Tu Kaun Hai - Bhopal Express|Official Bollywood Lyrics|Lucky Ali

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 фев 2025
  • " Lucky Ali singing Tu Kaun Hai. (C) 2000 SONY BMG MUSIC ENTERTAINMENT (India) Pvt. Ltd. Kahan se tu aati hai, kahan ko tu jaati hai
    Sapno ko sajati hai, apno ko le jati hai
    Bhago mein jab behti hai, kaano mein kuch kehti hai
    Aati hai nazar nahi, saanso mein par rehti hai
    Hawa hai, pawan hai, vayu hai, purvaayi hai
    Jeevan hai, jaan hai, ya parchhai hai
    Lene aayi hai ya kuch mere liye layi hai
    Puchunga mai kya tujhse kahan se tu aayi
    Tu kaun hai, tu kaun hai,
    tu kaun hai, tu kaun hai
    Tu jab chalti chalte badal jhuk jaati toh girte pattey
    Tu kehti toh diye jalte tu rukhe dil dil se milte
    Sagar ki leheron mein leherati hai
    Tu talay tal patte yon ke paayal mein lati khann khann
    Khat khat koi nahi aisa ek jhonka hai
    Kuch hai sachh hai ya toh ek dhoka hai
    Tu kaun hai, tu kaun hai,
    tu kaun ha, tu kaun hai
    Kahan se tu aati hai kahan ko tu jaati hai
    Sapno ko sajati hai apno ko le jati hai
    Baghon mein jab behti hai kano mein kuch kehti hai
    Aati hai nazar nahi sanso mein par rehti hai
    Tu kaun hai, tu kaun hai,
    u kaun ha, tu kaun hai
    Tu kaun hai, tu kaun hai,
    tu kaun ha, tu kaun hai
    Tu kaun hai, tu kaun hai
    "
    vevo.ly/aoFYwr

Комментарии • 8