गुलाब,गुड़हल,मोगरा जिसमें भी आज तक फूल नहीं खिले अब खिलेंगे, इस घरेलू ऑर्गेनिक एन,पी,के से #

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 23 май 2024
  • इन 5 चीजों से बने घरेलू ऑर्गेनिक फर्टिलाइजर से आपके गार्डन में खिलेंगे हजारों फूल
    ऑर्गेनिक फर्टिलाइजर
    organic fertilizer
    organic liquid NPK
    #fertilizer #flowers #trending #plant fertilizer#gardening #nature #Manju gardening and vlogs

Комментарии • 67

  • @kpurva567
    @kpurva567 2 месяца назад +1

    Aj bi dhamakedar video

  • @rameshjoshi9155
    @rameshjoshi9155 2 месяца назад +2

    Beautiful flower

  • @antracreations1405
    @antracreations1405 2 месяца назад

    Itni acchi acchi jankari dene ke liye aapka bahut bahut dhanyvad❤🎉🎉

  • @grandpagarden1M
    @grandpagarden1M Месяц назад

    Best fertilizer for plants

  • @Sakhigarden
    @Sakhigarden 2 месяца назад +1

    Hamesha Ki Tarah bahut badhiya Jankari Di😊🌿🪴👌

  • @mrs.varunkitchen
    @mrs.varunkitchen 2 месяца назад +1

    Very useful information 7:31

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад +1

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐

  • @HamaraParivar2
    @HamaraParivar2 2 месяца назад

    Aapka garden dekhkar main khush ho jata hai

  • @plantshouse5319
    @plantshouse5319 2 месяца назад

    Bhut badhiya jankari di hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Thanks dear thanks for visit 🙏💐😊

  • @deeppandeyvlog3922
    @deeppandeyvlog3922 2 месяца назад +1

    Great didi ji 👍🙏

  • @CHHOTISIBAGIA
    @CHHOTISIBAGIA 2 месяца назад

    Bahut sunder bagiya didi❤❤❤❤bahut achi jankari mili apse❤❤❤❤

  • @Manu.Creative.Garden
    @Manu.Creative.Garden 2 месяца назад

    Bahut hi achi jaankari de aapne 👌👍bahut kuch sekhne ko milta h aapki video se ❤good fertillizer share kiya h aapne 👌🙏💐

  • @gudialittlegarden
    @gudialittlegarden 2 месяца назад

    Bahut acchi jankari Mili hai mam nice fertilizer 8:02

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Thanks dear thanks for visit 🌹🌹💐

  • @catchlifewithsumuk1064
    @catchlifewithsumuk1064 2 месяца назад

    Your fertilizer tips are so useful...nice..👍👍

  • @naturenasha
    @naturenasha 2 месяца назад

    Very useful information

  • @susheelaterracegarden9005
    @susheelaterracegarden9005 2 месяца назад

    Bahut acha fitilazer bataya nice sharing friend Big like 👍 में भी 7:46

  • @NatureloverJaspreet
    @NatureloverJaspreet 2 месяца назад

    Good morning dear sister 🙏🏻♥️🌹
    Mogra plant 👌🏻
    Gudhal 😊
    Roses
    Best fartilaizar 👍🏻
    Fantastic video dear sister 🙏🏻♥️🌹

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Dil se shukriya dear sister thanks 💐💐🌹🌹🌹

    • @NatureloverJaspreet
      @NatureloverJaspreet 2 месяца назад

      @@Manjugardening1 koi baat nahi dear sister mera farz hai 🌹🙏♥️

  • @hansijoshi4703
    @hansijoshi4703 2 месяца назад

    Beautiful flowers 🎉🎉

  • @anubhagardeningchannelgard392
    @anubhagardeningchannelgard392 2 месяца назад

    Bahut hi achcha khad banaya very nice sharing

  • @Maahi845
    @Maahi845 2 месяца назад

    Great bua

  • @myhobbyisgardening5164
    @myhobbyisgardening5164 2 месяца назад

    Very nice information friend 👌

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Thanks Dil se aapka shukriya thanks 💐💐

  • @myorganicterracegarden7328
    @myorganicterracegarden7328 2 месяца назад

    Big like 👍 very nice sharing 😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Thanks dear thanks for visit 💐💐💐

  • @Tothetree
    @Tothetree 2 месяца назад

    27.8k..Very nice work..I have subs

  • @sushmapandey2623
    @sushmapandey2623 2 месяца назад

    Achhi jankari di aapne

  • @kpurva567
    @kpurva567 2 месяца назад

    Kuch kitchen recipe bhi share kiya kare aunty aapke area ki😊😊😊😊accha lagega aur apke wajah se sikna bhi milga....aur hum gardening ke videos ki tarah usko bhi like karenge...😊😊😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Ji aapka बहुत-बहुत dhanyvad lekin recipe Keval aap hi dekhoge ek hi views aaega Mera 😊😊😊💐💐

    • @kpurva567
      @kpurva567 2 месяца назад

      Ji aap daliyae to Sahi for dekhna....1 view se 1m kab honge pata hi chalega.shuruwat to ek se hogi na😊😊😊

  • @anjubehl6708
    @anjubehl6708 2 месяца назад

    Kitne dino me use karna ha ye fertilizer

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad aap 10 din bad repeat kar sakte ho

  • @GautamKumar-bj6jj
    @GautamKumar-bj6jj Месяц назад

    Mam mere pass liquid sweet h iski kitni Matra leni padegi mam

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  Месяц назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad yah liquidsweets kya chij hai kis chij ka hai

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 2 месяца назад

    Mam seewed ka result kitnedin me kam kartahe

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji ine Dane wala sea weeds to bahut der mein result milta hai isko maine bhigaya hai yah dilute Ho jaega to fir bhi achcha result mil jaega lekin iska liquid fertilizer milta hai use aap lete hain use dalenge to aapko 5-6 din mein hi result dikh jaega

  • @snehakushwaha1440
    @snehakushwaha1440 2 месяца назад

    Didi mera harsingar ka plant h1 saal ka ho gya hai kya usne flowering ho sakti h or shami ka plant h usme bhi growth nhi ho rhi h Shami ka plant bhut hi khrab ho gya h didi ap in dono plant ke liye kuch btaiye na usne kya dalna chahiye jisse usme flowering bhi ho or growth bhi bade or dono plant Jamin par lage h

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad yah wala fertilizer aap banaen isko banne mein time lagega yah bahut achcha result deta hai lekin tab tak aap paudhon mein flower ke liye banana peel fertilizer banaen usko dalen ya Sukha ke powder banakar use dalen aur jo aaj ka lahsun wala video hai iska istemal Karen iska spry Karen donon plant mein bahut achcha result milega

  • @mfaizan3818
    @mfaizan3818 2 месяца назад

    Didi jo 4 no p dala uska name kia h ap plz video k side p ingridients k name bhi likha kreplz didi

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad number one banana peel number 2 Neem ki Khali number 3 seaweeds number 4 dahi (card )number5 jagri melt

    • @mfaizan3818
      @mfaizan3818 2 месяца назад

      @@Manjugardening1 thanks didi ap boht achi h love from azad kashmir

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 2 месяца назад

    Mam me aapke bataehue sari firtilizar use kartahu aur dher Sara kaliya bhi atahe lekin mam woh kaliya yellow hokar girjatahe iska kya reason hai kuchha samajh nehin atahe mittika nami bhi thik he patanehin kya karan he

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      video dekhne ke liye dhanyvad Kalyan agar gir rahi hain to plant Ko dekho usmein jarur koi kide insect lage honge ya FIR Pani jyada ho raha hai aur train nahin ho raha hai hamesha silan Bani Hui hai tab bhi kaliyan gir jaati Hain aur bahut jyada garmi hone per bhi kaliyan gir jaati Hain gudhal ki video Dali hai khoob sare tips bataen Hain unhen dekhen follow Karen

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 2 месяца назад

    Mam gulab ka Jo new leaf atahe Bo jalne lagtahe esa Kuyn hotahe mam .aur new leaf bahut chhoti si atahe

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad new leaves garmi aur dhup ki vajah se jal rahe hain aap inko bilkul Chhaya wali jagah per rakhen Pani ka Dhyan Den savar Karen aur aajka lahsun ka jo fertilizer Maine banaya hai isko jarur Apne plant per use Karen achcha result milega

  • @user-nj3jw2st5z
    @user-nj3jw2st5z 2 месяца назад

    Mere mogra ki patti jal rhi hai bht aur suukhta jaa rha hai.....please btaye kya kru

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 месяца назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad mogra ki video isase pahle wali Dali Hui hai usmein tips bataen hain please use dekhen