mene Pune Mai ek IT related course Kiya hai unho ne mere se 70000 rs liye hai course 6 month la tha 1 saal laga diya complete karane Mai ..aur job ki guarantee bhi thi..job lagane ke baad unko aur 60000 dene the par ab tak koii job nhi di hai ...aur "get in get place" aise bolake bahut students ko luta ja raha he.. agreement ka natak karate hai sari fee bharane ke baad agreement karate he wo bhi bina stamp paper ke...mere class me bahot se Student gav se aye the...ab kuch students ko delivery boy ka kam karana pada hai....plz koii course karane ki soch raha hai to 100 bar socha na ...paise aur time barbad
jmi 2024 entrance pattern paper has been totally changed by the university and they didn't even update us with the new syllabus or pattern. I gave ba. hon. psychology/sociology/geography paper and for the whole year I prepared according to their provided syllabus but the paper was very different from that as a student we can't handle such a situation which leads us to mental pressure of how will we get admission. They are playing with students mentality by changing pattern at last moment and even not informing to students. Now what can be done in this situation please tell me mam. please reply. thank you
@@masteramittalks maine consultant k through CRSU university me b.ed me admission liya tha..lekin ek sal se jyada ho gya h or college ya university mujhe marksheet nhi de rhe h to kya mujhe complaint ya fir krni chahiye..?
Sir PTET ki counseling m Pehle college mil gaya tha but university ne result nhi diya to bevajah fresh choice bharna pada jis fin 2nd counseling ka result aaya usi din final year ka result aaya to college hi allot nhi huaa to kya kare?? Please help
@@masteramittalksSir Same Humara Bhi Original Documents Rakh Diya Or Student se Sirf Paise Luth rahe hai kabhi Fine,Fresher day, Farewell Day Bolke 1K le lete hai Or Exam fees Bhi vo log 600 ki jagah 3K Le rahe hai
Sir Maine fee refund ki complaint ki thi ab uske bad ugc ki trf se email aaya hai for more details... More details Jo mangi gyi hai vo kaise kru sir... Please bataiye
Clg main ek Refund Department Hota Hai unke paas ja kar Help li jiye Nahi kiya toh Principal Aur Unke pass kuch nhi hua to jinka school hai unko he topic bataye apke staf help nhi kar rahe hai bolo Apko principal la khud Call aa jayega
@@guddu_daa9 sir maine distance se admission liya tha other state university me toh Jana toh possible nhi hai lakin Maine university ko mail Kiya hai addmission cancellation and fee refund k liye. Sir Maine e samadhan pe complaint ki thi maine unko details b provide kra di or unka call b aaye tha or unhone university ko mail b kr diya hai..... Sir kya ab mere fee refund ho skte hai...
fee refund ho jati hai agr bo refund policy ke under aa rhi ho... apne kb admission liya h, university ki policy kya hai, kb apne refund lgaya h sb,.... agr us period me hoga jisme refund le skte hai then suggestion h ek baar university visit kijiye... via mail and telephonic jyada time waste hoga
@@masteramittalks sir maine complaint ki thi or UGC ki trf se reply b aaya tha or ugc ki trf se university ko mail b beja gya 2 times but mere fee refund nhi hui sir ab mai kya karu....?
Sir main bahut pareshan hu maine 10 th ki thi 2021 me abhi tk college balo ne mujhe marksheet sahi kra kr nhi di aur 10 th ki marsheet ki vajah se meri 12 th ki marsheet galt ho gyi h aur ab main GNM kr rahi hu sir mera diploma bhi galt ho gya h aap batao sir main kya kru 10 th college bale meri marsheet nhi de rahe h
Bhaiya plz plz meri help kro mene ek college me admission liya tha or wo chod diya me padne bgra nh gai kyuki COVID-19🦠😷 time chl rah tha or jab se meko tc ki jarut nh pade or ab meko tc ke jarurt pade rahe ha to government college bale kah rahe ha ek saal ki fees jaam kro pure jab tc milge
Excuse me 😭 bhaiya now im very very sad because when im request for my refund my university has said to be your refund has been process in 6 week in your original account but today is 14 weeks what can i do for this
Sir mene rdvv University m degree apply Online apply kiye they 12 months ho gye nei aai h degree unversitiy m 1500 maag raha dene ka 1260 online diye ab University ko do had haal h
hello sir, hum 4 friends ne milke d.el.ed me admission li thi, adm ke time par hume ek saal ki fees 42000 boli gayi thi jo unhone ek slip pr likhkar b diya with sign of the incharge teacher, ab hamare exam hain uske liye roll no. lene gye to unhone bola ki 44000 fees do wrna hum roll no. nhi denge, jab hmne unko slio dikhayi to unhone bola ki jis incharge ne sign kiye hain wo abhi college se ja chuke hain isliye hum yeh slip ko nhi maante, even kuch students ne 40000 li unhone, kuch se 48000, alag alag rates lga rkhe hain unhone, roll no. slip nhi dere sir bacho ko mentally torture krre hain, ab hum kya kren?
@@samirjha6529 d.el.ed university ke under nhi aati, scert under hai, unko complain kru?? complain krni kaise, mtlb bs mere pass slip hai , wo sufficient hogi??
Hamaree Classroom mein hamara principal Billi pal raha hai .... Billi Se hamen dar lagta hai aur classroom mein koi Billi ko rakh sakta hai kya ..... Usse hamara mind bhi divert hota hai.... Aur hamare classroom mein sab kachra bichra sab Rakha hai hamare classroom ko store room banakar rkha h .... Humne usko complaint letter likha bahut bar classroom change karne bola lekin classroom change bhi nahin kar raha hai aur kuchh action bhi nahi le rha hai ... Clg Website per complaint karne mein kuchh option bhi nhi hai ...
Sir PTET ki counseling m Pehle college mil gaya tha but university ne result nhi diya to bevajah fresh choice bharna pada jis fin 2nd counseling ka result aaya usi din final year ka result aaya to college hi allot nhi huaa to kya kare?? Please help
Video starts from 1:37
mene Pune Mai ek IT related course Kiya hai unho ne mere se 70000 rs liye hai course 6 month la tha 1 saal laga diya complete karane Mai ..aur job ki guarantee bhi thi..job lagane ke baad unko aur 60000 dene the par ab tak koii job nhi di hai ...aur "get in get place" aise bolake bahut students ko luta ja raha he.. agreement ka natak karate hai sari fee bharane ke baad agreement karate he wo bhi bina stamp paper ke...mere class me bahot se Student gav se aye the...ab kuch students ko delivery boy ka kam karana pada hai....plz koii course karane ki soch raha hai to 100 bar socha na ...paise aur time barbad
jmi 2024 entrance pattern paper has been totally changed by the university and they didn't even update us with the new syllabus or pattern. I gave ba. hon. psychology/sociology/geography paper and for the whole year I prepared according to their provided syllabus but the paper was very different from that as a student we can't handle such a situation which leads us to mental pressure of how will we get admission. They are playing with students mentality by changing pattern at last moment and even not informing to students. Now what can be done in this situation please tell me mam. please reply. thank you
Sir will our identity will be hide if we complaint against college
@masteramittalks kya hum IIT ke online education course ke against fraud ke liye complaint kr skte hai ?
Agr hua h to kr skte h
Sir gujrat ki university ke liye bhi chalega ?
Ye sbhi approved Universities ke liye h
Kya college ya University k against police complaint ya FIR krwa skte h?
yes krva skte hai... if required
@@masteramittalks maine consultant k through CRSU university me b.ed me admission liya tha..lekin ek sal se jyada ho gya h or college ya university mujhe marksheet nhi de rhe h to kya mujhe complaint ya fir krni chahiye..?
Kuch nahi Hota sirf faltu ka salary dakar Rahe Hai yeh ugc wale
Consumer court Mei Karo
Sir PTET ki counseling m Pehle college mil gaya tha but university ne result nhi diya to bevajah fresh choice bharna pada jis fin 2nd counseling ka result aaya usi din final year ka result aaya to college hi allot nhi huaa to kya kare?? Please help
Sir ... Institute (NIHM) Hotel management per b complain kar sakte hai kya ..
I raised a complaint more than 3 months ago. But they never replied.
Hello you raised a complents now it will respond or not now
I am complent UGC website
40 day's still HEI status
Registration ke baad login nahi ho rha
Sir collage pass out dgree ni de rha jbki fee b jma krva di h,ab fine ki demand kr rhe h
Same
Sir 12 me mene top kiya tha to muje pm shooty yojana ka labh nhi mil ra h to muje kya karna chaiye sir please help...
Sir please please please solutions btao ka kro college bale ko pise de do ki yha galt ha es ki against competed kro
Sir hamare college me sabhi ka orginal document jama kar liya gaya hai kaise samadhan hoga iska
college original documents nhi rkh skta...
@@masteramittalksSir Same Humara Bhi Original Documents Rakh Diya Or Student se Sirf Paise Luth rahe hai kabhi Fine,Fresher day, Farewell Day Bolke 1K le lete hai Or Exam fees Bhi vo log 600 ki jagah 3K Le rahe hai
Sir Maine fee refund ki complaint ki thi ab uske bad ugc ki trf se email aaya hai for more details... More details Jo mangi gyi hai vo kaise kru sir... Please bataiye
Clg main ek Refund Department Hota Hai unke paas ja kar Help li jiye Nahi kiya toh Principal Aur Unke pass kuch nhi hua to jinka school hai unko he topic bataye apke staf help nhi kar rahe hai bolo Apko principal la khud Call aa jayega
@@guddu_daa9 sir maine distance se admission liya tha other state university me toh Jana toh possible nhi hai lakin Maine university ko mail Kiya hai addmission cancellation and fee refund k liye. Sir Maine e samadhan pe complaint ki thi maine unko details b provide kra di or unka call b aaye tha or unhone university ko mail b kr diya hai..... Sir kya ab mere fee refund ho skte hai...
fee refund ho jati hai agr bo refund policy ke under aa rhi ho... apne kb admission liya h, university ki policy kya hai, kb apne refund lgaya h sb,.... agr us period me hoga jisme refund le skte hai then suggestion h ek baar university visit kijiye... via mail and telephonic jyada time waste hoga
@@masteramittalks sir maine complaint ki thi or UGC ki trf se reply b aaya tha or ugc ki trf se university ko mail b beja gya 2 times but mere fee refund nhi hui sir ab mai kya karu....?
Sir pranam 🙏
Sir Vivekananda subhabharati college distance education online course BA acha University he kya
yes ..university approved h distance ke liye
Sir ladies ke before married and after married ser name change ho to foam kese fill kRe
Sir main bahut pareshan hu maine 10 th ki thi 2021 me abhi tk college balo ne mujhe marksheet sahi kra kr nhi di aur 10 th ki marsheet ki vajah se meri 12 th ki marsheet galt ho gyi h aur ab main GNM kr rahi hu sir mera diploma bhi galt ho gya h aap batao sir main kya kru 10 th college bale meri marsheet nhi de rahe h
Board me visit kijiye..
Bhaiya plz plz meri help kro mene ek college me admission liya tha or wo chod diya me padne bgra nh gai kyuki COVID-19🦠😷 time chl rah tha or jab se meko tc ki jarut nh pade or ab meko tc ke jarurt pade rahe ha to government college bale kah rahe ha ek saal ki fees jaam kro pure jab tc milge
Sir online paid course app ki complaint kaise karu
Excuse me 😭 bhaiya now im very very sad because when im request for my refund my university has said to be your refund has been process in 6 week in your original account but today is 14 weeks what can i do for this
college ko force kro.. firse contact kijiye.. tym lenge bo
My college is forcing me to stay in their hotel how to complain
Bhai ye jnmc me emergency ke pass parking ko dekhtey hai or staff or students se badtameezi kartey aaj mere sath bhi inhone badtameezi ki h
Sir mera college ugc k portal mein show hi ni hora
Ugc complain koreneki bad vi fees refund nahi ho raha
Document nahi de rha hai
Sir mene rdvv University m degree apply Online apply kiye they 12 months ho gye nei aai h degree unversitiy m 1500 maag raha dene ka 1260 online diye ab University ko do had haal h
visit university in person and connect in authorities
This only for private universities why not govt
hello sir, hum 4 friends ne milke d.el.ed me admission li thi, adm ke time par hume ek saal ki fees 42000 boli gayi thi jo unhone ek slip pr likhkar b diya with sign of the incharge teacher, ab hamare exam hain uske liye roll no. lene gye to unhone bola ki 44000 fees do wrna hum roll no. nhi denge, jab hmne unko slio dikhayi to unhone bola ki jis incharge ne sign kiye hain wo abhi college se ja chuke hain isliye hum yeh slip ko nhi maante, even kuch students ne 40000 li unhone, kuch se 48000, alag alag rates lga rkhe hain unhone, roll no. slip nhi dere sir bacho ko mentally torture krre hain, ab hum kya kren?
bhai ugc ko complaint karo...unka authority sieze ho jayega
@@samirjha6529 d.el.ed university ke under nhi aati, scert under hai, unko complain kru?? complain krni kaise, mtlb bs mere pass slip hai , wo sufficient hogi??
@@tannu7381 ha bhai kr skte ho... proof me usko attach kr dena aur bolna abhi jyada paisa demand kr rhe hai wo log solve out kr denge
Hamaree Classroom mein hamara principal Billi pal raha hai ....
Billi Se hamen dar lagta hai aur classroom mein koi Billi ko rakh sakta hai kya .....
Usse hamara mind bhi divert hota hai....
Aur hamare classroom mein sab kachra bichra sab Rakha hai hamare classroom ko store room banakar rkha h ....
Humne usko complaint letter likha bahut bar classroom change karne bola lekin classroom change bhi nahin kar raha hai aur kuchh action bhi nahi le rha hai ...
Clg Website per complaint karne mein kuchh option bhi nhi hai ...
billi 😮
@@harshitranarana3382 ha🤣
A.B.BED ki shikayat kahan Karen
10 k fees de di fir bhi 0 rupe jama bta rhe hai bro😢
Same problem bro
Mughe us college me nhi padhna h so
Vo log ab bol rhe h fee refund nhi hoga
Complaint on IGNOU
IGNOU ka apna grievance cell h..ap bahan kr skte hai