Bluetooth Searching issue Fix On Windows 7 || Bluetooth Connecting issue Fix Kare 🔥

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 2 дек 2024

Комментарии • 19

  • @mrelixir882
    @mrelixir882 2 месяца назад

    Sir ham windows 7 se windows 10 dal diye khud se , ab mera bluetooth me problem agya hai aawaz ruk ruk ke arha hai 😭🙏

  • @Sidhumoosewalafans-vl1fp
    @Sidhumoosewalafans-vl1fp 3 месяца назад

    Bhai yaar hp support and service se drive install kar liya h (HP laptop) fir bhi connect nahi ho raha h blutooth

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  3 месяца назад

      Windows ko update kijiye latest version mein aur purane driver ko uninstall kijiye aur naya driver install kijiye latest wala

  • @ShekhAryan-z8w
    @ShekhAryan-z8w 3 месяца назад

    Abhi bhi nahi hua hai bhai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  3 месяца назад

      Windows ko update kijiye latest version me or bluetooth driver ko uninstall kijiye aur new aur latest version wala driver install kijiye

    • @ShekhAryan-z8w
      @ShekhAryan-z8w 3 месяца назад

      Bhai hum sabhi problem aapke video se solve karte hai lekin blutooth sahi nahi ho raha bhai
      Windows update bhi kar liye hai

    • @ShekhAryan-z8w
      @ShekhAryan-z8w 3 месяца назад

      Mera amd processor ka laptop hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  3 месяца назад

      Yadi Bluetooth ke software mein koi bhi Issue hoga to maine jitna Tarika bataya UN tarikon se problem solve ho jana chahie

  • @ShekhAryan-z8w
    @ShekhAryan-z8w 3 месяца назад

    Bhai hum sabhi problem aapke video se solve karte hai lekin ye problem sahi nahi ho raha hai bhai hum windows update bhi kar liye bluetooth uninstall bhi kar liye lekin sahi nahi ho raha hai bhai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  3 месяца назад

      Laptop hai ya PC hai aur kahin aapane Apne operating system ko upgrade to nahin na kiya tha jaise Windows 7 se 10 mein ya 10 se 11 mein

    • @ShekhAryan-z8w
      @ShekhAryan-z8w 3 месяца назад

      Haa bhai upgrade karaya hai windows 10 me

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  3 месяца назад

      To sabse pahle Windows ko update kijiye jitna Bhi update aaya hua hoga aur driver ko bhi update kar lijiye bluetooth ka Wi-Fi ka audio ka sare driver ko update kijiye

    • @ShekhAryan-z8w
      @ShekhAryan-z8w 3 месяца назад

      Bhai ek video bna dijiye na upgrade wala ke uper

  • @sirajafridi7761
    @sirajafridi7761 4 месяца назад

    Yarr bhai apna buhath zyada video banaye ha magar 1 b kamm nahe kar raha

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  4 месяца назад

      Auro ka comment padhiye or dekhiae kinka kinka solve hua hai

  • @FF-qx5en
    @FF-qx5en 2 месяца назад

    Sir Abhi bhi nahi hua

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 месяца назад

      Operating system ko update kijiye latest version me or new or latest version wala Bluetooth driver ko install kijiye old wale ko hatakar

  • @bheemchand4888
    @bheemchand4888 25 дней назад

    Nhi huaa

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  23 дня назад

      Sabse pahle operating system ko update kijiye latest varjan mein uske bad bluetooth driver ko update kijiye a jaega Bluetooth