नवंबर माह में गुलाब का पौधा कैसे लगाए ? How to grow Rose plant in November/December month ?
HTML-код
- Опубликовано: 8 ноя 2024
- नवंबर माह में गुलाब का पौधा कैसे लगाए . How to grow Rose plant in November/December month.
#green_garden #rose_care #grow_rose_plant
8 like very nice information nice sharing👍 👍👌
Dada thank you...sb kota golaper notes gulo berache khub khusi ami,kta din chinta te chilam..
Very nice potting soil mixture bahat achy sy app ny rose ke reporting batae
Nursary ke rose plant ko repoting ke baad, kab aapka special rose mix dena start karne hoga sir.
15 din bad se
Nursery se plant laakar kitne din baad repot kiya hai,
4 se 5 din
Kya har plant ko aisa karna chahiye?
Sir kitne inches ke pot me lagaya h aapne gulab
Gulab ke liye to big size pot chaiye hota h hena
Aur sir aapne video me plant ko kitna niche lagaya h aise to root jali hole se bahar aa jayegi phir repot Krna padega thoda aur soil daal kar upar lgana chaiye tha na jisse ki root ko niche Jane ke liye soil jyda mile
New plant hamesha chote pot me lagay 6 Inch pot hai, fir 2 month me repot kare 8 se 10 inch me fir next year 12 inch me.
Mere jaise lagayege to plant marega nahi
Sir guldaudi ki cutting november month me laga sakte h....
Laga sakte hai lekin flower kabh khilega
Bhai sab purning k kitne din bad first feeding dena hai bataiega please 🙏
7 to 10 din nodes dekhne lage tab dijiye
Jumelia rose jaisa lg rha h apka rose flower
Winter me flower khil ne ke bad pata chalega
Sir mera hibiscus plant 2 year se 6 inch se upar hight badhi nahi kya karenge
Photo send kare
instagram.com/shivprasad992?igshid=YmMyMTA2M2Y=
Apne to३ part. Ret bataya tha
Dada pruning er age calcium nitrate er feeding deachilam..pruning korechi 9 din hoeche..tar pr akhn sb notes gulo realise hoche aste aste,akhon calcium nitrate spray kora jabe..?
Ha buds ele 3 week karun
Sir nursery soil aapne ni jo nikala usee kaya karna chahiye. Ya use doop mein sukakar our compost , riversand mix karke istamal karsakte hai
Ji, soil kabhi fekna nahi chahiye, soil ko sahi bana ke use kare
Sir 1 gamle me kitna plants lagaye...❣️
1
Dragon froot plant k bare me updated kare
Ji
Sir cinder kaha se purchase kare
Amazon Flipkart dono se online purchase kr skte ho
Rajesh kumar mohanty
Pratima enterprises
+91 82354 35575 contact kar lijiyega
Sir, water me kyon roots ko karna hai is plants soil ko
Red soil alag karke Rose plant lagayege to plan marega nahi
@@GreenGarden. sir red soil to tab hatani chaiye jab gulab ka season ho November December me baaki dormancy time me thodi na red soil remove karke laga skte hai
Aur red soil hatana kyu jaroori h aap bol rhe h plant mar jayega red soil me
Red soil water hold karke rakhte hai to plant ki root rot hokar mar jate hai, October me dormancy break ho gaya hai, November to February tak aap ye kam and rainy season me bhi kar sakte hai
Sir, what's the best price of these plants
80 Rs ki liya hai
Since this plant in red soil, so in Delhi must be removed
Yes
I am ist plz pin still watching