Verma bhai ek help chahiye tha is video k through ek question hai mere maan me ....k Capacitor ka value jai 12 v se hum 25 v lagaye per uska joh " uf " hai jaise ki 12v 420 uf toh uska uf same lena hai ya badake lene hai. Please reply dhanyavad 🙏🏻
@@ElectronicsVerma Verma bhai me pahele mobile pcb banata tha ....But Abhi Ac Voltage pcb banane sikh raha hu....Isme ek problem hai ise dar bhi kahe sakte ho....k Chalu line me multimeter se kaise check kare aur kaha se shuruwat kare ...Aur isme kya galti naa kare ya savdhan rahe jab hum multimeter se pcb me chalu line faulty ya ok components aur line ko check karte samay... please ho sakhe toh reply ya ek video banaye taake Joh New hai unhe ye jyaada help ho.
Sir ji mera stereo amplifier Mai 2 condenser laga hai 4200 MFD 35v, vo kharab ho gaya hai. But maine 4700 MFD 35v ka 2 condenser main ne lagaya but 2 condenser heat ho raha hai kya kare ?plzz sir reply?🙏🏼🙏🏼
Bhai ek vdo home theatre k volume par banao mere pass 2.1home theatre h mujhe bass k control ka connection main volume se alag Krna htaki jb m song chalau to speakers k volume kam rahe or bass jada khol saku sir ye batao main volume se bass ka volume kaise alag kre batao agar aapne ispar vdo banai h to link do or nahi to sir aap is par ek vdo banao plzzz
Sr . Apne btaya vaise 12-0-12 3A transform se battery charger bnaya capacitor 35v ki jaghah 63v Ka lgaya or capacitor ko discharge Karne ke liye 10k 2 watt Ka resistor lgaya . Abhi Sahi se kam chal rha hai. Thanks 👍
Verma Bhai 1 question tha .....jo toy watch hoti hai China wali digital display 20 se 30 rs ki milti gai....toh maine usko khola tha...lekin ab dubara usko Band karne ke baad uski display work nhi krr rhi....please help kar dijiye
Bhai mere paas computer hai. Jisko aaj bechne par koi bhi nahi le raha hai. Kabadi se baat ki to monitor ke 150 rs de raha hai. Kya mujhe bechna chahiye ya uski kit nikalkar components kaam mein le loon.
भाई आपकी सभी जानकारी बहुत सही लगती हैं ।
Aapki ye jankari best(Unique) lagi.thank you so much
Very very good Harish bhai
Ic k pas me 16volt 330 uf laga he aur a ful gya he to iski volt badhau ya uf sir ic odio chhod deti he 4440
Very good Information 👌 👍
Bahut achha video hai
👍👍👍
Verma bhai ek help chahiye tha is video k through ek question hai mere maan me ....k Capacitor ka value jai 12 v se hum 25 v lagaye per uska joh " uf " hai jaise ki 12v 420 uf toh uska uf same lena hai ya badake lene hai. Please reply dhanyavad 🙏🏻
Uf Jyada bhi Laga sakte ho.... uf Kam Nahin Laga Sakte
@@ElectronicsVerma Thanks verma bhai ❤️🙏🏻
@@ElectronicsVerma Verma bhai me pahele mobile pcb banata tha ....But Abhi Ac Voltage pcb banane sikh raha hu....Isme ek problem hai ise dar bhi kahe sakte ho....k Chalu line me multimeter se kaise check kare aur kaha se shuruwat kare ...Aur isme kya galti naa kare ya savdhan rahe jab hum multimeter se pcb me chalu line faulty ya ok components aur line ko check karte samay... please ho sakhe toh reply ya ek video banaye taake Joh New hai unhe ye jyaada help ho.
@@ElectronicsVerma 16v 220uf damaged. Can i put 16v 100uf? Or 16v 440uf? Whoch one is right and wrong?
Sir ji mera stereo amplifier Mai 2 condenser laga hai 4200 MFD 35v, vo kharab ho gaya hai. But maine 4700 MFD 35v ka 2 condenser main ne lagaya but 2 condenser heat ho raha hai kya kare ?plzz sir reply?🙏🏼🙏🏼
Capacitor ok hai
@@ElectronicsVerma sir thik hogaya apke bolne se pahele!!✌🏼🙏🏼😂
Varma bhai 4558 ic ka circuit banao na aur resistance nai hi mile to kon sa lagaye
Registor video hai dekh lo
sir kya 12.0.12 me dual creditor laga de to 4440 chalega kya ??
Interesting.
पलस माईनस उलटा लगनेसे केपिसीटर फटजाताहे तोफीर आगे आईसी मा कोई परोबलम नई होगी भाई साब बताईयेगा
Yes ic kharb ho sakta hai
Bhai Yeh Wala circuit ka market price kya hai abhi
4440 ic board...250 rs
Bhi mujhe 10amphere ka liya capacitor ktna mfd ka lga ga
5600uf ...2 capacitor
Aur 50amphere ktna uf ka lga pcb board per 5 capacitor ki space ha konse lgia plzz reply krna
10.000uf
@@ElectronicsVerma 50 amphere mein ktna capacitor lga ga 10.000 uf ka plzz reply
Ktna pieces 10.000 uf 50amphere mein
Bhai ek vdo home theatre k volume par banao mere pass 2.1home theatre h mujhe bass k control ka connection main volume se alag Krna htaki jb m song chalau to speakers k volume kam rahe or bass jada khol saku sir ye batao main volume se bass ka volume kaise alag kre batao agar aapne ispar vdo banai h to link do or nahi to sir aap is par ek vdo banao plzzz
Sir, Capacitor me volt. Badhye aur uf Kam gay toh kya hoga
Voltage jada hone se koi problem nahi uf kam hoga to circuit me problem hoga
Sr . Apne btaya vaise 12-0-12 3A transform se battery charger bnaya capacitor 35v ki jaghah 63v Ka lgaya or capacitor ko discharge Karne ke liye 10k 2 watt Ka resistor lgaya . Abhi Sahi se kam chal rha hai. Thanks 👍
Verma Bhai 1 question tha .....jo toy watch hoti hai China wali digital display 20 se 30 rs ki milti gai....toh maine usko khola tha...lekin ab dubara usko Band karne ke baad uski display work nhi krr rhi....please help kar dijiye
Display Mein rubber wire hota hai use check karo
Verma Bhai rubber ka hi chakkar samajh me nhi aaraha hai
Rubber display se alag ho gyi hai usko fewiquick se chipka du kya
ap ne abi tak led chaser circuit.nai.bnaya 5 chanel ya 7 chanel wala or ik chanel.pr 60 sy 80 led lgay asa circuit.bnaio
Led video hai 20 to 100 led circuit
@@ElectronicsVerma wo simple ha ab jsy name board bana ho tu bari bari ilfaz on./of hn yani running fleshrr circuit
Nice
Bhai mere paas computer hai. Jisko aaj bechne par koi bhi nahi le raha hai. Kabadi se baat ki to monitor ke 150 rs de raha hai. Kya mujhe bechna chahiye ya uski kit nikalkar components kaam mein le loon.
Component nikalkar kam Lene chahie... monitor Mein TV kit lagakar TV banaa lo
@@ElectronicsVermabhai ye TV kit kitne ki aati hai.
1200 rs
@@ElectronicsVerma thanks bhai
Hello bro mera led tv per on nahi hota hai
Power supply problem
Mere amplifier me 1capiceter charge ho jata h
#MrHemrajjatav
3055 board me 4700uf wala ek Capacitor fulla hua hai 15 saal se par amplifier sahi chal rha hai
change kru??
Yes Chenge
મજામાં હરીશ ભાઇ
તમે કઈના છો હરીશ ભાઇ
First viwe
Thanks
.....