Are vaahh.. adbhut.. thank you Goldie bhaiya. Muje humpy dekhne ka bahot hi zyada mann tha. Itne salo ke bad , aakrantao ke nasht karne ke bad aaj jo avshesh hum dekh rahe hai vo bhi kitne bhavy hai!! To vastav me ye nagar kitna bhavya aur vaibhavshali raha hoga!! Kya benamun architecture hai!! Me bas dekhti hi rahi is architecture ko..agar kabhi avsar mila to me bhi zarur jana chahungi humpy . Aapka bahot bahot dhanyawad ise dikhane ke liye 🙏🙏
1500 mei, yahaan guide ke rates sahi mei bahut hi zyaada hai baaki sab jagah ke comparison mei. Ye ek minus point hai. Par jab itni door gaye hi the toh 500-700 bachaa kar koi faayda nahi tha agar jagah hi samajh nahi aati toh🙏🏼
Bhai Bhai Bhai,,,,what a video bhai,,,what an amazing historical information....AI images was also superb
गोल्डी भाई जी आपने कितनी खुबसूरती से और कितनी सहजता से हमारी हजारों साल पुरानी संस्कृति की जानकारी दी आपका बहुत बहुत धन्यवाद।🙏🙏👏👏💐💐
Aadbhut ,prasanshaniya 👌👌🙏🙏
Are vaahh.. adbhut.. thank you Goldie bhaiya. Muje humpy dekhne ka bahot hi zyada mann tha. Itne salo ke bad , aakrantao ke nasht karne ke bad aaj jo avshesh hum dekh rahe hai vo bhi kitne bhavy hai!! To vastav me ye nagar kitna bhavya aur vaibhavshali raha hoga!! Kya benamun architecture hai!! Me bas dekhti hi rahi is architecture ko..agar kabhi avsar mila to me bhi zarur jana chahungi humpy . Aapka bahot bahot dhanyawad ise dikhane ke liye 🙏🙏
Thank you so much Bhargavi 🙏🏼❤️.GOD bless you. Hampi bahut hi bhavya jagah hai.
Nice video Thanks
Khubsurat 👌
Bhut Badhiya Goldie bhaiya
Thanks golden.. for this blog ❤❤
Visit Belur, Halebeedu, Pattadakallu temple
Rich in Architecture
Nice
👌👌👌👌👌👌
❤
👍
अंग्रेजो के बदोलत हमे ए देख ने मिला है
Bhai guide kitne rupee me kiya
1500 mei, yahaan guide ke rates sahi mei bahut hi zyaada hai baaki sab jagah ke comparison mei. Ye ek minus point hai. Par jab itni door gaye hi the toh 500-700 bachaa kar koi faayda nahi tha agar jagah hi samajh nahi aati toh🙏🏼
@@goldieduggal3229 ha g bhai sahi baat h aapki
Nice