Sir imported ups ki battery k hisab se setting ker sekte hai agar 100 AH kbattery ho tu 10 amp charging per hosekta hai ya ye automatic sence kerta hai???
Mene apka channel subscribe kar liya hai ap ki vidoes achi hain but mujhe is video ki mukammal smajh nahi aye mere ups me b same problem hai charging hi karta rehta hai cutt off nahi karta Charging abhi new battery li hai 1 haftay me uska pani sookh gya hai
Akash bhai desi ups 24volt wala hai or ups kitne amp battery charging set krna hai??? hai or 28.6 pay cut off hona chahiye? kindly bata di jiye... Shukriya
Assalaam Alekum Bhai mery paas Homage 1004 ups hai iski Lcd py 20 A arahy hain Or Bettry Ags 175 hai or bettry time 1 ghanta hai 3 ya 4 sever chalty hain to is Amper kesy set karon k 15 py ajain pleaze bhai tell me
Dear Akash agger battery full ka variable off ker dain or phir bhee cut off na keray . Many ajj nai kit Asif brothers ki 24 volts wali lagai hay ismay ya massla hay kindly help
Zabardast bro👌 bro pochna ye tha mera ups new he 3 month hoe hen osme thore functions bhi alag hen tech ka he to bro kia wo automatic charge cut nai kardeta hoga?
Dc supply se kit ku 12 volt ka sath dc supply se kitna apmare dena zarori ha ya nahi agar 1 amp ya 1.8 amp sa kit Aprate hu jaye gi or kit damage tu nahi hugi
Aqash Bhai mere pass ups ha or usmein masla ye a raha ha k light ati ha to charging ki light full ho jati ha or jab light jati ha to 2 ya 3 lights rehe jati ha or maltimiter mein 12 se oper volt a rahe hoty hain bettry mein or 11 par ups bib Dena shoro kar deta ha or low veriable full open kiya howa ha mene plz batain Kya masla ho sakta ha
akash Babu Sir mein basicaly tv ki repairing krta hon 10 saal sy ups ka abi Shru kia hai isk liye sahi infirmation ne ish k bary mein agr ho saky to Guideline dejye ga.Shukria
Computer chalane wali UPS ki battery charge Mein Lagate Hain charging ke dwara electric shot pass karti hai aur battery Chinta connect karte waqt battery se short Mata hai uske liye ek video achi Banaye aur Kush UPS P7 ah ke double battery charge kar sakte hai ya nahi kripya Karke Bataye
Good sir apne Jo over charging pa vidio banhe the maere ups paer seating alag ha mare ups paer (vr3) lakhs ha is da he ups ke seating ho he khy or seating ka uper 10,6 lkha ha pl bayhe
Charging poori karta hay jub ups on hota to just 30 min bad low ho jata jub k battery new hat workshop wala kahta k es ki charging off tahi 500 lay leeta 2 min me setting Kar ditta plz Hal Bata dey
Mane bi 14volte pe set kiya hai or amp 6 pe set kiya hva hai lekin 2 week se ups bettry ko bar bar charging krwa rha hai ... Full chrg hone k bad phr 1 gante ya 20mint k bad phr shuro ho jati hai charging... Sir iska koi hal btain k bar bar chring na kre ups
बॅटरी फुल चार्ज होने के बाद चार्जर इंडीकेटर की लाईट नही जाती कुछ उसमे प्रॉब्लेम है क्या बॅटरी बहुत गरम होती है पानी 15 दिन मे खत्म होता है लेकिन बॅक अप 3 से4 घंटे देता है बॅटरी खराब है या इन्व्हेटर
Mera Inverter Se Output Voltage Sirf 8.5 voltage mil raha hai.. Mera 12v battery Charge Hoga Ya Nehi Vai.. But Ampere 5 Nikal Raha Hai, Or AC Voltage 24v Mil Raha Hai. But Inverter ka output Charging Voltage 8v nikal raha hai. To mera battery ko charge karega ya nehi. Please Reply Me..
sir good jab ,,please tell me how to increase charging voltage of ups ,,,if battery voltage stoped on 12.8 voltage...how to increase it.....i have new battery
وعلیکم اسلام ورحمتہ اللہ ایسی کٹ ھے مگر جب بیٹری لو ھوتی ھے 10 وولٹ پر لیکن کٹ نہی کرتا اور بیٹری 7 پرچلی جاتی ھے اور چیزین خراب اور سڑ جاتی ھے اس کا حل بتا دین بھاہی جان
Masha Allah bhi bahot acheh tareeke se samjate hain Allah aap ko slamat rakhe Ameen
Very useful video. I just set my ups cut off with the help of your video sir. You're doing great, keep doing useful things to help others
akas sb aap bohat achi tara teach kartey h ALLAH aap ko hamesha khush rakhey AMEEN shukrea
Mai wo bi check krwata hu bht shukriya apki video se bht information mili hai
AoA good information. Bhai mere bhi desi ups hai battery bahut kam backup deti hai, mere kheyal mein full hone se pehly trip ker jata hai,
Akash bhai aap ki video daikh kr kafi faida hota hai.......
بھت محنتی ھیں آپ میرے چھوٹے بھائی ۔۔۔۔ ماشاء اللہ خوب تفصیل سے بتا یا ھے۔لو فرام پاکستان ملتان
Excellent video, akaash babu aap ki her video most useful aur kamaal ki hoti hay , ab aap ham ko ups ka transformer rewind karna sekhao thanks.
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👍
I saw all your video and assembled a new 1000w ups at home
Excellent, very helpful video, thanks for sharing.
Sir imported ups ki battery k hisab se setting ker sekte hai agar 100 AH kbattery ho tu 10 amp charging per hosekta hai ya ye automatic sence kerta hai???
Good
Simtek k ups ki setting bhi bataengy bhai
bohat achi video bnai good bhai
Mene apka channel subscribe kar liya hai ap ki vidoes achi hain but mujhe is video ki mukammal smajh nahi aye mere ups me b same problem hai charging hi karta rehta hai cutt off nahi karta Charging abhi new battery li hai 1 haftay me uska pani sookh gya hai
Can you contact me on whatsapp please my number +923004730829
Kisi ups wale se ups ka battery cutoff check Karoao ap ups ap ka ovar charging Kar rha hai
@@akashbabu2739battery ka pani kab change karna chahiye konsa pani dalna chahiye kitne dino bad battery ka pani Chevk karein please batadein
Battery ka pani ac Wala dal liya Karo aur jab kam ho to pani
Dala Karo battery k upar leval hota hai
Brother thanks for this good And information video and thanks again
AOA my UPS cutout at 13.90v kia yah teek hay ? battery backup ni day rahee
Kia ups may b setting kartay waqt isi tara shor karna hoga jaisay ap nay pahlay 2 piont ko apas may short kia
Akash bhai desi ups 24volt wala hai or ups kitne amp battery charging set krna hai??? hai or 28.6 pay cut off hona chahiye? kindly bata di jiye... Shukriya
Kitnay ampere set kiye huway? Or cut-off volt b btaiye?
Thanks for video I have adjust the cut off voltage with the help of your video but fan doesn't stop can you help?
bhi ek swal ha k ap simple charging transfarmer k sath ya wali kit over charge protction ki surt ma istmal kr sakty haain ??
g han kar sakte hein
@@akashbabu2739 bhi phr ek video bna dain ta ka smj aa jay ?
Zabardst. 👍
Same problem sir jee luminous long card ke baare me video babaye
Sir mere paas taiwan ups hai 700 watt kia oske charging amp ko bara sekte hai?
Bhai mera porana local ups hai os ka cirkit tabdel ho jae ga transformer coper ka hai mein tabdel nhi krna chahta hon kitna khrcha aye ga
104 kit charging ki b video banaye
Well explained bro
sir.
ap acha samjtay hain
Thanks
Very nice video.
sir ap ka bohat shukriya
Please tell me about triping fault.
Assalaam Alekum Bhai mery paas Homage 1004 ups hai iski Lcd py 20 A arahy hain Or Bettry Ags 175 hai or bettry time 1 ghanta hai 3 ya 4 sever chalty hain to is Amper kesy set karon k 15 py ajain pleaze bhai tell me
UPS 13.34 se oper ja nahi raha orr changing be ho rahi hain.
mazeed chard honey do ya kiya karaon ky 14.30 pe chalq jqhy
Desi ups hai ya chaina ka
Dear Akash agger battery full ka variable off ker dain or phir bhee cut off na keray . Many ajj nai kit Asif brothers ki 24 volts wali lagai hay ismay ya massla hay kindly help
UPS Battery Charging Cut Off Setting mein terminal points ko short karna lazmi hai.
Akash bhai agr veriable na ho to kaisy bettry full and betry low seting kry ga
Zabardast bro👌 bro pochna ye tha mera ups new he 3 month hoe hen osme thore functions bhi alag hen tech ka he to bro kia wo automatic charge cut nai kardeta hoga?
G han
Dc supply se kit ku 12 volt ka sath dc supply se kitna apmare dena zarori ha ya nahi agar 1 amp ya 1.8 amp sa kit Aprate hu jaye gi or kit damage tu nahi hugi
ho jaye gi
kaya hu jai gi kaya matlab
mera matlab hai kit 1 ampere se b check ho jaye gi aur 2 ampere se b
Bhai assalam alykum . 12 volte ki ups kit Hy mgr is my full ki ویری ایبل Nhi Hy sy full ki setting kro
Sir agar 14.4 per cut off rake tu sahi hai??
sir ap jese varable kitne tak mile ga pls mujhe apne shop ke lye lena he
thanx 4 video akash
advance me thanks akash vai
Bhai computer laod per battery 🔋 main nagetive wire heat horha hai kafi zaida Kia masla hosakta hai F72 board hai
Great 👍
Sir g.es F72 circuit ka charging voltage kis tarah barai. Charging voltage kam de rahe hai. 8 volt deraha hai.
Akash Bhai agar kit ke main ic harab hujay to isme dusray kit ke ic daal sakta hon?please jawab zaror dy.
agar dono kit 1 hi compani ki hein to laga sakte ho
sir mere pass f72 kit ma battery full ki variable ha hi nhi to ma kaisa setting kro
Sir masla aksar atta Hy k betri ki tarain lagaty hi bagar wapda k ups charjing or main show q karta Hy is ko theek Karne ka tariqa batain
भैया आप यह इंडिकेटर जो बनाया है उस टाइप का मुझे इंडिकेटर बनाना है वह मैं कैसे बनाऊंगा थोड़ा जानकारी मुझे भी दे दीजिए
Aqash Bhai mere pass ups ha or usmein masla ye a raha ha k light ati ha to charging ki light full ho jati ha or jab light jati ha to 2 ya 3 lights rehe jati ha or maltimiter mein 12 se oper volt a rahe hoty hain bettry mein or 11 par ups bib Dena shoro kar deta ha or low veriable full open kiya howa ha mene plz batain Kya masla ho sakta ha
Battery check Karoao
@@akashbabu2739 agar bettry Sahi na hoti to maltimiter par bhi us ke volt down hoty
ruclips.net/video/d_5OiFzVFgM/видео.html
Ye dekh lo
great job akash
Akash bhai over voltage se ups main kya kya masla hota hai....
Battery low ke bare me batay SIR
Please give further details how we increase/decrease ampair ,volts load
Askash bhai mein Galti sy 24 volt wala Control card le lia hai ups 12 volt wala hai kindly ye btein 24 volt control kit 12 volt ho sakti hai kia?
Ho sakti hai magar ap 12v volt wali le ao ap se nahi ho gi
akash Babu
Sir mein basicaly tv ki repairing krta hon 10 saal sy ups ka abi Shru kia hai isk liye sahi infirmation ne ish k bary mein agr ho saky to Guideline dejye ga.Shukria
Fiaz Malik us k lye ap ko intazar karna ho ga ups k part pore ho jae ge to wo upload kar don ga
akash Babu
Ok Akash Sir mein intzar kron ga
Mera ek ups 1kv wala he .lekin usme yese gumane wala nahi he. Muje cut off thoda change karna he..... pls bathatho kya karna
Computer chalane wali UPS ki battery charge Mein Lagate Hain charging ke dwara electric shot pass karti hai aur battery Chinta connect karte waqt battery se short Mata hai uske liye ek video achi Banaye aur Kush UPS P7 ah ke double battery charge kar sakte hai ya nahi kripya Karke Bataye
Sir control kit ups k sath lga k kesy cut off seting kre gy
Kon c control ki
Good sir apne Jo over charging pa vidio banhe the maere ups paer seating alag ha mare ups paer (vr3) lakhs ha is da he ups ke seating ho he khy or seating ka uper 10,6 lkha ha pl bayhe
Bhai ap ka board ki company ka hai
To da de ma ap ko ups ma andaer me snap sent kar do ha sukria
Ke the us ma 4 seatting the mare wale me 2,ha ap apna watssup no ho to de de ma ups ka undaer ke video sent kar do ha sukrei sir
Bhai local company ha is me Jo apne over charging me saying bathe the washi is ma 2 saetting. Ha washi 1- ( I .c) ka pass ha ap his ups par seatting
U.p.s ki bettry kitni dar me charge ho jati h 150 h
Excellent video sir. Do you know if you can change the sensitivity from 230v + -10% 207-253 to 200v-223v?
Mein kya karoon agar mera 24volt board low battery cutoff variable nahi hai
Ups ki charging off ho Jay to us ki setting Bata dey brother
Charging poori karta hay jub ups on hota to just 30 min bad low ho jata jub k battery new hat workshop wala kahta k es ki charging off tahi 500 lay leeta 2 min me setting Kar ditta plz Hal Bata dey
Bhi veriable supply na ho par 14 volt DC ho kissy be source sa to kam chl Jay gay ya ni
Asslam o alikum bhai AP ke shop kaha hai
Salaam dear....can I fix battery full variable on board or I need to buy new board?
F72 bord dc 24v py on hi ni hota folt btaen plz
बैटरी over चार्ज पर गर्म होती है क्या भाई
F82 kit Hai Baye os jab me 220 volt data hun tu wo charging pa chala jata Hai 3 mints charging ka voltage ghayab hu jata hai
Where is it shope iam from lahore
Assalamu alaikum Akash bhai yah variable Kahan se Mil sakta hai main shakkar se hun
Electrical market se
Akash bhai shakkar ke electronic dukaan se mil sakta hai kitni price Renu my farming meherbani
sir over load ko ager zyada rake to kia hoga
Transformer heat ho ga
@@akashbabu2739 thanks dear me ne isliye pocha k mere par 1500 watt desi ups hai double battery to ispe fridge start nahi hoti
Sir exive 850va pure shineway ki voltage setting ka video bnao
Boss es board say battery ki amp kasy set kre gay?
Ib4 24 volts kit ki battery ful cut off kaese hoga
NICE VIDEO AKASH BHAI
Mane bi 14volte pe set kiya hai or amp 6 pe set kiya hva hai lekin 2 week se ups bettry ko bar bar charging krwa rha hai ... Full chrg hone k bad phr 1 gante ya 20mint k bad phr shuro ho jati hai charging...
Sir iska koi hal btain k bar bar chring na kre ups
Ap ki battery Ka cell khrab hai check karao battery wale ko
बॅटरी फुल चार्ज होने के बाद चार्जर इंडीकेटर की लाईट नही जाती कुछ उसमे प्रॉब्लेम है क्या बॅटरी बहुत गरम होती है पानी 15 दिन मे खत्म होता है लेकिन बॅक अप 3 से4 घंटे देता है बॅटरी खराब है या इन्व्हेटर
Good teaching sir
Bhai ups kabhi ups mode pay jaata hai aur kabhi charging mode pay bar bar aisay kar raha hai please bataye kiya fault hai
Battery check karo
👌👍👌👍👌👍👌
Very good video my friend it is really very interesting and informative thanks one question I want to ask you what is trical kit please explains
1 video me full upa banane ka tariqa baten jis me har chez ki value funcsation clear samjh a jaye
Mein ne ups bane ki video Apne chanal par upload ki hai us Ka link mein ap ko deta hun ruclips.net/video/BKFfzVhUqGg/видео.html
Mera Inverter Se Output Voltage Sirf 8.5 voltage mil raha hai..
Mera 12v battery Charge Hoga Ya Nehi Vai..
But Ampere 5 Nikal Raha Hai, Or AC Voltage 24v Mil Raha Hai.
But Inverter ka output Charging Voltage 8v nikal raha hai.
To mera battery ko charge karega ya nehi.
Please Reply Me..
Ap ki battery charger nahi ho gi
What can I do if my 24volt ups board doesn’t have a low battery cutoff variable
सर जी एसी से 5मिनट जलत है उसके बाद बंद हो जाता है और एक मासपेट बहुत ज्यादा गरम हो रहा है क्या फाल्ट हो सकता है
Very good job
Thank you serji
Kitne volt ki veryable supply hain kitne amper
5 ampere ki hai
Kitne volte ki hain bhi
30 volt
akash babu ap graet ho good job
sir good jab ,,please tell me how to increase charging voltage of ups ,,,if battery voltage stoped on 12.8 voltage...how to increase it.....i have new battery
Charging ampere brhao.
Sir ups desi hai mera bettry new hai or 2 gante k bad bar bar charging hona shuro ho jati hai kya problem hai iski
Salam bhai apc ups ha jab is wapda pr battery ko charing pr lgta ha to kabi on of hota wapda ka 220 volt pora ha kiasla ha
Salman Hassan battery 1 cell kharab hai jis ki waja se wo charging aur upa par ayta hai
Nai bhai abi battery ko new la hoa 3 ma hoa ha
Salman Hassan ap battery check kara lo
G bhai check ki ha backup time bi acha ha or volt bi pora ha
Salman to ap ayse karo apc ka farand switch chang kar do ok ho jaye ga
Bohat aala akash
sir supply kitny main milti hai aur ye suply kitne amp aur kitne volt tk hai
Muje ahci Tara yad nai pata Kar k ap ko bata don ga
sir ap ka whatsaap hai
وعلیکم اسلام ورحمتہ اللہ
ایسی کٹ ھے مگر جب بیٹری لو ھوتی ھے 10 وولٹ پر لیکن کٹ نہی کرتا اور بیٹری 7 پرچلی جاتی ھے اور چیزین خراب اور سڑ جاتی ھے
اس کا حل بتا دین بھاہی جان
thanxxxxxxxxxxxxxxx akash
bingo thanks ap ka jo ap meri video ko pasand kate ho
Bhai apna cam to acha lay lo plz nazar ni kuch ata
a.o.a Bhai kaya hal hai