Bidaat Ki Qabaahat Aur Shab-e-Baraat • Shaykh Abdul Azeem Madani • Full Lecture • HD

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 янв 2025

Комментарии • 14

  • @ManzoorAhmed-yb8dt
    @ManzoorAhmed-yb8dt 10 месяцев назад +1

    Mashallah kya behtarin bayan haq wala bayan

  • @hafizgsaifullahumri3402
    @hafizgsaifullahumri3402 10 месяцев назад

    Jazakallah khair shaikh muhtaram

  • @Anonymous-ux3zk
    @Anonymous-ux3zk 10 месяцев назад

    Alhumdullilaah

  • @zakirhusain3469
    @zakirhusain3469 10 месяцев назад +1

    Masha Allah
    Barakallahu feekum

  • @iloveyouindia4407
    @iloveyouindia4407 10 месяцев назад +1

    Alhamdulillah Mere Ghar per Meetha Meetha Achcha Achcha halva ban gaya hai 😊😊😊😊😊😊😊

  • @skkwt3130
    @skkwt3130 10 месяцев назад

    Ma sha Allah ❤
    Mumtaz Andaz e bayan ❤
    Jazakallahu khaira ❤❤❤

  • @Repentance7
    @Repentance7 10 месяцев назад

    Jazakallahu khairan

  • @razshi
    @razshi 10 месяцев назад

    Book: Iqteda as sirat al mustaqeem, page no.626, Ibn Taymiyah
    15 Shaban ka chapter: Is raat ki fazeelat me marfu ahadees aur aasaar e sahaba riwayat kiye gaye hai iski fazeelat me, jo tamaam aasaar aur riwayat taqaza karte hai ye fazeelat wali raat hai. Aur salaf me se aise log they jo namaz padhne ke liye is raat ko khas karliya karte they, yani is raat me namaz padha karte they.

  • @zabihullahawaradi1793
    @zabihullahawaradi1793 10 месяцев назад

    MASHAALLAH ustaad...

  • @RasoolSePyaar
    @RasoolSePyaar 10 месяцев назад

    Mashallha ❤

  • @razshi
    @razshi 10 месяцев назад

    Book:Tohfat Al-Ahwazi Bi Sharh Jamiʿ Al-Tirmidhi, vol3, page no.365, Abdul Rahman Mubarakpuri (Ahle Hadees)
    15 shaban ki raat ke bahot se ahadees waarid hui hai. Ye tamaam ahadees ka majmooa ye dalalat karta hai is raat ki fazeelat ki asal hai.

  • @razshi
    @razshi 10 месяцев назад

    Book: Majmu Al Fataawa, vol23, page 131, Ibn Taymiyah
    15 Shaban ke baare me Ibn Taymiyah ka fatwa:
    Koi shaks is raat me akele tanha namaz padhe ya ek maqsoos jamaat ke sath namaz padhe, jis tarah ke salaf ke giroh yani hamare aslaaf kiya karte they, to ye amal ahsan hai behtar hai.

  • @razshi
    @razshi 10 месяцев назад

    Book: Fataawa Sanaiya, vol1, page no. 654, Maulana Abul Wafa Sanaullah Amritsari (Ahle Hadees)
    Sawal: 15 shaban ko kya shab qadr ka koi saboot hai, is shab ko sawab jaan kar tilawat ya ibadat karna kaisa hai?
    Jawab: Is raat ke mutallikh zaeef riwayate hai, is din koi kaare khair biddat nahi, balke ba hukme innamal aamaal binniyaat mujb e sawab hai.

  • @razshi
    @razshi 10 месяцев назад

    Book: Fataawa Ahle Hadees, vol2, page no.218, Hafiz Abdullah Muhaddis Ropdi
    Shab e barat ka roza:
    Sawal: Mahe shaban ki chaudhwi ya pandrawi (14 or 15) me roza rakhna ya teen roze 13, 14, 15 tareekh me rakhna jayez hai ya nahi, ba'az kehte hai ye biddat hai aur lafz biddat ki asal tehqeeq kya hai?
    Jawab: Shab e barat ka roza rakhna afzal hai. Chunanche mishkat waghaira me hadees maujood hai, agarche hadees zaeef hai lekin fazaile amaal me zaeef hadees par amal durust hai. Har mah ki 13, 14,15 ka roza bhi hadees me aaya hai.