As sung by Anand Yankarran (Dohā style) Nanda Bābā…jī ko chhaiyā …; ho… rākho nām hai Kanhaiyā. 0.(Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, bābū nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. Karo gend ko khilaiyā, āyo āyo dekha laiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. 1. Kāhe gend hai kāhe kā bhalā; gend mai' kāhe ko lāge to chalā. (2) Gvāl bāl, sab khelan āye; gvāl bāl, sab khelan āye. Bhar ke tātā chaiyā, Kanhaiyā; ho gorā, ho Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) 2. Sone ke gend hai sone kā bhalā; gend mai' sone ko lāge to chalā. (2) Gvāl bāl, sab khelan āye; gvāl bāl, sab khelan āye. Bhar ke tātā chaiyā, Kanhaiyā; ho gorā, ho Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) 3. Le le Jamunā; nīlā gagan hai, nīlā gagan hai. (2) (ĀĪŪṛāīū) Le le Kanhaiyā, nīlā gagan hai; subhar Shyām ye, nīlā gagan hai. Bhar ke tātā chaiyā, Kanhaiyā; ho gorā, ho Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) ------------ As sung by Rakesh Yankarran (Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā; ho vāko nām hai Kanhaiyā. 0. Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. Karo gend ko khilaiyā, āyo āyo re Yaduraiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (ĀĪŪṛāīū) (Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. 1. Kāhe kī gend hai kāhe kā ballā (2); gend me' kāhe, kā lāge hai chhallā (2). Kaun gvāl ye, khelan āye; kaun gvāl ye, khelan āye. Khele' tā tā thaiyā, ho bhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain) 2. Resham ke gend hai chandan kā ballā (2); gend me' motiyā', lāge hai challā (2). Sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye; sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye. Brij bālan ke bhaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain) 3. Nīlī Jamunā nīlā gagan hai (2); nīle Kanhaiyā, nīlā kadamb hai (2). Sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me'; sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me' Nīle khel khilaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain) ------------ As sung by Kumari Kanchan Dinkerao Mail (Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā …; ho… tū ko Shyām hai Kanhaiyā. 0. Nanda Bābā jī ko chhaiyā, tū ko Shyām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, tū ko Shyām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. 1. Sone kā kheta hai sone kā bhallā; tūte kā dono' bolo re lallā. (2) Bār bār tū khelegā aise; Bār bār tū khelegā aise. Ruk ke Yashodā maiyā; ho maiyā, ho maiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) 2. Phailā phailā, nīlā gagan hai (2); phailā phailā nīlā gagan hai (2). Nanda gāo to baṛā magan hai; Nanda gāo to baṛā magan hai. Sochā sochā ke yahā' khelanā; sochā sochā ke yahā' khelanā. Gvāle sayāne bhaiyā; ho bhaiyā, ho bhaiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) .
As sung by Anand Yankarran
(Dohā style) Nanda Bābā…jī ko chhaiyā …; ho… rākho nām hai Kanhaiyā.
0.(Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, bābū nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re.
Karo gend ko khilaiyā, āyo āyo dekha laiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re.
1. Kāhe gend hai kāhe kā bhalā; gend mai' kāhe ko lāge to chalā. (2)
Gvāl bāl, sab khelan āye; gvāl bāl, sab khelan āye.
Bhar ke tātā chaiyā, Kanhaiyā; ho gorā, ho Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref)
2. Sone ke gend hai sone kā bhalā; gend mai' sone ko lāge to chalā. (2)
Gvāl bāl, sab khelan āye; gvāl bāl, sab khelan āye.
Bhar ke tātā chaiyā, Kanhaiyā; ho gorā, ho Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref)
3. Le le Jamunā; nīlā gagan hai, nīlā gagan hai. (2) (ĀĪŪṛāīū)
Le le Kanhaiyā, nīlā gagan hai; subhar Shyām ye, nīlā gagan hai.
Bhar ke tātā chaiyā, Kanhaiyā; ho gorā, ho Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref)
------------
As sung by Rakesh Yankarran
(Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā; ho vāko nām hai Kanhaiyā.
0. Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re.
Karo gend ko khilaiyā, āyo āyo re Yaduraiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (ĀĪŪṛāīū)
(Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re.
1. Kāhe kī gend hai kāhe kā ballā (2); gend me' kāhe, kā lāge hai chhallā (2).
Kaun gvāl ye, khelan āye; kaun gvāl ye, khelan āye.
Khele' tā tā thaiyā, ho bhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain)
2. Resham ke gend hai chandan kā ballā (2); gend me' motiyā', lāge hai challā (2).
Sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye; sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye.
Brij bālan ke bhaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain)
3. Nīlī Jamunā nīlā gagan hai (2); nīle Kanhaiyā, nīlā kadamb hai (2).
Sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me'; sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me'
Nīle khel khilaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain)
------------
As sung by Kumari Kanchan Dinkerao Mail
(Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā …; ho… tū ko Shyām hai Kanhaiyā.
0. Nanda Bābā jī ko chhaiyā, tū ko Shyām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re.
(Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, tū ko Shyām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re.
1. Sone kā kheta hai sone kā bhallā; tūte kā dono' bolo re lallā. (2)
Bār bār tū khelegā aise; Bār bār tū khelegā aise.
Ruk ke Yashodā maiyā; ho maiyā, ho maiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref)
2. Phailā phailā, nīlā gagan hai (2); phailā phailā nīlā gagan hai (2).
Nanda gāo to baṛā magan hai; Nanda gāo to baṛā magan hai.
Sochā sochā ke yahā' khelanā; sochā sochā ke yahā' khelanā.
Gvāle sayāne bhaiyā; ho bhaiyā, ho bhaiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref)
.
Ok l have heard enough of this to say I love 💗 you guys Toronto Canada
Thank you soo much ❤️❤️❤️
What a high pitch voice ,perfect drumming skills and it goes together with the singer
Wow so beautiful
Well done
Thanks brother 🙏🏻🙏🏻
Dholak and dantaal combo crazzy
Yes man this is songgggggg... love this version ♥️💃
WUA!!! KEEP EM COMING!!
👏🏽👏🏽👏🏽👏🏽👏🏽👏🏽
What a performance!
💖💯💃💃💃🔥🔥🔥
Tell me more
What u think of me am i good or bad
Gee dem!!!!
Nothing like the Boss....Anand........Just a total disgrace to Our Anand.......SEND HIS DISGRACE VOICE TO THE .........PITTS.
Thank you very much Aunty Radhika ❤️