Salam un alaikum Mai app sy guzarish karta hu ki mere sawal ka jawab de 1 hafte sai puch rha hu........Mera sawal ye hai ki kya future and option, intraday trading halal hai agr naa toh ussai kamaye gaye paisu ka kya hukm hai Taqleed : ayatullah khamenei
Jahaan tak main jaantaa hoon aur olma se is masale pe maine baat ki hai, to unhone halaal qaraar diyaa hai, lekin ehtiyaat ke saath, options trading bahot khatarnaak hai, baghair maahir hue ispe kaam karnaa bahot risky hai, baaki aap khud bhi research kar len
Tmam moamenin se guzaris hay ke sabil quraan ke vidiyo bhi dekhe rasulullah (s a w w) ne quraan aor aehlebayt dono se jude rehne Ka zikra ghadir me kiya tha
SalamunAlaikum #QuestionForSabeelmedia kya na mehram se jaise ki cousin brother ya kisi or sy Gloves pehenky ya cover karky or niyat b thik ho to Hath Milana jaiz hai?? Jaisy ki Hamary yahan cousins se ya dur ke chacha se milty waqt hath ko Cover karke hath milate hai or kuch moqun par kabhi galay b lag jaty hai lekin Pardy ka Khayal karty hue!....aur jab koi rishtedar haj par jaty hai to wo Gloves pehenky sabhi rishtedar wagera jismy Na mehram b hoty hai sabsy hath milaty hai!🧤 to kya ye sab jaiz hai ya nahi plzz reply!!
Bhaai zaroorat kyaa hai haath milaane ki gloves pahan kar, khud Rahabarbyaa doosare kisi marjah ko maine is tarah se haath milaaye nahi dekhaa, skin contact naa hone ke baawajood, haath ki narmi to mahsoos hogi hi, jo kuchh logon ki shahawat ko bhadkaa sakti hai...
Jazak Allah khir app ka andaz e bayan both e ummda a
جزاک اللہ خیرا کثیرا ❤
Jazakallah Agha salamat rahe'n 🙌❤️
Jazakallah. Mai boht waqt se is video ka wait krr raha thaa
Mashallah ❤
Eltmas dua
Jazakallah khair All members Sabeel Media
Alhamdulillah Alla kulle Naima
JazakAllah ❤
Jazakllah bahot hi behtarin tarike se samjaya agha Aapne
Tajweed quran videos
Please upload
Masha'Allah
Jazakallah agha
Jazakallah
Shukriya
Saam ya husain school k baco ki imtahan ma kamyabi ks wazifa bata dye.
Kya Balo ka jora ya ponytail bana k namaz hojati hai? hadees and with reference.
Salam un alaikum
Mai app sy guzarish karta hu ki mere sawal ka jawab de 1 hafte sai puch rha hu........Mera sawal ye hai ki kya future and option, intraday trading halal hai agr naa toh ussai kamaye gaye paisu ka kya hukm hai
Taqleed : ayatullah khamenei
Jahaan tak main jaantaa hoon aur olma se is masale pe maine baat ki hai, to unhone halaal qaraar diyaa hai, lekin ehtiyaat ke saath, options trading bahot khatarnaak hai, baghair maahir hue ispe kaam karnaa bahot risky hai, baaki aap khud bhi research kar len
Tmam moamenin se guzaris hay ke sabil quraan ke vidiyo bhi dekhe rasulullah (s a w w) ne quraan aor aehlebayt dono se jude rehne Ka zikra ghadir me kiya tha
Aik swal tha
K Kya aik aurat k lie us ke dada k bhai aur Abu k cousins(chachu)mahrem hain
SalamunAlaikum
#QuestionForSabeelmedia
kya na mehram se jaise ki cousin brother ya kisi or sy Gloves pehenky ya cover karky or niyat b thik ho to Hath Milana jaiz hai??
Jaisy ki Hamary yahan cousins se ya dur ke chacha se milty waqt hath ko Cover karke hath milate hai or kuch moqun par kabhi galay b lag jaty hai lekin Pardy ka Khayal karty hue!....aur jab koi rishtedar haj par jaty hai to wo Gloves pehenky sabhi rishtedar wagera jismy Na mehram b hoty hai sabsy hath milaty hai!🧤 to kya ye sab jaiz hai ya nahi plzz reply!!
Bhaai zaroorat kyaa hai haath milaane ki gloves pahan kar, khud Rahabarbyaa doosare kisi marjah ko maine is tarah se haath milaaye nahi dekhaa, skin contact naa hone ke baawajood, haath ki narmi to mahsoos hogi hi, jo kuchh logon ki shahawat ko bhadkaa sakti hai...
@gurucharanseth Bhai koi khaz zarurat to nhi lekin mai puch rahi thi ki JAIZ hai ya nhi. Jaise kuch situations mainy diye hai to unke liye
اسلام علیکم جناب میری ایک سوال ہے
سوال یہ ہے کہ ایک خاتون کے لیے اپنی شوہر کا ماما ( یعنی شوہر کا ماں کے بھائی) محرم ہے یہ نامحرم ہے ؟
Title fix karlein - Kaun se rishte hoga
Salam Agr ek dafa kisi aurat ne kisi bachay ko dhood pilaya ho to kya wo razie maa hongi ?
Ladki agar reazai Maa ka dhood pi Le to uske pahle Jo bacche Hain Jo ke ladke Hain wo use ladki ke liye mehram hai ya nahin plzz rply
Anti ke beti mehraam hain kya
Cousins sab Namehram hain!
Kya nana ke bhai mehram hai
Ya phir dada ke bhai ??
Ya nani ki behen mehram hai
Ya phir dadi ki behen ???
Is mein bataya gaya hai ki Maa ke chacha(nana ke bhai) aur baap ke chacha(Dada ke bhai) aap ke bhi mahram hain.
@SabeelAhkamofficial okay thanks for replying
Aur mamu ki beti mehraam hain kya
nhi Wo bhi Namahram hai..
Jisse shadi ho sakti hai wo Namahram hai..
Chart me samjhaya hai kaun kaun mahram Namahram hai..