Urban to thik hai pr bro rural pr ek vedio bnao bahut jald Rural me apply krna bahut muskil h usme pradhano ki dalali chalti h jo real me patra hota h use to labh milta hi nhi h kabhi
Dear, k.k.yadavsr thankyou for your comment Aapka suggestion note kr liya hai humri team ne bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna support or pyaar banaye rakhe.
@@careerdna sir hamari subsidy bank se pass ho gyi aur government ke pass atki pdi h esa bank wale bolte hai Sir kse kya karu😢please🙏 bataein 2 saal ho gya
Dear, AjayPatel thankyou for your comment Aapka suggestion humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna support or pyaar banaye rakhe.
Dear, pankajkumar thankyou for watching my video Agar aapke paas registered land nahi hai aur pushtaini zameen hai, to aapko apne land ownership ko prove karne ke liye old revenue records, panchayat certificate, khasra number, ya land allotment certificate submit karna hoga. Self-declaration ya affidavit bhi ek option ho sakta hai agar formal documents available na ho.
Dear, Sachin thankyou for watching my video Aapka suggestion humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna pyaar or support banaye rakhe.
Bar bar personal details fill karne ke baad bhi , firse personal details ka page hi khul raha hai, jiski wajah se baki details fill up Nehi ho raha ... To iske liye kya kare??
सर urban में है खुद का कच्चा घर भी है हाउस नम्बर भी आ गया है करीब 20 साल हो गया इस जगह पे रह रहे है, लेकिन ज़मीन का कागजात नहीं है, बेजा कब्जा ज़मीन है इसके लिए कैसे apply karna hai
Sir Mera Ek Saval He ,Agar Mere Mataji ke nam par pakka makan bana he lekin mujhe mere nam pe naya makan kharidna he to Kya mujhe PMAY 2.0 ka labh Milega???
Mera Mom ke nam pe jamin hai to registration kya mom ki nam pe hoga? Agar ha to mera Grandpa (Mother side) mera janam ke bhi bohat pehle gujar gya or Grandma (Mother side) 2010-11 mein gujar gya, to unke Aadhaar card ka details kese du jab Aadhaar card he yi nhi?
Is tym pdf file ka option aa rha ISS Category me but file upload hi nhi ho rha 300kb-800kb -1Mb kisi bhi format me nhi le rha.....?? plz ispr ek video banye Sir.
Agar hamne property 2023 me Li he to ham kya kare tab government ne aawas yojna band ki thi ab vapas suru ki he to 1 sep 2024 se loan liya unko de rahe he to April 2022 se sep 2024 is bich jinone loan or property liya he wo kya kare
Sir me joint family me raheta hoon or hamari property me 3 share hain or property k papers mere bade uncle ki wife k name pr hain mujhe apni jmin pr iss skim k tahet ghar banvana ho to possible hain sir??
सर में फॉर्म भर रहा था सर्वर डाउन होने की वजह से फॉर्म फिर से भर रहा हूं तो लिख रहा है की आधार ऑलरेडी रजिस्टर्ड सर उसको कैसे सही करें अभी वह ऑनलाइन हुआ नहीं है पूरा लेकिन दिख रहा है की एप्लीकेशन ऑलरेडीरजिस्टर्ड कैसे सही करें सर
Thank you so much bhaiya itna Clear ity se samjane ke liya 12:24
हमारे गाँव का मुखिया इसको करने के लिए 3000₹ लिया हैं और पता नहीं ओ भी करेगा या नहीं आज कल तो नेताओं का ही चल रहा हैं 😡😡
कम लिया है बाबू
Hamare yaha urban me 20k le raha hai
Sab jagha karaption he kya kren men to viklang hun tab bhi abhi tak kuch nahi mila 1 pesa nahi
Same to bro
Abhi 30k aur legaa 😅
Bhai sahi jankari dete hai aap thankyou...
Thank you Sir 2400 Subscriber is Completed
Sir ग्रामीण आवास योजना में क्या करना होगा?
Sir ye btao jiske naam property hogi uske naam se hi fome feel hoga ya unke bate ya beti ke naam se bhi fome feel ho sakta hai
Sir, applicant ki mother and father ka aadhar nahi hai, kaise apply karna hai please reply.
father ka aadhar card nahi hai aadhar card banane ke paheli hi death ho gaya tha to aadhar card box main kiya lakhenga
jarurt nhi h mata pita ke aadhar ki ho to tik nhi ho to tik
@rakrsh123kumar thnx sir
Urban to thik hai pr bro rural pr ek vedio bnao bahut jald
Rural me apply krna bahut muskil h usme pradhano ki dalali chalti h jo real me patra hota h use to labh milta hi nhi h kabhi
Dear, k.k.yadavsr thankyou for your comment
Aapka suggestion note kr liya hai humri team ne bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna support or pyaar banaye rakhe.
Rural me Pradhan ke yhan jao paisa khilao ghus dene ki baat kro vo khud dilaega ❤
Yes @@touchitcloud
Next video gramin awas yojna ka nhi aaya to unsubscribe@@careerdna
Bhai jankari ka abhav hai aapke pass kisi ki dalali nhi chalti vo bhi online hi hai...aap eligible ho to koi dalali nhi block jao kmse km phir bolo
Very good knowledge sir ji❤❤❤
Thankyou for your comment
@@careerdna sir hamari subsidy bank se pass ho gyi aur government ke pass atki pdi h esa bank wale bolte hai
Sir kse kya karu😢please🙏 bataein 2 saal ho gya
Sir last ka final print nahi nika hai to kese download kar sakte hai please help me air
सर ग्रामीण के लिये बना दो ताकि जो गरीब लोगों हैं उन्हें कॉलोनी सरकार से मिल सके
Form bharne ke baad form ka recipet yaa application form download kaise kare
bhaiya ji
kya gramin awas yojana ke liye bhi yahi karna hoga
please reply
Sir ji live from bharne ka video banao please kiyun ki family members add nahi ho raha hai
Sir koe jamin ya flat ne h...mujhe haryana affordable housing scheme me apply krni h usme Pmay cirtificate upload krni h..
Sir kya normal property pe ye sahae milega
Hallo sir 🙏
Bina choice centre jaye PF ka paisa kese nikalte hai uska bhi ek video bana dijiye na sir
Apki bohot meharbani hogi please
Online se ho jata hain bro pf ka number aur phone se bank links hona chahiye
@Strangerforevr thanks Bhai 🙂
सिंगल महिलाएं को भी मिल सकता हैं क्या जिसके पिता माता नहीं हैं
Gramin aawas Yojana ke bare mein video daliye
Dear, AjayPatel thankyou for your comment
Aapka suggestion humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna support or pyaar banaye rakhe.
@@careerdna thanks sir
@@careerdnaSir, applicant ki mother and father ka aadhar nahi hai, kaise apply karna hai please reply.
Hello sir kya aaganbadi bhi is urban yojna me form fill kar sakti hai
Sir house tex raseed papa k naam h aur rajistri nhi h
Mei married hu keise kya process kru
Income certificate father ka ya jiske naam se apply krnge uska chiye
Sir, pm awas yojana me jmabandi ki natal chal jayegi ka
Bhai bad canection hone ke karan from print nahi ho paya how to print it
सर जी ग्रामीण आवास योजना के बारे में वीडियो बनाईये ना ऑनलाइन अप्लाई कैसे करें
Sir gramin chhetri wale online apply ni kr sakte kya
Sir maine pakka ghar liya hai home loan per 1 month pahle to ky mai apply kar akta hu
Maine ab naya ghar liya hai uski subsidy milegi kya
Cast Certificate complolsary hw kya ? Open Cast bhi Apply kar sakata he na ?
ग्रामीण आवास योजना के बारे में वीडियो बनाईये ना ऑनलाइन अप्लाई कैसे करें
😅😅😅
Mera ho gya h ji😊😊
Kese Kiya mobile se apply kr sakte h kya aap hi video bnaker dal do
Website konsi h @@official_imteyaj_007
ग्रामीण आवास योजना वाले भी आवेदन कर सकते हैं
Hn bhaiya bno video plzz
Record not save show ho rha h final submit me kya kiya jaaye
Hello sir
Sir mene apna Ghar March 2024 me Loan pr liya hai,Lekin Bank Walo ny Abhi tkk subsidy Form apply nhi kra,,please give me any solution
Sir jinki jamin ki registration na ho matlab ki bo pushtaini ho to bo kon sa document lagaye ?
House tax slip
Dear, pankajkumar thankyou for watching my video
Agar aapke paas registered land nahi hai aur pushtaini zameen hai, to aapko apne land ownership ko prove karne ke liye old revenue records, panchayat certificate, khasra number, ya land allotment certificate submit karna hoga. Self-declaration ya affidavit bhi ek option ho sakta hai agar formal documents available na ho.
Great information
rural area k lia ye valid h kian?
Gramin aawas ka video daliye sir❤❤
Dear, Sachin thankyou for watching my video
Aapka suggestion humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna pyaar or support banaye rakhe.
Paise account mein aate h ky
Adhar family me kisi ka v hona chahiye ya jiske nam se Jamin h usi k
Bar bar personal details fill karne ke baad bhi , firse personal details ka page hi khul raha hai, jiski wajah se baki details fill up Nehi ho raha ... To iske liye kya kare??
Father ka adhar nahi hai to kiska adhar card Dale please problem solution
Maa ka dal do
Same problem Bhai....
Applicants ka na father hai aur na hi mother hai...
Bhai usme shree ki jgh late स्व dalo @@jayantcreations_906
सर शहरी आबादी वालों के लिए भी एक विडियो बनाऐ
Eligibility check me 3 option Jo hai kisi ke pass khli pilot hai toh ye form apply kr skte hai ya nhi
Caste certificate old/purana chal jayega ka
सर urban में है खुद का कच्चा घर भी है हाउस नम्बर भी आ गया है करीब 20 साल हो गया इस जगह पे रह रहे है, लेकिन ज़मीन का कागजात नहीं है, बेजा कब्जा ज़मीन है इसके लिए कैसे apply karna hai
Bai same process ha mera muje bi btao na ap ne kaise kiya haa
collector or tahsildar se baat kr ke paper bna lijiye
यस इस पर भी विडियो बनाना चाहिए
House tax raseed se ho jayega
किसी और की जमीन पर कब्जा करने पर नहीं मिलता पहले कोर्ट में केस करके साबित करना होगा कि ये जमीन आपकी ही है
Sir ji jinke mom dad nahi hain unke Aadhaar bhi nahi bane tab wah kese pradhan mantri awas Yojana form apply karenge
Sir Mera Ek Saval He ,Agar Mere Mataji ke nam par pakka makan bana he lekin mujhe mere nam pe naya makan kharidna he to Kya mujhe PMAY 2.0 ka labh Milega???
Sir agar kisi ke two daughters hai toh dono ki details kaise daalu kyunki same relation ko ek se baar nahi daalne de rha hai kya karu Please reply
Rural area ke liye nahin aaya hai kya sir..???
Bro khud ki jameen par kitne tak loan mil skta hai
Free ke pese mil re . Ya return krna hoga
Sar Ghar Ki registry Mere Dada ke naam per hai kya vah chalegi please reply dijiyega sir 🙏🏻
FINEL PRINT NHI NIKAL RHA HAI VIDEO BANAEYE PLEASE PLEASE
Sar ab to iski online application ki link hi show nahin kar rahi
Mera Mom ke nam pe jamin hai to registration kya mom ki nam pe hoga?
Agar ha to mera Grandpa (Mother side) mera janam ke bhi bohat pehle gujar gya or Grandma (Mother side) 2010-11 mein gujar gya, to unke Aadhaar card ka details kese du jab Aadhaar card he yi nhi?
Jiske name se registry h usi ke name se registration krna chahiye ?
Same question
Sir mere pass apna plot hai par uska patta nahi hai to mujhe ye scheme ka paisa mil sakta hai
Mera makan pahle se hai apply kar sakte hai
Naghr palika se bhara tha sir form makan ki marmat karane ke liye nhi aaye koi pese
Sir , kya chatt ke upar bnwa sakte hai..
bhai sari yojna kab tak chalu hogi bhi ya nahi is pr bhi vdo banao
New register nahi ho pa raha.. kindl y help
Kon sa papar sir Jo rasid katwa te hai
Maine loan April 2024 par apply kia tha..kya me eligible hun is scheme ke liye?
Rural area me rhne vale bhi bhr skte h kya?
Sir rural k liye v ek video banalo humare gao me sarkari ghr nai mila he kisiko v
Is tym pdf file ka option aa rha ISS Category me but file upload hi nhi ho rha 300kb-800kb -1Mb kisi bhi format me nhi le rha.....??
plz ispr ek video banye Sir.
Agar hamne property 2023 me Li he to ham kya kare tab government ne aawas yojna band ki thi ab vapas suru ki he to 1 sep 2024 se loan liya unko de rahe he to April 2022 se sep 2024 is bich jinone loan or property liya he wo kya kare
Bhai agriculture land chlega kya ghar banane keliye
rural wle bi br skte hai
सर ग्रामीण आवास ऑनलाइन पर वीडियो बनाओ प्लीज
मेरे फॉर्म में BLC की जगह ISS हो गया है तो फॉर्म एडिट का ऑप्शन आएगा कि नहीं कॉलोनी आयेगी की नही PLZ सर बताए 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Pitaji nhi pitaji ki martiu ho gai hai ynka Aadhar card nhi bana ro aadhaar ki jagah kia lagaye sar please riplye
Sir jiska pahle online hua h uska pass nahi new online hone old registration no araha h unka form kaise hoga
BHai wo pasie wapas bhj karne hai
Kya?
Thank you Sir
Sir me joint family me raheta hoon or hamari property me 3 share hain or property k papers mere bade uncle ki wife k name pr hain mujhe apni jmin pr iss skim k tahet ghar banvana ho to possible hain sir??
Ab esme mata ka bhi aadhar number lagega mata ka to svargas ho gya 2001 me hi to kaise aadhar number laye
Father's name me pati ka father ya patni ka father ka naam fill krna h registration patni ke naam se krna h
Awas vikas colony mei humraa ghr ak Manjil ka usko humko banwana hai par humari isithi shai ni hai to hum ki sceam form bhare sir batye please help me
Sir jinke name se apply karna ho mata pita na ho tab
Sir agr ye affordable wale flat k liye apply Krna hoto kaise krte is certificate k liye apply
Please btaye
If koi mistake ho jaaye to correction ho skta hai kya , koi hai jisko information ho to plzz reply kriyega
Jaise mere papa ka cast certificate nhi mera hai wah bhi daal ke upload kr sakte hai aur yeh mera naam se bhi apply ho sakta hai
Sir gramin yojna par abhi aavedan nhi ho rha kya
Kitne din lagte hai application approved hone me and physical verification compulsory hotahi hai kya?
Sir aavedak vahi ho sakta hai jiske naam se jamin ho ya koi bhi ban sakta hai aur pariwar me jitne aadasy ho sabka adhar card lagega
Hmlog 10 sal phle indra awash mila tha to ab ye mil skta hai kya
सर में फॉर्म भर रहा था सर्वर डाउन होने की वजह से फॉर्म फिर से भर रहा हूं तो लिख रहा है की आधार ऑलरेडी रजिस्टर्ड सर उसको कैसे सही करें अभी वह ऑनलाइन हुआ नहीं है पूरा लेकिन दिख रहा है की एप्लीकेशन ऑलरेडीरजिस्टर्ड कैसे सही करें सर
Agar Ma ki naam par Zamin he
Aor mammi death kar gayi he
To unke bacche apply kar sakte hai.... please details
Father aur mother ka adhar card nahin hai tab kya fill hoga
Same problem bro
Online kafi farm nhi bhara jare kiuki Unhone phle Farm bhara tha or nhi Koie Amount Mila fir new Farm kese bhare
Sar jameen ke paper Nahin hai shasan ki jagah hai gram Panchayat se namuna 8 hai yah upload kar sakte kya please reply
रजिस्ट्री के सारे पेज अपलोड करना पड़ेंगे क्या
Sir jinke mata pita pahle hi mar chuke hai vo Kya kare Father adhar card number ke jagah pe
Sir hamare gaon me to 1.3 lakh hi diya ja rha hai, hame ek baar लाभ दिया गया है kya ham dobara form fill kar sakte hain pls reply
Sir agar form me koi galti ho jaye to kese correction karen
Bhai jo aawas ka form pichle saal ka dala tha vo list nahi aaya kya
Sir hmne online kiya h avedan but paisa hi nhi aa rha h 2023 ka hi kiye h
Bhai mane abhi ghar liya hain mager makan ki rastri nhi plant ki hain kya mujhe is ka lab mil sakta hain makan meri sister ke nam py hain