Bhaiya Maine abhi new Yellow rose liya hai 8-10din pehle new pot me transplant kiya hai cocopeat me,but maine uski leaves n buds ke sath uski roots bhi 80-90 percent cut ker di b usme new growth nahi ho rahi plz suggest koi ghrelu fertilizer jo roots n leaves jaldi grow kare and usse shade me rakhna hai ya dhoop me abhi 2-3,ghnte ki sham ki dhoop bhi lag jati hai
Sir plz make a video on month wise seed sowing of vegetables... Like in which month we can sow cabbage seeds , chilly seeds etc ... And for 2 person family how many plants per vegetable required....
Hii sir ye reporting koin se month mai kiya aap ne maine march mai same tarike se kiya hai lets see aane waale time mai us plant ka kya hota hai aap bhi apne es plant ka result dekhaye
Nursery se lae hue gulab ki pattiyan do din rakhne ke bad Sukh si gai thi pattiyon Ko Maine alag kar Diya aur report kar Diya kya vah survive Karega plant fresh tha
Agar gulab ke paudhe ke niche ki mitti k sath hi use gamle me dal de to kya gulab ka growth nahi hoga ? Jab ki nursery se laya gaya to usi mitti me flowers lage hue the.
नसा पता है किसमे होती है मुझे नशा पेड़ लगाने में होई है आप का बीडीओ देख कर गूलाब लगायें है लेकिन पेड सूख रहा कृप्या एक बार फोन कर के बात कर ले बहुत मेहरबानी होगी सर
Aap apni delevery acchi kare kahi baar washroom me hote hai call pic ni kr pate to delevery boy parcel return le jata hai agar back call krke bolte hai 10 min me aya mai to wo 10 min bhi wait nahi karte maine 15 din pehle order Kara tha 2 baar wapis ho gya fir new amount bada kar order kara to aapka customer care wale bol rahe hai new ni bhejenge old me shipping ka loss ho gya hame ye konsa tarika hai bhai
सर आप सभी चीजों के बारे में बहुत ही अच्छी तरीके से समझाते हैं आपको बहुत-बहुत धन्यवाद
बहुत अच्छी प्रकिया है । मैंने अपने गुलाब के पौधे ऐसे ही ट्रांसफर किया था। बहुत बहुत शुक्रिया दीपक भाई
You’re welcome 😊
Apke paudhe Mai flowers aa rhe h???
@@TerraceGardening sir mujhe direct mitti me hi lgani hai to mitti kaise taiyar Krna hai
बहुत बहुत धन्यावाद बहुत ही अच्छे से बताया है आपने गुलाब लगाना
बहुत बढ़िया
मैं आपके तरीके को अपनाने के बाद अगर मेरा गुलाब का पौधा लग जाएगा तो आपको बहुत-बहुत धन्यवाद ❤❤❤❤❤
यह काम किया थैंक यू सर🎉🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤
Beautiful plant and nice information
Thanks a lot
Very nice information 😊👌👌✌️🙏
Thanks 😊
Very good information 🙏
आप बहुत अच्छे से बताते हैं 👍👍👌👌👌👌🙏🙏
Bahut accha laga.. Acchi jaankari ke lour bahut bahut dhanyawad..Mera gulab ka phool sookh raha hai.. Kya usko wapas hara kar sakte hai??
Nice bhai
Sr ji es trh plant lgana sa plant she sa lg jayaga mra ga to nhe plant?
Very informative❤❤
Aapki video Dekhkar Humne Sare ped Usi tarike lagaen Sara Mera Lag Gaya
मुझे डायरेक्ट मिट्टी में लगाना है गमले में नहीं लगाना हो तो कैसे मिट्टी तैयार करो जय श्री राम कृपया मुझे बताएं
Mujhe bhi
@@HimanshuSahu-yo3npmitti mein aap kuch time compost daal ke chor do... Mitti soft ho jayegi
Pehele gade fertilizer or compost dalo phir plant lago
😻😻😍😍wow it's beautiful garden
Yes, thank you
Thank u sar 🎉🎉❤
Thanks sir .. msi b gulab Lai thi mai apna plant trsnfer nah kiya tha or phir main aapki ye vedio dekhi ab msi b aise hi plant krungi apna new gulab
Nice . Thanks
Bhaiya Maine abhi new Yellow rose liya hai 8-10din pehle new pot me transplant kiya hai cocopeat me,but maine uski leaves n buds ke sath uski roots bhi 80-90 percent cut ker di b usme new growth nahi ho rahi plz suggest koi ghrelu fertilizer jo roots n leaves jaldi grow kare and usse shade me rakhna hai ya dhoop me abhi 2-3,ghnte ki sham ki dhoop bhi lag jati hai
लौकी का 3g cutting के बारे मे बताये
Really i loved you video bhai
God bless you brother ji 👍
Thanks
Amazing sharing.. 🎈🎈🌷🌷
Thank you very much!
Sooooooo beautiful rose plant n useful information 🙏 Deepak sirji
❤ thank you so much 👍 sir
Nice
Sir plz make a video on month wise seed sowing of vegetables... Like in which month we can sow cabbage seeds , chilly seeds etc ... And for 2 person family how many plants per vegetable required....
Purning5pcs
January me rose purchase kia hai ye bhi bta dia kero kioki bahut se summer season me late hai and unki iss tarah se potting nhi calti
Sir
Summer m gulab ko full sunlight m rkh skte h ya nhi
Please answer me
Nice video
Thanks
Think 🥰🥰🥰🥰
Chote growbag se bade growbag me plant ko kese Swift krskte h Bina Bina root ball ko disturb kiye plz ispr ek video banao
will upload soon
Sir please batao many meri roj plint ko re pad Kiya to bo sulhny laga hai 😢
Bhut aachi jaankari 👍👍👍👍
Thank you very much!
Sir maine nursery plant ki mitti ko bina nikale gamla me lga diya h , kya kre bataiye
😍👍
Nice information
Thanks
Super sir
Thanks
Sar hamare yahan din ka maximum temperature 24 or night me min. 10 chal raha h to kya m nimbu ke podhe ko bade pot me shift kr sakta hoo.
बिल्कुल।
Yes
Hii sir ye reporting koin se month mai kiya aap ne maine march mai same tarike se kiya hai lets see aane waale time mai us plant ka kya hota hai aap bhi apne es plant ka result dekhaye
Thank you sir
क्या दिपक बाबू जो हमने मिट्टी निकाली है उसका पानी नहीं डाल सकते हैं
Nursery se lae hue gulab ki pattiyan do din rakhne ke bad Sukh si gai thi pattiyon Ko Maine alag kar Diya aur report kar Diya kya vah survive Karega plant fresh tha
Sir
Mene isi method s gulab ki reporting kri thi 3 din pehle mgr uski branches black ho rhi h or patte bhi sukh rhe h m kya kru
Jaldi btaye
paudhe ki root damage ho sakti hai plant ki shade me rakhiye uar jyad pani mat daliye
Sir
Kitne din shade m rkhna h
Drainage ka kya karna hai ??
Vegetables
can i repot rose plant in december month in this time
Dekh kar hi dar lag raha tha apne to Puri mitti hi nikal di gulab ki, ham to gulab ki mitti hilne bhi nahi dete to bhi gulab mar jata hai.
Ist
Great 👍
Hello sir ji mere rose plant me diyback ki problem ho jati hai fungicide ka use krne pr bhi asa hota hai kya kre plz help me
Sir gulab ki itni mitty htane k baad wo marega to nhi
100 per cent nhi chalega
mitti niche se hatado
Mycorrhiza or fungicide Mila kr miti ki bedding Karo. Plant ab pot kro
Nice information ❤❤❤❤
Thanks
aapke gende Ke Phoolo ke plants itne bade bade kaise huiye? please bataiye
Agar gulab ke paudhe ke niche ki mitti k sath hi use gamle me dal de to kya gulab ka growth nahi hoga ? Jab ki nursery se laya gaya to usi mitti me flowers lage hue the.
Pĺ1ĺĺĺ
हो जाए गई थोड़ा इतजार करो बाकी वो मिट्टी जीवाणु रहित होती है
I can make soil mix with cocopeat and vermicompost for vegetable plant
Yes
No soil only coco peat and vermicompost
Aap kahate hai ki bag katate samay mitti damage n ho aur agalehi pal mitti hatase alag karaneki bat karte hai ye hajam nahi hua.
Good
Thanks
Purani mitti fek dene ki kya?
Tamatar ko DAP or UREA de sakte hai
Aap vid konsi date month me banate he please bataya kre
Sir आप कहा से हो
please बता दो
Gamle Mein Jamun ka ped Baitha Lenge nikalega ya nahin aur mehandi
Uncle Ji gulab ka ped hamen Bata dijiye Naini prayagraj
M bhi Allahabad ka hoon
Uncle ji humko bhi gulab ka ped de dijiye mera mera naam hai Radheshyam hai Gangotri Nagar ke pass pad market ke pass Aadarsh inter College ke pass
Kitna time lgta h grow hone me
Roseplant varieties
Sir please batay maina gulab ka paudhay lagay hai per kali aati hai aur sukh jaati hai
sir gulab m zayda phol lane k liye kya kre
Pumpkin ka Le a kon sa size grow bag is suitable
Aapne btaya mene same vese hi Kiya pr Mera rose plant sukh gya
Maine v aise hi repot Kiya tha. Mera rose murjha hua he. Aapke rose plant ka kya halat hai
Sir mera gulab ka plant upper se black ho jata hai me ne sab kuch try kar ke dekh liya 😢 pls kuch bataiye me kiya karun?
Subse Accha hai ki Rat me Pani me Rakh kar Subh Jaise cha he laga le
Hello Deepak ji
Sir jamin par bhi laga sakte he kya
Yes you can
Konse mahine me Rose plant lagaye
જ્યાદા ગુલાબ કેસે આયેંગે વો તો આપ બતાયા હી નહી ભાઈ
Water ing can green
Sir mujhe aapse narsari ke bare me samjhna. Hai
Iska update bhi dijiye sir
Sukh jata he..
Can we grow 2 color roses in same pot?
आप ज्यादा गुलाब का बताने वाले भाई
Roseplant
नसा पता है किसमे होती है मुझे नशा पेड़ लगाने में होई है आप का बीडीओ देख कर गूलाब लगायें है लेकिन पेड सूख रहा कृप्या एक बार फोन कर के बात कर ले बहुत मेहरबानी होगी सर
Mene ese hi kiya tha mar raha h pta nhi kyu mere plants mere bday gift the 2 mahine bhi nhi sambhl payi me 😭😭😭
Ese nhi karna chaiye rootball disturb ho jati h😢
Ro maat didi sahi se lagao
मैं तो 1 महीने पहले शिफ्ट कर चुकी हूं अब मुझे क्या करना चाहिए शिफ्ट करने का मेथड मेरा आप जैसा नहीं था
Dont worry everything is ok 👍
Mana es tara keeta tha per root ko hawa lagi to dry back ho gaya or gulab ja poocha nahi jala
Sar mere gulab ke paudhe mein niche se pattiyan aankhen fenk Diya hai aur Bade ho Gaye Hain to Kya vah paudha jungali ho gaya hai
Ho sakta hai use nikal dijiye
Hamne esa hi kiya but poudha murjha Gaya or sham ke samay kiya tha kya Mera gulab thik hoga
Ho sakta hai wait kijiye
Aap apni delevery acchi kare kahi baar washroom me hote hai call pic ni kr pate to delevery boy parcel return le jata hai agar back call krke bolte hai 10 min me aya mai to wo 10 min bhi wait nahi karte maine 15 din pehle order Kara tha 2 baar wapis ho gya fir new amount bada kar order kara to aapka customer care wale bol rahe hai new ni bhejenge old me shipping ka loss ho gya hame ye konsa tarika hai bhai
Rose k miiti pore hata de sirf roots lagi to plants nrega to nhi Jise apne vdo m balte me hata de
Growbag
Deepak g mere gulab me full nhi aa rahe or na hi nai pati Nikal Rahi h kya kru
Apne pruning ki thi?
Aapki.rit.khub.utm.chhe
गुलाब की कटिंग कब करनी चाहिए
Summer season chor kr anytime
Gloves
Humne Apne gamle mein Tora hi Laga rakhe hain unmen bataiye kaun sa khad dalna chahie aur कब-कब dalna chahie
LASHUUN LAGANE KA VIDEO TARRACE PAR
Aese koi mtkrna khrab hojata h podha