..Pranaam Aunty ji.. Aapne Saavan-mahine mein Vratt ke niyam aurr puja ke baare mein bahoot acchha bataaya hai.. Saavan mein Somvaar ke Vratt aurr puja ke niyam koo acchhe se bataaya hai.. Thank you so much Aunty ji itni important aurr helpful information bataane ke leeye.. Thanks Aunty ji.. 😊😊🙇🙇😊🙇🙇🙇
Mata ji mere kundali mey vishdhar kal sarp dosh tha.jo pandit ji ney kha wyse pooja kr di thy.4 saal pahly .kya dosh khatm nhi hota? Kyu ki meine apni online kundali dekhwai th oh abhi b Bole rahe hai oh hai.mata ji kuch btayeh iss visay mey 👏👏👏👏👏👏👏
Pranam mataji 🙏🏻🙏🏻🙏🏻navratri me solah somvar ki pooja kaise karun prasad kya khaun kyunki navratri me aate k prasad nahi kha sakte..plzzz ispe bhi video banaiye jaldi hi plz plz plz
माता जी को हॄदय से प्रणाम, हमारे घर पर शिव लिंग नहीं है । दूसरी तरफ अभी lock down के कारण मंदिर भी ठीक से नहीं खुल रहे है। और पंडित जी भी घर पर नहीं आ रहे हैं। परंतु मेरी बहुत इच्छा है इस सावन के मास को व्यर्थ ना जाने दु। अतः क्या में घर पर शिव लिंग की प्राण प्रतिष्ठा कर घर पर ही रुद्राभिषेक कर सकता हूँ? और फिर सावन के महीने के बाद उसे विसर्जन कर सकता हूँ? कृपया मार्ग दर्शन करें। माता जी को पुनः हृदय से प्रणाम ।
🙏 मैं बड़ी असमंजस में हु मैं सोलह सोमवार व्रत सुरू कि हृं मैं पहले सोमवार को शिवलिंग नहीं बना पाई तो क्या दुसरे सोमवार से शिवलिंग बना कर पुजा कर सकते हैं क्या ? 🙏
Aunty jaise hamare yaha paihle Somwar ko sutak chal r tha to hamara paihla Somwar jhut gaya to ky ham 2 Somwar se 16 shomwar ka niyam le sakte h ..... please bataiye aunty please......
Maa ji maine bhi tak nhi uthaya hai 16 Somwar vrat to kya karu maa ji kab se utha sakti hu bataye na maa ji please do Somwar nikal gaya hai ab kab se uthau vrat
Aunty ji mai abhi pashupati nath vrat ka udapan krugi pehle sawan k somvaar ko toh kya solah somvaar ka dusre sawan somvaar se kr sakti hu plzz plzz bataye
Aunty मैने इसी कार्तिक पूर्णिमा के सोमवार से सोलह सोमवार व्रत शुरू किया था, पर last सोमवार को मैने बाकी पूजा तो एकदम अच्छे से किया, लेकिन सोलह सोमवार की व्रत कथा पढ़ा ही नही था, ये बात मुझे एकदम से आज शाम को याद आई, अब मैं क्या करू aunty? व्रत को नए सिरे से शुरू करू, subh दिन देख कर या उसी व्रत को जारी रखूं?
Aunty me bhi 2 vrat kar rhi hu ak 16 somarbar ye Sankalp ki hu to mummy bol rhi thi agle sombar ko chhod dene ko 4 sombar ki hu sawan ka ... vrat aur ak Thursday ka bishnu bhagwana ka to bhi kar rhi hu kuch samajh nhi aarha he kya kru please please reply me 🙏🙏🙏🙏 🙏 please please
Aunty ji me 16 somarbar ka kalash styapit nhi ki hu aur pahle sombar ko me only somari wala book padh thi nhi tha 16 somarbar ka book to 2 nd sombar ko book layi to 2 nd wala sombar ko hi padha aur ladu bhi nhi chadati hu lelin Pooja ache se karti hu to iska bura phal milega yaa 16 somarbar ka vrat kru ya na karu yaa last sombar ko hi chhod hu bahoot Sara confusion he aunty ji please please please reply me 🙏🙏🙏
@@AsanZindagi Aunty ji agr 16 somarbar ka vrat aadha kre to kuch hoga q ki agle sawan somvar tak hi karungi q ki mene sankalp me sirf hath thoda ganga jhal lekar hi apna jo wish he wahi bola hai ,,,,,, nahi apna name li hu nahi gotra , nahi adress boli hu ,, nahi coin Dali hu aur 1 St se lekar somarbar me nahi churan banyi hu nahi kalsh styapit ki hu agr Pooja me bhi bahoot rules follow karna padhta he jisme aadha hi follow ki hu to kuch hoga ise ,,, aur na kru to kuch hoga please reply me mam 🙏 bataye ki 🥺🙏🙏
Aur mene RUclips per dekh hi 16 somarbar ka vrat karna ka sochha bhi tha lekin 1 week me 2 vrat karna padh rha hai to nhi ho pa rha he mujhse yeshe bhi Pooja path sadha aur bhaji bhaw se karna chahiye ye nhi ki aaj 2 dino sadha se aur kbhi beman se to esliye me abhi sawan ka somari tak hi kar leti hu baad me karungi ache se 🥺
please batiya is bar 2 ;3 somvar asthmi ko par raha h aur m har astmi durga ji ka vart karta hu aur savan k somvar v karta hu to yk din kya dono shiv aur maa durga ka vart kar skty h kya karu koi yk karo ya dono yk sath h
सोमवती अमावस्या २० जुलाई को है कोरोना केवजह से हम घर पर कर सकते हैं पिपल कि डाल तोर कर गमले में लगा कर सकते है जैसे आप वट सावित्री कि पूजा के लिये बताई थीं क्यो कि हमारे यहा अभी पूरी छूट नहीं है नमस्कार
Jai shree krishna radhe radhe Guru maa ji ke charno me koti koti pranam mai sirf yaad dilaane ke liye likh rahi hu, chandrayan vrat kaise kab kiya jaata hai isliye ki aaj 58ke ho gaye . Aane wale din kaisa hoga hame nahi maloom. Isliye hum jald hi ye vrat karna chahte hai. Please bataye dhanyawad 🙏
Nice mam...muje ye btaiye ki mene ek br 16somavar Kiya tha lekin udyapan nhi KR payi or somavr chor Diya ab m ky kru plzzzzzzz btaiye ky m fir se somvar suru KR lu ky plzzzzzzz btaiye mam
Mam Mera Somavar ka fast hai Aja se start hai ,pr maih next Tuesday Ka fast rkhti hua Hanuman g ka kb ka Mera 2 fast Hai Monday -Tuesday ab sahi hai yeh maih rkhti hua Tuesday Ka fast plz reply me 🙏
Navratra me ya kisi vishesh puja me Jo mata ki murti ya pratima esthapit krte hai to kya use bhi pratek din esnaan karake tilak or baki ki puja Krna hota h???ya sirf pahle navratra me esnaan kraya jata h or baki sare din tilak lagakr puja ki jati h please jaroor btayiye maa ji 🙏🙏🙏
1) madam ji kaun sa meeti se shivlin g banaye . Kya har eak sawan somvar me naya shivling banana padega. 2) koi bhi plate per shivling rakh kar Puja kar sakte hai. Shivling per jal dalte hai to kis disa me hona chahiye 3) manlijiye sawan somvar vrat ke din subah me shivling per ganga jal ya panchamrit Dali to aagle din(mangalvar ko) shivling per gangajal ya panchamrit dalna hai ya nahi . Tab vrat todhte hai. 4) banaya hua shivling ko Puja karne ke baad Tulsi ke gamale ko chodke baaki gamale me daal sakte hai 5) shivling par chadhaya hua Ganga jal ya panchamrit ko kaha dalna chahiye 6) period ke karan pahele sawan somvar nahi kar pai .kya dusra aur tesra sawan somvar vrat kar sakte hai 7) agar 5sawan somvar vrat beech me kab karna chahiye please batayiye
Ma ji hmare ghar me shivling jo hmne apne phool gamle me marble pe sundar tarike se rakha hai maine unhe pichle sal laya tha or iss sal bhi unhi ka pooja rhi hu or mai roj unko jal chadhati hu sawan bad bhi daily or puri pooja karti hu tilak diya agarbatti sab but mahine me kabhi kabhi ek do din kisi karanvash ache se puja nhi ho pai but aisa kam hee hota hai jab hme kahi jana hota ya kisi or kam se to kya yah galat hai bhagwan bhi jante mai rpj unki pooja karti hu safed fool belptra nhi mil pate par phool roj chadhati plz reply ye galat hai
Maa ji mere kuch questions ka answer dijiye please 🙏 -Me solha somvar vrat karna chahti hu kalse to kalash me ghar par stapit karu ya phir mandir me?? -agar mandir me mantra jaap karni ho to ky asan lekar jana chahiye?? Please reply kijiye kalse vrat start karna chahti hu🙏
Aap k jaisa koi nhi aunty g 🙏🙏🙏 love you ❤️
प्रणाम माता जी आप बहुत अच्छी जानकारी दिए हैं 🙏🙏
..Pranaam Aunty ji.. Aapne Saavan-mahine mein Vratt ke niyam aurr puja ke baare mein bahoot acchha bataaya hai.. Saavan mein Somvaar ke Vratt aurr puja ke niyam koo acchhe se bataaya hai.. Thank you so much Aunty ji itni important aurr helpful information bataane ke leeye.. Thanks Aunty ji.. 😊😊🙇🙇😊🙇🙇🙇
Mata ji pranm. Jankari ke liye dhanyawad. 🙏🙏🙏👌🏼👌🏼👌🏼
Aap bhahot accha l
Btati h sub kuch
Dhanyawaad Aapka Itni Acchi Jankari ke liye
Thank u mam. Om namah shibay
Thank you very much aunty ji
aap behut achhi tereh se batati hai thanku so much
Mamइस जानकारी के लिए आपका बहुत धन्यवाद
#आसानपूजा
प्रणाम ऑन्टी जी।शिव की पूजा कब करे।सुबह या शाम को प्रदोष काल में ?शिव का जलाभिषेक कब करें। कृपया मार्ग दर्शन करें।
Thanks for sharing about upvaas🙏
Hlo mam..kya Mai 16 somwar vrat me kheer BNA skti hu bholenath ko bhog lagane k liye....aur puja k bad wo prasad kheer kha skti hu vrat me?
Thank you
Nice information aunty ji
Very nice vadiyo anti ji
Thankyou so much mam 🙏🙏🙏
Om namha shivay,🙏🙏🙏🙏🙏
Ham aapke sare video dekh te hai
Thank you so much 🙏🙏
Thank u so much aunty ji🙏🙏🙏🙏
Mata ji mere kundali mey vishdhar kal sarp dosh tha.jo pandit ji ney kha wyse pooja kr di thy.4 saal pahly .kya dosh khatm nhi hota? Kyu ki meine apni online kundali dekhwai th oh abhi b Bole rahe hai oh hai.mata ji kuch btayeh iss visay mey 👏👏👏👏👏👏👏
Thank u mam pura wistar se batane ke liye
👍🙏🙏
Aap bahut acche se samjhti hai mam dhanyawad
Aunty aap bohot acche ho ,bohot acchi jankari dete ho thank you aunty 👌👌👌😘😘😘💖💖💖👍👍👍🌷🌷🌷🌸🌸🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏
Sawan somvar Ke Vrat ki vidhi Puja Karke bataen
Thanks
🙏👌dhanyawad aunty ji
Bht hi achhi jaankari Di hai Auntie ji aapne 👌🙏
Pranam mataji 🙏🏻🙏🏻🙏🏻navratri me solah somvar ki pooja kaise karun prasad kya khaun kyunki navratri me aate k prasad nahi kha sakte..plzzz ispe bhi video banaiye jaldi hi plz plz plz
🙏🙏
Om Namo Shivye👏👏👏👏👏
Very nice
👌👌🙏
Nice video
Shree Shivay Namstubhyam 🙏🙏🙏🙏🙏
Hamen aap ki sari baten acchi lagi Jay Mata ki aarti acchi Ho
सावन में जो सोमवार के 5 व्रत पढ़ रहे हैं जो उसमें क्या खाना चाहिए आंटी जी या फिर वीडियो बनाई है या फिर मैसेज से भेज दीजिएगा
Maine solah somvar ka vrat rakha tha lekin ek somvar ko maine galti se kuch kha liya ab mai kya kru bataiye🙏🏻🙏🏻🙏🏻
माता जी को हॄदय से प्रणाम,
हमारे घर पर शिव लिंग नहीं है । दूसरी तरफ अभी lock down के कारण मंदिर भी ठीक से नहीं खुल रहे है। और पंडित जी भी घर पर नहीं आ रहे हैं। परंतु मेरी बहुत इच्छा है इस सावन के मास को व्यर्थ ना जाने दु। अतः क्या में घर पर शिव लिंग की प्राण प्रतिष्ठा कर घर पर ही रुद्राभिषेक कर सकता हूँ? और फिर सावन के महीने के बाद उसे विसर्जन कर सकता हूँ? कृपया मार्ग दर्शन करें।
माता जी को पुनः हृदय से प्रणाम ।
ruclips.net/video/XFObf-RftH4/видео.html
OM NAMAH SHIVAYE!🙏🙏🙏⛳⛳⛳🌺🌺🌺🇮🇳🇮🇳🇮🇳🌹🌹🌹😊😊😊🥰🥰🥰💝💝💝
🙏 मैं बड़ी असमंजस में हु मैं सोलह सोमवार व्रत सुरू कि हृं मैं पहले सोमवार को शिवलिंग नहीं बना पाई तो क्या दुसरे सोमवार से शिवलिंग बना कर पुजा कर सकते हैं क्या ? 🙏
दीदी मै सोमवबती अबाबस मे सिन्दूर रगना चूड़ी बिंदी की फेरी लगा चुकी हूँ इस बार किस चीज की फेरी दू
खाने पिने की चीजों का भी आप फेरी दे सकती है जैसे भीगा हुआ चना ,लीची दाना,मखाना, मिश्री.
ॐ नमो शिवाय हर हर माहदेव री सा
Maa ji ki sadi bhot pyari hai jaipuri saree mujhe bhot pasand hai
Namste aunty ji.. Bhaut hu achu jankari dete ho aaap
Thank you so much dear Anti ji
Nice video 👌👌
Namaste Aunty Ji pranaam AAP ko
Hum sara video apka dekhte h aunty ji
Om namah shivaay 🤩 🤩💓 💓💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜💜 💜
App bhuttt aachii h mata g or sara baat shiii bolti h or sab fake h yha p appko chor k 😚😚😊😊😊😊
Mata ji charnsprsh dhnyvad is jankari is beech me somvar ko somvti amavasya pd rhi hai bta dijiye taki hm phle se tyari kr le
Pranam aunty ji.
Aunty jaise hamare yaha paihle Somwar ko sutak chal r tha to hamara paihla Somwar jhut gaya to ky ham 2 Somwar se 16 shomwar ka niyam le sakte h ..... please bataiye aunty please......
Navratri ke chalte 16 somvar vart ka udhyapan kar sakti hu kya me please bta do
Thanku mata ji
Dhnyawad Mata ji 🙏
Maa ji maine bhi tak nhi uthaya hai 16 Somwar vrat to kya karu maa ji kab se utha sakti hu bataye na maa ji please do Somwar nikal gaya hai ab kab se uthau vrat
Aunty ji mai abhi pashupati nath vrat ka udapan krugi pehle sawan k somvaar ko toh kya solah somvaar ka dusre sawan somvaar se kr sakti hu plzz plzz bataye
Om namah shivaya
🙏
🙏aunty ji nice information
Aunty मैने इसी कार्तिक पूर्णिमा के सोमवार से सोलह सोमवार व्रत शुरू किया था, पर last सोमवार को मैने बाकी पूजा तो एकदम अच्छे से किया, लेकिन सोलह सोमवार की व्रत कथा पढ़ा ही नही था, ये बात मुझे एकदम से आज शाम को याद आई, अब मैं क्या करू aunty? व्रत को नए सिरे से शुरू करू, subh दिन देख कर या उसी व्रत को जारी रखूं?
Aap vrat continue kare isame koi problem nahi hai
Hm parados wart krte h,to kya sawn ke Monday aur parados wart eksath ni kr skte h,
Om Shanti mataji
Mataji mai solah somvar aur pradhosh ka vrat karti hu agar somvar ke din pradosh aa jaye to vrat kaise kare
Ma'am.. Aapka videos kafi informative rahta hai.. Thank you so much.. Mujhe pradosh vrat shuru krna hai please uske liye bataye kab aur kaise kare. Thanks
aap 18 july se vrat suru kare
Mata ji SHRIMAD BHAGWAT MAHAPURAN KATHA ka paath kaise Karein kripa bataen
Nice information maa
Mata g mai v krna chahti hun solh somwari k wart to Ma kaise kre pls bataye is war dusre somwari se kr sakte hain
Aunty me bhi 2 vrat kar rhi hu ak 16 somarbar ye Sankalp ki hu to mummy bol rhi thi agle sombar ko chhod dene ko 4 sombar ki hu sawan ka ... vrat aur ak Thursday ka bishnu bhagwana ka to bhi kar rhi hu kuch samajh nhi aarha he kya kru please please reply me 🙏🙏🙏🙏 🙏 please please
Aunty ji me 16 somarbar ka kalash styapit nhi ki hu aur pahle sombar ko me only somari wala book padh thi nhi tha 16 somarbar ka book to 2 nd sombar ko book layi to 2 nd wala sombar ko hi padha aur ladu bhi nhi chadati hu lelin Pooja ache se karti hu to iska bura phal milega yaa 16 somarbar ka vrat kru ya na karu yaa last sombar ko hi chhod hu bahoot Sara confusion he aunty ji please please please reply me 🙏🙏🙏
ap 16 somvar ka vart pura kare
har somvar ko kalas rakhna hai
ap Thursday ka bhi vrt kar skti hai
@@AsanZindagi ye dno dino ko chhod ke sawan ke bad non veg kha sakti hu me please 🙏
@@AsanZindagi Aunty ji agr 16 somarbar ka vrat aadha kre to kuch hoga q ki agle sawan somvar tak hi karungi q ki mene sankalp me sirf hath thoda ganga jhal lekar hi apna jo wish he wahi bola hai ,,,,,, nahi apna name li hu nahi gotra , nahi adress boli hu ,, nahi coin Dali hu aur 1 St se lekar somarbar me nahi churan banyi hu nahi kalsh styapit ki hu agr Pooja me bhi bahoot rules follow karna padhta he jisme aadha hi follow ki hu to kuch hoga ise ,,, aur na kru to kuch hoga please reply me mam 🙏 bataye ki 🥺🙏🙏
Aur mene RUclips per dekh hi 16 somarbar ka vrat karna ka sochha bhi tha lekin 1 week me 2 vrat karna padh rha hai to nhi ho pa rha he mujhse yeshe bhi Pooja path sadha aur bhaji bhaw se karna chahiye ye nhi ki aaj 2 dino sadha se aur kbhi beman se to esliye me abhi sawan ka somari tak hi kar leti hu baad me karungi ache se 🥺
please batiya is bar 2 ;3 somvar asthmi ko par raha h aur m har astmi durga ji ka vart karta hu aur savan k somvar v karta hu to yk din kya dono shiv aur maa durga ka vart kar skty h kya karu koi yk karo ya dono yk sath h
aap dono puja aur vrat ek sath kar sakte hai .
Thanku Mata Ji.🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻ek sawal aur poochna hai ki malmaas lagne k bad kya Koi naya vrat nahi suru kar sakte jaise karwa chaoth...🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
मेरा भी यही सवाल है 🙏🏻🙏🏻
me aap ki video ka itejar kar rahi thi mam..
Anuty ji saman ky somvar ky fast me kya Gehu ka Atta evening me kha sakty hai Anuty please Reply me 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
सोमवती अमावस्या २० जुलाई को है कोरोना केवजह से हम घर पर कर सकते हैं पिपल कि डाल तोर कर गमले में लगा कर सकते है जैसे आप वट सावित्री कि पूजा के लिये बताई थीं क्यो कि हमारे यहा अभी पूरी छूट नहीं है नमस्कार
Namaste mata ji 2021 m sunday ko sawan start h to kb fast rakhen sunday ya monday ko
Har Har Mahadev mam..🙏🙏🙏
Very nice video 👍👍
Aap bhahot achhe lag rahi ho 👍👍
Ma aapse ak bat khni hai. Yoga sbke liye hr trh se faydemand hai to iske bare me kucha bole apne dosto se mai roj 1ghante krti hu
Jai shree krishna radhe radhe Guru maa ji ke charno me koti koti pranam mai sirf yaad dilaane ke liye likh rahi hu, chandrayan vrat kaise kab kiya jaata hai isliye ki aaj 58ke ho gaye . Aane wale din kaisa hoga hame nahi maloom. Isliye hum jald hi ye vrat karna chahte hai. Please bataye dhanyawad 🙏
prnam aunty ji 🙏🙏
माता जी सोमवार के शंकर जी चढाई नारियल को व्रत वाली नहीं खा सकते हैं क्या 🙏🙏🙏
ji vrat vaalo ko nahi khana chahiye
Solah somvar me ekadashi vrat ho to vrat kaise kare
Mata ji ghar me kaisa shivling rakhe pattar ka ya kis cheez ka pl tell
Mam, periods m Monday ka vrat kr sakte h kya? 7 din k andar Monday aa jaye to kr sakte h kya?plaza answer de dijiyega
Ha vrat to kar sakte h sirf Pooja nhi karna chahiye
GVAJU8YHWYYETY0
Vrat kr skte h kya
Nice mam...muje ye btaiye ki mene ek br 16somavar Kiya tha lekin udyapan nhi KR payi or somavr chor Diya ab m ky kru plzzzzzzz btaiye ky m fir se somvar suru KR lu ky plzzzzzzz btaiye mam
aap abhi vrat suru kare aur poora hone par udyapan kare
Mam Mera Somavar ka fast hai Aja se start hai ,pr maih next Tuesday Ka fast rkhti hua Hanuman g ka kb ka Mera 2 fast Hai Monday -Tuesday ab sahi hai yeh maih rkhti hua Tuesday Ka fast plz reply me 🙏
सोलह सोमवार व्रत कर रहे हैं और उसी दिन हरतालिका तीज का व्रत आए तो सोलह सोमवार का व्रत कैसे करें मेंम प्लीज हमें बताइए
Aise me dono vrat maana jayega
Lockdown me solah somvar udyapan kaise karen
Pradosh virt kai next day sawan mai shivratri ka virat rakh sakte h
Sabse pehla like hamara😄😄😊
Navratra me ya kisi vishesh puja me Jo mata ki murti ya pratima esthapit krte hai to kya use bhi pratek din esnaan karake tilak or baki ki puja Krna hota h???ya sirf pahle navratra me esnaan kraya jata h or baki sare din tilak lagakr puja ki jati h please jaroor btayiye maa ji 🙏🙏🙏
pure 09 din kush ghas se snan karake pujan karna chahiye . ruclips.net/video/PotCA_QEB0k/видео.html
Mataji pagnency me puja nhi karte mandir nhi jate please naye dress nhi pahante please btaeye🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Pls guide kre
1) madam ji kaun sa meeti se shivlin g banaye . Kya har eak sawan somvar me naya shivling banana padega.
2) koi bhi plate per shivling rakh kar Puja kar sakte hai. Shivling per jal dalte hai to kis disa me hona chahiye 3) manlijiye sawan somvar vrat ke din subah me shivling per ganga jal ya panchamrit Dali to aagle din(mangalvar ko) shivling per gangajal ya panchamrit dalna hai ya nahi .
Tab vrat todhte hai.
4) banaya hua shivling ko Puja karne ke baad Tulsi ke gamale ko chodke baaki gamale me daal sakte hai
5) shivling par chadhaya hua Ganga jal ya panchamrit ko kaha dalna chahiye
6) period ke karan pahele sawan somvar nahi kar pai .kya dusra aur tesra sawan somvar vrat kar sakte hai
7) agar 5sawan somvar vrat beech me kab karna chahiye please batayiye
Ma ji hmare ghar me shivling jo hmne apne phool gamle me marble pe sundar tarike se rakha hai maine unhe pichle sal laya tha or iss sal bhi unhi ka pooja rhi hu or mai roj unko jal chadhati hu sawan bad bhi daily or puri pooja karti hu tilak diya agarbatti sab but mahine me kabhi kabhi ek do din kisi karanvash ache se puja nhi ho pai but aisa kam hee hota hai jab hme kahi jana hota ya kisi or kam se to kya yah galat hai bhagwan bhi jante mai rpj unki pooja karti hu safed fool belptra nhi mil pate par phool roj chadhati plz reply ye galat hai
ji ha sahi hai
Maa ji mere kuch questions ka answer dijiye please 🙏
-Me solha somvar vrat karna chahti hu kalse to kalash me ghar par stapit karu ya phir mandir me??
-agar mandir me mantra jaap karni ho to ky asan lekar jana chahiye??
Please reply kijiye kalse vrat start karna chahti hu🙏
Hm somvaari krte aa rahe h too kya is baar se mujhe solah somvaar krne ka mann ho raha h to kr sskte h
ji ha kar sakte hai.
Dusra like hamara👍🤣