Ya taj karam kar do ya taj karam kar do Ya taj karam kar do mangto ne pukara hai Tukdo pe tere baba ham sab ka guzara hai Mushkil mai sada dena ye kaam hamara hai Mushkil se bacha lena ye kaam tumhara hai Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin Karte hai muhabbat ham zehra ke dulare se Milta hai sukun dil ko us dar ke nazare se Palte hai hazaro ghar baba ke sahare se taqdeer sawarti hai tere ek ishare se Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin Khushbu ye tere dar ki aaqa ka pasina hai baba tere hatho mai haidar ka khazina hai Ab mere jine ka bas ye hi Karina hai Tera dar hi Najaf mera Tera dar hi madina hai Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin Kya rutba tera jag mai ae mere wali hai Taqdir sawarti hai kya naam Kamali hai Ae taj zamane me wo shakhs milsali hai Ek nazre karam jis par baba tune daali hai Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin Kismat ka hame murshid kya jaam pilaya hai Jis par bhi nazar daali deewana banaya hai Sadqa hai Muhammad ka ye hukme ilaahi se Mere taaj ki thokar ne murdo ko jilaya hai Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin Tere ishq mai tajuddin ab had se guzarna hai Tere husn ka sadqa de ham sab ko sawarna hai Ab kuch bhi nhi hamko ab kaam ye karna hai Tere naam pe jeena hai tere naam pe marna hai Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin Mangto ko agar chaahe ajmer bhija denge Wo ishq ki nazro se bagdaad dikha denge Ik roz wo karbal mai ye sar bhi jhuka denge Karbal se utha kar sar haidar se mila denge Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin
MashaAllah Sultan Bhai Nagpur Ke King Naat Khwan❤️👌
Faisal film acchi video banate
Rajasthan Mumbai
❤
MASHA ALLAH ❤❤❤
BHOT KHOOB
Makhdoom Ashraf Jahangir ka manqabat nikaliye
Allah Salamat rakhe Aap ko Hazrat
Lajwab hai ❤❤❤
सलाम वालेकुम रहमतुल्लाह बरकातहू बहुत ही शानदार कला❤❤म पड़े अपनेमाशाल्लाह❤❤❤❤❤❤❤
यहां हजरत सैयद ताजुद्दीन औलिया या ताज सरकार 🌹♥️🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
2❤❤❤❤❤❤😢😢 3:36 3:37 3:38 3:38 3:38 3:38 3:38 3:39 3:39 3:39 3:39 ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤:20
Nagpur ka king naat khwa... ❤❤❤❤❤
Mere Bhai allah aapko salamat rakhe...
Mashallah habibi
Mashallah
Mashaallah beautiful mankabat
Mashallah sultaan Bhai ❤
Masha Allah Subhan Allah ❤❤❤❤❤❤
سبھانﷲ بھای کیا بات ہے ماشاﷲ❤
Whatever then you can have
Subhan Allah.❤
☺️☺️☺️
Behtreen ❤
Mere PEER karam hai aapka
अब मेरे जीने का बस ये ही करीना है,तेरा दर ही नजफ़ मेरा तेरा दर ही मदीना है वाह वाह सुभान अल्लाह,माशा अल्लाह बहुत खुब बहोत उमदा पढ़ा
Masallah ❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Subahanallah Subahanallah ❤❤💗
Mashaallah 💘❤️💕💕💕
Mashallah baba Taj Sada Nawaze BHAIJAAN 💚😍🙌🏻👑
My favourite Naat❤❤
MashaAllah❤❤❤❤
ماشاءاللہ ❤❤❤
Naat Sharif ka Lyrics do
Ya taj karam kar do ya taj karam kar do
Ya taj karam kar do mangto ne pukara hai
Tukdo pe tere baba ham sab ka guzara hai
Mushkil mai sada dena ye kaam hamara hai
Mushkil se bacha lena ye kaam tumhara hai
Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin
Karte hai muhabbat ham zehra ke dulare se
Milta hai sukun dil ko us dar ke nazare se
Palte hai hazaro ghar baba ke sahare se
taqdeer sawarti hai tere ek ishare se
Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin
Khushbu ye tere dar ki aaqa ka pasina hai
baba tere hatho mai haidar ka khazina hai
Ab mere jine ka bas ye hi Karina hai
Tera dar hi Najaf mera Tera dar hi madina hai
Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin
Kya rutba tera jag mai ae mere wali hai
Taqdir sawarti hai kya naam Kamali hai
Ae taj zamane me wo shakhs milsali hai
Ek nazre karam jis par baba tune daali hai
Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin
Kismat ka hame murshid kya jaam pilaya hai
Jis par bhi nazar daali deewana banaya hai
Sadqa hai Muhammad ka ye hukme ilaahi se
Mere taaj ki thokar ne murdo ko jilaya hai
Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin
Tere ishq mai tajuddin ab had se guzarna hai
Tere husn ka sadqa de ham sab ko sawarna hai
Ab kuch bhi nhi hamko ab kaam ye karna hai
Tere naam pe jeena hai tere naam pe marna hai
Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin
Mangto ko agar chaahe ajmer bhija denge
Wo ishq ki nazro se bagdaad dikha denge
Ik roz wo karbal mai ye sar bhi jhuka denge
Karbal se utha kar sar haidar se mila denge
Al madad ya tajuddin taaje milla te waddin
Ya Taj Har gar Taj baba✨✨🫶🏻🫶🏻💞💞✌️✌️
Ya pak Panjatan Al Madad ❤❤❤❤❤
माशा अल्लाह मेरा भाई अल्लाह खूब कामयाबी अता फरमाए
बहुत उम्दा पढा है ❤❤❤
Mashallha bhut khub
Masha allah
Mashallah bhai
वाह माशा अल्लाह बहुत खूब अल्लाह सलामत रखे
Nagpur ke hazrat tumhare maz par lakho salam
❤❤❤❤❤❤bahot khub Bhai
Bahut hi pyari naat hai masaallah 😍😍😍😍
Kaun-kaun Mere Tarah Subah Sham yah Naat Sunta Hai vah like Karen
Masallah bhai ❤️❤️❤️
MASHA ALLAH ❤❤❤❤ YAA TAJUDDIN BABA ❤❤❤
MashaAllah Bhai Bohut Khub❤
सुब्हान अल्लाह
MashaAllah bhaii❤
Bhut bahatreen janab❤
❤❤
❤
#__तेरे__बाद__किसी__और__को__प्यार__से__देखा__ही__नहीं
#__हमें__इश्क__का__शौक__हैं__आवारगी__का__नहीं !
🌹#_सरकार__ताजुल__औलिया🌹
Mashallah ❤❤❤
Shubhanallah ❤
#Baba mat khaiye ye galat hai #R. A likhiye. Aap kisi b ulma say puchye
Mashallah bahut koob
Masha Allah bahut khub
Sarkaar aur nawaze mere bhai ko ❤️
Subhanallah mashallah bahut khub 👌
Bhai Superb ❤❤
Bhai jan mujhe aap ke sath naat Sharif parhna hai ek baar please
Mashallah bahut khoob Mashallah ❤️🤲
Masha allah ❤ bahut khub bhai ❤❤
Masaallah mere bhai . ❤❤❤❤
Ma shaa Allah ❤️❤️ bro
Mashallah nice voice ❤
Mashallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🤲🤲❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Masha Allah bahut khubsurat and AZ😘😘
Ham Tajuddin ke dar per hai abhi
Subhanallah
Hi😊
Ya tajuddin baba
MASHAALLAH THIS IS BEAUTIFUL VOICE 👳🏻♂️❤️☝🏻🤲🏻☺️
Subhanallah ❤️
Mushkil kusha Allah hai
Are bhai kahna kya chahte ho😊
Subhanallah Bhai ✨
Dil khush ho gaya,, Allah mazeed barkate farmae
Subhan Allah
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Masha Allah ❤ ❤ bahut khoob hazrat
Assalamualaikum sultan bhai ye jo waqia hai mere Taj ke thokar ne murdo ko jilaya hi ye waqia baba Taj ka bhi hi kiya sultan bhai
माशाअल्लाह शानदार shubhanallah
Taaj piya Ka raja kon garib nawaj Al madad sultanul hind ya moinduddin huq din
Lyric..?
❤Ya Taj❤
#mdzohaibshahqadri
MashaAllah
❤❤❤❤❤❤❤
❤❤Masha allha ❤❤
Lyrics chahiye
Masha Allah ❤beshaq
❤❤❤❤❤❤❤❤❤😢
♥️
Ye khuda ke wali or aqa mere tajoddin taje millat pe lakho sala
sanustaww
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Solatn bhai app ki nabar mala sakta hai parasanl
Lyrics milega kya?
Lyrics milegi??
Rr❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
🙏🕋🕋🕋🕋👑👑👑🤲🤲🤲
kausaen
#Sultanrazaqadriofficial almadad tajuddin k baad kya h bhai smjh nhi aara
🎉❤ Masha ALLAH bohat behtreen kalaam hai❤🎉
❤❤❤
Masha allah hazrat
Mashallah bhut khub