Zindan Khul Gaya Hai Sakina Watan Chalo Saijad Keh Ke Gir Para Choti Si Qabr Par Mazloom Aisay Gir Para Turbat Pe Behan Ki Jaisay Hussain Tha Gira Akbar Ki Lash Par Dekho Nahi Rahi Mere Hathon Mein Ab Rasan Jane Laga Hai Qafila Ab Laut Kar Watan Lekin Tu Behan Sham Mein Qaidi Hi Reh gayi Kha Kar Tamachay So Gayi Zindan Ki Khak Par Karta Hoon Yaad Ro Ke Main Manzar Woh Dard Ka Kano Ke Zakhm Par Jo Tamacha Tujhe Laga Baba Ko Tu Sina Pe Sada Deti Reh Gayi Baba Sina Pe Rotay They Tab Tush Ko Dekh Kar Amma Ki Tarha Tujh Ko Na Mil Payi Thi Rida Baba Ki Tarha Tuih Ko Kafan Bhi Na Mil Saka Pathar Bhi Khaye Sham Mein Tu Ne Meri Tarha Nagay Se Gir Ke Ho Gayi Teri Bhi Kham Kamar Main Le Ke Tujh Ko Sham Se Wapas Na Ja Saka Baba Ko Kva Bataon Main Ab Ja Ke Karbala Kurtay Mein Dafan Kar Ke Banai Teri Lehad Abid Ko Khoon Rulaye Ga Yeh Dard Umr Bhar Karbal Mein Chin Gayi Thi Tere Sar Se Jo Rida Wapas Main La Chuka Hoon ussay Dekh Toh Zarra Sar Par Main Tere Rakhta Rida Apne Haath Se Afsoos Haye Sham Mein Tu Na Rahi Magar Amma Ke Bain Sun Ke Nikalti Hai Jaan Meri Kehti Hai Umr Bhar Na Woh Saaye Mein Jayegi Kaisay Uthaon Ujari Hoi Maa Ko Tu Bata Teri Lehad Se Maa Ki Bhi Hatti Nahi Nazar. Woh Rukhsat-e- Hussain Pe Zainab Ka Imtehaan Aisa Hi Aaj Phir Se Hai Zindan Ka Samaa Sajjad Ho Raha Hai Juda Aisay Behan Se Uthta Hai Ro Ke Qabr Se Girta Hai Qabr Par Likhoon "Sahaab" Kis Tarha Mehshar Ka Marhala Tha Gham Ki Inteha Pe Bhi Abid Ka Hosla Zinda Behan Ki Qabar Se Uth Kar Chala Gaya Ahwal-e-Gham Sunanay Ko Baba Ki Qabar Par
نذرانہ عقیدت بحضور سیدہ سکینہ سلام اللہ علیہا ایک شعر رخ سکینہ پہ طمانچے ہیں شمر لعین کے انجم یہ محمد سے وفا کی اعلیٰ مثال ہے ۔۔۔۔۔ سٹارز آف بلتستان کے لیے ۔۔۔۔۔ از قلم انجم شہزاد چیمہ گاؤں کیلاسکے تحصیل وزیر آباد ضلع گوجرانولہ پنجاب
Jab mera bimaar imam ko sakina ki yaad aati thi to mera mola aak he baat bolta tha haye sham kisne mola sa pucha mola sham ma aisa kon sa masiba ho tha 🥺🥺🥺
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر مظلوم ایسے گر پڑا ، تربت پہ بہن کی جیسے حسین تھا گرا ، اکبر کی لاش پر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر دیکھو نہیں رہی میرے ، ہاتھوں میں اب رسن جانے لگا ہے کافلہ ، اب لوٹ کر وطن لیکن تو بہن شام میں قیدی ہی رہ گئی کھا کر طماچے سوگئی زنداں کی خاک پر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر کرتا ہوں یاد رو کہ میں ، منظر وہ درد کا کانوں کے زخم پر جو طماچا تجھے لگا بابا کو تو سنا پہ صدا دیتی رہ گئی بابا سنا پہ روتے تھے ، تب تجھ کو دیکھ کر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر اماں کی طرح تجھ کو ، نہ مل پائی تھی ردا بابا کی طرح تجھ کو کفن بھی نہ مل سکا پتھر بھی کھائے شام میں ، تو نے میری طرح ناقے سے گر کے ہوگئی ، تیری بھی خم کمر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر میں لے کے تجھ کو شام سے ، واپس نہ جا سکا بابا کو کیا بتاوں میں ، اب جا کہ کربلا کرتے میں دفن کرکے ، بنائی تیری لحد عابد کو خوں رلائے گا ، یہ درد عمر بھر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر کربل میں چھن گئی تھی ، تیرے سر سے جو ردا واپس میں لا چکا ہوں ، اسے دیکھ تو ذرا سے پہ میں تیرے رکھتا ردا اپنے ہاتھ سے افسوس ہائے شام میں تو نہ رہی مگر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
Zindan Khul Gaya Hai Sakina Watan Chalo Saijad Keh
Ke Gir Para Choti Si Qabr Par
Mazloom Aisay Gir Para Turbat Pe Behan Ki
Jaisay Hussain Tha Gira Akbar Ki Lash Par
Dekho Nahi Rahi Mere Hathon Mein Ab Rasan
Jane Laga Hai Qafila Ab Laut Kar Watan
Lekin Tu Behan Sham Mein Qaidi Hi Reh gayi
Kha Kar Tamachay So Gayi Zindan Ki Khak Par
Karta Hoon Yaad Ro Ke Main Manzar Woh Dard Ka
Kano Ke Zakhm Par Jo Tamacha Tujhe Laga
Baba Ko Tu Sina Pe Sada Deti Reh Gayi
Baba Sina Pe Rotay They Tab Tush Ko Dekh Kar
Amma Ki Tarha Tujh Ko Na Mil Payi Thi Rida
Baba Ki Tarha Tuih Ko Kafan Bhi Na Mil Saka
Pathar Bhi Khaye Sham Mein Tu Ne Meri Tarha
Nagay Se Gir Ke Ho Gayi Teri Bhi Kham Kamar
Main Le Ke Tujh Ko Sham Se Wapas Na Ja Saka
Baba Ko Kva Bataon Main Ab Ja Ke Karbala
Kurtay Mein Dafan Kar Ke Banai Teri Lehad
Abid Ko Khoon Rulaye Ga Yeh Dard Umr Bhar
Karbal Mein Chin Gayi Thi Tere Sar Se Jo Rida
Wapas Main La Chuka Hoon ussay Dekh Toh Zarra
Sar Par Main Tere Rakhta Rida Apne Haath Se
Afsoos Haye Sham Mein Tu Na Rahi Magar
Amma Ke Bain Sun Ke Nikalti Hai Jaan Meri
Kehti Hai Umr Bhar Na Woh Saaye Mein Jayegi
Kaisay Uthaon Ujari Hoi Maa Ko Tu Bata
Teri Lehad Se Maa Ki Bhi Hatti Nahi Nazar.
Woh Rukhsat-e- Hussain Pe Zainab Ka Imtehaan
Aisa Hi Aaj Phir Se Hai Zindan Ka Samaa Sajjad Ho Raha Hai Juda Aisay Behan Se
Uthta Hai Ro Ke Qabr Se Girta Hai Qabr Par
Likhoon "Sahaab" Kis Tarha Mehshar Ka Marhala
Tha Gham Ki Inteha Pe Bhi Abid Ka Hosla
Zinda Behan Ki Qabar Se Uth Kar Chala Gaya Ahwal-e-Gham Sunanay Ko Baba Ki Qabar Par
Allah sab ko slamat. Rakhe
Is bech waly bachy ki video alag say upload krain...is ki awaz sub say kamal hai.
No doubt
Yes true
💯
@@shujahaiderrizviofficial9354 syed siraj Mosavi talented kid from skardu
Salamat rhain yah awazain😢
Un bachun ky bakht buland hon Ameen ya Rabal Alameen
مولا سلامت رکھے آپ سب کو آمین
Always my fav....❤muazzam
Mashallah.....may God bless these children..... Well recited❤
MashaAllah ❤️❤️ Allah salamat rakhe hamesha baccho...🤲🤲🤲🤲🤲Bibi sa pursa qubool kare😭😭
Ameeeen ameeeen😢😢😢😢😢🤲🤲🤲🤲
Mashallah mola salamat rakhe azadaro ko Ameen 💜💜💜💜
Mola Slmt Rahky❤
MashaAllah MashaAllah bouhath Khoob bibi jaza daay qabool karay
My favorite noha😢
Mashallah both payre awaz ha mashallah ❤❤
Mashaallah ❤ heart breaking noha
Allah salamt rakhe in bachoon ko ❤
Ameen🤲
Ameen ❤
Masha Allah salamat rakhe app sab koo moula 🏴🫀💔
Mashaallah maula salamat rakhe aap sab ko
Mola salmt rakha❤
JazakAllàh 😭😭💐
MashaAllah… salamat reho sab. Ameen
😭😭😭😭 mashah Allah salamet rahiy ap sb ❤
Always fav. Moazam❤
Haye haye 😭😭😭
❤❤slamet rehoo❤❤
❤Sakina sa ka pursadaroo❤
نذرانہ عقیدت بحضور سیدہ سکینہ سلام اللہ علیہا
ایک شعر
رخ سکینہ پہ طمانچے ہیں شمر لعین کے
انجم یہ محمد سے وفا کی اعلیٰ مثال ہے
۔۔۔۔۔
سٹارز آف بلتستان کے لیے
۔۔۔۔۔
از قلم انجم شہزاد چیمہ گاؤں کیلاسکے تحصیل وزیر آباد ضلع گوجرانولہ پنجاب
Jazakallah
I like this nohay😢😢
Hayeeeee mairyyy Molaaaa😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭 mairy chottay azadaaaar bhayooooon mola ap logon per hamesha apni nazre karma kren or aplog isi Tarah pursa kero ameeen🤲🤲😭😭
I am big fan of muazzam ❤❤
Muazzam Ali Mirza big heart lover❤❤
Muazzam is the best ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Mazloom Aisay Gir Para Turbat Pe Behan Ki Jaisay Hussain Tha Gira Akbar Ki Lash Par
Salamat raho bachchon
Hey hey sakina😢😢😢😢
Jab mera bimaar imam ko sakina ki yaad aati thi to mera mola aak he baat bolta tha haye sham kisne mola sa pucha mola sham ma aisa kon sa masiba ho tha 🥺🥺🥺
MASHAALLHA MOLA SALAMAT RAKHE AAP SAB KO ELAHIAMEEN 😭😭😭😭
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
مظلوم ایسے گر پڑا ، تربت پہ بہن کی
جیسے حسین تھا گرا ، اکبر کی لاش پر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
دیکھو نہیں رہی میرے ، ہاتھوں میں اب رسن
جانے لگا ہے کافلہ ، اب لوٹ کر وطن
لیکن تو بہن شام میں
قیدی ہی رہ گئی
کھا کر طماچے سوگئی
زنداں کی خاک پر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
کرتا ہوں یاد رو کہ میں ، منظر وہ درد کا
کانوں کے زخم پر جو طماچا تجھے لگا
بابا کو تو سنا پہ صدا دیتی رہ گئی
بابا سنا پہ روتے تھے ، تب تجھ کو دیکھ کر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
اماں کی طرح تجھ کو ، نہ مل پائی تھی ردا
بابا کی طرح تجھ کو کفن بھی نہ مل سکا
پتھر بھی کھائے شام میں ، تو نے میری طرح
ناقے سے گر کے ہوگئی ، تیری بھی خم کمر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
میں لے کے تجھ کو شام سے ، واپس نہ جا سکا
بابا کو کیا بتاوں میں ، اب جا کہ کربلا
کرتے میں دفن کرکے ، بنائی تیری لحد
عابد کو خوں رلائے گا ، یہ درد عمر بھر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
کربل میں چھن گئی تھی ، تیرے سر سے جو ردا
واپس میں لا چکا ہوں ، اسے دیکھ تو ذرا
سے پہ میں تیرے رکھتا ردا اپنے ہاتھ سے
افسوس ہائے شام میں تو نہ رہی مگر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
boht hi pur dard noha
Zindan khul gaya hai sakina watan chalo s 2:37
Choty sy labra par 0:36
😭😭😭😭😭😭😭🙏🙏🙏
Iska alag sai noha bna dain jazakallah khair 😢😢
Mola Salamat rakay 🌹🌹
Maula salaamat rakhe
Mashalllah
Hay Hussain 😭😭😭
MashaAllah g
❤❤❤❤❤
Hayyee mashallah 😭😭
I like This nohay
Hm ❤
Iltimase dua
Mashallah ❤
Mashallah❤❤❤❤
MashaAllah 😢😢❤❤❤
masallah mola salmat rahky
Mashallah geo
Center wale bro ki voice ❤
Mashallah nono seak 😢❤😭
My favourite naha nice brother ❤❤
Mola. Slamat rakhe
Masha Allah ❤️
Mashallah ❤❤❤❤❤❤❤❤
Mashaallah 😭😭😭
mashallah
Salamat raho,
Mashallah
mashallah mashallah 🥺🥺❤️❤️❤️
❤❤ mashallah
Mashallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Yar ye jo darmyan men bacha betha hy, kon hy ye? MashaAllah bohot pyari awaz hy.
@@ehtshamahmed5 mashallah ye talented kid Syed siraj mosavi of Skardu hy... You can search his videos on youtube and facebook...
i like natural voice
Mashaallah ❤
mashllh
❤❤😢😢😢
❤
Good job
❤❤❤
🖤🖤🖤
😭😭😭😭😭
Hayee
💔
😢❤😭
😢😢😢
Can i get the seperate ids or channels of their noha khuan kids? Pls?
@@kanzafatima2598
Muazzam Ali Mirza
youtube.com/@muazzamalimirzaa?si=ZUYwV3G7Qm32bo2I
Syed Siraj Mosavi
youtube.com/@sirajmosavi6619?si=TbrOIMXl7R-ae5wQ
Ajmal Ghazi
youtube.com/@ajmalghaziofficial?si=yTNEOHXLt6nA4mmw
Mashallaj
😭😭
Left side 2nd person 👍🏻
mashallah all are talented kids Ajmal Ghazi have a good voice you can search him on youtube and facebook
😊
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
😢😢😢😢😢🏴🙌😭😭😭😭😭
Kisi ek ki awz alg aara h ,vo kon h?
I think Muazzam Ali mirza
syed siraj
Muazzam
its the one in the centre- siraj moosavi
😭
,BBC sb🎉😮😅😊
Unlike Muazzam
Masahallah
Mashallah❤
Mashallah
❤
😢
😭😭😭😭😭
😭😭
Mashallah ❤
Mashallah
❤
Mashallah