Aapke pas ekdam sahi knowledge hai sidhi bat no bakwas aap ne point to point bat ki hai super and thank you please aapse request hai ki aap ntpc. Ke liye subject wise aaj ki jaisi class laiye please
Sir, Kiran Publication Railway Maths 2024 English Medium wala jo edition hai wo sirf Chaterwise he hai, usse hum Typewise kaise prepare kare ??? Jo strategy apne Reasoning wale video me bataya tha Chapterwise and Typewise marks distribution k according waise hum smart tarike se kaise prepare kare ??? Jaise particular Chapter se kis Type k questions Exam me zayada pucha gaya hai uske according...... Mai ek English medium wala student hum, jo 2023 wala Maths wali book hai wo sirf Hindi me he aati hai. Mere liye usse maths prepare karna sambhav nahi hai..... Sir, mai confusion me hu.. Kripaya koi raasta bataye ???? Apka hamesha abhaari rahunga.......
Thank you so much sir ... Isi guidance ki jarurat thi meko ... Mere liye ye video guidance ka full package hai .... Rasta clear kr diya aapne .. Thank you so much again ☺️💝❤
Sir main ek problem face kar raha hoonnnn 1)maine ek teacher ka youtube paid batch purchase kiya hain.........sir ke ek topic khatam karke direct pyq karoon yea sir jo sheets diya hain uske maths print karke solve karoon fir pyq karoon??????
Bhaya railway ke math syllabus me to algebra chapter nehi hota hai yato advance math mai hota hai or railway ke exam mai arithmetics sehi question ata hai
Hello Sir For your preparation have you joined any online course or you were only reliable on the RUclips videos.? If you were only reliable on the RUclips videos plz do recommend some channels
SIR MERI 10TH KI MARKSHEET P nm k pehle (KM ) LIKHA HUA H OR GRADUATION M NH likha h 😢. TO KYA MUJE( KM ) NTPC K FORM M BH LIKHNA CHAHIYE.....PLSSS REPLY🙏🙏🙏🙏😥😥😥
Sir maths R. S aggarwal book se cover ho jayegi kya kyoki maine r. S aggarwal book compete kr li hai but railway ke question nahi bana pa rha hu mere pass green wali s. Chand ki book kya ye Saficen hogi please bataiye
Sir me ntpc jcct k liye zero se tyyari k liye konsa course lu ya only you tube se ho jayegi .plz sir guide me konsa book lu smjh ni a rha plz plz guide me
Adarsha Choudhary bhai ye vdo mere doubts clear kar diya kripya ek vdo bna do vro ki NTPC tte ke liye konse konse kon book lun maths to pta chal gya reasoning aur gk gs in tino ka vdo bna do yr plz help me vro 🙌
Channel pr already bna diya hai bhai dono video jo aap bol rhe ho, bhut jyada soch samjh kr ekdam realistic details btaya hun, I'm Happy that this video helped you, thanks for the positive comment
I forgot to mention A to Z quant batch(on youtube) of Abhinay sharma sir. That batch is very good so you can use that for your preparation, i did too
bro rahul sir (rojgar with ankit) ka math follow kar sakte hai ntpc ke liye akdum zero se ?
@@adarshachoudhary ye youtube pe hai ya paid batch hai abhinay sir ka bhaiya link de do search kiya incomplete playlist Aa rhi
@@singh_abhijeet14p free
@@adarshachoudhary bro gs k liye english medium mein bata dijiye
@@adarshachoudhary hlo aap ntpc me job karte hai kiya
पहले बार कोई सही वीडियो यूट्यूब पर मिला है जिसने अपनी ईमानदारी से हम सभी को गाइड किया है
बहुत बढ़िया किया आपने शॉर्ट एंड सिंपल वीडियो बहुत सारी जानकारी के साथ ।
बहुत शुक्रिया आपका ।
अब तक ऐसी अनुभव किसी ने नही बताया भईया, धन्यवाद 🙏🙏
Bilkul sahi kaha bhai aapne ma bhi ya samj Paya jab se meri math kafi improve ho gyi hai ..
Tq sahi baat btane ke liye ..
I am preparing for( ALP )
I am so lucky, I found your video
This video' is improving my preparation🎉❤
Thanks for your kind words, it's all your hard work that is improving your preparation, All the best
@@adarshachoudhary _ thanks so much 😊 for reply
Esse सरल तरीका se koi nhi batayega ❤
Bhout hi jada helpful video tha ❤
Thanku ❤️
100% Sahi Guide kiya bro Dil se Thanku
Mai Bhi Railway Ki Taiyari Kar Raha Hu❤❤❤❤❤❤❤❤
Bhi gk gs Ka prepration kaise kre rpf si
Adarsh bhai ji bdi Meherbani hogi Ek Video NTPC ki GS ke liye bna do 2021 Exam Ka Detailed Analysis Karke Sare Imp. Topic bta do pls Request haii 🙏
Strategy to hai already channel pr, pr aaki request noted
Hello sir kya math Kai liyai RS AGARWAL BANANA JARURI HAI KYA
Maths best teacher Aditya ranjan sir.
Sir aap Mujhe pada do plz mai paid batch b le lunga Mujhe apka batya hua Acha samjh aya
Best advice for any exam ❤ tq.
Sach me bahot achha aur helpful video hai..... thanks
Sir theory ka playlist de dijiye na jo complete ho math me mujhe samjh nahi aa raha ki theory kaun sa hai aur kaun sa only question ko padha rahe hai
Aapke pas ekdam sahi knowledge hai sidhi bat no bakwas aap ne point to point bat ki hai super and thank you please aapse request hai ki aap ntpc. Ke liye subject wise aaj ki jaisi class laiye please
Thanks for your kind words brother
@@adarshachoudhary lrki hai hm
@@adarshachoudharybrother Kiran publication ki math or reasoning book ka link bhej sakte ho kya , English medium me
Thnx sir for this analysis
Very halp fully video 👍
Dhanyawad bhaiya apke support ke liye
Truly helpful tips I have never seen before❤🙏 Thank you bhai from the bottom of my heart 🙏🙏
Start kis chapter se kre square tables yad krke sequence wise btana
Sir, Kiran Publication Railway Maths 2024 English Medium wala jo edition hai wo sirf Chaterwise he hai, usse hum Typewise kaise prepare kare ??? Jo strategy apne Reasoning wale video me bataya tha Chapterwise and Typewise marks distribution k according waise hum smart tarike se kaise prepare kare ??? Jaise particular Chapter se kis Type k questions Exam me zayada pucha gaya hai uske according...... Mai ek English medium wala student hum, jo 2023 wala Maths wali book hai wo sirf Hindi me he aati hai. Mere liye usse maths prepare karna sambhav nahi hai..... Sir, mai confusion me hu.. Kripaya koi raasta bataye ???? Apka hamesha abhaari rahunga.......
Sir gk ke liye btiye
Bhai ji mera ntpc hai aur mera math thik hai aur reasoning bhi bus guide kijiye
Thanks brother
After selecting we will talk
Science me kis type ka qstion padhu jyda depth se ya fir normal
Bhut achhe se smjhya apne
Bhaiya ji mai 2022 ka NTPC ka merit mein level 235 mein chhath gaya tha bhaiya ji
Bhaiya syllbaus mein etc likha isske aage aur kyaa syllabus
Sir rrb ntpc mein senior clerk ke liye kaise mathmatics padhe
Hello sir ntpc maths ke liye cgl level ka padhna hai kya plzzz reply
Sir plz aap books jo bataye he unke pictures upload krege kya it will be biggest help
भाई चैप्टर wise moks कहा से दे ❓कोई बुक बता दो भाई।
Sir documnets kya kya lagega
Previous year question chaiya
sir mere pas kiran publication ki ssc vali maths and reasoning ki pyq book padi h, railway JE ke liye alag se kiran railway vali book leni padegi?
sir please make a vedio for NTPC GK. GK is painful part of all govt. Exams
Bhaiya mera intermediate me 49% hai.....kya 12th level vacancy me applicable nahi hounga?
Bhaiya aisa hi strategic video Gk k liye v bana do...
Current affairs sources static gk strategy apka kyse kiya....?
Samjh jaoge kuch time me, practice kro
Bhaiya maths pyq Kiran CGL wali h use kr skte hai ya railway Kiran pyq lena padegi
Bhai apne Jo bola sbdo ko equation me likhna issi me prblm aati hai bss kya karu apna experience batao request hai
Practice bs
Thank you so much sir ... Isi guidance ki jarurat thi meko ... Mere liye ye video guidance ka full package hai .... Rasta clear kr diya aapne ..
Thank you so much again ☺️💝❤
Thanks bhai for your kind words
Nice information ❤bhai
Sir pls meri bhi tayari krwa dijiye
Bhaiya kan ke parde me ched hoga to bahar kr dege
Sir graduate ar 12 + dono m form bhr skte h n 1 se adhik post k liye
Sir main ek problem face kar raha hoonnnn
1)maine ek teacher ka youtube paid batch purchase kiya hain.........sir ke ek topic khatam karke direct pyq karoon yea sir jo sheets diya hain uske maths print karke solve karoon fir pyq karoon??????
bhaiya maths ka book kaun sa lena hai kiran ka youth ka pyq
dono me se acha kaun sa hai please guide me 🙏
Sir ji , Mathematics k calculations k liye extra sheets deta h kya ?
Bhai koi bi section phala ker sakta ha kya skip kerka pless reply do
Bhaya railway ke math syllabus me to algebra chapter nehi hota hai yato advance math mai hota hai or railway ke exam mai arithmetics sehi question ata hai
Tq Bhai
Bhai aapka routine kaisa tha ispe video upload kijiye
Sir youtube se konsi batch sahi rahi gi apki nazar mein bata yein please
Gk gs kaha sai kre because lucent is not totally sufficient
@@aradhana3095 lucent to bhut h ...kuch jyada hi likha g
Ticket counter pr pane ke liyee rrb ntpc hai kiya sir
Bhaiya mujhe reasoning se bahut dar lagta h kaose iska fobia hatau please guide 🙏🙏🌹
Hello Sir
For your preparation have you joined any online course or you were only reliable on the RUclips videos.?
If you were only reliable on the RUclips videos plz do recommend some channels
Bhaiya ek bar syllabus dobara bta dijiye rrb ntpc k please
SIR MERI 10TH KI MARKSHEET P nm k pehle (KM ) LIKHA HUA H OR GRADUATION M NH likha h 😢.
TO KYA MUJE( KM ) NTPC K FORM M BH LIKHNA CHAHIYE.....PLSSS REPLY🙏🙏🙏🙏😥😥😥
Sir apne konsi book refer kre the sb syllabus k kiye vo batai ye plz
rs agarval ki konsi book lena h ?
Sir maths R. S aggarwal book se cover ho jayegi kya kyoki maine r. S aggarwal book compete kr li hai but railway ke question nahi bana pa rha hu mere pass green wali s. Chand ki book kya ye Saficen hogi please bataiye
Bana paoge, youtube pr topic dekho, jaisa video me bataya vhi kro, book kis liye hai bataya hai bhai, thoda samjho ek bar video dekh kr aap
@@adarshachoudhary sir online classes se eyes weak to nahi hogi kyoi aapko bhi pta hai ki railways mai eyes kitni important hai
@@adarshachoudharyok koi baat nahi sir thanks guide karne ke liye
@@GulshanKumar-ue9om bhai don't worry eyes problem nhi hogi bachpan se phone chalte aarahe hai tab se Hui nhi hai
@@bantirana5039thanks Bhai online classes mai ache se samjh leta hu
2024 Application form kab nikalege
Or kitne months baad peper hoga
Please bataiye
Sir maths ke liye book bta dijiye?
Apki posting kidhar hai .
Sir math ka tension nhi pr science ka kuch btaiye smj hi nhi ata
Hi sir I am scoring in maths and reasoning 50/60 but 10/40 can u please do video on GK/GS strategy
Already uploaded
Bahi me ssc ki tarye kar ra hu to maths ki leye alag se tarye karne padge kya Railway ki leye
Best book bataiye pyq pls theory ho
Book na ho to pyq ki to mock or pdf se bhi pad skte h na
Thanks 👍🏻🙏🏻 sir ji
Brother I know I am starting late but pre ke account suggest kr do main m or ache se improve kr lunga
Mujhe lipoma hai to kya medical me lipoma bhi chek hota hai
Sir me ntpc jcct k liye zero se tyyari k liye konsa course lu ya only you tube se ho jayegi .plz sir guide me konsa book lu smjh ni a rha plz plz guide me
Ya
Absolutely true
Bhai
English kise thik kare ek video banao
What a explanation sr ‼️😇
Sir ji Railway pointsman me selected hu ab ntpc me Selection kaise le
Kya "Kiran SSC Math" ki book se practice krna enough hoga NTPC ke liye? Ya fir Railway ke liye Specific book leni hogi?
Vo mocks se ho jayega, abhi ye chal jayegi
Thank you Bhaiya
Bhaiya Ji mera Mike bahut kamjor hai main kya Karun dudu bar railway ki merit mein chhatha
Very nice
Best video
Very very very useful video ❤❤🤟⭐💕💕💕
Sir mera chashma -3.0 hai kya main apply kr skti hun
@@kumudinimajhishorts ji 4 tak chalta hai level 2 me koi sima nhi
Bhaiya apse request h please ab math ke alava general awareness, general intelligence, reasoning ki bhi strategy bta dijiye 🙏
Bata diya hai
@@adarshachoudhary thank you so much sir 💖
দাদা NTPC এর জন্য sceince কতটা দারকার তার জন্য ভিডিও বানাও |
Bhai tte ban ne ke liye konsi post main apply kare pls reply
Bhaiya Bechlor of Engineer apply kr skta hai kya ntpc?
Great info bhai , bhot help mili
Sir, मे महाराष्ट्र से हू railway ntpc का form bharte वक्त्त मराठी भाषा select करके exam के टाईम पर हिंदी और मराठी language बदल सकते है क्या
@@dhirajkatte5100 official web site vr ja aani edit cha option asel bgh
Junior clerk cum typist ke baare me ekk best se best vedeo bana do app lavel se leke
Please bana de paper ka lavel kis according aata hai ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤mere reply ka samay dekh ke app bhi kuchh reply kre
Sir mock test kaise de or kanha se de
Bhaiya science ke liye kya kre please
Bhaiya ji math ke liyye RUclips par free batch batatode basic se hona chaiye
Bhai malviya classes platform per padho
Adarsha Choudhary bhai ye vdo mere doubts clear kar diya kripya ek vdo bna do vro ki NTPC tte ke liye konse konse kon book lun maths to pta chal gya reasoning aur gk gs in tino ka vdo bna do yr plz help me vro 🙌
Channel pr already bna diya hai bhai dono video jo aap bol rhe ho, bhut jyada soch samjh kr ekdam realistic details btaya hun, I'm Happy that this video helped you, thanks for the positive comment
@@adarshachoudhary ohk bro me dekh leta hu I'm new member your channel, thanks bro 🙂
Welcome
Sbi po ka level same hota hai ntpc graduation level ka?
@@cynical__4594 questions ka level pucha hn toh clerk level hn ek mock deka dekhlo
NTPC का फॉर्म भर रहा हु 12th में marks कितना होना चाहिए,,,
Minimum 50%
@@PankajYadav-gz6db Mera 44% hai 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Graduation kiya h to bhar sakte ho@@tombasingha993
@@tombasingha993to apne graduation kiya h ki nhi agr kiya h to % ki koi jarurat nhi
@@MinnyKhiladiSame mera bhi esa hai but graduation hai meri to graduation se dono form bhar jayenge 12th wala bhi 😊
Bhaiyaa math ki yahi strategy ntpc ke liye apply kar sakte hai kya apne sab exam likha ntpc chhor ke ???
Han, thumbnail dekhiye ek bar,
Hindi me hoga ya English me exm??
Gk & GS ka btiye