Sir aap kafi jada achhe se batate hai✨️✨️✨️👍👍 ...amazing explanation🤗....👌👌👌...Sir please 🙏physical test ko bhi please detail me bata dijiye....🙏🙏🙏.....
Same bhai😂😂😂 mene bhi youtube se dekhkar reasiong ki book li thi pichli diwali par abhi tak aaise hi padi h 1 corner me😂😂😂 saala ek bhi question nahi aa raha h 😅😅 iss liye online pad course lo or ache se padho bhai
Sir mera ITI aur graduation ek hi time period ka hai to maine ITI ko ALP vale form me lagaya hai agr mai NTPC graduate level vale me Graduation lagau to form rejecte to nhi ho jayenge ALP ya NTPC ke ?? Sir please reply 🙏🙏
Nhi, Mumbai Zone mein Mumbai ke alawa Bhusawal, Solapur, Nagpur, aur Pune railway division bhi aate hain. Select hone ke baad aapki posting inme se kisi bhi Division mein ho skti hai according to vacancy at that location.
😑😑😑😑Sir jaise post preference me typing wali post pahle dala hai cbt 1 me sabhi ke liye cutoff clear ho but typing test me bahar ho gaya to kya baad me non typing wali post milegi ki nhi😐😐😐😐😐😐 please reply
Bhai mera eye ka koi problem nahi hai. To post preference vacancy wise denepe dikhkat keya hoga? jiska jada vacancy he ohi 1st preference denepe fayda ha ya nuksan? Plz reply
@@railwaywalachinkuMe kolkata region se hu. Mera pasandida post ka preference kru ya jada vacancy wise preference kru ye samajh nehi araha. Guide please
Kolkata division ka do region he. Eastern & south eastern. Dono milakar graduate total 10 preference and under graduate 7 preference dena hoga. Please suggest
@@NitishKryadav1 bhai dekho 12th base pe RRB NTPC me 4 vacancies hain....jisme se Accounts Clerk Cum Typist me or Junior Clerk Cum Typist me typing hai aur Commercial Cum Ticket or Train Clerk me typing nhi h
NR and RCF junior clerk cum typist En dono me se 12 wale kise chune alag alag post dikha r h hai 12 walo ke liye kon sa hai esme NR y RCF plz reply sir ese pr fom ruka hua hai mera 😢😢bhi hai
Kya koi bata sakta hai ki agar hamara marks har post ke liye eligible ho aur hum 1 preference jo select karte hai usme age wale test jaise psycho test mein na select ho to kya hume 2 ya 3 preference mein mauka milega??
Sir plz rply... accountant clerk cum typist aur junior clerk cum typist mein se kon si job mein posting sir DRM office mein hi hoti hai... Sir lucknow mein ...main city mein posting ke liye ...account clerk cum typist ya fir junior clerk cum typist... ... 🙏🏻
Sir ji mare ko isme Jada knowledge nehi pahile mujhe kya kya karna chahiya cctc banne ke liye please reply Dena I am very interested this job but guide nehi mil raha hai sahi se
Bhai maine iski latest edition wali book kharidi, magar usme type wise questions nahi hain, sab kuch mixed diya hua hai, purani saari editions me question type wise hi hua karte the😢@@rudra8139
Account clerk cum typist mein night shift duty rehti hai ya nahi agar day shift duty bas karne wala post lena ho to junior clerk cum typist ya account clerk cum typist mein se kaun sa best rahega ??? Plz suggestion 😮
Sir aap kafi jada achhe se batate hai✨️✨️✨️👍👍 ...amazing explanation🤗....👌👌👌...Sir please 🙏physical test ko bhi please detail me bata dijiye....🙏🙏🙏.....
Thank you so much sir poore youtube per ek aapka hi video sahi laga .
Bahut badiya Samjaya thanks .
Sir aaj 4 din se mujhe yahi doubt the , mere dimaag me, aap such me mera saara doubt clear kar dete hai ❤ thank you so much sir 🙏🙏🙏🙏
Thanks bhaiya its help a lot to me.. Btw like dedo first view and comment h ❤
Informative video thank you so much 😀 sir 😁
Amazing content
Thank you so much sir
Itna sahi tarike se batane ke liye❤❤❤❤😊😊😊😊😊
बहुत बहुत धन्यवाद भैया जी बहुत महत्वपूर्ण जानकारी देते है
किरन बुक ले लिया है सर एक भी सावल नहीं आ रहा है गणित का रीजनिंग का बुक ले लिया है
😂😂
Same bhai😂😂😂 mene bhi youtube se dekhkar reasiong ki book li thi pichli diwali par abhi tak aaise hi padi h 1 corner me😂😂😂 saala ek bhi question nahi aa raha h 😅😅 iss liye online pad course lo or ache se padho bhai
Bhai mat pado😅
😂😂
Agar concept clear nahi hai to Bhai saath mein coaching bhi le lo saath saath book se question lagao
Hello sir aapke 500 subscriber thee tab se follow kar raha hu
Thank you so much sir for knowledge 👍👍👏
Sir 3 October को भर रहा हूं जैसे आपने बताया है prefance भी वैसे ही भरूंगा 🎉🎉 very very thank you
Kis book se taiyari Kri aap ne
Bhaiya graduation level ki bhi ek informative video bna dejiye please😊😊😊
बहुत बहुत धन्यवाद.....सरजी🙏
Sir meri eye weak hai kon sa form fil karna sahi hoga 🙏🙏🙏🙏🙏....please reply kar dijiye please sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Konsa fill kra?
Sir CCTC me keval day and night duty lagegi, ya day-night ek sath lagegi please give me answer sur😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Ya to day ya night
@@railwaywalachinku thankyou sir
Sir Ntpc mein
Cbt1 and Cbt2 ke beech kitna time gap hota hai ??
Time me koi gap nhi h same time milega 90 minutes ka
Bhai wo exams dates ke bich ki gap puch rhe h ..@@SakibKhan-cd2hf
@@SakibKhan-cd2hfAbe ek exam dene ke baad kitne din baad cbt 2 hoga wo puch rha hai😂
Pichle bar to 1.5 years tha😂😂😂
@@GulluTheJasoosabe bro usne time gap puccha h ok maine reply sahi kiya hu jis type usne puccha hai usne kitna din baad hota h ye nhi puccha h 😂
Thank you sir for all information
Mai Apki sabhi video dekhta hu or apki video dekh ke bhut maja aata hai ❤
Bhaiya iska exam English language me hoga ya hindi me plzz bta dijiye..🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Dono
Jo select krogi
@@railwaywalachinku ok bhaiya
Sir mera ITI aur graduation ek hi time period ka hai to maine ITI ko ALP vale form me lagaya hai agr mai NTPC graduate level vale me Graduation lagau to form rejecte to nhi ho jayenge ALP ya NTPC ke ?? Sir please reply 🙏🙏
Form Reject nahi hoga bhai, lekin apka job lag gaya tah DV me problem ho sakta hai
Bhut kuch shikh ne ko milta he dada up se love from wb❤️
Thanks sab clear ho gya age limit banaye plz .35 + possible h.
Sir please reply me.
Question: Kya sabhi post ko prefrence me dalna hai ya jo pasand nahi ho use chhor sakte hai?
Thanku sir confused tha ab kl he fill kr lunga
Sir jisme jisme typing wali post hai wo hindi english dono me choice hogi ki
Ya dono sikhna zaruri hai
Thank u so much sir for this information but sir I have one doubt
Cctc ma typing test hota h kya sir
Thank u so mach sir 😊😊😊
Thanks for motivation ❤
Kuch power nhi hoti 😂😂😂😂 rail mantri nahi bana rhe wo😂😂😂
Bahat Badhiya Chiku Bhaya
Bhai bihar ke student kon sa जोन अच्छा है
Mumbai best
@@kush_kk देख भाई सब भाई लोग मुंबई कोलकाता से ही फॉर्म apply कर रहे हैं जिससे ये job मिलना 1 प्रसेंत हैं आप अपने स्थान का ही अच्छा सा कोई चुन ले ok
Mumbai zone select Kiya to sirf Mumbai Mai posting milati hai ya dusre cities mai milegi ?
Nhi, Mumbai Zone mein Mumbai ke alawa Bhusawal, Solapur, Nagpur, aur Pune railway division bhi aate hain. Select hone ke baad aapki posting inme se kisi bhi Division mein ho skti hai according to vacancy at that location.
@@NarayanSpeaks okay 👍🏻
😑😑😑😑Sir jaise post preference me typing wali post pahle dala hai cbt 1 me sabhi ke liye cutoff clear ho but typing test me bahar ho gaya to kya baad me non typing wali post milegi ki nhi😐😐😐😐😐😐 please reply
Nhi milegi bhai notification me bold letters me likha hai
Zone kis tarah fill Krna hain please btaye ... Uttarakhand se haun mujae zone wise kis tarah preference Deni chaiye... Please reply
Sir en job me transfer bi hota h kya plz reply sir
5-6 saal se pehle transfer nhi hota
Or kuch logon se suna he ki transfer karana thoda muskil task he 🤗
Bhai mera eye ka koi problem nahi hai. To post preference vacancy wise denepe dikhkat keya hoga? jiska jada vacancy he ohi 1st preference denepe fayda ha ya nuksan? Plz reply
Jada posts ho ayr apke ghar k paas bhi ho
@@railwaywalachinkuMe kolkata region se hu. Mera pasandida post ka preference kru ya jada vacancy wise preference kru ye samajh nehi araha. Guide please
Kolkata division ka do region he. Eastern & south eastern. Dono milakar graduate total 10 preference and under graduate 7 preference dena hoga. Please suggest
@@railwaywalachinkusir 10+diploma Holder can apply these vacancy.. please reply
in sabhi 12 th base ki vacancy m writing test same ek jesa hoga ya chsnge h written m v
सर जी CCTC पोस्ट में टाइपिंग होती है क्या और हम इन चारो में से केवल एक ही जॉब के लिए आवेदन कर सकते हैं या सभी के लिए??
Sabhi ke liye
CCTC me nhi hota typing or sabhi post ke liye apply kar sakte ho bhai
Bhai typing kis kis me hota hai please reply 😢
@@NitishKryadav1 bhai dekho 12th base pe RRB NTPC me 4 vacancies hain....jisme se Accounts Clerk Cum Typist me or Junior Clerk Cum Typist me typing hai aur Commercial Cum Ticket or Train Clerk me typing nhi h
@@ashishjangir_d thank you bhaiya 🙏
Gjb bro apki achi lagi jaankari
Sir app hamare bahot madat kar raheho apko bahot punya melege...🙏🏻🥹
Great Explanation
Iske liye computer knowledge rahena chahiye kya?
Thank you so much sir for this information
Bhaiya books hindi me hoti hai ya english me
Bhaiya which one is best for those students who are preparing for other competative exams?
Sir form me sabhi job ke liye apply kar sakte he ya sirf 1 ke liye
sir kya hum phone se photo click krke usko edit kreke upload kr skte h ntpc form m ya studiowali hi photo lgegi please reply
Ha bhai chl jayegi bss face clearly visible ho and background white ho
Sir typing test k liye khud ka personal computer chahiye hota hai? Ye typing test mein government pc dite hai test k liye?
Sir yahan minimum persentage kitna hona chahiye undergraduate mein..?
Sir aapne btaya nhi 10th ke baad diploma wale form fill kr skte h ki nhi btaiyega jrur
Sir graduation aur 12th ke liye bhi form fill kr sakte hai kya
Sir account clerk cum typist m jo typing ki exam hoti h, usmein kya dekhte h aapke typing speed kitna h ye sbb ya or v kuch????
Typing speed plus accuracy
sir tt ka weekend off hota h kya or aaage pdne ka tym mil jata ?
Bhaiya dono eyes me -3D ka chasma lagra h CCtC ke liye medically fit hu ???
NR and RCF junior clerk cum typist
En dono me se 12 wale kise chune alag alag post dikha r h hai
12 walo ke liye kon sa hai esme NR y RCF plz reply sir ese pr fom ruka hua hai mera 😢😢bhi hai
Kya koi bata sakta hai ki agar hamara marks har post ke liye eligible ho aur hum 1 preference jo select karte hai usme age wale test jaise psycho test mein na select ho to kya hume 2 ya 3 preference mein mauka milega??
Sir mana railway ntpc m farm bar leya h us m typing nhi aati to dusra cctc k farm bar sakta h abb plz reply ❤🙏🙏🙏
Sir 4post ko bhi eki books padna a kya
Ya 4 type ki post m written test same ek jesa hoga ya alag alag hoga
Sir graduation level pr bhi post bta dijiye 🙏🙏
Bhaiya isma 10+ diploma students eligible hai kya bta digya
Mujhe v janna hai.. brother
Medical test me eyes vission bhi dekha jata he kya?
Isme medical standard dekhna pdta h kya pls reply kre
Agre performance ase he de de ho to fir ham change kre skte he ya nhai paper clear hone ke baad
Sir station pe jo ticket katate hai wo CCTC
Ke Ander hi aate hai?,
Sir mai ak ladki hu kya mai commercial cum ticket cleark ban sakti hu
Yes
Bilkul
Why not
Ban skde oo
Hanji bhar do Kolkata zone me Mai bhi Kolkata me bhara hu,mujhe job wali biwi chahiye,sorry bura lge to
Sir 10th base pe ye vacancy aa sakti he kya
Sir plz rply... accountant clerk cum typist aur junior clerk cum typist mein se kon si job mein posting sir DRM office mein hi hoti hai...
Sir lucknow mein ...main city mein posting ke liye ...account clerk cum typist ya fir junior clerk cum typist... ...
🙏🏻
Sir RRB ALP And konkan railway ALP ka syllabus same hota hai kya
Sir ji mare ko isme Jada knowledge nehi pahile mujhe kya kya karna chahiya cctc banne ke liye please reply Dena I am very interested this job but guide nehi mil raha hai sahi se
Junio cerk cum typist ki vacancy m Traveling duty to ni hogi bhi
Kya hum ek hi jone se snatak aur 12th pas vala dono ka form dal sakte hai kya
Brother mujhe computer ki jyada knowledge nahi hai kya mai mai cctc ke liye eligible honge undergraduate pls reply me from assam love u❤
Computer course kr lo ccc ka
Sir in jobs ke liye iti diploma ki requirement hoti hai kyaa??
Sir SER CCTc & ER cctc mai kya difference hai
Ek esi hi video graduation level wali bhi chiye.....🎉🎉
Sir in sab posts mein promotion hoti hai kya?
Sir mene +2 or diploma ki hai kya me cctc ya alp ke liye eligible hun ,,or alp ki notification kab ayegi plzzzzz
SIR TYPING TEST PAHLE HOTA HAI YA BAAD ME ??
Sir pwd ke candidates ke liye konsa vacancy shi hoga
गणित सवाल बहुत कमजोर है कैसे तेज करे कुछ उपाय बताए सर
goli khao
Kiran publication
@@rudra8139book lene se Math acha nhi hoga, pehle foundation strong Krna hoga
Koi upae nai bhai book le k or fus jaega topper ne tb v mari ab v mar rae behka k😅
Bhai maine iski latest edition wali book kharidi, magar usme type wise questions nahi hain, sab kuch mixed diya hua hai, purani saari editions me question type wise hi hua karte the😢@@rudra8139
Sir 39years Waaley bhi kya isey bhar saktey hai... Plz reply.
max 33
Sir jii Tt or Alp konsa accha job. Haaa or heights promotion ke baad kon sa sallary jayada hota haa please bolo😅😅
Main apna preference nahi fill Kiya hai to nfr ho gaya hai to Kiya main job pa sakta hoon?
Sir girls k liye konsa zone select kren ki exam center Bihar me hi ho please reply
Exam centre kahi bhi de sakte h fix ni hota
@@railwaywalachinku Thank you ek vedio girls ko konsa zone se form apply karna chahiye and best post for girls pe video banao
Bhaiya kya graduation final year wale student graduation level post bhar skte hai please reply bhaiya
No
Sir,
Punjab kis zone me ha??
Viklang ke liye koi job hai kya?
Our kon sa post hai pls bataiye 9:19
Bhaya ji kya ap jante hy ki train starting station se depart hone me der q hoti hy
Bhaiya basic science and engineering ka book btiye
Rukmini ka basic science and engineering book le lo
@@Kartikbaba-kj4fzhindi mein hoga bhai wo english m btaoo
Sir I have cleared UPSC cds 2 2024 exam
If I also attempt rrb ntpc exam
Will I face any difficulty in this examination?
or there will be no change?
Bharde bhai
12th pass me graduation wale apply kar sakte hain ya nahi??
Account clerk cum typist mein night shift duty rehti hai ya nahi agar day shift duty bas karne wala post lena ho to junior clerk cum typist ya account clerk cum typist mein se kaun sa best rahega ??? Plz suggestion 😮
JAA
Chinnu bhaiya trainmaneger kase bane prosess bata do
Apka shorts dekh ke jada maja aata hai. Aapse contact kaise kiya jay. Is samasya ka samadhan bataiye
Caste certificate offline wali submit Karu ya online wali koi help kar do
graduation level बाला चारो पोस्ट के बारे में भी बता दीजिए
Sir Book online mil jaegi kya
10th + 2year iti karne ke baad ek paper deke joo 12th karte hai aur 12th dmc me ek subject hoo voo kya ntpc 12th base form bhar sakhte hai kya
english me book nhi milte ...ur ky exam hindi me hogi