Prayers to Sri Krishna from the Brahma Samhita

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 13 сен 2024
  • hare Krishna!
    Brahma Samhita is an ancient Vedic text, which has the essence of all the Vedic literature. The fifth chapter, was brought by Lord Chaitanya Mahaprabhu, from the Adi Keshav Temple in south India, during His pilgrimage.
    It comprises of these prayers, spoken by Lord Brahma, I praise of Govinda.
    Reciting and understanding these prayers is very helpful in progressing towards pure devotional service.
    English TRANSLATION
    1) Krsna who is known as Govinda is the Supreme Godhead. He has an eternal blissful spiritual body. He
    is the origin of all. He has no other origin and He is the prime cause of all causes.
    2) I worship Govinda, the primeval Lord, the first progenitor who is tending the cows, yielding all desire,
    in abodes built with spiritual gems, surrounded by millions of purpose trees, always served with
    great reverence and affection by hundreds of thousands of lakshmis or gopis.
    3) I worship Govinda, the primeval Lord, who is adept in playing on His flute, with blooming eyes like
    lotus petals with head decked with peacock's feather, with the figure of beauty tinged with the hue of
    blue clouds, and His unique loveliness charming millions of Cupids.
    4) I worship Govinda, the primeval Lord, round whose neck is swinging a garland of flowers beautified
    with the moon-locket, whose two hands are adorned with the flute and jeweled ornaments, who
    always revels in pastimes of love, whose graceful threefold-bending form of Syamasundara is
    eternally manifest.
    5) I worship Govinda, the primeval Lord, whose transcendental form is full of bliss, truth, substantiality
    and is thus full of the most dazzling splendor. Each of the limbs of that transcendental figure possesses
    in Himself, the full-fledged functions of all the organs, and eternally sees, maintains and manifests
    the infinite universes, both spiritual and mundane.
    6) I worship Govinda, the primeval Lord, who is inaccessible to the Vedas, but obtainable by pure
    unalloyed devotion of the soul, who is without a second, who is not subject to decay, is without
    a beginning, whose form is endless, who is the beginning, and the eternal purusha; yet He is a
    person possessing the beauty of blooming youth.
    7) I worship Govinda, the primeval Lord, only the tip of the toe of whose lotus feet is approached by
    the yogis who aspire after the transcendental and betake themselves to pranayama by drilling
    the respiration; or by the jnanis who try to find out the non-differentiated Brahman by the process
    of elimination of the mundane, extending over thousands of millions of years.
    8) He is an undifferentiated entity as there is no distinction between potency and the possessor thereof.
    In His work of creation of millions of worlds, His potency remains inseparable. All the universes exist in
    Him and He is present in His fullness in every one of the atoms that are scattered throughout the
    universe, at one and the same time. Such is the primeval Lord whom I adore.
    9) I adore the same Govinda, the primeval Lord, in whose praise men, who are imbued with devotion,
    sing the mantra-suktas told by the Vedas, by gaining their appropriate beauty, greatness,
    thrones, conveyances and ornaments.
    10) I worship Govinda, the primeval Lord, residing in His own realm, Goloka, with Radha, resembling
    His own spiritual figure, the embodiment of the ecstatic potency possessed of the sixty-four
    artistic activities, in the company of Her confidantes [sakhis], embodiments of the extensions of Her
    bodily form, permeated and vitalized by His ever-blissful spiritual rasa.
    11) I worship Govinda, the primeval Lord, who is Syamasundara, Krishna Himself with
    inconceivable innumerable attributes, whom the pure devotees see in their heart of hearts with the eye
    of devotion tinged with the salve of love.
    12) I worship Govinda, the primeval Lord, who manifested Himself personally as Krishna and the
    different avataras in the world in the forms of Rama, Nrisimha, Vamana, etc., as His subjective portions.
    13) I worship Govinda, the primeval Lord, whose effulgence is the source of the nondifferentiated
    Brahman mentioned in the Upanishads, being differentiated from the infinity of glories of the
    mundane universe appears as the indivisible, infinite, limitless, truth.
    iskcondesiretr... - other sloka English translations can be found here
    #brahmsamhita
    #slokas
    #vedic

Комментарии • 316

  • @anangatripathy4961
    @anangatripathy4961 4 года назад +18

    O Lord,O Govinda have mercy on us. O Lord you are the only savior. You are the only protector.. O Krishna, O Hari we are the sinful creature surrendered on to your lotus feet. Have mercy on us.. 🙏

  • @harishchander321
    @harishchander321 4 года назад +10

    Hare Krishna All Glories 2 Shrila Prabhupada Lord Brahma such a great devotee of Shri, Shri Radha Krishna

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +3

      Hare Krishna. Jai srila prabhupad, jai lord brahma, jai jai radhe shyam🙌

  • @krishnaprasaddas9625
    @krishnaprasaddas9625 2 года назад +5

    राधे-राधे प्रभु जी जी बहुत-बहुत बधाई बड़ी कृपा है इतने सुंदर भगवत प्रेम बरसाने के लिए दंडवत प्रणाम

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +1

      Radhe Shyam prabhuji 🙏🙇‍♂️💕🌸
      Dhanyavaad
      Dandvat pranam

  • @dipavalipatel3091
    @dipavalipatel3091 5 лет назад +4

    thank you prabhuji hare krishn 💐

  • @shreeshyampremishruti4342
    @shreeshyampremishruti4342 2 года назад +4

    Jay shree radhe krishna

  • @anuradhasharma360
    @anuradhasharma360 6 лет назад +6

    Bhot sundar hai prabhuji... Hare Krishna

  • @dibyajyotisarkar4517
    @dibyajyotisarkar4517 3 года назад +12

    Although all avatars of lord are equal and have the same almightiness, but KRSNASTU BHAGWAN SWAYAM just the difference between jaggery,sugar and mishri. All are same( extracted from sugarcane) but still they differ in sweetness
    Also, thank you for such wonderful voice making it easier to grasp
    Haribol

  • @gkp37
    @gkp37 4 года назад +10

    गोविन्दमादिपुरुषं तमहं भजामि🙏🙏😊
    🌹🌹जय श्री कृष्ण 🌹🌹
    हे प्रभु जी अपना भजन करने के योग्य बना दीजिए 🙏🙏😌😌

  • @leo5927
    @leo5927 3 года назад +2

    Govindam Adi Purusam, tam aham bhajami. Thanks prabhu, feeling transcendental after having heard it from a pure devotee like you.

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Hare Krishna. The hymn is truly transcendental.... and its the effect of the hymn that the voice sounds soothing and the singer appears to be a pure devotee🙏🙌🙇‍♂️🌸

  • @nandandas7867
    @nandandas7867 4 года назад +7

    Radhe Radhe

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      Radhe shyam 🙏

    • @youtuber-sr3jf
      @youtuber-sr3jf 3 года назад +1

      श्याम से मिला दे

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +2

      Hare Krishna. Mahamantra jap se shyam khum milne aa jaenge

  • @MA-cz3dn
    @MA-cz3dn 3 года назад +3

    Hari
    Shyam
    Sunder Krishna
    Dinnanbandhu Narayan
    Shri Ram
    Vasudeva
    Vaman Madhusudan
    Shridhar
    Rushkeshv
    Damodar
    Vasudeva
    Devkinandan
    Navnit
    Kesha
    Namo nam 🙏🌺🙏🌺🙏🌺🙏🌺🙏

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Dhanyavaad prabhuji.. bhagwan ke sundar naamo ka smaran karaane k liye

  • @shresthfifa3611
    @shresthfifa3611 3 года назад +5

    Hare Krishna 🙏🏻🙇🏻‍🎵🎶👌🏻👌🏻

  • @rajkumarwosti3367
    @rajkumarwosti3367 2 года назад +1

    Hare Krishna hare Krishna 🙏🙏🙏🍎🍎🍎

  • @MA-cz3dn
    @MA-cz3dn 3 года назад +2

    Hare Krishna pranam 🙏🌺🙏

  • @dipakkumarmandal2175
    @dipakkumarmandal2175 5 лет назад +4

    Hare Krishna 🙌

  • @archanachaudhary4008
    @archanachaudhary4008 3 года назад +3

    Goloka ka kitna achha explanation diya hai last mein..👌

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Hare Krishna. Exactly 🙏😇🌸

  • @Krishnadhumane7503
    @Krishnadhumane7503 4 года назад +5

    हरे कृष्णा

  • @priangshichakraborty2201
    @priangshichakraborty2201 4 года назад +6

    I love Krishna so much...jo vi unse prem nehi karta wo ak anokha premraas se banchit hai...jay Sri Krishna 🙏🏻

  • @Krishnadhumane7503
    @Krishnadhumane7503 4 года назад +4

    Hare Krishna 🌹

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      Hare Krishna

    • @Krishnadhumane7503
      @Krishnadhumane7503 4 года назад

      Hare Krishna 🙏😀😇🙏🙏🙏🙏🌷🌷🌷🌷🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷😀🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @89kanikav
    @89kanikav 5 лет назад +9

    Beautiful singing !!
    so so melodious
    your voice ..!!
    Hari bol 🙏🙏

  • @vishnukantjawade2282
    @vishnukantjawade2282 4 года назад +4

    So much enchanting retreat to listen. Thousand Thanks Prabhuji for your efforts. Hare Krishna

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      Hare Krishna prabhuji. Dhanyavaad 🙏🙇‍♂️

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +2

      All glories to Sri Krsna, and Srila prabhupad 🙌

  • @shreeshyampremishruti4342
    @shreeshyampremishruti4342 2 года назад +3

    Jay shree shyam jay shreeman narayan ❤️🙏

  • @youtuber-sr3jf
    @youtuber-sr3jf 2 года назад +2

    Radha Krishna ❤️

  • @Krishnadhumane7503
    @Krishnadhumane7503 4 года назад +3

    Hare Krishna and be Happy🌷🌷🌹🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️

  • @youtuber-sr3jf
    @youtuber-sr3jf 3 года назад +13

    श्री कृष्ण के पुरुष अवतार (१) छिरोदक्षयी विष्णु (२) करणोङ्क्षयी विष्णु(महाविष्णु)(३) गरभोङ्क्षयी विष्णु . श्री कृष्ण के गुनावतार (१)ब्रह्म रजोगुणी (2) विष्णु सतोगुनी (3) शिव तमोगुणी । राम, कृष्ण , कल्कि नृशिह नाथ बलराम वामन कल्कि ये कृष्ण के लीलावतर है

  • @MA-cz3dn
    @MA-cz3dn 3 года назад +1

    I listen Brahma sanhita everyday in the morning 🙏🌺🌺

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад

      This is a very good practice 🙏😇👏👏👏👏🌸

  • @youtuber-sr3jf
    @youtuber-sr3jf 3 года назад +3

    जय श्री राधे कृष्ण 🙏

  • @netrapalsinghshaktawat1177
    @netrapalsinghshaktawat1177 2 года назад +2

    Hare krishna

  • @sushantadwibedi1571
    @sushantadwibedi1571 4 года назад +4

    Jay sree radhe govind

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      Jai sree radhe shyam 🙏🙇‍♂️

  • @Raghavdutta05
    @Raghavdutta05 5 лет назад +6

    Hare Krishna Prabhu ji 🙏🙏
    Thankew so much for sharing this video... 😊
    May Sri Sri Radhakunj bihari ji always bless u 😇😇

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  5 лет назад +2

      Hare krishna mataji... Thank you for the blessings..
      Haribol🙏🙌

  • @harishchander321
    @harishchander321 4 года назад +7

    this is the wonderful song of spiritual worldWonderful song now em now I am listen every day

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      Haribol🙇‍♂️🙏😇

    • @priangshichakraborty2201
      @priangshichakraborty2201 4 года назад +2

      Likha kisne hai dekhna parega...jay Sri Krishna 🙏🏻

    • @PoonamDevi-wc2mk
      @PoonamDevi-wc2mk 3 года назад +1

      @@priangshichakraborty2201 By Brahma ji to krishna in krsnas praise when Brahma stole Krishna's cow and gwaal baal
      And was sorry so this is Krishna's glory

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Jai Shri Krsna 🙏

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +4

      Thanku for replying Poonam ji...
      Its Correct that it is spoken by Brahma ji.... but this prayer is not when he stole the calves... this prayer is when Brahma ji had the first darsan of Sri Krsna in Golok Vrindavan dham.. the spiritual world....even before creation of this material world

  • @aboutvartika7639
    @aboutvartika7639 4 года назад +4

    Hare Krishna 🌸

  • @MA-cz3dn
    @MA-cz3dn 3 года назад +3

    Shri Govinda 👍🙏👍👍🙏👍🙏👍🙏🌺🙏🌺🙏👍🙏👍🙏🌺🙏🌺🙏I listen everyday in the morning Hari bol

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Sri Govinda... very nice..thanku 🙏🥰💕

  • @bobbykumari7069
    @bobbykumari7069 11 месяцев назад

    वाह वाह अदभूत दिव्य 🙏🙏

  • @rozarosa4485
    @rozarosa4485 4 года назад +4

    Jai Shri Krishna 🙏🙏🙏🙏🙏😭😭🌷🌺🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      Jai shree krsna 🙇‍♂️🙏

  • @Jaishrikrishna2852
    @Jaishrikrishna2852 4 года назад +3

    Om shri Krishnam bande jagad gurum very nice

  • @mahakaggarwal7982
    @mahakaggarwal7982 Год назад +1

    Govinda is the ultimate truth the supreme lord of infinite universes

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  Год назад +1

      True... Govindam Adi Purisham Tam aham Bhajami❤️

  • @netrapalsinghshaktawat1177
    @netrapalsinghshaktawat1177 2 года назад +2

    I love krishna

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +1

      This is the perfection and the real purpose of life. To love krsna

  • @user-pi7uj5rt5y
    @user-pi7uj5rt5y 4 года назад +9

    _"ईश्वर: परम: कृष्ण: सच्चिदानन्द: विग्रह:,_ _अनादिरादि गोविन्द: सर्व कारण कारणम:|"_ (ब्रह्म संहिता ५.१) __भगवान तो कृष्ण है, जो सच्चिदानन्द (शास्वत,ज्ञान तथा आनन्द के) स्वरुप है | उनका कोई आदि नहीं है , क्योकि वे प्रत्येक वस्तु के आदि है | वे समस्त कारणों के कारण है | ब्रह्मा जी कहते है: जो वेणु बजाने में दक्ष है, खिले कमल की पंखुड़ियों जैसे जिनके नेत्र है, जिनका मस्तिक मोर पंख से आभूषित है, जिनके अंग नीले बादलों जैसे सुन्दर है, जिनकी विशेष शोभा करोड़ों काम देवों को भी लुभाती है, उन आदिपुरुष गोविन्द का मैं भजन करता हूँ । *(ब्रह्म संहिता ५.३०)
    teachknowledge7.blogspot.com
    वे आगे कहते है: "मै उन आदि भगवान गोविंद की पूजा करता हूँ, जो अपने विविध पूर्ण अंशो से विविध रूपों तथा भगवान राम आदि अवतारों के रूप में प्रकट होते है किन्तु जो भगवान कृष्ण के अपने मूल रूप में स्वयं प्रकट होते है |" *(ब्रह्म संहिता)
    जय

  • @RishabhSingh-591
    @RishabhSingh-591 4 года назад +3

    Nice tune ,hare Krishna Prabhu ji

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      Hare Krishna prabhuji. Thanku🙏😇

  • @dalpatthakor7869
    @dalpatthakor7869 3 года назад +2

    ❤️Hare krishna😍

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад

      Hare Krishna 🙏🙇‍♂️

  • @youtuber-sr3jf
    @youtuber-sr3jf 3 года назад +2

    आपकी आवाज बहुत अच्छा है बहुत सुंदर भजन बार बार सुनने को मन करता है जय श्री राधे कृष्ण

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Dhanyavaad.... sab sri Krishna ki kripa h🙌
      Jai Sri Radhe Shyam

  • @bhartiyapathsala
    @bhartiyapathsala 4 года назад +6

    Superb..tune

  • @bobbykumari7069
    @bobbykumari7069 11 месяцев назад

    गोविन्द मा आदि पुरूषम तमहम भजामी🙏🙏

  • @pawansinghraghav2340
    @pawansinghraghav2340 3 года назад +3

    Hare krishna prabhu ji

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Hare krishna prabhu ji

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 3 года назад +1

      Prabhu ji mera ek aur question h ki jab bhagwan vishnu ,krishna se milte h toh woh kehte h ki aap mere ansh ho jo rakshas ko marne ke liye dharti par gye ho so iska mtlb ki Krishna avtar h vishnu ji ka lkin Brahma Smitha, bhagwat geeta ke according krishna supreme h please reply Prabhu ji

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 3 года назад +1

      @@HarinaamDas prabh ji please reply

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      @@pawansinghraghav2340 ye aap kaha se quote kar rhe ho ki bhagwan vishnu aisa kehte hai???
      Agar serials se dekh ke, to vo humare source of knowledge nahi ho sakte kyuki unme masala add karne k liye , ya popular belief ki vajah se kuch kuch additions and subtractions ho hi jaati hai....
      Bhagwatam me jo Vishnu ji se krsna ki milne ki story hai, usme bhagwan vishnu kehte hai, ki unki icha thi Sri Krsna ke darsan ki jo aaj puri hui....
      Aur dusri baat, Krsna k liye asuro ka nash secondary hai .. primary objective hai bhakto k sath leela karna... unhe anand dena jo saalo se, janmo se unki prapti k liye sadhna kar rhe hain... aur Bhakto ko anand dene me, Sri Krsna k sath hi sabhi ras possible h... bhakti k 5 mukhya ras h... shant, dasya, sakhya, vatsalya, madhurya...
      Isme Narayan k sath kewal shant aur dasya sambhav h... jabki krsna k sath paancho .....
      Isliye bhi acharya ras ki drishti se Krsna swaroop ko Narayan swarup se shreshth batate hain...

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      @@pawansinghraghav2340 replied

  • @ankitaawasthi3938
    @ankitaawasthi3938 3 года назад +4

    Jai shri radhe krishna

  • @krishnaratinidayadevidasi906
    @krishnaratinidayadevidasi906 4 года назад +3

    Wow 👌hare Krishna 👏

  • @kamalpala1054
    @kamalpala1054 4 года назад +3

    Shri hari vishnu om namo bhagwate vasudeva ya 🙏

  • @gagandeepsingh7678
    @gagandeepsingh7678 4 года назад +3

    Beautiful. Agar sare y smj le to na koi Hindu hoga na Muslim na Sikh na cristian sirf 1 parmatma or 1 religion .vo hoga prem param purush se prem .kaash aisa ho .hari hari bol

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      Haribol🙏🙇‍♂️

    • @priangshichakraborty2201
      @priangshichakraborty2201 4 года назад +3

      Itni din ak hi religion tha aur wo hai Santan Dharma or hindu the god created dharma..but kaliyug ke suru hote hi yeh sab dharma ka abirvab hua...uska vi kuch karan tha...Jay Sri Krishna 🙏🏻

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      @@priangshichakraborty2201 jai shree radhe shyam 🙏🙇‍♂️

    • @priangshichakraborty2201
      @priangshichakraborty2201 4 года назад

      @@HarinaamDas I have one question kaya insaan ki mukti serf Santana dharma se hi ho sakta hai???

  • @rohanpatil4307
    @rohanpatil4307 4 года назад +4

    What a voice!! What an effort!!! Brilliant🙏 Nice👍

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      Hare Krishna.... dhanyavaad 🙏🙏

  • @sushilbhola1135
    @sushilbhola1135 4 года назад +5

    Very sweet sound.

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +2

      Thank you. Hare Krishna 🙏😇

  • @ankit7942
    @ankit7942 4 года назад +15

    Beautifulllll, I can listen to it on repeat. Loving it. You must be a gandharva:)

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +4

      Hare Krishna. Thanku😇🙇‍♂️

  • @AlenaAlaya_108
    @AlenaAlaya_108 4 года назад +2

    Very inspiring! Thank you very much!
    💖❤💖❤💖❤💖🍒🕉🍒

  • @pareshkumar1599
    @pareshkumar1599 5 лет назад +10

    So stable and so musical and so smooth ... So so knowledgeable Thank you.

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  5 лет назад +3

      Hare krishna. 🙏
      All krsna's grace

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +2

      Hare Krishna 😇🙏

  • @shreeshyampremishruti4342
    @shreeshyampremishruti4342 2 года назад +2

    Jay shreeman narayan

  • @ankitaawasthi3938
    @ankitaawasthi3938 3 года назад +3

    Jai shree radhe ktishna

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Hare Krishna 🙏🙇‍♂️

  • @PoonamDevi-wc2mk
    @PoonamDevi-wc2mk 3 года назад +4

    Hari Hari 😊😁

  • @ramsnehimarutipentalwar8173
    @ramsnehimarutipentalwar8173 3 года назад +3

    🙏👌

  • @abhaypatel54321
    @abhaypatel54321 2 года назад +1

    hari bol

  • @SachinKumar-sr2xo
    @SachinKumar-sr2xo Год назад

    Jay Shree Krishna

  • @youtuber-sr3jf
    @youtuber-sr3jf 3 года назад +2

    हरे कृष्ण

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +2

      Hare Krishna 🙏🙇‍♂️

  • @dipanwitachaudhury9966
    @dipanwitachaudhury9966 Год назад +2

    hare krishna prabhu. please also make on "om namo bhagabate basudevay"

  • @rajeshkarekar6568
    @rajeshkarekar6568 2 года назад +1

    Beautiful prayer 🙏👌

  • @neelakantareddychavva9729
    @neelakantareddychavva9729 4 года назад +6

    Heart touching tune 💖, If Possible, Can you please upload translation in Telugu.
    Please upload the song Divine names of Lord Sri Venkateswara.

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +4

      Hare Krishna 🙏🙇‍♂️😇
      Thanku for the suggestion. Will look fwd to doint that🙏😇

  • @datuupatil3456
    @datuupatil3456 4 года назад +10

    आज्ञानी मनुष्य श्रीकृष्ण भगवान को कभी समझनही पायेगे अहंकार का पडदा निकाल फेको वरना जन्म के चकर मे फसजाओगे क्युकी त्रिगुणी मायासे कभी नी कलनही पायोगे नाविष्णु का अवतार नाअन्य किसिका अवतार भगवान श्रीकृष्णने आनादिकाळ मे यह ग्यान सुर्यदेव कोदिया था गिता ओरवही ग्यान द्वापर युग मे अर्जुन केगिता ग्यान दिया था ईसका अर्थ है कि वही आदी वही अनंत है

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +4

      true.
      Haribol

    • @vaibhavmate3748
      @vaibhavmate3748 4 года назад +2

      🌷🌷।।जय श्री हरी परब्रह्म।।🌷🌷
      🙏🙏🙏🙏🙏

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +2

      Jai shree hari🙏🙇‍♂️

    • @priangshichakraborty2201
      @priangshichakraborty2201 4 года назад +3

      Sahi hai ..jay sri Krishna

    • @youtuber-sr3jf
      @youtuber-sr3jf 3 года назад +1

      जय श्री कृष्ण ❤️

  • @djshivarajmusic
    @djshivarajmusic 3 года назад +3

    Nice ❤️❤️❤️❤️

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Hare Krishna 🙇‍♂️🙏😇

  • @kunjalpatel3785
    @kunjalpatel3785 5 лет назад +2

    Hari bol

  • @divyapatel5415
    @divyapatel5415 3 года назад +4

    Can I get pdf file?

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Hare Krishna. Yes sure.
      You can give ur email/whatsap no., and we can send it to you there

  • @bobbykumari7069
    @bobbykumari7069 11 месяцев назад

    👌👌🙏🙏

  • @pawansinghraghav2340
    @pawansinghraghav2340 2 года назад +2

    Hare krishna prabhu ji mera ek question h ki prahlad maharaj toh vishnu ke devotee hai toh woh krishna ke high level wale devotee kaise hue???

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +2

      Hare Krishna prabhuji.... answering in a while

  • @Ms-lg6ze
    @Ms-lg6ze Год назад +1

    O Krishna 🥲🥲
    Please listen 🥲
    Show me the right path Prabhu 🥲
    I'm confused

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  Год назад +1

      Hare krsna.
      May Krsna help you and clear your confusions🥰💐🙌

    • @Ms-lg6ze
      @Ms-lg6ze Год назад +1

      Hare Krishna
      Vanch kalpt tarubhyas c kripa sindhubhy ev c patitanaam pavebhyo vaishnebhyo namo namah 🌺🙏🥲

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  Год назад +2

      Hare krsna. Jai Vaishnav bhakto ki💐

    • @Ms-lg6ze
      @Ms-lg6ze Год назад +1

      @@HarinaamDas 🙇

  • @priangshichakraborty2201
    @priangshichakraborty2201 3 года назад +2

    Can u please tell me BRAHMA ji ne brahma samhita kab likhi thi?

    • @priangshichakraborty2201
      @priangshichakraborty2201 3 года назад +1

      Reply please

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Hare Krsna.
      Brahma Samhita ke hi anusar, Jab Srishti karne se pehle Brahma ji ko Govind ke darshan hue, tabhi Brahma Samhita ki Prarthnayein unhone gaayi

    • @priangshichakraborty2201
      @priangshichakraborty2201 3 года назад +1

      @@HarinaamDas thanks...kisi ne mujhe comment kiya tha ke BRAHMA samhita 16 th century ka tha ..isiliye puchi..thanks

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      @@priangshichakraborty2201 16th Century me Chaitanya Mahaprabhu ne iski original copy, jo ki adi keshav mandir me thi, vaha se lekar bhakto ko dia apni dakshin yatra ke dauran

    • @priangshichakraborty2201
      @priangshichakraborty2201 3 года назад +1

      @@HarinaamDas thanks

  • @pawansinghraghav2340
    @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

    Hare Krishna prabhuji Mera ek question h ki bhagwan sakar pehle hai ya nirakar pehle?? Kyu ki kuch log bhagwan ko nirakar pehle batate hai aur sakar baad mein aur ye bhi kehte hai ki bhagwan devotees ke liye ek sakar roop lete hai waise pehle woh nirakar ( parbraham ) pehle hai aur bhagwat geeta ka reference lekar kehte hai agar bhagwan sakar pehle hai toh krishna ne arjun ko viswaroop kyu dikhaya ? Fir kehte hai ki viswaroop hi sab kuch hai bhagwan sakar nhi nirakar hai. Aap bataye prabhuji bhagwan pehle sakar hai ya nirakar??

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      Please reply prabhuji

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +2

      Hare Krishna prabhuji...
      Ye jo pehle baad ka concept hai na, ye bhagwan ke reference me exist hi nahi karta...
      Brahma samhita ka akhiri shlok kehta hai "Na hi yatrapi samayah"... yani adhyatmik paripeksh me time exist nahi karta... sab kuch eternal hai... vaha koi past aur koi future nahi... sab kuch present hai..... ab ye baat hume tab hi samajh aegi jab hume bhagwad prapti hogi... tab tak sirf sun sakte hai...
      Ab jo log kehte hai sakar pehle aye, ya kehte hai nirakar pehle aye, dono hi sirf unke bhautik jagat me prakashit hone ki, ya Swayam ko prakashit hone ki baat karte hai... asal me dono roop humesha se hai... lekin ye samajhna padega ki nirakar ka arth kya hai... shastra kehte hai ki bhagwan ke nirakar swaroop ka arth hai ki unka bhautik akaar nhi hai... bhautik jagat me akaar ka matlab hota hai bandhan... mere shareer ka jo akaar hai , us se bahar, ya dur ki cheezo ko main anubhav nhi kar sakta....lekin bhagwan aise nahi... vo paramatma hai, unhe Sab cheezo ka anubhav hai... lekin ye sab hote hue bhi vo apne divya swaroop me bhi upasthit rehte hai.....unka divya akaar humesha rehta hai....divya akaar ka anubhav naa hone ke kaaran, log nirakar ka arth jyoti swaroop ya shakti swaroop se laga lete hai...
      Jo log nirakar ka matlab keval jyoti swaroop samajhte hai , unhe brahma samhita ke "yasya prabha prabhavanti jagadand koti" shlok se pata chalega ki vo jyoti to bhagwan ke divya shareer se nikalne vali aabha hai...jinme shudh prem nhi, vo uss jyoti ke paar anubhav nhi kar paate.... lekin haa, jaise bhagwan humesha rehte hai , vaise hi ye jyoti bhi rehti hai....isliye pehle kaun ke chakkar me nahi padna chahiye.... lekin ye jaan lena chahiye ki ras ki drishti se , krsna swaroop shastro me sarvshreshtha bataya gya hai...
      Nirakar jyoti me keval shant ras hai...shankar/vishnu upasna me shant ke sath keval dasya ras aa sakta hai... ram upasna me sakhya vatsalya add ho sakta hai... aur Krishna upasna me hi madhurya bhav sahi samast 5 raso ka vinimay hai...
      Aur jaha tak vishwaroop ka sawal hai, ye to sirf bhautik sansar ke paripeksh me prakat hai... bhagwan ki srishti ka 1/4 part bhautik hai , aur 3/4 part adhyatmik.. isliye vishroop humesha nhi rehta...keval srishti hone pe prakat hota hai..
      Aur gita me vishwarop ke baad krsna vishnu roop dikhaate hai, aur uske baad apne krsna roop me jab vapis aate hai, to kehte hai ki "arjun , mera ye roop vishwaroop se bhi durlabh hai...."

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      @@HarinaamDas thanks prabhuji hare krishna

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +1

      @@pawansinghraghav2340 🙏🙇‍♂️

  • @sachikansal2632
    @sachikansal2632 6 лет назад +1

    Msst h sir

  • @pawansinghraghav2340
    @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

    Hare Krishna prabhuji Mera ek question h ki Mahabharata ki book mein kaha gya h ki Hari ke ek black hair se krishna ka janam hua aur dosre white hair se Balram ka .kya ye satya h ?? Agar ye sach h toh fir Shrimad bhagwatam mein krishna ko superior kyu kaha gya h ??

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      Prabhuji please answer

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      Please reply prabhu ji

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +1

      Hare Krishna prabhuji. Sorry for the Delay

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +1

      Aapke iss prashn ka uttar Srila Sanatan Goswami dwara prakashit Brihad Bhagwatamritam se milta hai....
      Jo Sri Param Ishvar ka Gop vesh hai, jo Krsna Balram ke roop me prakashit hota hai, vo bhi do prakar ka hota hai.....
      Ek vo , jo Narayan banaate hai.... Vaikunth me Narayan bhi Bansuri lekar , gaucharan leela karte hai... aur kabhi kabhi vo vala swarup hi prithvi par prakat hota hai....
      (Adhiktar vohi, kyuki Brahma ji ke 1 din me 1000 baar dwapar yug aata hai.... usme se "swayam bhagwan Krsna" 1 baar aate hai, baaki baar jo avtaar hota hai vo ye "Narayan vaale Krsna" ka hota hai... ye jaankaari Sri Chaitanya Charitamrita aur Bhagwatam se milti hai)
      Jo Dusre Krsna hai, ye Swayam bhagwan Krsna hai, jinse Narayan aur anya saare avtaar bante hai... inhi ke baare me Brahma Samhita, Bhagwatam, Chaitanya Charitamrita evam anya granth bataate hain.....
      Ab Question ye hai , ki inn dono Krsna swarup(swayam bhagwan, aur dusre Narayan ke dwara aye) , inme kya koi difference hai??
      To haa, Madhurya Prakash ka different hai....
      Roop Goswami ki Bhaktirasamrit Sindhu pustak ke anusar, Swayam Bhagwan Krsna ki Venu Madhuri, leela Madhuri, prem Madhuri aur Roop madhuri ekdum akalpaniya hai... Narayan ke paas bhi vo nahi hai...
      Narayan Krsna bhi ati ati sundar hai, sundar venu bajate hai, leela karte hai... lekin Jab Swayam Bhagwan Krsna leela karte hai, ya venu bajaate hai, to uski madhurta adhik hoti hai...
      Iska praman hume Braj ki ek leela me bhi dikhta hai...
      Ek baar Gopiyo ko Virah me dekh kar , Narayan sochte hai ki Swayam Bhagwan Krsna to anya leela me hain, main inka virah dur Krta hu apne Krsna swarup se....
      Lekin jab vo braj me jaate hai, to Gopiya unse prabhavit nahi hoti... kyuki vo pehchaan jaati hai ki ye humaare param madhurya yukta Krsna nahi hai...
      To iss tarah se Mahabharat me jo kaha gya, vo bhi satya hai, aur Bhagwatam me jo kaha gya , vo bhi satya hai...
      Humara saubhagya, ya kuch logo ka purana bhakti ka prabhav hai, ki hume 7th Manvantar me, 28th Dwapar k baad manushya jiwan mila, jaha hum Swayam Bhagwan Krsna ke Madhurya se parichit ho paa rhe hai.....
      Lekin Sabhi Shastra sirf iss manvantar ki nahi, apitu kabhi kabhi kuch alag manvantar ki katha bhi bataate hai.... to isliye kabhi kabhi duplicity ya confusion lagti hai...
      I hope apko apka answer mil gya hoga....
      Agar nahi to aap aage aur puchiye🙏🙇‍♂️🌸

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      @@HarinaamDas dhanyawad prabhuji

  • @pawansinghraghav2340
    @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

    Hare Krishna prabhuji ajj meri ek pandit se bhass bhaji ho gayi ki iskcon wale ache hai lkin usne kaha ki unhone shastron mein milavat ki hai aur ye bhi kaha ki woh murkh iskcon wale krishna ko avtar nhi batate hai aur ye bhi kaha ki main 12 saal se iskcon ko jaanta hu, prabhuji main unhe kya reply do?? Unhe toh chaitanya mahaprabhu ke bare mein bhi nhi pata kehte hai ki koi bhi kuch bhi likh dega ya bol dega toh hum Maan lege?? Main unhe kya reply do

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      Please reply prabhuji

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +2

      Hare Krishna prabhuji... Vaise to bhass baaji nahi karni chahiye...
      Ye human nature hai ki jo usko pata hai , usey yehi lagta hai ki yehi purn gyan hai....
      Aur specially koi pandit ho , to aur b dur rehna chahiye behas bazi se... kyuki vo brahman hain, to gyan ahankar bhi hota hai..
      To isliye, uska Samman karo, sewa karo, unse karm kand karvao itna hi kafi hai... jo pandit ji actually bhakt hote hai, vo iskcon aur bhakto ko theek se samajhte hai... aise bohat se pandit ji se main mila hu
      .....
      Unki baate hi batati hai ki unhe sirf karm kaand ka gyan hai... baki bhakti shastro ka gyan nahi...
      aur aap samanya insan ho... brahman vesh me bhi nahi... to apki baat vo kyu maanenge...
      Baki fir bhi inhe kuch bolna ho to yehi bol sakte hai, ki iskcon vaalo ne shastro me kuch nahi milaya..... agar apki doubt hai to aap iskcon ki bhagwatam aur gita, brahma samhita etc ko Gita press ki copies se match kar ke dekh lein... saare ke saare slokas exactly same hai....

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      @@HarinaamDas lkin prabhuji woh kehte hai hindi galat hai unki (iskcon walon ki) aur ye bhi kehte hai ki main 12 saal se jaanta hu unhe . Brainwash karte hai woh log

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      Main kya reply do unhe prabhuji

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +2

      @@pawansinghraghav2340 pehli baat... vo iskcon ko aur iskcon ke baare me kuch nhi jaante.... unhone has nindako se iskcon ki ninda suni hai....
      Aur aise nindak log har jagah h... logo ko aap chup nhi karaa sakte...
      Bas aise logo se dur rahein, bhakti k liye yehi acha hai...
      Aur maine bataya apko... unko bol dijiye ki aap jo iskcon ko jaante hai vo sab galat hai... apka koi bura experience hoga... jaha tak brainwash ki baat h, shaastro ki baat ko yatharoop batana brainwash nhi hota..... aur agar unhe fir bhi satisfaction nhi ho, to meri baaat karva dena.. aur vo naa karna chahein, apni baat pe hi ade rahein, to unse vinamrta purvak kehna ki kripa kar ke bhakto ki ninda aapke saamne naa karein... kisi me koi kami ho bhi, to bhi uski baat kar ke apka time kharab naa karein...

  • @pawansinghraghav2340
    @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

    Hare Krishna prabhuji Mera ek question h ki kese pata kare ki konsi bhagwat geeta asli hai kyu ki kuch you tube video wale kehte hai ki iskcon ki bhagwat geeta ka translation galat hai lkin kuch kehte hai ki iskcon ki bhagwat geeta ekdum asli hai . Aap please batao ki iskcon ki bhagwat geeta sahi hai kiya??

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      Aur please yeh bhi bta do prabhuji ki bhagwan pehle sakar the ya nirakar kyu ki kuch people iskcon ki translation galat btate hai ki bhagwat geeta mein krishna ne kaha hai ki woh nirakar pehle hai sakar baad mein with proof by another book aur bhagwan nirakar hai with also proof by another bhagwat geeta book. Aur wahi iskcon kehta hai ki bhagwan sakar hai with proof . So aap please bta do mujhe??

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      Please answer prabhuji

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +1

      Pehla sawal : konsi bhagwad gita sahi hai...
      Gita ke anusaar, gita ka gyan Guru Shishya Parampara se liya jaata hai... Iskcon ki Gita ke shuru me Prabhupad ji humari puri GuruParampara ke baare me batate hai....
      To jo bhi geeta, aise guru parampara ke gyan se hai , vo sahi hai....
      Jo Gita keval kisi sanskrit ke pandit ne translate ki hai, jisne sahi guru parampara se gyan nahi liya , to vo translation impure ho sakti hai...
      Anya jaise Ramanujacharya ka gita bhashya hai, madhvacharya ka hai, baldev vidyabhushan ji ka hai, gita press , adi sab theek hi hai... aur Iskcon ki bhi bilkul theek hai...
      Aur Prabhupad ji ne to ek ek sanskrit shabd ka alag alag kar k bhi arth dia hai, jis se koi doubt na ho ki unki translation me koi gadbad hai....
      Isliye jo log iskcon ki gita ko galat kehte hai, ya to unhone vo geeta theek se padhi nahi, ya fir vo dweshi log hai..ya nirakarvadi hai.... ya fir politically unhe plant kia gya hai logo me iskcon ki shradha ko kam karne ke liye...
      Mere khud ke bhakti ke dino me mujhe ye doubt hota tha, ki iskcon ki gita sahi hai ya nahi... isliye maine kayi aur gita translation se match kar k dekha... aur Prabhupad ji ki translation bilkul sahi hai.. guru parampara me hai..

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +1

      @@pawansinghraghav2340 Dusra sawal... ki bhagwan pehle sakar they ya nirakar...
      To brahma samhita kehti hai 'Yasya prabha prabhavanti jagadanda koti'
      Yani jisko log niralar rup maante hai, vo sakar rup se nikalne vala tej hai....
      Nirakar sakar dono hi humesha se hai, humesha tak rahenge... lekin mool ye hai ki Sakaar roop ke adhar pe nirakar tika hai...
      Gita 6.47 me krsna ne kaha ki mere sakar rup ke upasak zyada shreshth hai..
      12.2 me kaha, sakaar rup ke upasak zyada shreshth hai...
      14th chapter ke end me kaha ki nirakar ropp ka adhar krsna khud hain...
      7.24, 7.25 me kaha ki murkh samajhte hai ki nirakar sakar ka roop leke aya...aur main apni yog maya se dhaka rehta hu...
      To Sakar ke adhar pe hi nirakar rup tika hai...

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      @@HarinaamDas thanks prabhuji

  • @pawansinghraghav2340
    @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

    Hare Krishna prabhuji kya aap mujhe vaikuntha and golok ka difference bta sakhte h

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +2

      Hare Krishna prabhuji. Main sirf utna bata sakta hu jo shastro aur acharyo se jaana hai....
      Samast adhyatmik jagat me anant lok hai.... sab ko vaikunth kehte hai... sab loko me alag alag स्वरूप में भगवान रहते हैं। जैसे किसी लोक में वराह रूप में किसी लोग में नरसिंह रूप में और जो परम बैकुंठधाम है उसमें नारायण रूप में। परंतु यह सभी वैकुंठ जो है ऐश्वर्या धाम कहे जाते हैं। ऐश्वर्या धाम का अर्थ है जहां पर भगवान का ऐश्वर्य अर्थात ईश्वर होने का भाव प्रधान है। भक्त उनकी सेवा करते हैं परंतु उसमें प्रेम से ज्यादा ऐश्वर्या का भाग होता है। आध्यात्मिक रूप से ऐश्वर्या धाम से अधिक उन्नत होते हैं माधुर्य धाम। अर्थात जहां पर भगवान से प्रेम का भाव अधिक होता है संबंध का भाव अधिक होता है जैसे ही भगवान मेरे स्वामी है या भगवान मेरे मित्र हैं जैसा कि श्रीराम के साकेत धाम में होता है। साकेत धाम में हनुमान जी अपने स्वामी के रूप में सुग्रीव विभीषण आदि अपने मित्र के रुप में एवं दशरथ कौशल्या आदि अपने पुत्र के रूप में भगवान की सेवा करते हैं।
      माधुरी धामों में सबसे श्रेष्ठ और सभी अध्यात्मिक धामों में जो सबसे श्रेष्ठ धाम है वह है श्री गोलोक वृंदावन जहां पर स्वयं भगवान श्रीकृष्ण अपने वास्तविक रूप में सभी bhaavo में अपने भक्तों की सेवा स्वीकार करते हैं.
      यहां नंद यशोदा आदि अपने पुत्र के रूप में श्री जो गोपिया है जो राधा रानी की अनुचर है वे माधुर्य भाव में श्री दामादी सखा भाग में और अन्य अन्य भक्त अपने-अपने प्रेमभाव के अनुसार उनकी सेवा करते हैं।
      यहां पर भगवान के ईश्वर होने का विचार भक्तों के मन में जो प्रेम है उस से ढका रहता है.
      साधक स्थिति में साधक जिस भाव में भगवान की उपासना करता है, सिद्धि हो जाने पर उसे उसी प्रकार के अध्यात्मिक लोक में भगवान की सेवा करने का अवसर मिलता है.

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +2

      Dhanyawad

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 2 года назад +1

      @@HarinaamDas hare krishna

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  2 года назад +1

      @@pawansinghraghav2340 hare Krishna prabhuji

  • @authentic4705
    @authentic4705 3 года назад +1

    3:30

  • @therisingsun5960
    @therisingsun5960 4 года назад +2

    What's the advantage of singing this?

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      By singing this,
      1. One's speech becomes purified and clear.
      2. Peace of mind
      3. Increased focus
      4. Clarity of thought
      5. Spiritual merit

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      And many more

    • @therisingsun5960
      @therisingsun5960 4 года назад +1

      Thank you

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +1

      So you can try it out yourself.
      Every morning, empty stomach, just after taking a bath.

  • @jai_bhardwaj01
    @jai_bhardwaj01 3 года назад +1

    After 1 shlok directly 29 shlok why??

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Hare Krishna.
      1st verse is the invocation.... introduction...
      After that there is a series of verses that are informative... but from the 29th verse, a special collection of verses starts that makes a very important hymn, and prayer to sri krsna composed by brahma ji.. all verses culminating in Govindam adi purusham tam aham bhajami.....
      So this prayer starting from verse 29 is sung across vaishnav traditions while various ceremonies, and it is very important according to Sri Chaitanya mahaprabhu also

    • @jai_bhardwaj01
      @jai_bhardwaj01 3 года назад +1

      @@HarinaamDas Thank you
      Hare KRISHNA
      But can in a new video can you explain sholaks from 2-28 please
      Hare krishna

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      @@jai_bhardwaj01 Sure. Its a very nice suggestion. Thanku

    • @jai_bhardwaj01
      @jai_bhardwaj01 3 года назад +1

      @@HarinaamDas 🙏 thank you
      Hare KRISHNA ❤️

  • @IamTimmii
    @IamTimmii Год назад

    Ye mp 3 me download kese kre yr ❤koi batao yr

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  Год назад

      RUclips address me .com se pehle pp lagao, options aa janti hai

  • @amarsinghraghav3251
    @amarsinghraghav3251 3 года назад

    Sir Sab yeh kehte hai ki Vishnu ke avatar Krishna hai par Kuch yeh bhi kehte hai ki Krishna ke avatar Vishnu hai Jo ki 3 hai Satya kya hai sir? explain please

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад

      Hare Krishna Amar Singh ji
      Vastav me Brahma samhita, bhagwat puran, padma puran, ityadi sabhi shastra kehte hai ki Krsna mul swaroop hai, aur Vishnu unka purush avtar hain...
      Krsna sadaiv adhyatmik jagat golok vrindavan me rehte hai apne bhakto k sath...
      Jab badh (bhautik kaamnao vale) jeevo ke kalyan k liye vo iss bhautik sansar ki rachna karte hai, to vishnu ji k rup me purush avtar lete hai, srishti ka paalan karne k liye...
      Fir iss sansar me kayi baar vishnu ji alag alag swarupo me avtar lete rehte hai... aur kayi baar seedha adhyatmik jagat se kuch alag swarup aate hai, to vo vishnu ji k through hoke aate hai...
      Jaise mohini roop, kurm rup seedha vishnu ji ne banaya...
      Ram, krsna, chaitanya mahaprabhu, ye sab directly adhyatmik jagat se aye... lekin vishnu ji k through aye, aur kyuki vishnu ji bhi krsna ka hi ek swarup hai, isliye kewal kuch jagah aisa hai ki krsna vishnu k avtar hai... paarantu jab holistically scriptures ko dekho, to yehi pata lagta hai ki mool rup Krsna hai, aur vishnu ji unka avtar

    • @amarsinghraghav3251
      @amarsinghraghav3251 3 года назад

      Thanks

    • @amarsinghraghav3251
      @amarsinghraghav3251 3 года назад +1

      Hare Krishna

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад

      🙏

    • @amarsinghraghav3251
      @amarsinghraghav3251 3 года назад

      @@HarinaamDas sir mera ek aur doubt hai ki ye TV serials and movies mein toh Krishna ko Vishnu avatar dekhate hai kyon sir?please explain

  • @anuradhasharma360
    @anuradhasharma360 6 лет назад +1

    Mujhe lyrics aur anuvad chahie tha

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  6 лет назад +1

      innocent anu roman script me lyrics and English translation is also available in the link in the description.
      Baki हिंदी lyrics n meaning to video me hai hi.
      Haribol

    • @anuradhasharma360
      @anuradhasharma360 6 лет назад +1

      OK m check kr lugi

    • @anuradhasharma360
      @anuradhasharma360 6 лет назад +1

      Haribol prabhuji

  • @pawansinghraghav2340
    @pawansinghraghav2340 3 года назад +1

    Mera ek question h sir

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 3 года назад +1

      bhagwan se bhi upar kuch h kiya?

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +2

      Hare Krishna.
      Gita ke 7.7 sloka me krsna kehte hai ki unse upar kuch nhi..
      To iska matlab ki sabse upar sri krsna hi hai... param bhagwan. Unse upar kuch nhi...
      Brahma samhita ke sloka bhi yehi batate hain

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 3 года назад +1

      @@HarinaamDas lkin sir main maanta hu shri radhakrishna ko lkin kuch log kehte h jaise hum bhi kisi se aa rahe h waise bhagwan bhi kisi se aa rahe hoge

    • @pawansinghraghav2340
      @pawansinghraghav2340 3 года назад +1

      Toh unn jaise nastik logo ko kya answer de ?

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Jo log aisa kehte hai, unhe sahi gyan nahi hai....
      Bhautik rup se vo age me bade , ya bohat degree vaale, ya bohat dhanvan ho sakte hai .... lekin shastro ka, aur adhyatm ke vishaya me unka gyan theek nahi hai....
      Aise logo se argue nahi karna chahiye... aur apko apne vishwas ko strong karne k liye Srimad Bhagwad gita, aur Srimadbhagwatam padhni chahiye..... taki apka vishwas hile na

  • @sudiptadas1
    @sudiptadas1 4 года назад +2

    Can u give bengali ....

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +2

      Hare Krishna 🙏😇

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  4 года назад +2

      You mean written in bengali?

    • @sudiptadas1
      @sudiptadas1 4 года назад

      ...Hare Krishna,🙏🙏🙏🙏🙏🙏 yes, kindly give Bengali version

  • @neerjakrishna8625
    @neerjakrishna8625 4 года назад +1

    S

  • @amarsinghraghav3251
    @amarsinghraghav3251 3 года назад

    Hello

  • @MA-cz3dn
    @MA-cz3dn 3 года назад +3

    Hare Krishna pranam 🙏🌺🙏

    • @HarinaamDas
      @HarinaamDas  3 года назад +1

      Hare Krishna. Pranam🙏🌸😇

  • @vikashsinghchauhan2686
    @vikashsinghchauhan2686 3 года назад +1

    Hare krishna

  • @youtuber-sr3jf
    @youtuber-sr3jf 3 года назад +1

    हरे कृष्ण

  • @SurajKumar-hy3lu
    @SurajKumar-hy3lu 5 лет назад +3

    Jai shri radhekrishna

  • @geetaravi9626
    @geetaravi9626 Год назад

    Hare Krishna

  • @sodhashaktisinh7675
    @sodhashaktisinh7675 6 лет назад +2

    Hare Krishna