Sir I'm your Big fan 💖🙏 Beautiful Rose's with beautiful care can see you are very hardworking person 🌹🌹🌹🌹🌹 Feeling very nice to see your beautiful garden 🏡
Thank you sir knolage ka liye sir new plant mai repot ka kitnay din Baad first firtilizer de mainay aaj three rose plant lagaye hai mai apko followed karta hu
Jamin wale Rose ke liye video banatey 1.nursury se lane ke baad jamin mei Rose lagane ke baad kon se khaad dale. 2.kon se pesticide dale 3.jyada phool lane ke liye kya kre 4.iske baad kaise care kre Rose plant ka
@@GreenGarden. Sir mera ek Rose ka plant hai jisme kafi bde size ke phool aate hai lagbhag 7saal purana lekin pruning ke baad aab usmei matra 1ya 2 hi phool aa rhe hai
Plant ke charo side me kuch soil loose kar ke 1.5 kg compost dijiye and 1 chamach DAP dijiye fir pani dijiye 7 din me ek bar NPK 19 19 19 2gm/L water spray kare
Ok sir haa sir soi mein bhi kaai ho jaati hai kaafi sir maine sand nahi use kiya tha soil mein khatam ho gaya tha sir par soil haath mein jaam rahi thi muthi banane par par sir soil ko toh gir jana cahiye par woh stick kar rahi thi
Sir mera rose plant 2 months se laga hua he nai branch aati he or 1 week me kharab ho jati he or jal jati he sirf steam green rehti he sab karta hu dawai furtilzer pani bhi dekh k deta hu lakin koi result nahi.plz reply I'm your big fan sir
Sir namaskar, mere pas ek china rose h jo two month ka h, app ne jaise bataya usi tarah plant ko repot kiya h, par abhi v ek patta nahi aya h kya kare?
Sir Delhi ka temperature 26-10 chal raha he. Din me garmi he aur night me thand ho jati he. Mere adhiktar cinder wale roses ki new shoots burn hoke blind shoots me convert ho gayi he. Keipya upaye bataye. Me one time watering aur showering karta hoon morning me
Sir aapke chote wale plant me upar ki daali black ho rahi h to kya wo healthy h q k mere bhi Rose plant me aisi hi daali kali ho rahi h to kya mai use rakhu ya usko trim krdu Plz help me
Sir Morning me soil Moist rehti hai to me watering nahi karta hoon. Par dupeher jo dry ho jati he. Kindly bataye ki dupeher ko watering kar sakte hai kya
Sir maine ek naya plant lagaya tha rose ka usme shoots bhi 2 nikal rahi thi par sir usme se ek shoot jal gayi aur sir duasre shoot ki leaf light green colour ki hai toh kya sir soil sahi nahi hai ya sir thand ki wajah se raat mein oos girne ke wajah se kyonki sir koi insect attack toh nahi dikh raha
Sir apne apni is video me humetsu 2 bar hafte me dene ko kaha tha...npk 19 19 19 bhi nhi bataya tha...plz check?? ruclips.net/video/xsbFCkpHv_I/видео.html
Thanks sir , bahut achai sai vdo mai show kiya ha.
Guru ji ki jai ho bahot hi upyogi jaankari Samast rosarian ki or se apko mera namaskaar 🙏🙏
Namaskar ji 🙏🙏🙏
बहुत ही अच्छी तरीके से समझाया आपने सर
bahut badhiya jaankari 👍🙏
Bohut accha jankariya diye thank you 🙏
Very useful vedio sir thankyou
EXCELLENT video
new plant soil me lagane de baad kitne din baad ye fertilizer dena hai?
7 din
Thank you sir@@GreenGarden.
Nice video.👍
Hiiiiiiiiiiiiiii विविधता जी आप कहा से हो
Madhyapradesh se
Thank you very much for sharing this video
What is best spreader
Good
Good information
Sir I'm your Big fan 💖🙏
Beautiful Rose's with beautiful care can see you are very hardworking person 🌹🌹🌹🌹🌹
Feeling very nice to see your beautiful garden 🏡
Thank you very much
Beautiful...
Very nice video 👌👌👌
Super
Thanks 🙏👍
Superb
Thank you sir knolage ka liye sir new plant mai repot ka kitnay din Baad first firtilizer de mainay aaj three rose plant lagaye hai mai apko followed karta hu
New growth start hone par
Jamin wale Rose ke liye video banatey
1.nursury se lane ke baad jamin mei Rose lagane ke baad kon se khaad dale.
2.kon se pesticide dale
3.jyada phool lane ke liye kya kre
4.iske baad kaise care kre Rose plant ka
Jamin me to aap kuch nahi bhi denge tab bhi chalega, insecticide fungicide same dena hai
@@GreenGarden. Sir mera ek Rose ka plant hai jisme kafi bde size ke phool aate hai lagbhag 7saal purana lekin pruning ke baad aab usmei matra 1ya 2 hi phool aa rhe hai
Plant ke charo side me kuch soil loose kar ke 1.5 kg compost dijiye and 1 chamach DAP dijiye fir pani dijiye 7 din me ek bar NPK 19 19 19 2gm/L water spray kare
Achhi jaankaari. Merey pass Super Sonata hai, kya us ka use kar saktey hain 🙏
Ji kar sakte hai
yeh process new roses par bhi apply kar sakteh
Ji
Sir hamare pass humic acid nahi he kya hum biovita le skte he
Ji
Sir, can i mix humic acid and dap instead of npk12.61
Ha but result 12 61 ke sath aachha aayega
Fungicude me saaf sahi rahega??
Nice information sir
But aap sir ye bataiye ki ye sab fertilizer jo apne bataya hai isko morning me Dena hai ya evening me
Morning me
Button rose per September me kya kaam kre
Dormancy me nahi hoga to same fertilizer de sakte hai
Are yaar sir bechere foolo ko utha le jiye kitne pyare h😢
It's wonderful✨😍
#Gardeningasapassionwithdanielmark
Sir rose plan ki soil mix thoda video banaye
Is video ko dekhiye
19:19:19 and saath humic acid desakte hain?
Ji de sakte hai
New sakar branch just main tane bilkul root ki taraf se ko kaat dena chahiye Kya. Usme bhi bads aa gi he.
Agar buds aaye to ssakar nahi hai na kate usko
@@GreenGarden. thanks
@@GreenGarden. mene ek gulab ki bareek si stem ko kalam lgayi usme patty bhi aa gi. Podhe k stem healthy kese hoga or ek bad's bhi aa gi he.
Buds cut kar dijiye, npk 12 61 1gm/L water spray kare 1 month 3 din antar se
@@GreenGarden. thanks
Sir can we use NPK 13-0-45 rose and other flowering plants... For spry and for put in soil...?? From chennai.
Yes
Sir jaldi followring kai liya kya kare khati mai
13 0 45 spray kare
Sir please guide maine online rose plant mangwaye 1 foot ka ,kya karen ki sabhi 12 plants survive kar jaye
Mera Rose care ki playlist dekhiye
Sir kuch plants k liye chai Patti acha hota hai , chai Patti ka pani ko dal sakte hai kya
Ji dal sakte hai
Chhote rose plants mei PGR (Miraculan & Super Sonata) spray krna hai? Plant age 2 months height less than 1 feet.
Yes
Very nice information eagerly waiting for this video(how to make new plants more busy)thnx sir
Kindly follow every month's first day video
Nursery se laya hua rose plant ka sara mitti nikal de kya.
Ji
Sir intrepid ya confidor ki jagah neem oil spray kr skte hai??? Kam chal jaega??
Weekly ek bar kare
@@GreenGarden. dose sir??
Ok sir haa sir soi mein bhi kaai ho jaati hai kaafi sir maine sand nahi use kiya tha soil mein khatam ho gaya tha sir par soil haath mein jaam rahi thi muthi banane par par sir soil ko toh gir jana cahiye par woh stick kar rahi thi
Hiiiiiiiiiiiiiii meenu
Konse month me flowers ko lena hai
December se
Isme soil mix kya liya please btaiy
ruclips.net/video/oyoLPJ3fvBg/видео.html
Is video me soil media hai
Fungicide and neem oil ek sath milake spray kr skte hai??
bhai dono ki consistency alag alag hoti hai. kabhi mix mat karna
bhai dono ki consistency alag alag hoti hai. kabhi mix mat karna
Hello sir mare pass 12 61 00 nahi hai mai uski jaghe pe 00 52 34 de sakta hu new plant mai root growth ke liye jarur bataye
No
Pls apka media composition batayen???
ruclips.net/video/oyoLPJ3fvBg/видео.html
Video ko dekhiye
Sir Maine ek maheene pehle nursary se rose cutting lagai rhi buds aaen h pr Patti n horahi plz btaye soullution
instagram.com/shivprasad992/
Photo send kare
Sir grafted portion and soil kae beech kitna inch kaa gap rekhana chaiyeee...
1 se 2 inch
Soil kya le sir hum punjab mai 50% sand mai summer mai khrab to nahi ho jayega plant punajb ki garmio mai
Aap same ratio me sand soil compost lijiye
@@GreenGarden. Thank you so much sir ji 😀🙏💐
Sir mera rose plant 2 months se laga hua he nai branch aati he or 1 week me kharab ho jati he or jal jati he sirf steam green rehti he sab karta hu dawai furtilzer pani bhi dekh k deta hu lakin koi result nahi.plz reply I'm your big fan sir
instagram.com/shivprasad992/
Kindly photo send kare Instagram me lekin kharch karna padega gobar ki khad se kuch nahi honge vala hai
Is there any difference between TATAMIDA and RALLIS TATAMIDA? Can I use ACTARA Insecticide in place of TATAMIDA?
Same, no
Master ka dose kya hai.
1.5 gm to 2gm/Plant
Sir namaskar, mere pas ek china rose h jo two month ka h, app ne jaise bataya usi tarah plant ko repot kiya h, par abhi v ek patta nahi aya h kya kare?
Photo send kare
Ok sir, thank you
Kya rose n hibiscuse me shambo use ker sakte he white fly ke lya ager koi medicine nahi he tab....
Neem oil 5 ml + 2 ml shampoo one litre water me ghol kar spray kare
Sir I love roses but I am poor in maintaining them. Please guide me.
Follow my video
Sir how to repot rose plant plz give vedio
Video to hai but Mai aur bhi video layenge
ruclips.net/video/3mGzNwy0E6w/видео.html
Is video ko dekhiye
Sir Delhi ka temperature 26-10 chal raha he. Din me garmi he aur night me thand ho jati he. Mere adhiktar cinder wale roses ki new shoots burn hoke blind shoots me convert ho gayi he. Keipya upaye bataye. Me one time watering aur showering karta hoon morning me
Cinder me dono time watering kare chemical fertilizers ki dose kam kare
G
Sir can we mix cinder in soil media for instead of brick pics and stone gravel pls rply
Yes
12 61. 0 na ho tou is ki jaga kia istamaal kare.
Le lijiye
@@GreenGarden. yahan mil nahi raha is liye aap se poocha tha
Fir aap dap use kare
Sir mere rose ka daal shukh rha hai 😢 growth bhi nhi ho rha
Photo send kare
Sir aapke chote wale plant me upar ki daali black ho rahi h to kya wo healthy h q k mere bhi Rose plant me aisi hi daali kali ho rahi h to kya mai use rakhu ya usko trim krdu Plz help me
Jis me flower tha ?
@@GreenGarden. g
Us ke colour aisa hi hai koi bimari nahi hai
Sir,repot karne k kitne din baad fertilizer Dena hein ?
New shoot aane par
Sir mere pass toh yeh sab nehi hai
Koi dusra upaye dengey🙏🙏🙏
Aap ke pas jo hai dijiye
Sir ampoxcillin ki jgh biovita x dal skte h.micronutrient k lie..ki dusra lna pdega
No, ampoxcillin combi 2 or utkarsh combi 2 me se koi bhi ek lijiyega
Maine plant abhi lagaya 2 week hua hai to mai plants.ko cut kar sakhti hu ya nahi
No need
@@GreenGarden. thanks a lot 🙏
Dutch orange hai kya yeh?
Ji
Ye Rockstar lg rha hai
Sir Morning me soil Moist rehti hai to me watering nahi karta hoon. Par dupeher jo dry ho jati he. Kindly bataye ki dupeher ko watering kar sakte hai kya
Aap morning me watering kare sham tak chalega
Nimkali,bonemil,hornmil,mustard cake,dap,absom salt kitney din ku ek bar Dena hai
Video me bataya gaya hai fir se dekhiye
Sir mere gulab me blind ki problem hi
Pani Kam dijiye fertilizer ki dose kam kare
Sir maine ek naya plant lagaya tha rose ka usme shoots bhi 2 nikal rahi thi par sir usme se ek shoot jal gayi aur sir duasre shoot ki leaf light green colour ki hai toh kya sir soil sahi nahi hai ya sir thand ki wajah se raat mein oos girne ke wajah se kyonki sir koi insect attack toh nahi dikh raha
Soil me jyada pani ke karan hua hai
Pls put the subtitle video sir
I have added all newly videos
3 din bad 1littar pani me 1garam 191919 ur aapson solt 1 gram mix kare
Humid aasid 1 ml 1littar me mix karo fir use 2 Malakar Matti me Dale 100 garam 8 din me 1 bar
Map 126100 lena hai 1 garam 1 litter pani mix karo
सर ह्यूमीक च्या जागी सिविड दीले तर चालेल का
Yes
गुलाब की कटिंग कब करनी चाहिए
October ki 15 se 7 November tak
12:61:00 aur npk19:19:19 hai
Ok
Fir 3 deen bad 191919 npk utkarsh 1garam aapsan solt
Mere rose plant mi leaves nahi aarahe hi . nursery se laka maine repotting kiye ek month hone ko hi .but no leave.please bataye kya karu
Stem me pani spray kare
Mere paas to sirf rogar aur saaf fungicide hai
Sir Chinese button rose ke naye chhote plant main bhi ek sal tak flower nahin Lena hai?
First 3 month na le
Sir mey double delight kharidna chahhti hu...konsa online nursery se buy kare? Mey Kolkata se
Aapko nursery me try karna chahiye offline mil jayega
3 din bad spry
mere plants me aise red leaves kabhi nahi ate
Achha se fertilizer dijiye aayega
Sir apne apni is video me humetsu 2 bar hafte me dene ko kaha tha...npk 19 19 19 bhi nhi bataya tha...plz check??
ruclips.net/video/xsbFCkpHv_I/видео.html
Video pura dekhiye skipe karenge to samajh me nahi aayega
@@GreenGarden. dekha sir...ek bar plz check??
Is video ruclips.net/video/xsbFCkpHv_I/видео.html ko plz dekhiye isme aapne kuch alag bataya tha is video se??
Mai ne dekh liya hai aap jaha par confuse ho us jagah skipe hoga to aap nahi samjho ge
सर पत्ती काटने वाली मधुमक्खी से बचाव कैसे करें 🙏
Madhumakhi patti nahi kate hai
ਤੈਨੂੰ ਸਹੀ ਤਰੀਕੇ ਨਾਲ information nhi ata bhaya