Bhai kitne mrzi inch chla...inch pr depend nhi krta...depend krta h to woofer k wattage and impedance pr....high watt woofer nhi chl skte iss pr.....maxi 30 watt chl skta h ek ic pr....
Hii bhai my nev hu aap chenal py Mujhy y puchna tha ki my ny nev hom thetatar liya h to mujhy us my or bess chahiy to kya usmy Tanfarmar badana padyga 25 ward ka h home theatre
Bhai mera paras cumpany ka hometheyetar hai usme 1 ic beech wala kharab ho gaya hai but chal rha hai kuch din se batan work nhi kar rha hai bass aideo nhi de rha hai
please help me Mere tda2030 ic wale 4.1 home theatre pe ek aur 4" Ka speaker lagaya tha jisme total 3 ic tha, kuch der tak toh sound proper aa raha tha lekin ab humming sound a raha hain kuch der bad aur ic ka jaga kala par gaya hain toh kya ic kharap ho gaya hain ya kuch aur? Kya ab ic change kar dena chahiye???
Bhi mera ak halp kardo yaar .. bhi mera home theatre kit me woffer mai sound nahi aa raha hai or only humming a raha hai .. mera board pura naya hai . Please 🥺🥺 help kardo yaar 🥺🥺🥺
Sach main tum bohot achha samjhane ka tarika jante ho 😊 good bro tumhara video dekhke mujhe ek bohot bara help huya
Apka samaghane ka tarika bhot acha hai bhai thanks ❤
Chandrayan 3 Safal ho gaya❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
3 ic me10 inch subwoofer chala sakte hai
Bhai, 3 ic se subwoofer chalega toh transformer load nahi le payega , baki sab thik tha , good video , new subscriber 😊
3 ic se kya1 subwoofer chala sakte hai...? Agar chla sakte hai to kitne inch ka....
@@poonamaditya6622 uss home theater mai age kitna inch ka subwoofer tha ?
Bhai agar 2 ic se 2 4 - 4 inch ke subwoofer chale to aur mere paas 12-0-12 1.5 amp ka transformer he batao koi dikkat to nahi aaegi na
@@Crazy1MShorts subwoofer ke liye 1 ic hota hai jo bass filter karke bass deta hai
3ic vala 2030 ic me 2ic subwoofer kar ke dikha
👌👌👌 super sir ji
Bhai apne thik samjhata hai
But
Yar aap agar dubbul wofer lagate to jyada samjh aata
Sir ji
Kisi our amplifier ka input le sakte hai ya nhi
Yes bro I am subwoofer speaker 3 connect no problem ic.👌🏻👌🏻👍🏻👍🏻
भाई तुमने बात तो बहुत अच्छी बताई हैं एक तुमसे जानना चाहता हु अगर आपको पता हो तो विङीयो बना के समझा देना 2030 if ko brige mod karke bass me kese chalye
Thik he thoda thoda karke hi age badoge achhi video he lage rho
Bhi agar 3amp is transformer use kara or 6 inch ka 1 or 4 inch ka 2 subwoofer chala shakta ho? Please reply
ha brother but jayda watt ka mt calana ic pr load parega
Bro mein bhi ek wooffer 20waat ka or 40waat woofer ko chala sakta hu please replay me ?.....
we can use 8 inch speaker and 1 8 Inch speaker in a simple 2.1 kit
No bro
@@Technicalshyam5 bro and use only one 8 inch woffer for only bass in 2.1 kit
Mai aap ki sari video dekh ta hoo
Bhai Kya hum 2woofer ki jagah 1badha Wala laga sakte hai dono ic ke thru , kitne watt ka lagaye 4.1 me
Nice job brother
Kya hum 2030 ic bord me se subwoofer filter se koi dusara amplifier chala skate hai
👏👏Think you sir nice information video's sir think 👍👍👏👏
kya hum 1st pin se wire leke dusre amp mai laga skte hai ????
Ha dost LGA skte ho aasani SE or work bhi krega Mene iske upper video bhi bna rkhi hai aap channel mee ja kr dekh skte ho
Bhahut ache bhai lage raho
Bro mera pas 2050 4.1 kit ha..6inch 80watt 8ohm woffer ha chala ga??please bahi reply mr
Bhai kya 5.1 board me 3 ic ko bass ke liye or 2 ic ko saund ke liye bnaa sakte hai
Bhai jab bada wala transformer lagaenge to ic kharab nehi hoga to ?
Ha bro ic to kharab hogi
Bass bridge k video banao n bhai plzz 🙏🙏
Bhai , aur ak questions tha home theater ka subwoofer hatake 1 (8" woofer) chala sakta hoon ?
Ha brother
Bhai kitne mrzi inch chla...inch pr depend nhi krta...depend krta h to woofer k wattage and impedance pr....high watt woofer nhi chl skte iss pr.....maxi 30 watt chl skta h ek ic pr....
Isse koi problem to nahi hoga na kitt me aap 3 sabbufar ko ek sath use karke dekhe hai ??
Nhi bro
Thanks bro
Bhai teno main woofer लगाने के बाद bass कमजोर to nahi होगी
6.5 inch subwoofer chelgya na bhai ?
Nhi bro
Bhai esa kar skte he Kya ki do IC pe bass or ek IC pe audio or do bass valo ic ko bariz kr skte he Kya Bhai please Ripley I request you
Ha bro
Thank you brother for reply me
Or Bhai ap do bass ic pe bridge connection kr ke dikha do Bhai please
Kisi b dual channel amp ke dono speaker se only bass kaise nikal sakte h.. plz connection batao
Ok bro
Very very very thanks you bro
Alage se ic laga kar bright nahi kar sakta h kya bass sound ko
Or kar sakta he to kasa
2.1 home kit mea kitne inch woofer lagega aur kitna ohm ????
4 ohm 40 watt
4558ic ko agar out me eak 4440 lagaya to चलेगा क्या?
Ha chalega
Kya esa kar skte Hain ki 2 ic se woofer chale or ek ic se speaker????
4.1 hometheater ma vu meter kaisa lagaya
Syam Bhai hamare pass 25"ultrasim TV hai uska sound think hai but pictur nahi dikhta hai,
Sar kiya ap 4.1 me 4ic ko bass karke bikha sakte ho kiya please request hia
Dost jaise hi mere pass 4.1 homtheater kit aayegi me aapko krke dikha dunga
Please aap kab tak 4.1 me 4ic me bass karke dikhaoge
@@sudhakarelectronicskumar6200 dost jaise hi mere pass vo kit aa jayegi
Me baut kanfuj ho gaya hu 😥😥😥😥 please kyoki meri board class start hone vali hai please help
@@sudhakarelectronicskumar6200 does abhi study pr focus kro or MUJHSE bat krne ke liye Instagram pr follow kro massage kro
4ic 2030 wale board par 3 bass Kasi chalaye warring batana please
Sab me bass agye ab speaker ki awaz kase aye g ?? Please Ripley video please
Me aapka fen sirji
Hii bhai my nev hu aap chenal py
Mujhy y puchna tha ki my ny nev hom thetatar liya h to mujhy us my or bess chahiy to kya usmy Tanfarmar badana padyga
25 ward ka h home theatre
Bhai 2030 ic board me subwoofer me bass ke saath saath travel bhi aa raha hai kya problem ho sakti hai....
Sir 2 1 kit 3chenal ek me kise kare bada woofer lgana he batao
Vai ye transformer toh 0 12 Ka hain.tumne kaise use Kia please reply.....
Dost iske upper video bnai h mene channel pr jakr dekho
4558ic jal jayegi ya नाही
Mene banaa liya thank you so much
Bass achhe se nikal raha hai bro
Isme 10 inch ke 2 subwoofer lga skte hai kya
Humming problem ke uper ek video banv yar
Banaya hai dost hamming problem ke upper video channel pr h jakr dekh lo
3 ic se kya1 subwoofer chala sakte hai...? Agar chla sakte hai to kitne inch ka....
Iska sound kaisa hai aawaz cracking bhi hota hai kai
Frnd mere pas intex3001homethetr hai main 2 ic ho bass nd 1 ic ho sirf sound lena chahta hu aap dso kese kru wire plz jrur dso
3 subwoofer ka lod to tik h magar 1men 6 pin ic me padega to ic fat sakti h........bhai
2.1 hometheatre kit ke Real price btaiye
Hallo bro mere paas vaale 2.1 board me es capsiter ka connection different he bro me khich bhi nhi samaj paaya
Bhai kisivi 2030 ice me kar sakte hne
Bahi subwoofer 2030ic ko brigae mode karke bata
Is me clear bass aata he kya
,Bhai bass ka ic nahi he to 4558 ka connection karke direct join kar sakte ho kya
Mera tda 2030 humbing kr rhaa h mene ic bhi chng kr diye h or module m supply n aa rhaa h
Dost 7805 ic kharab ho gyi h uski or humming ke upper me video bna dunga
@@Technicalshyam5 theek h ab voltage regulator ic ko chng krke dekhta hu
@@Technicalshyam5 gnd k vjh se to hummbing to n ho skta
@@Technicalshyam5 2.1 bala kit h pr usme socket 4 spkr k h
Sir yehi same board mere music player m h but uska bess pehele jesa nhi aarha h to m kya karu please help me out
Bhai capacitor change kr lo
Aur 2030 ki jagah 2050 lga lo
Can we add extra Tweeter in it
Sir not incoming voice sound. Only bass
Good job bro
Kitne amp... Ka transformars lena hoga
Bhai 2.1 board me 2ic se bass chalane ka video banao bridge mod please jaisa 4.1 me 2ic se chalta hai bass waisa 2.1 me batao
Shyam bhai 2.1 home theater kit me boofer ki jagah speaker kaise bajaye
Direct laga kar baja sakte hai ,2030 board me speaker woofer ki jagah laga sakte hai ,mai khud 2030 board me 10 inch speaker chalata hun
Atcha input denese atcha output melega 😁 chndrayan ho ya fir amplifier 🤣 aai baat samaj mein 🥰
2.1 home theater ..me 2 bass ek twitter Baja sakte he kya
Homteater bord ka wofar audio dusre bord me bass niklaga
yeh jo choti ic hai jo bass filter krti hai is ka number btana plzz
4558
Mera problem bass todasa volume denase jadha badajatahe or sound bass ka stop hojatahe
Bro me samjha nhi aap kya kahna chahte ho
Transformer kitne voltage ka lagaya aur kitne ampere ka lagaya
Mu je 4700 uf 25v ke 2 capacitor lake doge plz me tumhe adress batadunga
Hi shyam
Mast video 👌👌👌👌
Bhai mera paras cumpany ka hometheyetar hai usme 1 ic beech wala kharab ho gaya hai but chal rha hai kuch din se batan work nhi kar rha hai bass aideo nhi de rha hai
3 ic ek woofer main kehse hoggi 3no ic keh channels alag alag hain tino ek sath karde
Hurming sound problem thik kaise kren...
Kinta watt ka woofar laga sakta hoon ?
35 watt
@@Technicalshyam5 thank you, thank you.
Low pass filter banana sikhao bro
Bhai ea bhi kya 12 -0 se chalega
Ha
Jal jayega kya?
Bhai ic bord kharb to nahi hoga
Nhi brother
please help me
Mere tda2030 ic wale 4.1 home theatre pe ek aur 4" Ka speaker lagaya tha jisme total 3 ic tha,
kuch der tak toh sound proper aa raha tha lekin ab humming sound a raha hain kuch der bad
aur ic ka jaga kala par gaya hain
toh kya ic kharap ho gaya hain ya kuch aur?
Kya ab ic change kar dena chahiye???
Bhai I think ....ek hi subwoofer chalta he kit me
Ic change kar lo or agar 2 subwoofer chalana he to series me lagao dono ko 🙏
@Raj sisodiya(MP13) ok brother thank you
Achha base niklne ke liye kya kre home thetar ko
Bhai real Hana Bhai kyonki ma ye right left ma bass nikalunga
Reply please 😭
Bro real h aap nikal skte ho is channel pr koi bhi fake video nhi aati
Lovely video
Bhai ye to only bass output de raha h
Or bhai isme jo speaker he home theatre ka usme bass ke sath apan ko sound ka b output dena ho to vo kese denge?
Bro uske liye aap isme 6283 ic kit use kro
Bre 2.1 ko brej kase ker sakte h subwoofer ke power jada karen ko plese
Bhai sony ke homethater ke board me aisa karke dikhao intex ke board ke liye bahut se videos hai
Mere 4.1 me bass nhi aaraha Sirf huming ar rhi hai subwoofer me Kya karu
Tda ic & capacitor audio input problem sir change new.
Bhai Aisa bataiye ki 4 speakero mein se Awaaz alag slag aye
Bhai agar left wale speaker me hi bass nikalna hai toh kya karenge
Nice video sir
Bhi mera ak halp kardo yaar .. bhi mera home theatre kit me woffer mai sound nahi aa raha hai or only humming a raha hai .. mera board pura naya hai . Please 🥺🥺 help kardo yaar 🥺🥺🥺
Brother ic ko check kro
Nice video bro
Only subwoofer bajana wala kit batoo
6283 aur 2030 board dono ek hi coonetion batao
Bro bta rkha h channel pr jakr dekho
Bhai 2.1 bord me 2 ic se bass or 1 ic pe speaker kese chalaye ye video bnao or clear btana
Ic date ho skte h
Vai video itna long mot koro Thora sort koro
Thik hai dost lekin Bhai achhe SE samjhata hu to video lambi ho jati hai