Patna High Court Translator Exam English Paper Detailed Analysis
HTML-код
- Опубликовано: 9 фев 2025
- A must watch video for exclusive analysis of the Patna High Court Translator Exam held on January 8, 2023
Course Links-
Mobile App for SSC JHT Paper - 2 (Essay and Translation) Preparation
on-app.in/app/...
SSC JHT Paper-2 (Web Portal)
bankwhizz.com/...
NABARD Rajbhasha Adhikari Exam
bankwhizz.com/...
#rajbhasha_adhikari #ibps_so #ssc_jht #drdo_translator #kvs_translator
We must watch once the video for Lucid explanations of the asked questions.
Sir mere objective me 62 no aa rha h
Aur phla translate English to Hindi wala same copy jaisa apne kraya h waisa hi h, dusra b acha hua h
Hindi se English me phla acha hua h aur dusra jaldibazi me thoda sa acha nhi hua h pr pura paragraph kiya h.
Ummid h sir?
❤Sir mera graduation me subsidiary subject me 50 marks ka English tha toh kya mai fill kr skta hu form translator ka abhi 10 days pehle jo vacancy ayaa hai patna high court ka??? Plzzzz reppy sir ❤
No
@@Dolly_singh2806 thik hai bhai thanks for wrong information 😊😊❤❤
@@harshavardhanchaudhary1551bhar le agar aisa hai to agar ho gaya to document verify me nahi hoga 😂
@@alokkashyap9156 bhai maine high court me call kr hi pucha hai 😊
@@harshavardhanchaudhary1551 tab acha hai bhai hum v bhar dete hai mera v 50 marks English aur 50 marks hindi tha
Sir plzz reply abhi jo patna high court translator ki vacancy aaye hai... usme ek subject English chahiye graduation mein.. mera graduation mein 2nd yr mein bss English tha 1st aur 3rd yr mei ni hai toh kya 3 rd yr mein English hone se sirf form bhr skti hu ya ni????
Bhar sakte hai
@@AnandamTutorialssir maine btech kiya hai. First semestar main english subject tha ek paper. Am i elegible for patna highcourt translator post?
Nahi bhar sakte hai graduation with english as one of the subject , teeno saal english hona jaruri hai sir@AnandamTutorials
Nahi bhar sakte hai 3 yr english hona jaruri hai
Namaste sir..
Sir mera hindi medium se B.A. me Hindi, English, Political science tha lekin B.A. final year me English nhi tha.. Aur mera PG Hindi se hai.. Aur pgdt v ho gya h.. To kya sir mai ssc jht sht k liye eligible hu by subject combination..??
Plz sir reply kare🙏🙏🙏🙏
Ha aap eligible hai
@@AnandamTutorials sir B.A. final me english ni tha baki 1st year aur 2nd year english tha.. Aur pg hindi se hai.. To sir dv me koi problem to ni hogi...??
Sir reply kare
Sir exam date kb h iski plz rly
Sir bhakii subhi sub ka quesstion provide karba digeai plz
In which mode exam was done
Sir Hindi ka v Mcq kra dijiye
Sir mera graduation me 1st year 50 marks ka english tha 2nd year me english tha 50 marks ka to ham form bhar sakte hai patna high court translator post
No English 100 marks hona chahie
@@Dolly_singh2806Aisa kuch nhi hai
CPT ki preparation kru?
Sir what will be the cut off
Kitna sahi hua hai aapka ?
60+60=120 general category
Result kab aaye ga
Hindi grammar Puri sahi h ek question passage me sayad Galat ho
Skta h bs
Expected cutoff pr bhi suggest करें सर 🙏
120+ general category
@@brajendrakushwaha9451 विधिक अनुवाद कैसे किया था आपने, अक्षरशः या मीनिंग लिखा था words ka
According to sentence
GK 13 se 14 no h, English me 19 ya 20, Hindi grammar me 29; sahi h
Second part objective me kaise questions the?
Synonyms antonyms kharab ho Gaya hai
62mera bhi h Sir
Answer key aa gaya hai
10 me se kewal 4 sahi h
Total kitna kiye
@@arunsinghapsacademy9073 total 80 kiya the
35 minutes me madam ne question paper alag baat diya tha sbke roll no alag alag the
Total mere 62 no aa rhe h objective me
Habhai
J d women college Baily road me meta Bhopal tha