bhai aap airtel ke airfiber ko sirf achhe 4G network me check kr ke dikhao. Because mujhe airtel ka lgwana hai but mere chhat pe 5G network nhi aata 10 mtr. aage kisi aur ke chhat pe aata hai. 4G network achha hai so mujhe lgwana chahiye ya nhi. Jio ka 5G network aata hai. Airtel ka banda mere spot pe aakar bol gya ki aapka spot 5G tower ke 1400 mtr. pe hai & hum airfiber 500 mtr. ke andar hi lagate hai.
Engineer se pucha woh bata rahe he ab possible nai he Kya relocate karne ke baad koi issue to nai hoga company se ? mere village me 5g full network he 100km difference he
I have Jio and Airtel in 5G ranges for my home in my village eventhough Their Towers are in more than 1 Km distance. I am trying to get Airtel Airfiber for my home but Airtel website is not accepting my village pincode. I am planning for my office work and tv. Any solution for this bro?
Bhai meri help karo yarr.. Mene airtel airfiber ke liye request kiya he.. But jese hi installation hua mere airtel thanks app se airfiber ka mywifi option hi gyab ho gya.. installation done dikh rha he.. but option nhi he.. Or ha box me redlight aa rhi he.. internet nhi chl rha..isse setup kese karte he koi idea.. Admin login password bhi nhi he reset kar sakte he kya? Airtel wale bol rha he ho jyga chalu but kuch nhi ho rha..
Hi bro, outdoor unit me middle light kaunse color ka blink ho raha he, mera middle light blue blink hota he, mere gao me accha 5g coverage he airtel ka gharme bhi mobile pe 5g chalta he, but firbhi no internet dikha raha he aisa kyu ho raha he. Frustrate ho gaya hi itne paise de ke yar chal nahi raha he side valo ka jio mast chalta he
@@rakeshmahajan6378 thanks will try this. Or ek baat odu me blue light blink kr rha tha ya direct jal rha tha? Mere odu me 2 bulb jal rha h ek blue (internet k pas) or dusra green ( lan k pas)
Bhai airtel airfiber me device blocking, mac address filtering option nahi hai. Aur bandwidth bhi auto pe lock hai 😢 . Iska koi solution hai. Ya future update kab tak aayega iska
@@banglaentertainment3482Bhai hamare area me 4g hai full speed aati hai lekin 5g 0 nahi aati kya chalega 40 mbps plan consistent 50 mbps spped aati hai 4g me
Airtel yaar Khabar bahut best hai mere bhai Hamare Yahan mast chal raha hai video galat mat banaa
Airtel airfiber app use karke 5g Airtel tower ki direction check karke dekhna chahiye tha
Tab jake 5g network aata
bhai POE on kiye the router mae login karke ??
bhai aap airtel ke airfiber ko sirf achhe 4G network me check kr ke dikhao. Because mujhe airtel ka lgwana hai but mere chhat pe 5G network nhi aata 10 mtr. aage kisi aur ke chhat pe aata hai. 4G network achha hai so mujhe lgwana chahiye ya nhi. Jio ka 5G network aata hai. Airtel ka banda mere spot pe aakar bol gya ki aapka spot 5G tower ke 1400 mtr. pe hai & hum airfiber 500 mtr. ke andar hi lagate hai.
Okey bro
Chalta hai bhai 4g me me chala rha hu
@@ajithaldkar4316bhai sirf 4G yaa phir 4G+ . Please reply kariye
@@igbikashdurga04 4g par chal rha hai hamare village me tawar laga huya hai Airtel ka
@@ajithaldkar4316 mujhe technician ne kaha 4G+ network ayegi tabhi lag payegi
Bhaiya Airtel ke outdur unit me konsi colour ki light jalna chahiye ki pta chale ki 5g network aa rhe hai
Blue
@@pkchauhan 1 Blue or ek green jal rhi to sahi network hai na
@@ajithaldkar4316 ha sahi network
Don't use airtel
Worst company
@@pkchauhanSir dono green ho to
Engineer se pucha woh bata rahe he ab possible nai he
Kya relocate karne ke baad koi issue to nai hoga company se ?
mere village me 5g full network he 100km difference he
Dusri jagah relocation kiya tha jaha 5g hai waha chal raha tha
I have Jio and Airtel in 5G ranges for my home in my village eventhough Their Towers are in more than 1 Km distance. I am trying to get Airtel Airfiber for my home but Airtel website is not accepting my village pincode.
I am planning for my office work and tv.
Any solution for this bro?
Bhay mere area me 5g network hai Airtel ka . To humane area me chalega kya ye Airtel air fiber
Outdor me sim lagate he..Airtel air fiber me..apne lagai kya😊😮
Airtel air fiber mera toh acha chl reha hai or 5g network ve available hai mera area . Me
Apke area me ho sakta bhai 5g ho but bahut sare area hai jaha airtel ka 5g abhi tak nhi pahucha jaha 5g hai waha airtel achha chalta hai
jio aie FIBER stuck with 6mbps speed means 800kb in nawabganj bareilly up next month
hatwaunga isse @@pkchauhan
Bhai meri help karo yarr..
Mene airtel airfiber ke liye request kiya he..
But jese hi installation hua mere airtel thanks app se airfiber ka mywifi option hi gyab ho gya.. installation done dikh rha he.. but option nhi he..
Or ha box me redlight aa rhi he.. internet nhi chl rha..isse setup kese karte he koi idea..
Admin login password bhi nhi he reset kar sakte he kya?
Airtel wale bol rha he ho jyga chalu but kuch nhi ho rha..
Or na mere area me 5g he samne hi tower he..
Alien ayenge ye dekh ke 😂
Bhai outdor me jo screw 🪛 ragta he kaha milta he uska link share Karo na please
Bhai ye 4g me v work karti hai main khud fitting karta hun
Hmare yaha to nhi work kar karaha hai 5g me lekar jata hu to chalta hai
Bhai marako fitting karvado
Mera bhi work kar raha hai 4g me
Sir I am installer but chalte chalte light white se red Hota Hai pls help
Bhai mere village me air fiber available nahi h but 5g milta h jiya karoo plz batoo koi toh
Hi bro, outdoor unit me middle light kaunse color ka blink ho raha he, mera middle light blue blink hota he, mere gao me accha 5g coverage he airtel ka gharme bhi mobile pe 5g chalta he, but firbhi no internet dikha raha he aisa kyu ho raha he. Frustrate ho gaya hi itne paise de ke yar chal nahi raha he side valo ka jio mast chalta he
Same here, koi solution mila kya?
@LAN cable has 7 wires one of them was not working so changed the cable, now it is working.
@@rakeshmahajan6378 thanks will try this. Or ek baat odu me blue light blink kr rha tha ya direct jal rha tha?
Mere odu me 2 bulb jal rha h ek blue (internet k pas) or dusra green ( lan k pas)
@@ajaysuman9856 same indicators, blue aur green light tha solid tha not blinking , LAN vala green tha aur network vala blue.
Isko kese buy kre bro link do please🙏
Airtel ka airfiber 6 month ka plan 3000 me bol rha hai .or 4g me bhi chalega bol rhe hai
Bhai meray yaha 4g hai lakin meray yha ekdam sahi chal raha hai 40 mbps ka plan hai muje 39 mbps mil rha hai speed
Bhai kitne din ho Gaye aapko lagaye huva please batao hamara yaha only 4g hai 80mbps spped aati hai lekin 4g kya consistent chalega
Mera gao me chalrahar hai mera gao me 2g network hai
😂😂
Bina signal test kiye kaise lagaya
Mary ko laga hay abhi naya naya hu
Dehat me ho to airtel 5g network aata ho to he lagwana nhi to jio lagwa lena
Bhai airtel airfiber me device blocking, mac address filtering option nahi hai. Aur bandwidth bhi auto pe lock hai 😢 . Iska koi solution hai. Ya future update kab tak aayega iska
Kaise kaise take channels hai technology ka T bhi nahin pata airfiber nahin hai yah fixed mobile broadband hai
Bhai Lagane se pahle feasibility check kiya jata hai
Bhai wahi check kar rahe h jo achcha chalega usko he ganv me install karenge
Bhai mere village me 5G mobile network acha chalta hai lakin Mera doubt hai ki hai airtel air fiber mere village me kaam kr skta hai kya
Tumhara jaga me 5g network available nhi h
Nhi bhai mere area me abhi tak 5g nhi aaya hai
Airtel Airfiber nhi lagega tab...me airtel Airfiber technician hu
@@banglaentertainment3482Bhai hamare area me 4g hai full speed aati hai lekin 5g 0 nahi aati kya chalega 40 mbps plan consistent 50 mbps spped aati hai 4g me