta hai, utna koi nhi fankta

  • @strongthorns5930
    @strongthorns5930 2 месяца назад

    Aap javoo or ved vayass ke mahbarttt pado

  • @JatinKumar-kf6mz
    @JatinKumar-kf6mz 2 месяца назад

    Kahani sunne se achha hai ab khud hi padhlu Ved vyas rachit Mahabharat aur maharshi Balmiki ki Ramayana.
    RUclips par Ami gantra kuchh aur bolti hai aur yaha kuchh aur chal rha hai.
    Kitna contradiction hai yaar.

    • @jaymahajan1695
      @jaymahajan1695 Месяц назад

      😂 are bhai ye admi ne actually pada hi nahi hai. Mene bhi ramayan aur mahabharat padi hai par ye kya bolte hai mujhe khud samaj nahi ata.
      Ami ganotra sahi bolti hai kyuki me unki baton ko connect kar pata hu par inki bate connect hi nahi hoti.....

    • @anoop61284
      @anoop61284 Месяц назад

      Ami ganatra is right. This guy is wrong.

  • @strongthorns5930
    @strongthorns5930 2 месяца назад +1

    Akshat gupta jake ami gantra se sikoo

  • @strongthorns5930
    @strongthorns5930 2 месяца назад

    Sakuni ke bare me bola rha he vesa asli itihas he hi nhii

    • @MrPraveen130690
      @MrPraveen130690 2 месяца назад

      Bhai sakuni ka satya kya h?
      Or kaha likha h wo itihaas?

    • @mjbariascollection3371
      @mjbariascollection3371 2 месяца назад

      Asli itehas apko pata hai to ap bata dein

    • @jaymahajan1695
      @jaymahajan1695 Месяц назад +1

      ​​​​​​​@@MrPraveen130690
      mahabharat granth me likha hai bhai.
      Geeta press ki mahabharat pad lo ya phir bori critical edition padlo, ye dono mahabharat ke authentic source hai.
      Baki me tumhe shakuni ke bare me batata hu.
      Ye akshat Gupta ji jo shakuni ke bare me bolte hai aisa kuch bhi mahabharat me mention nahi hai.
      Shakuni raja subal ka Putra tha. Duryodhan ka mama aur dritrashtra ka sala tha.
      Mahabharat me total 18 parva hai. Un parvon ke me se ek parva udyog parva hai jisme srikrishna sujay se kahte hai ki duryodhan krodhmai vruksh hai jiska skandh karn hai, shakuni shakhayen hai, dushasan phal aur phul hai, dritrashtra is vruksh ki jad ( root ) hai.
      Ye shlok tumhe mahabharat ke first chapter aur udyog parva me bhi milenga.
      Is shlok se ye clear hai ki mahabharat yudh hone ke piche dritrashtra ka jyada role hai kyuki srikrishna ji ne unhe adharm ( krodhmai vruksh) ki jad bataya hai.
      Jo ye ek katha internet par viral hai ki pitamah bhishma ne shakuni ke pita aur bhaiyon ko ked kar liya tha ye puri tarah se jhooth hai.
      Jo pase shakuni ke paas the vo koi uske pita ke haddiyon ke nahi bane the. Jaise normal pase hote hai vaise hi the.
      Shakuni ka kuru vansh se koi jhagda nahi tha. Shakuni ne jo kiya vo duryodhan ke liye kiya. Jaisa ki har mama apne bhanje ke liya kuch acha karna chahta hai vaise hi shakuni ne bhi kiya.
      Shakuni ke bhai mahabharat ke yudh me bheemsen aur arjun ke hatho mare gaye the. Phir ye kaise sambhav ho sakta hai ki shakuni ke bhai jail me mare gaye the?
      Shakuni ke pita subal yudhishthir ke rajsuy yagya me bhi aye the.
      Mahabharat me itna tak mention hai ki shakuni ne duryodhan ko samjhaya tha ki pandavon ko unka rajya vapas kar do.
      Mahabharat yudh ke piche dritrashtra, duryodhan aur karn ka jyada role tha. Shakuni ka role toh bahut kaam hi raha hai.
      Sach ye hai ki pitamah bhishma ne kabhi shakuni ke parivar ko koi nuksan nahi pahunchaya tha. Shakuni ke pita yudhishthir ke yagya me bhi aye the. Aur shakuni ke bhai mahabharat yudh me mare gaye the.
      Are agar pitamah bhishm ne gandhari ke maike walo ke sath kuch galat kiya hota toh gandhari kya shant baithi hoti kya.
      Jaisa serials me aur ye akshat Gupta ji bata rahe hai vaisa kuch bhi mahabharat me mention nahi hai.
      Agar samajh agaya ho toh comment jarur karna......

    • @MrPraveen130690
      @MrPraveen130690 Месяц назад

      @@jaymahajan1695 thank you bhai

  • @harikaraorao7514
    @harikaraorao7514 2 месяца назад +1

    Yaar ye sir kuch bhi boltha hai..

    • @ParbatiSunar-xy8tv
      @ParbatiSunar-xy8tv 2 месяца назад +2

      सोजा बेटा तेरि समझकि बात नहि हो रहि इधर

    • @harikaraorao7514
      @harikaraorao7514 2 месяца назад +1

      @@ParbatiSunar-xy8tv really sir? maine pada hai ramayana and mahabharata..ye sir bahut fiction bolthe hai..

    • @ravimalakar7760
      @ravimalakar7760 Месяц назад +1

      Kya Fiction bole h

    • @harikaraorao7514
      @harikaraorao7514 Месяц назад +1

      @@ravimalakar7760 shakuni story, karna story, vali story(ramayana) etc..

    • @harikaraorao7514
      @harikaraorao7514 Месяц назад

      @@ravimalakar7760 read the vyasa mahabharata max authentic versions ( bori critical edition, kmg, gitapress ), valmiki's ramayana...

  • @strongthorns5930
    @strongthorns5930 2 месяца назад

    Mahabartt ke ko ye kuch bhi matalb isko nhi malum isko mt mahabartt ke bare me pucho ami gantra ko bulavooo

  • @deepakbamania7945
    @deepakbamania7945 2 месяца назад +6

    Ye admi kuch b bolta h bhai 😐

  • @commoner7660
    @commoner7660 3 дня назад

    Sorry to say , v disappointing, good for nothing , wastage of time , this episode...

  • @Studio-gs7ye
    @Studio-gs7ye 2 месяца назад +1

    Fake Knowledge, Jo actual Mahabharat hai wo to pahle pad lijiye.

    • @swraneetoficialvideo9415
      @swraneetoficialvideo9415 2 месяца назад

      Sach app Bata do?

    • @Shreyanshh_7
      @Shreyanshh_7 13 дней назад

      Kya kare sab koi aapki tarah intelligent thori na hote hai bechare Akshat sir kam padhe likhe maaf krr dijiye unko ...

  • @strongthorns5930
    @strongthorns5930 2 месяца назад +1

    Tumko suchii nhi malum mahabartt

  • @subhammmm
    @subhammmm Месяц назад

    Bakwas hai

  • @AnitDunguri
    @AnitDunguri Месяц назад

    🙏🙏🙏🙏💕