Who ever uploaded this song its awesome to hear d original, but maybe you all should make it more interesting by uploading budram holass kramwa na baaja an let d compilation of d legends go on
(Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā; ho vāko nām hai Kanhaiyā. 0. Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. Baṛo gend ko khilaiyā, āyo āyo re Yaduraiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (ĀĪŪṛāīū) (Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. 1. Kāhe kī gend hai kāhe kā ballā (2); gend me' kāhe, kā lāge hai chhallā (2). Kaun gvāl ye, khelan āye; kaun gvāl ye, khelan āye. Khele' tā tā thaiyā, ho bhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain) 2. Resham ke gend hai chandan kā ballā (2); gend me' motiyā', lāge hai challā (2). Sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye; sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye. Brij bālan ke bhaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain) 3. Nīlī Jamunā nīlā gagan hai (2); nīle Kanhaiyā, nīlā kadamb hai (2). Sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me'; sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me' Nīle khel khilaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain) ------------ As sung by Kumari Kanchan Dinkerao Mail (Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā; ho tū ko Shyām hai Kanhaiyā. 0.(Ref) Nanda Bābā jī ko chhaiyā, tū ko Shyām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. 1. Sone kā kheta hai sone kā ballā (2); tūte kā dono', bolo re lallā. (2) Bār bār tū khelegā aise; bār bār tū khelegā aise Ruk ke Yashodā maiyā; ho maiyā, ho maiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Ref) 2. Phailā phailā nīlā gagan hai (2); Nanda gāvo to, baṛā magan hai. (2) Sochā sochā ke yahā' khelanā; sochā sochā ke yahā' khelanā. Gvāle sayāne bhaiyā; ho bhaiyā, ho bhaiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Ref) .
The song that sent Anand Yankarran (1965-2017) into orbit- and he never came back down!!!
I had the precious privilege to accompany Anand with my Dhantal when he performed this bhajan in Miami, Florida. Cherished memory.
Great.....Great....All the Best.....Cherish that because it is Too great.
You Have to be Proud and grateful and one of the legend for being around a Legend.
What angles voice God rest his sold go bye darling Anand.
The Boss.
Big big tune
One of the Great ones of our Diaspora....Our Music/Our Songs Will live On.
Who ever uploaded this song its awesome to hear d original, but maybe you all should make it more interesting by uploading budram holass kramwa na baaja an let d compilation of d legends go on
Big Chune Original Version
(Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā; ho vāko nām hai Kanhaiyā.
0. Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re.
Baṛo gend ko khilaiyā, āyo āyo re Yaduraiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (ĀĪŪṛāīū)
(Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re.
1. Kāhe kī gend hai kāhe kā ballā (2); gend me' kāhe, kā lāge hai chhallā (2).
Kaun gvāl ye, khelan āye; kaun gvāl ye, khelan āye.
Khele' tā tā thaiyā, ho bhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain)
2. Resham ke gend hai chandan kā ballā (2); gend me' motiyā', lāge hai challā (2).
Sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye; sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye.
Brij bālan ke bhaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain)
3. Nīlī Jamunā nīlā gagan hai (2); nīle Kanhaiyā, nīlā kadamb hai (2).
Sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me'; sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me'
Nīle khel khilaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain)
------------
As sung by Kumari Kanchan Dinkerao Mail
(Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā; ho tū ko Shyām hai Kanhaiyā.
0.(Ref) Nanda Bābā jī ko chhaiyā, tū ko Shyām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re.
1. Sone kā kheta hai sone kā ballā (2); tūte kā dono', bolo re lallā. (2)
Bār bār tū khelegā aise; bār bār tū khelegā aise
Ruk ke Yashodā maiyā; ho maiyā, ho maiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Ref)
2. Phailā phailā nīlā gagan hai (2); Nanda gāvo to, baṛā magan hai. (2)
Sochā sochā ke yahā' khelanā; sochā sochā ke yahā' khelanā.
Gvāle sayāne bhaiyā; ho bhaiyā, ho bhaiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Ref)
.
when chutney had class