Bro mene e district Uttarakhand say csc registration kr diya h.avi tk e district Uttarakhand ka user id aur password nhi mila .1 week say uper ho gya h ab muje kya krna hoga plzz reply bro.🙏
@@laxinfotek user login banate time submit ka button hi nahi aa raha. 3 din se death certificate k liye apply kar raha. Kabhi otp nahi aata tou kabhi login nahi hota
Good
Tq
apni sarkar portal pe death certificate banane ka complete process mandetory document k sath wala vidoe v bnana bro
ok bro
Sir death Mai under 1 month Mai kya documents chiye.....very informative vidoe👏
Very nice sir...
Thanks sir
Shapath patra ka format bheje
pandey ji wo Court se hi banta hai
Sir jo aapne sbsay uper aadhar number btaya h o kiska aadhar number dalna h jiski death ho gayi unki.
ji han unhi ka dlana hai
Trasery challan me kya lagana hai
kuch nhi lgana sir
bhai ji anm ki report matlab pradhan se likhwana ??
Anm alg hoti hai or pradhan alag hota hai to ANM ki report lgao
E chalan ka video bhi banana sir e chalan kaise lgaye online csc se
Ok sir bilkul jaldi bnaunga
Aavedak ka naam kya hoga jo mar gya hai ya family members
Sir agar natural death hui ha bina kisi ko check karaya cremation kr diya ho to anm ki report jaruri ha kya
Anm ki report jaruri hai
Sir jaise koi nagar Nigam m aata h vo konsa option bharega vibhag chune m
Sahari vibhag
Sahari vibhag
Sir phir usme 1 Maine ke andar wala option nhi aara
1sal ke andar wala options set kro
@@laxinfotek tub tuk to bahut late hojayegi
Sir ye by post aata h ki lene jana padega
Han ji
Isi portal pe aayega
₹20 Trejery challan kha milega
Aur gawaho ke sign to aapne upload krke dikhaye nhi
Trejery chalan lgane ki jarurat nhi hai or gawaho ke sign aap krwa lijiye aadhar card k niche.
@@laxinfotek gabaho ke aadhar card upload honge?
Han
Bro mene e district Uttarakhand say csc registration kr diya h.avi tk e district Uttarakhand ka user id aur password nhi mila .1 week say uper ho gya h ab muje kya krna hoga plzz reply bro.🙏
Aray sir aap to comment ko like kr diya solutions to diya nhi.????
Sir aapko apne district manager ko contact kijiye wo aapko bta denge ?
@@laxinfotek sir ji unka no kaha say milega mera District Almora h
Google pr search kro mil jayega
sir tregerry calan kon sa rahega ......ya sir jo anm wale doc hain wahi to nahi
kya pariwar register lagana mandatory hota hai?
Ji han
Sir ye aavedan patra k sath aur kya kya docs lagenge isme
Pariwar Ragister or gram prdhan ke dwara likha huaa ek application or 2 gawaho ke adhar card or sing
Bahut hi bakwas website hai euttarakhand ki.
bat to aapki sahi pahle wali hi achhi thi
@@laxinfotek user login banate time submit ka button hi nahi aa raha. 3 din se death certificate k liye apply kar raha. Kabhi otp nahi aata tou kabhi login nahi hota
apni sarkaar portal se bnao ban jayega
Nice
tq