Odisha ke jaganatha ji ka mandir satyayug se nirman Kiya gaya tha Raja indradyumna ke dwara but wo mandir sunami ke wajse mitti Mai dafan hogaya tha uss time raja indradyumna ne bramha loka gaye the bramha ji ko mandir pratistha karne ke liye bulane gaye the aur prutwi aur bramha loka jaane ke beech Kitne yug beet gayi aur jab wo loote uss time mandir mitti me dafan hlgaya tha According to skandhapuran odisha
@@abmobilepapaPuri main jo murti hain wo Pravu MahaRudra ( Sankarshan ) Balabhadara , Maa Jogamaya Subhadra au Mahaprabhu Jagannatha aur Chakraraj Sudarshan hai .
Or ak bat tumare daout avi me pure dur kardati hujab Sri Ram ji ne hanuman ji ku patal lok vaje the Sri Ram ji ke agunthi (💍) leneke Lia tab vasuki nag ne kya bule tum kan se Sri Ram ji ke 💍 lene ke lia ai hu ta Mahabir hanuman ji ne bule ak hi Ram he tab vasuki nag ne bule tab dakhu kitne ring 💍💍💍💍 te tab ja ke hanuman ji ku pata chala ki ase hi samya chakra huti hai Jay jagannath 🙏⭕‼️⭕🙏🚩
Bohut achi baat boli hai pandit ji ne. Por bhagwan ki murti se "BASTRA" hata ke dikhana mujhe kuch thik nhi lgi. Pata nhi kiu. Dil ko su geya. Sayad dikana bhi jaruri tha. Fir bhi............ Jai Jagannath ❤.
With due respect to the knowledge of Pandit Ji must I say that some of the facts r grossly incorrect. What he claims about the temple structure that might be correct if the carbon dating is more than 3000 years. However probably we all must know, the form of Sri Vishnu as Prabhu Jagannatha was incepted in Satya Yuga. King Indradyumna built the initial temple in Srikshetra Puri and rest is legend. PranaPratistha for the first temple was done by Sri Brahma himself. And Prabhu Jagannatha has always been living in the daru(tree trunk) for which he is named DaruBrahma. More so, it’s a tantrakshetra and the worshipping is done as per shakta tradition. So the theory what pandit ji narrating by removing PrabhuBalabhadra and MaaSubhadra from his theory may not be acceptable. Jai Jagannath…
भगवान विष्णु के अंश रूप जांभो जी ने भी अपनी वाणी में कहा है असल जगन नाथ कहा है उन्होंने ने विश्नोई धर्म की स्थापना कि है उनकी वाणी पड़ लीजिए जम्भो वाणी ज्यादा बड़ी नही है उसमे आपको मिल जायेगी जगन नाथ की कहानी
@@unspacelaw bhai ye teeno murti kisk hai woh koi nhi bta sakta. purano k mane toh ye mahavishnu hai . ( raja indradyumn k samay pe ) , fir rishi muniyon ne inko tridev k tarah puja kiye ( brahma , vishn , mahesh , aur usi tarah se unko colour v kiya gya ,, baldev as brahma (white colour) , jagannat as shiva black colour , subhadra as vishnu , yellow colour) fir jese jese samay aage badhta gya shaiv sampraday ne inko kaal vairabh k roop me puja karne lage , kyu ki jagannath hi maa bimala shakti peet k vairabh hai ( n acc. shaiv , bhairav sirf mahadev k hi ansh hai) , fir shaakt sampraday ne ye teeno murtion ko devi k roop me puja kiye ( jagannath - dakhin kaali , baldev - ugratara , shubhadra - bhuvaneswari ) i.e "ugratara shulapaani , shubhadra bhuvaneswari , niladre tu jagannatha swayam dakhina kalikah " aur wohi devi k bhaati mandir me v teen murtion ko devi k tarah sajaya gaya ,,, vastra v usi tarike se pehnaye gye aur devion k naak me jese naak phhol pehnte hai , weise hi teen murtion ko naakchana pehnaye gye ,,, fir boudhon ne aur odia poet jaydev ne unko budhh dev k roop me barnan kiye per wo jyada prasidhh nhi ho saka , fir antim me 1500ac me jab sri chatanya aur goudiya vaishav k ideology aur kirtan famoushote gya usi samay odisha me v panchsakha k janm hua , tab teen murtion ko goudiya vaishnv k ideology k tarah jagannath , balbhadra aur subhadra k roop me barnan krk unke influence me weise hi puja hone laga. jo avi tk v cha rha hai
@@Doc_man baat woh hai ki ham aur aap purano ki vani maan lete hai but bahut sare log jaise BB(blue buddhists) unko dating aur sab cheez ka proof chahiyeisliye
** Disclaimer ** The following comments are solely for the viewers: Shri Bhagawan says to Narada in Padma Purana : "I dwell not in Vaikuntha nor in the hearts of the Yogins, but I dwell where my devotees sing my name, O Narada." Bhagvatpad Adi Shankaracharya , Shri Ramanujacharya , Shri Chaitanya Mahaprabhu ... all of them have considered Puri to be "The Jagannath Dham " .... and have sung the glories of the Lord there. One does not need to go to the Mohenjo-Daro era to trace this bit of history !! Also, the Skanda Purana gives a thorough description of Puri kshetra so there should not be any doubt regarding It's geographic location. Otherwise, He is Jagannath ... so the whole Universe is His abode. One can worship Him anywhere but one should not propagate misinterpretations to gain publicity. Finally, the eyes of Shri Jagannath are iconic. Whereas the Vigraha in the temple has normal eyes and those red rings seem to be a later addition ... a futile attempt to claim similarity with the iconic eyes of Shri Jagannath ? Also, the posture of the hands of the Vigraha in this temple is unclear from the video but it is very unlikely that a stone vigraha of this style would have the hands spread-out in such a lopsided fashion ! Or is it just the hands of the dress of the Vigraha, artificially stretched out in that fashion in a desperate attempt to claim similarity with the outstretched hands of Shri Jagannath ? One should think hard before falling for such false propaganda ! Jai Jagannath 🙏
Actually Oldest record in puri states that balabhadra was originally worship as Sadashiva, Subhadra as Parabramha Swaroopini and Jagannath as Purushottam Mahavishnu. Another oldest text says that people used to worship Balabhadra as Godess Tara, Subhadra as Bhuvaneshwari and Jagannath as Kalika. Even now the gods are worshiped with rudrashtakam, Purusha suktam, 3 different Devi Mantras and Devotion . Jay Jagannath ❤❤❤
The shastras say that Jagannath is worshipped as 6 different deities in different times and places. Jagannath is worshipped as the following: 1. As Ganesha during snan yatra.❤ 2. As Godess Kali on ratnasinghasan.❤ 3. As Mahavishnu during Mid day and Offering Prasad.❤ 4. As Radha and Krishna During Sandhya.❤ 5. As Bhairava in Vimala Shaktipeeth temple inside the temple premises .❤ 6. As Surya Dev during Rathayatra ❤ Hence lord Jagannath is worshipped by all sections of Hindu Society and Culture. He /She is nirakar and sakar he can transform into any form that his devotees Desire. He is parameshwar Shiva for shaivas, Parameshwari Bhagavati Kali for shaktas, Sachidanand Vishnu or Krishna for Vaishnavas, Surya for Surya worshippers and Graharupi Janardan for Graha Worshippers. Jay Jagannath ❤🙏🎉
@@arpitabhattacharya8545 bhai ye teeno murti kisk hai woh koi nhi bta sakta. purano k mane toh ye mahavishnu hai . ( raja indradyumn k samay pe ) , fir rishi muniyon ne inko tridev k tarah puja kiye ( brahma , vishn , mahesh , aur usi tarah se unko colour v kiya gya ,, baldev as brahma (white colour) , jagannat as shiva black colour , subhadra as vishnu , yellow colour) fir jese jese samay aage badhta gya shaiv sampraday ne inko kaal vairabh k roop me puja karne lage , kyu ki jagannath hi maa bimala shakti peet k vairabh hai ( n acc. shaiv , bhairav sirf mahadev k hi ansh hai) , fir shaakt sampraday ne ye teeno murtion ko devi k roop me puja kiye ( jagannath - dakhin kaali , baldev - ugratara , shubhadra - bhuvaneswari ) i.e "ugratara shulapaani , shubhadra bhuvaneswari , niladre tu jagannatha swayam dakhina kalikah " aur wohi devi k bhaati mandir me v teen murtion ko devi k tarah sajaya gaya ,,, vastra v usi tarike se pehnaye gye aur devion k naak me jese naak phhol pehnte hai , weise hi teen murtion ko naakchana pehnaye gye ,,, fir boudhon ne aur odia poet jaydev ne unko budhh dev k roop me barnan kiye per wo jyada prasidhh nhi ho saka , fir antim me 1500ac me jab sri chatanya aur goudiya vaishav k ideology aur kirtan famoushote gya usi samay odisha me v panchsakha k janm hua , tab teen murtion ko goudiya vaishnv k ideology k tarah jagannath , balbhadra aur subhadra k roop me barnan krk unke influence me weise hi puja hone laga. jo avi tk v cha rha hai
Buddhist chaitya/temples in India have a Dome/Gambuj. The Dome shaped architecture of the Jagannath temple at Kanpur is a typical Buddhist Architecture. The Vigraha at Kanpur and the Vigraha at Puri, are totally different from each other.
The current Puri Jagannath temple is the 7th temple built in the 9th century. Earlier 6 temple were built and got destroyed because of different reasons.
kis grnath men is mandir ka varnan hai? puri ka to varnan hai bhai ! rath jatra yahan hoti hai kya ? khahan hai kanha ka dil.? kahan hai arun tatha garud ka sthambh. kahan hai nilachakra. khahan hai paksala . batao. jai jagannath
@@bibhurout3611 i am acknowlaged with it but accordig to skand puran the sun is alwasy in the seva of jagannath and aruna is the chariot puller if arua so aruna stamba should be there. if you say this by advocating him please ansist that where is garuda stambh.
@@HRIDYANSHUBISWAL Doesn't make any sense. Its a very known event in recent past that Aruna stambha was moved to Jagannath Temple, Puri from Kanark Sun temple. Why are you referencing me about some Puranas?
Ek bar puri ana he ap ko.... Jagannath ke puri storyline and history ap achhe se jan paoge.... Kafi chize ye galat bata rahe he....raja indradyumn ke tym se jagannath tmpl our viswasavasu ke nilamadhav puja then jagannath temple in puri.. Pura chiz yaha ake pata lagae aur ese bato bato me nahi..sastra purana documents ke sath yaha sab milega apko...to ye misinformation logo ke pass nahi jana chahiye...AM From PURI JAGANNATH..... JAY JAGANNATH 🙏
Mein bhi ek RUclipsber hu...but mein apki video dely dekhti hu app knowledge aachi deto ho proper tarike se... thank you apka hum Jada gum salty but apki video dekhle esha lgta h ki hum wahi h❤
Mai is temple me darshan ke liye gaya tha, ASI ke muslim worker ne bola Masjid, aur karbala paas me dekh lo. Vo jyada interested tha newly build mosque dikhane ke liye. ASI aur muslims bina entry ke is mandir me bahar ke bhakton ko jane nahi dete hain. Felt very disappointed with ASI. 😢
Shivji ki puja hamesha se hua hai aap sindhu ghati savyata ko dekhenge toh wahan se bhi shivling milta hai but pujari ji yahan galat bol rahe hain ki esa masih se pehle shivji ki puja nahi hoti thhi
I am unable to agree with Pandit jee that this is oldest temple of Lord Jagannath than that at Puri, Odisha. The concept of 'Darubramha' was never before it was constructed so by Lord Vishwakarma as per the wish of the Supreme Lord Almighty and the name 'Jagannath' was chosen by Him as well. So what ever narrated in the video is apparently confusing, unbecoming and misleading. Jay Jagannath,
bhai ye teeno murti kisk hai woh koi nhi bta sakta. purano k mane toh ye mahavishnu hai . ( raja indradyumn k samay pe ) , fir rishi muniyon ne inko tridev k tarah puja kiye ( brahma , vishn , mahesh , aur usi tarah se unko colour v kiya gya ,, baldev as brahma (white colour) , jagannat as shiva black colour , subhadra as vishnu , yellow colour) fir jese jese samay aage badhta gya shaiv sampraday ne inko kaal vairabh k roop me puja karne lage , kyu ki jagannath hi maa bimala shakti peet k vairabh hai ( n acc. shaiv , bhairav sirf mahadev k hi ansh hai) , fir shaakt sampraday ne ye teeno murtion ko devi k roop me puja kiye ( jagannath - dakhin kaali , baldev - ugratara , shubhadra - bhuvaneswari ) i.e "ugratara shulapaani , shubhadra bhuvaneswari , niladre tu jagannatha swayam dakhina kalikah " aur wohi devi k bhaati mandir me v teen murtion ko devi k tarah sajaya gaya ,,, vastra v usi tarike se pehnaye gye aur devion k naak me jese naak phhol pehnte hai , weise hi teen murtion ko naakchana pehnaye gye ,,, fir boudhon ne aur odia poet jaydev ne unko budhh dev k roop me barnan kiye per wo jyada prasidhh nhi ho saka , fir antim me 1500ac me jab sri chatanya aur goudiya vaishav k ideology aur kirtan famoushote gya usi samay odisha me v panchsakha k janm hua , tab teen murtion ko goudiya vaishnv k ideology k tarah jagannath , balbhadra aur subhadra k roop me barnan krk unke influence me weise hi puja hone laga. jo avi tk v cha rha hai
वह मूर्तियां भी तो विश्वकर्मा द्वारा ही बनाई गई हैं और साधकों ने दर्शन पाए हैं।राम मंगलदास जी अयोध्या के संत थे उन्होंने भगवान श्री कृष्ण से जगन्नाथ पुरी में बात की है। रामानुजाचार्य भी जगन्नाथपुरी में सेवा किए हैं। और भी बहुत से भक्त भगवान श्री कृष्ण से साक्षात्कार कर चुके हैं।
I am not a Brahmin. But I have seen most SCs, STs, OBCs living a much better lives than most Brahmins. The quota system is a blot on India's development dreams.
Pandit ji maha gyani hai n unke baat tarka sanmat hai but kis basis pe woh bol rahe hain ki mahabharat kaal or dwapar kaal ke baad puri ke Jagannath mandir bana?
Pratham jagannath temple🤨.!!!..with due respect...pandit ji pl. go through the Skanda Puran...Niladri mahoday. It should be noted that the present mandir of Puri dates back to only about 900 years during the time of the ganga dynasty...priorly, soma vamsis have it built in about 600-700 BC at the time Adi Shankara Acharya...How could he not find which is the older and the actual jagannath temple??...before it there was also some structures...puranas describe it to be during Satya Yug or before. A legend goes about Raja Indradyumna and Rani Gundicha... Not just merely 4200 years..Hence drop the question of any present jagannath idol older than that of puri (which is made up of neem wood). That is the oldest one...I respect the words of the shukla ji of its prominence during the reign of different dynasties...but Jagannath Puri is the self chosen abode of lord Maha Vishnu near Mahodadhi....and for kind information of all that Odisha is the only place in the world where all 5 greatest supreme beings have their highest significance such as Jagannath Dham Puri for maha Vishnu...Linga Raj mandir, only linga in the world where both shiv and Vishnu are represented in one linga; Jajpur, maa Viraja Shakti peet(gada kshetra), being worshipped as the rarest double armed Durga idol,a.k.a. Naavi Gaya, 2nd holiest place after Gaya for pitru homage, at the same place and along the holy Baitarani river bank with 108 Krosha shiv lings suming a total (though historically) one less than one crore lings in these plains,,,not other place on earth holds such brilliant significance of Shiva Shakti worship along with famous Mahavinayak Ganesh Mandir..then come to world famous Konark Surya temple built during 13th century AD. The temple you just showed were later built-ups lucky to have survived the jaban attacks unlike jagannath Puri which have suffered 25 invasions and stills holds high...the peerless one and the supreme one...proud to be an Odia...Jai Jagannath. 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🕉️
Mr varrun this video is amazing informative 👌 🙏🙏 keep continuing such type videos and your kind of youths should do more and more such kind of videos because you know what is happening in the country and our Hindu culture to our future generation, because as you know from the generation Hinduism is threatened but support Hinduism for next generation Thank you so much for this information 🙏
इन पुरोहितों ने इस देश की सभ्यता और संस्कृति का जो बंटाढार किया है उतना तो मुसलमान और ईसाई मिलकर नहीं कर सके। जिस काल में मूर्तिपूजन के चिह्न तक नहीं मिलते उससे सहस्त्राब्दियों पहले का ये मंदिर बता देते हैं।
Jagannath puri me jo Mandir he wo 3rd time bani he i.e abhi ka present mandir se pehle 2 baar mandir bane the. Sabse pehle Raja Indradyumn ne mandir banaya tha and bhagwan ko Nilmadhab ke roop me puja krte the adivasi in Kantilo. Vishwavashu and Nilamdhab ki kahani padhiye to aap janenge Puri me mandir sabse purana he.
Neelamadhav temple in Odisha was the place where Lord Jagannath was being worshiped..then Puri Jagannath temple was destroyed and rebuilt many times. Lord Jagannath ji in Puri is from Satya yug and Jagannath is called as bramha..Bramha means which does not have (Aadi) and Anth(end)..there are many temples where only Lord Jagannath is worshiped without Balabhadra and Maa Subhdra
कम से कम राजा खारवेल का शिलालेख ही पढ़ लिया होता, मगर नहीं वह तो प्राकृत में लिखा है, उसकी बात भी नहीं करेंगे क्योंकि उससे इनका थोथा अहंकार चोटिल होता है।
@@piyahitanshu90 इन्हीं के प्रदेश में उदयगिरि में वह शिलालेख है, पहली शताब्दी के आसपास का। पता होना चाहिये। मुझे पता है इसीलिए कह रहा हूॅं। तुमने तो नाम भी नहीं सुना होगा, मगर टॉंग अड़ाना है भले ही जानकारी धेले भर की नहीं हो।
@@piyahitanshu90 अब आपकी 'टोन' अलग है। किसी भी हिंदू मंदिर का अस्तित्व ईसा पूर्व के काल में नहीं था। पुरी का भी नहीं। कभी अवसर मिले तो उदयगिरि-खंडगिरि घूम आइयेगा। सम्राट खारवेल का नाम आपने सुना है या नहीं मुझे पता नहीं मगर इसने मगध पर आक्रमण किया और 'वहसतिमित्त' को घुटनों पर ले आया। पाटलिपुत्र पर गधों से हल चलवा दिया। जनकल्याण के कई कार्य किये जिनमें बॉंध और नहर प्रणाली का पुनर्स्थापन सम्मिलित हैं। वैदिक ग्रंथों में आज की मूर्तिपूजा का आधार खोजना निरा वितंडावाद है।
@@piyahitanshu90madam galat sahi bolne se pahle uska gyan bhi hona jaruri he bina gyan ke kisi ko sahi galat aap kese judge kar sakte, स्कंध पुराण padhiye bas itna kahna chahta
Jagannath ji ki mula ghatana Nila Madhab se suru huatha app hamara jagannath ki bare me ese jhutti bat mat bolo . Pehele app Madala panji padha lo phir video banana
Bhai ye bush Paisa aur like share keliye kuch bhi galat video banake post karta hai aur sabse dukh Dene baat ye hai ki ye galat chiz bol raha hai aur hamare Odisha ke kuch log idhar comment section usko support kar rahe hai 🤦🏻
Pandit Ji Kripya Skanda Puran utha kar Padh lijiye. Mahaprabhu Shri Jagannath Kab Se Shree Purushottam Khetra Puri Main Birajman he. Bhagaban Balbhadra Yaha Shiv Aur Maa Subhadra Bhagwati ke Rup main Birajman he. Jaha Adi Shankracharya Se lekar Ramanujacharya , Ballavacharya , Chaitanya se lekar Kabir Guru Nanak ji Mahaprabhu ke Darshan kar Dhanya hue hain. Jish Mandir main 19bar Bahari Akraman hue. Aur Mahaprabhu ki Murti jo ki kishiki Kalpana main bhi nehi aa Sakte. Yaha Nitya Golak Dham Martya Baikunth Shree Jagannath Puri. || Jay Jagannath ||
Jay Jagannath ❤ Main odisha ke niwasi hun.... Ye Bharat bhumi par aatma jo hai wo odisha hai ye mera maan-naa hai.... OR baat jab bramhaand banaane baale ki ho to hum sab tuchh maanab kuchh naa bole to sahi hai..... Koi buraa matt maan -naa, jo hume banaya uss par hum kuchh nehi bolsakte..... Unke baare Main jitnaa souch ke bolo kam padjata hai..... Kabhi puri aayiye, dekhenge Jagannath ji ke samne bramha device or khud mahesh bhagwaan haath jode khade hain...... Jinke bisay Main char mukh bramhaa naa bolpaye hum kya bolenge..... Jay Jagannath ❤❤❤❤❤
Pandit ji knowledge is wonderful but he said few things incorrect like Saraswati nadi mahabharata se pehle lupt ho gayi thi, mahabharata kaal me v thi Saraswati nadi yeh mentioned hai MB me aur surf Saraswati nahi , sindhu ke kinare v rishi - muni log dhyan karte the.
Hamare odia main ek kahawat hai , Alpa bidya Bhayankari , means Adha gyan hamesa galat aur bhul hota hai... Aur beta sun Srusti ke arambh se Mahaprabhu Jagannatha ji Shri Khetra Puri main birajit hai aur agar unke baare main nahi jante ho to unke upar kuch bhi galat information mat de . Pravu Jagannath ji me baare pehele jaan uske baad baat kar.
Odisha ke jaganatha ji ka mandir satyayug se nirman Kiya gaya tha Raja indradyumna ke dwara but wo mandir sunami ke wajse mitti Mai dafan hogaya tha uss time raja indradyumna ne bramha loka gaye the bramha ji ko mandir pratistha karne ke liye bulane gaye the aur prutwi aur bramha loka jaane ke beech Kitne yug beet gayi aur jab wo loote uss time mandir mitti me dafan hlgaya tha According to skandhapuran odisha
Satyayug me subhadra or balaram kaha se ayee
@@abmobilepapaPuri main jo murti hain wo Pravu MahaRudra ( Sankarshan ) Balabhadara , Maa Jogamaya Subhadra au Mahaprabhu Jagannatha aur Chakraraj Sudarshan hai .
@@abmobilepapasamya chakra ke bareme kavi sune hu
Or ak bat tumare daout avi me pure dur kardati hujab Sri Ram ji ne hanuman ji ku patal lok vaje the Sri Ram ji ke agunthi (💍) leneke Lia tab vasuki nag ne kya bule tum kan se Sri Ram ji ke 💍 lene ke lia ai hu ta Mahabir hanuman ji ne bule ak hi Ram he tab vasuki nag ne bule tab dakhu kitne ring 💍💍💍💍 te tab ja ke hanuman ji ku pata chala ki ase hi samya chakra huti hai Jay jagannath 🙏⭕‼️⭕🙏🚩
Dvapar yuga mein balram and subhadra unke bhai behen thee @@abmobilepapa
Bohut achi baat boli hai pandit ji ne. Por bhagwan ki murti se "BASTRA" hata ke dikhana mujhe kuch thik nhi lgi. Pata nhi kiu. Dil ko su geya. Sayad dikana bhi jaruri tha. Fir bhi............ Jai Jagannath ❤.
Sorry to say bhai...lekin puri ki dharti bhi pao hi rakhne se sirf bhakti and mystry hota hai , you can feel it...Jay Jagganath 🙏🙏
With due respect to the knowledge of Pandit Ji must I say that some of the facts r grossly incorrect. What he claims about the temple structure that might be correct if the carbon dating is more than 3000 years. However probably we all must know, the form of Sri Vishnu as Prabhu Jagannatha was incepted in Satya Yuga. King Indradyumna built the initial temple in Srikshetra Puri and rest is legend. PranaPratistha for the first temple was done by Sri Brahma himself. And Prabhu Jagannatha has always been living in the daru(tree trunk) for which he is named DaruBrahma. More so, it’s a tantrakshetra and the worshipping is done as per shakta tradition. So the theory what pandit ji narrating by removing PrabhuBalabhadra and MaaSubhadra from his theory may not be acceptable. Jai Jagannath…
True
भगवान विष्णु के अंश रूप जांभो जी ने भी अपनी वाणी में कहा है असल जगन नाथ कहा है उन्होंने ने विश्नोई धर्म की स्थापना कि है उनकी वाणी पड़ लीजिए जम्भो वाणी ज्यादा बड़ी नही है उसमे आपको मिल जायेगी जगन नाथ की कहानी
Fully agree with you.. this pandit ji is presenting wrong information.
@@unspacelaw bhai ye teeno murti kisk hai woh koi nhi bta sakta. purano k mane toh ye mahavishnu hai . ( raja indradyumn k samay pe ) , fir rishi muniyon ne inko tridev k tarah puja kiye ( brahma , vishn , mahesh , aur usi tarah se unko colour v kiya gya ,, baldev as brahma (white colour) , jagannat as shiva black colour , subhadra as vishnu , yellow colour) fir jese jese samay aage badhta gya shaiv sampraday ne inko kaal vairabh k roop me puja karne lage , kyu ki jagannath hi maa bimala shakti peet k vairabh hai ( n acc. shaiv , bhairav sirf mahadev k hi ansh hai) , fir shaakt sampraday ne ye teeno murtion ko devi k roop me puja kiye ( jagannath - dakhin kaali , baldev - ugratara , shubhadra - bhuvaneswari ) i.e "ugratara shulapaani , shubhadra bhuvaneswari , niladre tu jagannatha swayam dakhina kalikah " aur wohi devi k bhaati mandir me v teen murtion ko devi k tarah sajaya gaya ,,, vastra v usi tarike se pehnaye gye aur devion k naak me jese naak phhol pehnte hai , weise hi teen murtion ko naakchana pehnaye gye ,,, fir boudhon ne aur odia poet jaydev ne unko budhh dev k roop me barnan kiye per wo jyada prasidhh nhi ho saka , fir antim me 1500ac me jab sri chatanya aur goudiya vaishav k ideology aur kirtan famoushote gya usi samay odisha me v panchsakha k janm hua , tab teen murtion ko goudiya vaishnv k ideology k tarah jagannath , balbhadra aur subhadra k roop me barnan krk unke influence me weise hi puja hone laga. jo avi tk v cha rha hai
@@Doc_man baat woh hai ki ham aur aap purano ki vani maan lete hai but bahut sare log jaise BB(blue buddhists) unko dating aur sab cheez ka proof chahiyeisliye
** Disclaimer **
The following comments are solely for the viewers:
Shri Bhagawan says to Narada in Padma Purana : "I dwell not in Vaikuntha nor in the hearts of the Yogins, but I dwell where my devotees sing my name, O Narada."
Bhagvatpad Adi Shankaracharya , Shri Ramanujacharya , Shri Chaitanya Mahaprabhu ... all of them have considered Puri to be "The Jagannath Dham " .... and have sung the glories of the Lord there. One does not need to go to the Mohenjo-Daro era to trace this bit of history !!
Also, the Skanda Purana gives a thorough description of Puri kshetra so there should not be any doubt regarding It's geographic location.
Otherwise, He is Jagannath ... so the whole Universe is His abode. One can worship Him anywhere but one should not propagate misinterpretations to gain publicity.
Finally, the eyes of Shri Jagannath are iconic. Whereas the Vigraha in the temple has normal eyes and those red rings seem to be a later addition ... a futile attempt to claim similarity with the iconic eyes of Shri Jagannath ?
Also, the posture of the hands of the Vigraha in this temple is unclear from the video but it is very unlikely that a stone vigraha of this style would have the hands spread-out in such a lopsided fashion ! Or is it just the hands of the dress of the Vigraha, artificially stretched out in that fashion in a desperate attempt to claim similarity with the outstretched hands of Shri Jagannath ?
One should think hard before falling for such false propaganda !
Jai Jagannath 🙏
Actually Oldest record in puri states that balabhadra was originally worship as Sadashiva, Subhadra as Parabramha Swaroopini and Jagannath as Purushottam Mahavishnu. Another oldest text says that people used to worship Balabhadra as Godess Tara, Subhadra as Bhuvaneshwari and Jagannath as Kalika. Even now the gods are worshiped with rudrashtakam, Purusha suktam, 3 different Devi Mantras and Devotion . Jay Jagannath ❤❤❤
The shastras say that Jagannath is worshipped as 6 different deities in different times and places.
Jagannath is worshipped as the following:
1. As Ganesha during snan yatra.❤
2. As Godess Kali on ratnasinghasan.❤
3. As Mahavishnu during Mid day and Offering Prasad.❤
4. As Radha and Krishna During Sandhya.❤
5. As Bhairava in Vimala Shaktipeeth temple inside the temple premises .❤
6. As Surya Dev during Rathayatra ❤
Hence lord Jagannath is worshipped by all sections of Hindu Society and Culture. He /She is nirakar and sakar he can transform into any form that his devotees Desire. He is parameshwar Shiva for shaivas, Parameshwari Bhagavati Kali for shaktas, Sachidanand Vishnu or Krishna for Vaishnavas, Surya for Surya worshippers and Graharupi Janardan for Graha Worshippers. Jay Jagannath ❤🙏🎉
He is supreme, he lives in our Chit as Satchidanand ❤
@@arpitabhattacharya8545 bhai ye teeno murti kisk hai woh koi nhi bta sakta. purano k mane toh ye mahavishnu hai . ( raja indradyumn k samay pe ) , fir rishi muniyon ne inko tridev k tarah puja kiye ( brahma , vishn , mahesh , aur usi tarah se unko colour v kiya gya ,, baldev as brahma (white colour) , jagannat as shiva black colour , subhadra as vishnu , yellow colour) fir jese jese samay aage badhta gya shaiv sampraday ne inko kaal vairabh k roop me puja karne lage , kyu ki jagannath hi maa bimala shakti peet k vairabh hai ( n acc. shaiv , bhairav sirf mahadev k hi ansh hai) , fir shaakt sampraday ne ye teeno murtion ko devi k roop me puja kiye ( jagannath - dakhin kaali , baldev - ugratara , shubhadra - bhuvaneswari ) i.e "ugratara shulapaani , shubhadra bhuvaneswari , niladre tu jagannatha swayam dakhina kalikah " aur wohi devi k bhaati mandir me v teen murtion ko devi k tarah sajaya gaya ,,, vastra v usi tarike se pehnaye gye aur devion k naak me jese naak phhol pehnte hai , weise hi teen murtion ko naakchana pehnaye gye ,,, fir boudhon ne aur odia poet jaydev ne unko budhh dev k roop me barnan kiye per wo jyada prasidhh nhi ho saka , fir antim me 1500ac me jab sri chatanya aur goudiya vaishav k ideology aur kirtan famoushote gya usi samay odisha me v panchsakha k janm hua , tab teen murtion ko goudiya vaishnv k ideology k tarah jagannath , balbhadra aur subhadra k roop me barnan krk unke influence me weise hi puja hone laga. jo avi tk v cha rha hai
Thank You For Sharing Love From Odisha India 🇮🇳
Buddhist chaitya/temples in India have a Dome/Gambuj. The Dome shaped architecture of the Jagannath temple at Kanpur is a typical Buddhist Architecture. The Vigraha at Kanpur and the Vigraha at Puri, are totally different from each other.
Kau mane Odisha ru like kara❤❤
❤
Kemiti like karibu...pandit kana kahuchanti bujhi parucha ta
The current Puri Jagannath temple is the 7th temple built in the 9th century. Earlier 6 temple were built and got destroyed because of different reasons.
ऐसा ज्ञान एक महान पंडित जी के पास ही हो सकता है
आपको आपके ज्ञान को कोटि कोटि प्रणाम 🚩 जय जगन्नाथ 🚩हर हर महादेव जय भवानी 🚩
mansoon wali baat bilkul sahi batai h pandit ji ne
Thanks!
पंडित जी बहुत ज्ञानी हैं । कोटी कोटी नमन ।
kis grnath men is mandir ka varnan hai? puri ka to varnan hai bhai ! rath jatra yahan hoti hai kya ? khahan hai kanha ka dil.? kahan hai arun tatha garud ka sthambh. kahan hai nilachakra. khahan hai paksala . batao. jai jagannath
Arun stambha infront of Puri Jagannath temple was brought from Konark Sun temple and installed there around 60 years ago.
@@bibhurout3611 i am acknowlaged with it but accordig to skand puran the sun is alwasy in the seva of jagannath and aruna is the chariot puller if arua so aruna stamba should be there. if you say this by advocating him please ansist that where is garuda stambh.
@@HRIDYANSHUBISWAL Doesn't make any sense. Its a very known event in recent past that Aruna stambha was moved to Jagannath Temple, Puri from Kanark Sun temple. Why are you referencing me about some Puranas?
एकं तीर्थ स्थल का किसी अन्य तीर्थ स्थल से कम अधिक महत्व का तुलना करना ही अपने आप में मूर्खतापूर्ण है।
सही कहा आपने 👍
Ek bar puri ana he ap ko.... Jagannath ke puri storyline and history ap achhe se jan paoge.... Kafi chize ye galat bata rahe he....raja indradyumn ke tym se jagannath tmpl our viswasavasu ke nilamadhav puja then jagannath temple in puri.. Pura chiz yaha ake pata lagae aur ese bato bato me nahi..sastra purana documents ke sath yaha sab milega apko...to ye misinformation logo ke pass nahi jana chahiye...AM From PURI JAGANNATH..... JAY JAGANNATH 🙏
Balram unke seval nahi bhai hi the aur subhadra behn he jagannath tatwa ko na samjh ke ese nhi bolna chahiye 🙏🏻😊
बहुत सुन्दर जय श्री कृष्ण हरे सभी को पारनम 🙏 🙏 🙏
Mein bhi ek RUclipsber hu...but mein apki video dely dekhti hu app knowledge aachi deto ho proper tarike se... thank you apka hum Jada gum salty but apki video dekhle esha lgta h ki hum wahi h❤
Pujari ji ne sach bola hai esi pashupati nath ki maurti sirf Harappan civilization se mili hai aur kahi nhi hai .....wow so excited 😮
I am from Odisha... Bhagwan sab jaagaa hote hain...Jai Jagannath 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Nice work bro❤
Mai is temple me darshan ke liye gaya tha, ASI ke muslim worker ne bola Masjid, aur karbala paas me dekh lo. Vo jyada interested tha newly build mosque dikhane ke liye.
ASI aur muslims bina entry ke is mandir me bahar ke bhakton ko jane nahi dete hain. Felt very disappointed with ASI. 😢
Asi ne Kitna purana bataya bolo na
👍🏻 वीडियो को इतना लाईक और शेयर करने का है भाई लोग ताकि इस प्रकार की गुप्त जगह को दिखाने के लिए जा सकें ✌🏻
Shivji ki puja hamesha se hua hai aap sindhu ghati savyata ko dekhenge toh wahan se bhi shivling milta hai but pujari ji yahan galat bol rahe hain ki esa masih se pehle shivji ki puja nahi hoti thhi
Unhone soorya kaha shivji nhi
I am unable to agree with Pandit jee that this is oldest temple of Lord Jagannath than that at Puri, Odisha. The concept of 'Darubramha' was never before it was constructed so by Lord Vishwakarma as per the wish of the Supreme Lord Almighty and the name 'Jagannath' was chosen by Him as well. So what ever narrated in the video is apparently confusing, unbecoming and misleading. Jay Jagannath,
bhai ye teeno murti kisk hai woh koi nhi bta sakta. purano k mane toh ye mahavishnu hai . ( raja indradyumn k samay pe ) , fir rishi muniyon ne inko tridev k tarah puja kiye ( brahma , vishn , mahesh , aur usi tarah se unko colour v kiya gya ,, baldev as brahma (white colour) , jagannat as shiva black colour , subhadra as vishnu , yellow colour) fir jese jese samay aage badhta gya shaiv sampraday ne inko kaal vairabh k roop me puja karne lage , kyu ki jagannath hi maa bimala shakti peet k vairabh hai ( n acc. shaiv , bhairav sirf mahadev k hi ansh hai) , fir shaakt sampraday ne ye teeno murtion ko devi k roop me puja kiye ( jagannath - dakhin kaali , baldev - ugratara , shubhadra - bhuvaneswari ) i.e "ugratara shulapaani , shubhadra bhuvaneswari , niladre tu jagannatha swayam dakhina kalikah " aur wohi devi k bhaati mandir me v teen murtion ko devi k tarah sajaya gaya ,,, vastra v usi tarike se pehnaye gye aur devion k naak me jese naak phhol pehnte hai , weise hi teen murtion ko naakchana pehnaye gye ,,, fir boudhon ne aur odia poet jaydev ne unko budhh dev k roop me barnan kiye per wo jyada prasidhh nhi ho saka , fir antim me 1500ac me jab sri chatanya aur goudiya vaishav k ideology aur kirtan famoushote gya usi samay odisha me v panchsakha k janm hua , tab teen murtion ko goudiya vaishnv k ideology k tarah jagannath , balbhadra aur subhadra k roop me barnan krk unke influence me weise hi puja hone laga. jo avi tk v cha rha hai
Bro ur verified content this was great experience in our life. Thanks for ur research and knowledge
वह मूर्तियां भी तो विश्वकर्मा द्वारा ही बनाई गई हैं और साधकों ने दर्शन पाए हैं।राम मंगलदास जी अयोध्या के संत थे उन्होंने भगवान श्री कृष्ण से जगन्नाथ पुरी में बात की है। रामानुजाचार्य भी जगन्नाथपुरी में सेवा किए हैं। और भी बहुत से भक्त भगवान श्री कृष्ण से साक्षात्कार कर चुके हैं।
Great work
Aapke video kon recording karta he?
I am not a Brahmin. But I have seen most SCs, STs, OBCs living a much better lives than most Brahmins. The quota system is a blot on India's development dreams.
Jai sree jagannath🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹
ये प्राचीन मन्दिर कानपुर के बेहटा बुजुर्ग गांव में हैं
Bharat ko app jasa youth ki zarurat ha great information ❤❤❤❤❤
🕉️🚩JOY SHRI JAGANNATH BHAGWAN 🚩🕉️
Knowledge of Pujari Ji is incredible 🙏🙏.
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने 🙏 ये वीडियो बहुत अच्छी अच्छी जानकारी से भरी है ऐसे या भी वीडियो बनाओ❤
Namaskarum 🕉️
Please see if you can add English subtitles to all the videos-
I and many others would appreciate English subtitles.
Pranams
ଜୟ ଶ୍ରୀ ଜଗନ୍ନାଥ 🌹🙏🙏🌹
आप का कथाकथि इतिहास सुनेसे बहुत अच्छा लगा दुखू इस बात का ज्ञान आपका सेही दिशा नेहीदेरेल जय जगरनाथ ❤❤❤❤❤❤
🔱🌹Har Har Mahadev 🙏🚩
🌹Jai Shree Ram Jai Shree Jagannath🌹🙏🚩
जय सीता राम जी की
Pronam 🙏,up bohut historical video making korta ho ohvi durlov or interesting.well done 👍👍👍
Pujari ji ne ...lagta hai History se MA kiya hai ..... ancient history bahut acche se yaad hai 🙏
Pandit ji maha gyani hai n unke baat tarka sanmat hai but kis basis pe woh bol rahe hain ki mahabharat kaal or dwapar kaal ke baad puri ke Jagannath mandir bana?
Jai Jagannath, there should not be a controversy over the real place, both are holy. 🙏🙏🙏
Pratham jagannath temple🤨.!!!..with due respect...pandit ji pl. go through the Skanda Puran...Niladri mahoday. It should be noted that the present mandir of Puri dates back to only about 900 years during the time of the ganga dynasty...priorly, soma vamsis have it built in about 600-700 BC at the time Adi Shankara Acharya...How could he not find which is the older and the actual jagannath temple??...before it there was also some structures...puranas describe it to be during Satya Yug or before. A legend goes about Raja Indradyumna and Rani Gundicha... Not just merely 4200 years..Hence drop the question of any present jagannath idol older than that of puri (which is made up of neem wood). That is the oldest one...I respect the words of the shukla ji of its prominence during the reign of different dynasties...but Jagannath Puri is the self chosen abode of lord Maha Vishnu near Mahodadhi....and for kind information of all that Odisha is the only place in the world where all 5 greatest supreme beings have their highest significance such as Jagannath Dham Puri for maha Vishnu...Linga Raj mandir, only linga in the world where both shiv and Vishnu are represented in one linga; Jajpur, maa Viraja Shakti peet(gada kshetra), being worshipped as the rarest double armed Durga idol,a.k.a. Naavi Gaya, 2nd holiest place after Gaya for pitru homage, at the same place and along the holy Baitarani river bank with 108 Krosha shiv lings suming a total (though historically) one less than one crore lings in these plains,,,not other place on earth holds such brilliant significance of Shiva Shakti worship along with famous Mahavinayak Ganesh Mandir..then come to world famous Konark Surya temple built during 13th century AD. The temple you just showed were later built-ups lucky to have survived the jaban attacks unlike jagannath Puri which have suffered 25 invasions and stills holds high...the peerless one and the supreme one...proud to be an Odia...Jai Jagannath. 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🕉️
Exllent knowledge 🌹💯👌🚩🚩🚩🚩
Jai shree Ram Sita Ram Jai Shree Krishna Radha Krishna har har Mahadev har har Modi Ghar Ghar Modi Jai Hind Jai jai shree jaganath ji
Pujari ko bolo Skanda Puran padhe.Saari doubt clear ho jayegi.Bekaar baaten hanikarak hae.
Mr varrun this video is amazing informative 👌 🙏🙏 keep continuing such type videos and your kind of youths should do more and more such kind of videos because you know what is happening in the country and our Hindu culture to our future generation, because as you know from the generation Hinduism is threatened but support Hinduism for next generation
Thank you so much for this information 🙏
इन पुरोहितों ने इस देश की सभ्यता और संस्कृति का जो बंटाढार किया है उतना तो मुसलमान और ईसाई मिलकर नहीं कर सके। जिस काल में मूर्तिपूजन के चिह्न तक नहीं मिलते उससे सहस्त्राब्दियों पहले का ये मंदिर बता देते हैं।
Is video ka part 2 upload kriye plzzz❤❤
Jagannath puri me jo Mandir he wo 3rd time bani he i.e abhi ka present mandir se pehle 2 baar mandir bane the.
Sabse pehle Raja Indradyumn ne mandir banaya tha and bhagwan ko Nilmadhab ke roop me puja krte the adivasi in Kantilo. Vishwavashu and Nilamdhab ki kahani padhiye to aap janenge Puri me mandir sabse purana he.
Jay shree jagannath ji maharaj ji 💛🫀
Thanks sir 🕉️🇮🇳👍 बाबा ने बहुत अच्छी तरह से समझाया❤
Neelamadhav temple in Odisha was the place where Lord Jagannath was being worshiped..then Puri Jagannath temple was destroyed and rebuilt many times. Lord Jagannath ji in Puri is from Satya yug and Jagannath is called as bramha..Bramha means which does not have (Aadi) and Anth(end)..there are many temples where only Lord Jagannath is worshiped without Balabhadra and Maa Subhdra
पुजारी जी का ज्ञान एवं व्याख्यान सुनने योग्य है।
कम से कम राजा खारवेल का शिलालेख ही पढ़ लिया होता, मगर नहीं वह तो प्राकृत में लिखा है, उसकी बात भी नहीं करेंगे क्योंकि उससे इनका थोथा अहंकार चोटिल होता है।
Aap ko pta h to aap jakr explain kr dijiy
@@piyahitanshu90 इन्हीं के प्रदेश में उदयगिरि में वह शिलालेख है, पहली शताब्दी के आसपास का। पता होना चाहिये। मुझे पता है इसीलिए कह रहा हूॅं। तुमने तो नाम भी नहीं सुना होगा, मगर टॉंग अड़ाना है भले ही जानकारी धेले भर की नहीं हो।
@@drsanjayashikhii8847 asi baat nhi h mane aap se pucha h na ki kuch glt kha h
@@piyahitanshu90 अब आपकी 'टोन' अलग है। किसी भी हिंदू मंदिर का अस्तित्व ईसा पूर्व के काल में नहीं था। पुरी का भी नहीं। कभी अवसर मिले तो उदयगिरि-खंडगिरि घूम आइयेगा। सम्राट खारवेल का नाम आपने सुना है या नहीं मुझे पता नहीं मगर इसने मगध पर आक्रमण किया और 'वहसतिमित्त' को घुटनों पर ले आया। पाटलिपुत्र पर गधों से हल चलवा दिया। जनकल्याण के कई कार्य किये जिनमें बॉंध और नहर प्रणाली का पुनर्स्थापन सम्मिलित हैं। वैदिक ग्रंथों में आज की मूर्तिपूजा का आधार खोजना निरा वितंडावाद है।
@@piyahitanshu90madam galat sahi bolne se pahle uska gyan bhi hona jaruri he bina gyan ke kisi ko sahi galat aap kese judge kar sakte,
स्कंध पुराण padhiye bas itna kahna chahta
Sita Ram❤
I’m AMAZED 😳
Great histry ❤
Panditji ko koti koti pranaam🙏🙏
Bhai Bhagwan Tumhare Hathon se Kuchh bahut bada karvane Wale Hain Bhai Lage Raho
pandit ji is knowlege bhut achi hai
Ye Sach Bola hai panditji ne apko dhanyabad Bhai jaganath ji ke Darshan hogae ❤❤❤❤❤❤❤❤😊
Jai jagannath 🚩🚩🚩
Jagannath ji ki mula ghatana Nila Madhab se suru huatha app hamara jagannath ki bare me ese jhutti bat mat bolo . Pehele app Madala panji padha lo phir video banana
Bhai ye bush Paisa aur like share keliye kuch bhi galat video banake post karta hai aur sabse dukh Dene baat ye hai ki ye galat chiz bol raha hai aur hamare Odisha ke kuch log idhar comment section usko support kar rahe hai 🤦🏻
Exactly sir ..
This pandit ji is presenting wrong information.
Excellent video
Jai Shree Jagannath 🙏🏻
Ye kha par h....?
Sahi me pandit ji ke bahut knowledge hai
Omm jai jagathnath ji❤❤❤
Bahut hi sunder video bani hai
पुण्य मित्र सुंग काल से प्रचलित मंदिर बाबा जगन्नाथ स्वामी 🙏
Ram ji banvama time pe Jagannath ji char murti darsan kiatha ata ramayan me likahe or Jagannath ji ka mandir ka bareme kand Puran me milega
location kya hai bhai
Kanpur k Ghatampur m
Bhaiya location kya h
Kanpur se 30 Km hai
Bhaiya बेहटा बुजुर्ग भीतरगाव कानपुर नगर
Pandit ji ke pariwar ki esi halat dekh ke dukh hua prasasan ko is or dhyan dene ki jarurat hai
Great video
Pandit Ji Kripya Skanda Puran utha kar Padh lijiye. Mahaprabhu Shri Jagannath Kab Se Shree Purushottam Khetra Puri Main Birajman he. Bhagaban Balbhadra Yaha Shiv Aur Maa Subhadra Bhagwati ke Rup main Birajman he. Jaha Adi Shankracharya Se lekar Ramanujacharya , Ballavacharya , Chaitanya se lekar Kabir Guru Nanak ji Mahaprabhu ke Darshan kar Dhanya hue hain.
Jish Mandir main 19bar Bahari Akraman hue. Aur Mahaprabhu ki Murti jo ki kishiki Kalpana main bhi nehi aa Sakte. Yaha Nitya Golak Dham Martya Baikunth Shree Jagannath Puri. || Jay Jagannath ||
Do you know lord Nila Madhab...🤔
श्यामा माधव
@@unspacelaw nehin bo Nila Madhab jagannath ji ka pehela swarup
This might be lord nila madhab❤
Location?
Kanpur dehat
Jai Jagannath 🙏.
Location plz
Bahot achhi jankari
जय जगन्नाथ जय माता सुभद्रा जय बलदेव❤❤❤
Jay jagannath ⭕‼️⭕🙏🙏🙏
Jay Jagannath ❤
Main odisha ke niwasi hun....
Ye Bharat bhumi par aatma jo hai wo odisha hai ye mera maan-naa hai....
OR baat jab bramhaand banaane baale ki ho to hum sab tuchh maanab kuchh naa bole to sahi hai.....
Koi buraa matt maan -naa, jo hume banaya uss par hum kuchh nehi bolsakte.....
Unke baare Main jitnaa souch ke bolo kam padjata hai.....
Kabhi puri aayiye, dekhenge Jagannath ji ke samne bramha device or khud mahesh bhagwaan haath jode khade hain......
Jinke bisay Main char mukh bramhaa naa bolpaye hum kya bolenge.....
Jay Jagannath ❤❤❤❤❤
Jay Jagannath🙏🙏🙏
Mandir ek hi hai aur Jagannath Puri Odisha ❤❤
Jay Jagannath,🙏🙏🙏🙏
एक व्हिडिओ भविष्यमालिका के बारे में please 🥺
Pandit ji knowledge is wonderful but he said few things incorrect like Saraswati nadi mahabharata se pehle lupt ho gayi thi, mahabharata kaal me v thi Saraswati nadi yeh mentioned hai MB me aur surf Saraswati nahi , sindhu ke kinare v rishi - muni log dhyan karte the.
Ugra tara sulo pani subhadra bhubaneswari niladrau jagannath sakhyath dakhina kali … jagannath tatwa alga ye sab bharam he✨
Hamare odia main ek kahawat hai , Alpa bidya Bhayankari , means Adha gyan hamesa galat aur bhul hota hai...
Aur beta sun Srusti ke arambh se Mahaprabhu Jagannatha ji Shri Khetra Puri main birajit hai aur
agar unke baare main nahi jante ho to unke upar kuch bhi galat information mat de . Pravu Jagannath ji me baare pehele jaan uske baad baat kar.
ओम नारायण वासुदेवाय नमः
You r realy amazing person
East or west odisha is best. I am form odisha . jaganath mandira to odisha puri me he.baki kahi nahi he.jay jaganath ❤
साधुवाद🕉
Bahut padhe likhe pandit hain puri history pata hain ❤