मेने भी लगवाया हैँ भाई 15 तारिक को लगाकर गये हैँ ये लोग 400 mpbs वाला plan लिया है लेकिन स्पीड सिर्फ 60,70,ओर 80 तक आती हैँ कम्प्लेन की थी लेकिन कोई समाधान नही हुआ कोई नही आया चेक करने भी क्या किया जा सकता है भाई कोई सलाह दो
Bhai ab to kuchh bhi nahin Kiya ja Sakta. Maine itna chilla chilla karke sabhi ko bata raha tha yah broadband Sahi nahin hai. Lekin kuchh bande mere se comment mein bolate Hain. main is company ko Bura bata raha hun aur main kisi aur company se paise kha Rakha hun. Main is comment ke madhyam se UN sabhi bhaiyon ko batana chahta hun jaisa HAL is bhai ka hua hai kahin aapka Na Ho jaaye.
Bhai change nahi kar rahe hai router hamare area ( nangloi) yaha ka manager Rakesh hai vo bhi kuch nahi kar raha hai na or na he customer care Wale 300 Mbps ( 1 year ) ka plan liya hai na he rang sahi hai na he speed kabhi kabhi toh sahi chal jata hai or kabhi kabhi 20 Mbps ki speed deta hai 5G par ish se phela router local company ka tha range bhi sahi thi or speed 100 Mbps ka plan tha 170 mb aati thi excitel ko ish liye lagaya tha speed sahi aaygi or company ka bhi hai par ab pata chal gaya ki ish se toh local wifi bhi sahi hai 100 guna
Mujhko to Bhai iski range Sahi lagi hai mujhe company se koi Paisa nahin mila hai jo mere ko Sahi laga hai usko Sahi bolunga galat lagaya usko galat bolunga
मेने भी लगवाया हैँ भाई 15 तारिक को लगाकर गये हैँ ये लोग
400 mpbs वाला plan लिया है लेकिन स्पीड सिर्फ 60,70,ओर 80 तक आती हैँ
कम्प्लेन की थी लेकिन कोई समाधान नही हुआ कोई नही आया चेक करने भी
क्या किया जा सकता है भाई कोई सलाह दो
Bhai ab to kuchh bhi nahin Kiya ja Sakta. Maine itna chilla chilla karke sabhi ko bata raha tha yah broadband Sahi nahin hai. Lekin kuchh bande mere se comment mein bolate Hain. main is company ko Bura bata raha hun aur main kisi aur company se paise kha Rakha hun. Main is comment ke madhyam se UN sabhi bhaiyon ko batana chahta hun jaisa HAL is bhai ka hua hai kahin aapka Na Ho jaaye.
Make sure you are connected with 5G
Yes
Good Knowledge Sir ✌️✌️
Thanks 🙏
Is usb port ko pendrive lagake apni file ftp server se access karwa sakte hai kya
Bhai maine aisa practical karke nahin dekha hai aap broadband company se baat kar sakte ho
bhai woh nahi bata rahi hai aap hi ek baar usb me pendrive lagao aur ftp server on karke bata do ki kam karta hai ki nahi please bhai
@@Muralicjtech
Ok bhai
TQ ❤
Sir mujhe road par mila h jio fi jmr 1040 kya mai usko use kar sakta hu bhai usme sim nhi tha bas jio fi tha use karne par kuch problem to nhi hoga na
Vaise to koi problem nahin honi chahie but uska ek IP adress hota hai use chij ka Dhyan rakhna
@@Muralicjtech ok thanks
Welcome 🤗
How to unknown users block new excitel ppc router settings
Customer care se help leni padegi
Security Charge Rs.2000 bhi dena hai kya?
Bhai mere ko to Dena pada tha
Bhai ab sahi chal raha hai kya?
Brother Ab Sahi chal raha hai jab se router change kiya hai company ne
Bhai change nahi kar rahe hai router hamare area ( nangloi) yaha ka manager Rakesh hai vo bhi kuch nahi kar raha hai na or na he customer care Wale 300 Mbps ( 1 year ) ka plan liya hai na he rang sahi hai na he speed kabhi kabhi toh sahi chal jata hai or kabhi kabhi 20 Mbps ki speed deta hai 5G par ish se phela router local company ka tha range bhi sahi thi or speed 100 Mbps ka plan tha 170 mb aati thi excitel ko ish liye lagaya tha speed sahi aaygi or company ka bhi hai par ab pata chal gaya ki ish se toh local wifi bhi sahi hai 100 guna
Ye bekar router hai old wale ki range jyada thi
Mujhko to Bhai iski range Sahi lagi hai mujhe company se koi Paisa nahin mila hai jo mere ko Sahi laga hai usko Sahi bolunga galat lagaya usko galat bolunga
@@Muralicjtech but mere router me problem h