Shyam ji.. compression tester laga ke har cylinder ki reading dikha dete to accha hota.. aap ka experience bahut jyada hai ..pehle hi bata diya ki piston/valve ka kaam hoga..
Paaji aap hydro blasting machine le lo engine parts cleaning ke liye, meine Poland me dekha hai aur machine bhi cheap hai aur bahut kam mehnat me parts ekdum new ho jate hain.
@@shyamsinghcartechnology accha to 3bar engine hone ke bad bhi pickup nahi aaya aisa to nahi hona chahiye na q ki piston orignal to kafi ache se kam karege to duplicate bhi kafe chaljate hai Usha godez mahle last ipl to kisne to dala hoga in me se to Aisa nahi hona chahiye sir
Fabulous work .sir duster85 ki video to h engine ki. 110 ki bhee dalo detail me dono engine me kya difference h .piston same h ya change h dono ke is pr aur dalo sir
@@shyamsinghcartechnology sir vo vali video dekh li apki .usme engine assembly vala part nhi h .yadi kabhi dubara ho ske to 85aur 110 me difference jarur batana.
Sir mere paas ford figo 2011model h Car ko jab cold start krte h to 1500 rpm pr start hoti h Jab rpm down aata h 1000 to 900 rpm pr engine vibrate karne lagta h 10 minute car start rkhne k baad Engine vibration band ho jati h Kya problem h smjh nhi aa rha
Sir car start hone pr tad tad tad wali sound jaise ki valve setting nhi hoyi ya valve loose hai aisi sound kyu aa rhi hai aur kya apne silencer se mosqito wali jaali nhi nikali samjh nhi aaya
Abhi tappet loose hai to gaadi ke 5 ya 10,000 km chalne ke baad aur bhi loose honge to ise aap tight karoge ya loose hi rakhoge@@shyamsinghcartechnology
@@shyamsinghcartechnology Think haai sir ji thanks for answer my question i am from surat Gujrat warna apse thik karwa leta manifold clean karwa leta hun..
Jis car ka koi nahi, uska Shyam Sir, ek call problem solve....
Shyam sir u r great 👍
Bahut bahut dhanyawad pagi ye gadi aur 2015 ertiga lagbhag same Hain isse mushe bhi bahut help hogi🙏🙏🙏
Badiya detailed video 👍
Sir apka work top level ka hai
Ek number kaam, Bilkul 0 zero paaji ab meri Sx4 ko b krdo zero zero ❤❤
So good mechanic
Paji vidio dekh ke dil khush ho gaya ❤❤.
singh is king ❤
❤ sir nice work
Bahut badhiya sir thank ❤
Love from pakistan ❤
Ok report to honi hi hai jab aap kaam karoge paaji koi kami ho hi nahi sakti aapke kaam mai, aapka kaam bolta hai ❤❤
paji bahut badhiya ji ❤❤❤❤❤❤💯👍
Veri nice work sir ji
Tussi Great ho paaji ❤❤
Good job paji ❤
Good work❤work speaks louder than words❤
Good paji come to Hyderabad ❤❤❤
@@kingsmoin4899 try
Dildar ho paaji aap 🎉
Apki awaaz bahut acchi lagti/hai smjh rahe na baat ko
good job
Good job bhai
Badiya ❤❤
❤❤❤
Nice work
Good nowlage bhai
Excellent sir ji love from Mumbai 🔥🔥💯🔥💯💯💯💯🔥💯💯💯 lekin cooling nozzle nahi hain kya is engine mein dikhaya nahi apane 😅😅😅😅😅😅😅😮😮
@@vedantpotdar5022 isme nhi hoti
Shyam ji.. compression tester laga ke har cylinder ki reading dikha dete to accha hota.. aap ka experience bahut jyada hai ..pehle hi bata diya ki piston/valve ka kaam hoga..
@@Naveen_B64 next time
Good bro
Paaji aap hydro blasting machine le lo engine parts cleaning ke liye, meine Poland me dekha hai aur machine bhi cheap hai aur bahut kam mehnat me parts ekdum new ho jate hain.
@@mayankshrivastava6716 dekh rha hu agar photo h to bejna mere ko
Nisan, sany, disell, sarvis, vidio, karo
batayega jarur sir
Ur choice
Bhai kwid gaadi ka Engine overhaul kar fonge aap . Mai district Hamirpur say hu
@@sanjaybansalvlogs2456 ha ji
Sir apne kam to bahut acha kiya hai lekin ek kami rakh di agar aap ketli convertor dal dete to maja aa jata saond or pickup mast ata
@@AsifKhan-pf8mh vo to h par mil nhi tab
Very nice work❤
Cruze ki clutch plate ki video?
@@Kartik_chandel85 aaye ga
😊..khand bahut badhiya kare log😂😂
veer 1 num kam a tuhada
3/4 bar engine khole aur piston ring aur piston nahi dale ye kaise hosakta hai 😅
Mistake
Petrol gaddi me ye soch lete h chal pade ga
Par galat h
Jab car heat hoti h to piston loose ho jate h
@@shyamsinghcartechnology accha to 3bar engine hone ke bad bhi pickup nahi aaya aisa to nahi hona chahiye na q ki piston orignal to kafi ache se kam karege to duplicate bhi kafe chaljate hai Usha godez mahle last ipl to kisne to dala hoga in me se to Aisa nahi hona chahiye sir
@@tektikshah1151 aasa hua h
Har part karab nekla h
Hi❤❤❤
Fabulous work .sir duster85 ki video to h engine ki. 110 ki bhee dalo detail me dono engine me kya difference h .piston same h ya change h dono ke is pr aur dalo sir
@@ancientmedicos5709 dali h ek 110 ki usko dekho ap
Parts me farak h kaffi
@@shyamsinghcartechnology sir vo vali video dekh li apki .usme engine assembly vala part nhi h .yadi kabhi dubara ho ske to 85aur 110 me difference jarur batana.
@@ancientmedicos5709 ok ji
Paaji meri tata indigo eCS ko bhi theek krdo self le rhi hai but start ni hoti, timing belt bhi theek hai
@@cloudystark01 machnic se check karao
Sir kya diesel gadi dizire pahdon m nahi chal pati kya kyon log diesel gadi se darte hain
@@mohanjoshi5173 aasa kuch nhi h Bhai sab chalta h
Hallo..Paji dzire 2018 45k km drivn petrol milage drop hoa hai ..kya problem hosakta hai..?
@@atakyong6885 engine tune karao
Sir mere paas ford figo 2011model h
Car ko jab cold start krte h to 1500 rpm pr start hoti h
Jab rpm down aata h 1000 to 900 rpm pr engine vibrate karne lagta h
10 minute car start rkhne k baad
Engine vibration band ho jati h
Kya problem h smjh nhi aa rha
@@pharmagyan4262 video bana kr bej dena
Ok sir
Kah par hai aapki workshop
@@mukeshkaushik4542 Mandi Himachal
Paaji kaha hai workshop aapka
@@GandhiNehruArchitectGhazwaHind Mandi Himachal
Sir car start hone pr tad tad tad wali sound jaise ki valve setting nhi hoyi ya valve loose hai aisi sound kyu aa rhi hai aur kya apne silencer se mosqito wali jaali nhi nikali samjh nhi aaya
New engine me tappet lose rakte h or silencer ke bare me video me bataya h
Abhi tappet loose hai to gaadi ke 5 ya 10,000 km chalne ke baad aur bhi loose honge to ise aap tight karoge ya loose hi rakhoge@@shyamsinghcartechnology
J mar gayi gaadi 😂😂😂
Swift vdi pickup with black smoke problem sir
@@vikramojha1536 check air system and injector
Veri good sar 200 subsc completely 🙏🙏🙏🪻🌹💐 sar
P2282 beat diesal sir solution bata do bohot din se dikkat hai
@@jeetrajiwala2903 air system clean karo or leaking check karo
Nhi to head tak ki problem ho jati h
@@shyamsinghcartechnology egr clean karwa liya or 80-90 kee baad hi light ati hai or code p2282 a jata hai Kya manifold clean kawna chahiye?
@@shyamsinghcartechnology or head main kya problem hone se ye code banta hai??
@@jeetrajiwala2903 manifold to main h
Head me valve ki seat down ho jati h or proper compression nhi ban pata
@@shyamsinghcartechnology Think haai sir ji thanks for answer my question i am from surat Gujrat warna apse thik karwa leta manifold clean karwa leta hun..
scand hande gadi Le raha hu gadi ka engine change hai lena chahiye ki nahi Rc mine crde hai aur gadi mein m howk ka engine hai
Sir lene m koi harz nahi but dikkat tab hoti h jab koi bat ho jaye ya to rc m bhi wahi number ho baki apki ichha
Thik bola bhai ne
paaji iska purana clutch to new lag rha hai .but kya ye Origonal hai ya local..?
Purana hi dala h sahi h or OEM h
Lena chahiye ki nahi
Choice apki
Sir total kharcha kitna aa gya
@@gauravkhosla1884 35
Shyam bhai apki left eye me swelling lg rhi h any problem
Me humans ka dr hu jse ap cars ke doctor ho
@@IrfanKhan-zr6eu Haji thi problem sahi bola apne par ab thik h
@@shyamsinghcartechnology nice get well soon
ਭਾਜੀ ਗੱਡੀ ਬੰਬ ਬਣਾ ਤੀ
Guru ji total kharcha kitna aaya iska
35
@@shyamsinghcartechnology or abhi to cataleptic canvetor bhi dlega ji
@@ashifmalik4358 ha ji
Total paisa kitna laga paaji ?
35
@@shyamsinghcartechnology35 hajar paaji
@@GandhiNehruArchitectGhazwaHind ji
Too Much Talking, its Over acting
@@WaqasAhmad-cr3mg Thanks for ur comment
Good job