Is zindagi ka maqsad Allah tak rasai hasil karna hai, wo through Hazrat Muhammad (SAW)hoti hai, us hussool ki koshish ka naam talab e haq hai us ko paa lainay wala sahib e haq hai. Iqbal saheb e haq hain. un ka kalam samajhnay or samjhanay kay liye ya un kay kalam say mustafeez honay kay liye taalib e haq hona zaroori hai, warna aap yoonhi bas un ki thori bohot tareef kar kay wah waah kar kay faarigh ho jain gai or iqbal ko nahi samaj saken gai. iqbal, sachi lagan walay ko khud hi samaj mai aa jata hai. iqbal ko samajna hai to kisi aashiq say samajhiye ya khud ishq kar kay samajhiye. Ishq say murad Ishq Allah or Ishq e rasool. Iqbal kay kalam ko quran ki kasoti par rakh kay samajhnay ki koshish kijiye. Allah tak pohonchnay kai safar mai iqbal ka kalam ek mishal e raah hai balkay roshni ka meenaar hai jo is safar mai shuroo say aakhir tak rah dikhata hai or bohot madadgar hai. Allah or Allah kay rasool jis ko khud tak rasaai dain dain ya jis ko apni ghulami mai qabool kar lain to khuda us ki aankh haath paaon zuban ban jata hai or wo sahi mano mai ashraf ul makhlooqat ban jata hai or Allah ki raza or us ki raza ek ho jati hai or yehi deen e islam ki asal hai or yehi kalam e iqbal ka maqsad. asslaato wassalam o alaika Ya Rasool Allah.
فقط نگاہ سے ہوتا ہے، فیصلہ دل کا، MashaAllah, Beautiful kalam
Asslamualikum sir.
Very eloquent speech.
allama Iqbal sahab ka bahut Dard hai ummat k ly
Mash Allah Eqbal p bat kany ma ap bhi kamal han
Jawanon Ko Meri Aah-e-Sehar De
Phir In Shaheen Bachon Ko Baal-o-Par De
حضرت اویس قرنی ۔۔تابعی۔۔۔۔ہیں۔
Nice sir g
خدا کےآگے ہاتھ پھیلانا۔۔۔خودداری۔۔کےمنافی نہیں۔
Sir g slam
Is there any institution for study of Iqbaliat in Islamabad?,
اقبال تیری کیا بات ہے۔۔
اقبال بھی اقبال سے آگاہ نہیں اچھا
کچھ اسمیں کوئی تمسخر نہیں واللہ نہیں ہے
اقبال کی اس غزل کے عزیزم شکیل درمیان کے کءی اچھے شعر چھوڑ دءے. شاہد زبیری جرنلسٹ سہارنپور ا نڈیا
مصرعہ یوں ہے نہ ہو نگاہ میں شوخی تو دلبری کیا شوق غلط پڑھا ہے
Is zindagi ka maqsad Allah tak rasai hasil karna hai, wo through Hazrat Muhammad (SAW)hoti hai, us hussool ki koshish ka naam talab e haq hai us ko paa lainay wala sahib e haq hai. Iqbal saheb e haq hain. un ka kalam samajhnay or samjhanay kay liye ya un kay kalam say mustafeez honay kay liye taalib e haq hona zaroori hai, warna aap yoonhi bas un ki thori bohot tareef kar kay wah waah kar kay faarigh ho jain gai or iqbal ko nahi samaj saken gai. iqbal, sachi lagan walay ko khud hi samaj mai aa jata hai. iqbal ko samajna hai to kisi aashiq say samajhiye ya khud ishq kar kay samajhiye. Ishq say murad Ishq Allah or Ishq e rasool. Iqbal kay kalam ko quran ki kasoti par rakh kay samajhnay ki koshish kijiye. Allah tak pohonchnay kai safar mai iqbal ka kalam ek mishal e raah hai balkay roshni ka meenaar hai jo is safar mai shuroo say aakhir tak rah dikhata hai or bohot madadgar hai.
Allah or Allah kay rasool jis ko khud tak rasaai dain dain ya jis ko apni ghulami mai qabool kar lain to khuda us ki aankh haath paaon zuban ban jata hai or wo sahi mano mai ashraf ul makhlooqat ban jata hai or Allah ki raza or us ki raza ek ho jati hai or yehi deen e islam ki asal hai or yehi kalam e iqbal ka maqsad. asslaato wassalam o alaika Ya Rasool Allah.
v nice