Good health ke side effects se kaise bache | side effects ko kaise thik kare jan lijiya aur comments kare aap na anubhab? aur nehi to Subscribe here-ruclips.net/user/PharmacistKunduji. Aur bhi achhe video dekhne ke liya Pharmacist Kunduji Video Link- bit.ly/3qWh7Xr Please Check the Video here - ruclips.net/video/AlrJu1NlKl8/видео.html Pharmacist Kunduji फैमिली के तरफ से सब को नमस्कार - www.youtube.com/@PharmacistKunduji/videos comments karke bataya aap ko e problem to nehi hai? ______ #pharmacistkunduji #healthymyself #suranjankundu Pharmacist Kunduji फैमिली के साथ जुड़े रहने के लिए धन्यवाद - www.youtube.com/@PharmacistKunduji/videos Subscribe Here: ruclips.net/user/PharmacistKunduji --------------- Contact Me For - Diet plan | Home Remedy | Health Tips | Weight Gain & Weight Loss Diet| Nutrition. _________ Wishing you good health, fitness, and happiness. For Business Enquiries only: suranjankunduofficial457@gmail.com WhatsApp No:8595723207 _________
@@lifeofshaliniii sir ne jaisa kaha waisa lena sa koi side effect nhi hoga mena vi usi tarika sa lia the yahi proccess sahi ha . Turant chord dena sa aap ka bhook vi uss hisap sa kam ho jayega .3 month ka ek cource hota ha.usssa jyada din mat lena . Bs ek baat ka dhayan rakhna ki dabai lena ka sath regular excercise jaruri hain . otherwise pet nikal ayega meri tarah 😂. 👍
Sir maine first time jab good health use ki thi to Mera weight gain ho gya tha or confidence bhi Aya tha 3 months baad jab chhoda to 1 week k andar Mera khana pina sab band hone laga mujhe bhuk nhi lag rhi thi upar se body Mai bhi boht side effects hone laga whole body pain hone Lage or good health lene k baad mera period bhi irregular ho Gaya hamesha kamjor rehne lagi headache fever rehna laga uske baad maine 6 month baad phirse good health liya phirse Mera weight gain ho gya tha or khoya hua confidence bhi wapas aa gya tha lekin jab 3 months baad khana chhod diya to pehle jaise side effects hone Lage aab main kitna bhi achha or healthy khana kha lu Mera weight gain nhi hota main kya Karu sir plz reply me
,,,,,aap koi bhi ,,,weight ,,,gain ,, capsule,, ya khuch bhi aisa lete ho jis se aapka weight gain ,,,hota hai,,,,, Uske side effects acne,,,, dwai chordne ke baad bhukh na lagna,,,,,, khana,,,khaane ka,,,man na karna ,,,,,,, or low energy feel karna,,,,,,, aisa isliye hota hai,,,,,kyoki,,,aapki normal ,,diet ,,,, 3 roti ki hoti hai,,,,, or jab aap weight ke liye ,,,dwai lete ho to,,,, aapki,,,diet badh jaati hai or bhukh. Bhi jayada,,,,lagti hai,,,, jis se liver or humare digestion per effect dekhne ko milta hai,,,,,, main reason ,,ye hota hai,,,,dwai chordne ke baad ,,,,, is se bachne ke liye ,,, multivitamin,,,,chlaye,,, or liver supplements le ,,,,, or fish ,,oil ,,,le 3 month Tak,,,,, subh kaali pet 1 apple khaaye,,,,, zeere ka paani piye,,,,, Ye sab karne se,,aapka weight bhi ,,,kam nhi hoga ,,or side-effects bhi theek ho jaaye ge,,,,,,
Bhn ap pgl ho ek bar zehar khane k baad phir se kha liya Hospital jao test krwao kahi apki liver hi khtm na ho gya ho es se sare test krwao ek bar glti krne k baad dusri baat etni bdi glti kxe kr di apne
Bhai mein to yar capsule kabhi nahin liye per jo bhi first time Lena chahte Hain unse to apni Rai yahi Dunga ki bahut acchi soch samajh Ke liye bhai kyunki Jo comment padhe Hain main isase to yahi lag raha hai ki capsule band karne ke bad bhuk lagna hi band ho jata hai
Sir mene 3 sal tak good health teblet lia hoi . Rose istimal kar Raha tha . Abhi khud bhuk lagna bond ho geya. Aur abhi me is teblet ko bond kar diya hu. Abhi teblet khane or v bhukh nahi lagta
Sir I'm taking this capsule. It has been only 3 days. But after taking this capsule, my whole body is hurting. My heart, stomach, head is paining so much. My appetite is also lossing. I am feeling vomit. Even I'm feeling too weak. 😭 should I continue this capsule or leave it? Please replyyy
Sir maine good health capsule liya tha 1 year pehle 3 months phir mera weight gain hogaya tha koi side effects bhi nhi huya tha 3 months lene ke baad maine tablets lena chordiya tha lekin weight loss nhi huya lekin abhi 1 year baad mujhe kuch months pehle bohot bukhar hogaya tha jisse mera bohot weight loss hogaya aur main phirse pehle jaisi hone lagihu kya main phir se good health lesakti hu?
Sir mera body weight phle 44 Kg tha Good Health Maine 3 month countinue kya 55 Kg ho gaya ... Fr 3 month course complete ho gaya fr good health bnd ho gaya fr mujhe bhuk lgna band ho gaya aur weight mere 47 aa gya ab fr Mai patla ho gaya hu... Mera Target h weight gain krne ka aur weight gain hone ke bad weight loss na ho again Plz help me sir
Agar aap ka Target weight gain karna hai to daily subah 2 chammach Protinex Powder 1/2 glass gunguna milk/ water ke sath Lena hai. Lunch ke 15 minutes bad 7.5 ml A to Z syrup lijiya. Dinner ke 15 minutes bad 7.5 ml Aristozyme syp lijiya. Sath me 1 egg every alternate day pe Lena hai. Green vegetables daily meal me hona chahiye. Sufficient Pani pita rahena hai. Best of luck
Sir abhi toh is capsule ke baare bahut si negative baate samne a rahi hai ki isme koi khatarnak camical milaya gya hai isse isko lene se heartattack or bahut sari gambhir bimari ho sakti hai or kahi kahi toh is capsule ko Ban bhi kiya gaya sach hai aap please bataiye apne najariye se bina kisi ki side liye 🙏 Aap ke reply ka wait karunga thank you ❤️
Mai bahut preshan ho gyi apne dublepan se bahut kamjori bhi bahut thi sab mazak udate the fir maine ekbar you tube pe livcon syrup and assicon syrup ke comment dekhe aur flipkart se mangwaliya ab meri sehat bhi ban gye.$$
Agar aap ka Target weight gain karna hai to daily subah 2 chammach Protinex Powder 1/2 glass gunguna milk/ water ke sath Lena hai. Lunch ke 15 minutes bad 7.5 ml A to Z syrup lijiya. Dinner ke 15 minutes bad 7.5 ml Aristozyme syp lijiya. Sath me 1 egg every alternate day pe Lena hai. Green vegetables daily meal me hona chahiye. Sufficient Pani pita rahena hai. Best of luck.

Sir, plz reply. I have seen some articles against good health capsule. Does it contains steroids?? Bcz isse lene se baht rapid weight gain hota hai. Isliye thoda dar lag raha hai kahin liver , kidney pe affect na ho. Plz plz reply sir.. Much obliged... 🙏🏻🙏🏻
May be. Research is going on. That's why I fervently request you to all not take for long time. Just take 1 to 45 days. And also in slow dose. Before starting you just watch our two videos related to this topic and go ahead. Best of luck.
Agar aap ka Target weight gain karna hai to daily subah 2 chammach Protinex Powder 1/2 glass gunguna milk/ water ke sath Lena hai. Lunch ke 15 minutes bad 7.5 ml A to Z syrup lijiya. Sath me 1 egg every alternate day pe Lena hai. Green vegetables daily meal me hona chahiye. Sufficient Pani pita rahena hai. Best of luck.
Agar suit karta hai to lena. Fihal le rahe ho to 1 capsule lunch ke bad lena, agar nind ata hai to dinner ke baad lena. 1 dibba khana hai, aur age nehi khana kui ki lamba khane ke baad problem chalu hota hai.
Sabse Pahele Video pura dekhe, samjhe fir decide kare. Agar Achha laga to Total Process follow kare, jaise ki - Medicine, Parhez, Diet, Special Tips. ------ Best of Luck.
Mai bahut preshan ho gyi apne dublepan se bahut kamjori bhi bahut thi sab mazak udate the fir maine ekbar you tube pe livcon syrup and assicon syrup ke comment dekhe aur flipkart se mangwaliya ab meri sehat bhi ban gye.#$
@@PharmacistKunduji sir mein kal teblet laya hu 1st month morning or night lena he,uske bad 2nd month 2teblet lena he ke 1teblet lena he woh mujhe samajh nehi aya
Sir maine bhi good health capcul liya tha 6month tak chodne ke baad mera sharir pahle se waight kam ho gaya aur pet me jyada gas banane lagi aur dakaar aata hai
सर मैने भी गुड हेल्थ लिया हुआ तीन साल होगया है अभी ये परलभम हो रहा है अभी गुड हैल्थ लेने से भी काम नहीं कर रहा हैं भुक भी नहीं लकता हैं खाना खाने से उल्टी जेसा होता है सर ये गुड हैल्थ ज्यादा लेने से लिवर डयामेज होता है क्या अभी ये हालत मे हूं सर खाने को मन नही कर्ता वजन भी पूरै कम हो जा रहीं है इस हालत मे ओर क्या करसकते हैं सर? I Need your Advice sir
Ok. Agar weight gain karna hai to es video dekhe - मोटे होने की दवा (सीक्रेट फार्मूला) - ruclips.net/video/xmyXxj5s0SQ/видео.html Medicine kharid ne ke liya Buy Link de raha hu aap kharid lena - Buy Link: Protinex Powder -400 gm : amzn.to/3MYDtCz Himalaya Liv.52 Tablets - 100 Counts: amzn.to/3oJ2GY7 A-Z Ns-New - 15 Tablets (Pack of 3): amzn.to/3WIWtbo Aristozyme - Bottle of 200 Ml Liquid: amzn.to/3MKTw5H ------------- AAp Kuch natural cheej bhi le sakte ho - 1. आलू- (Potato) आलू एक ऐसी सब्जी है जिसे हर भारतीय घर में लगभग हर दिन बनाया जाता है. आलू में कार्बोहाइड्रेट्स और कॉम्प्लेक्स शुगर होता है जो वजन बढ़ाने में मदद कर सकता है. वजन को बढ़ाने के लिए आप आलू को अपनी डाइट में शामिल कर सकते हैं 2. . 2. घी- (Ghee) घी में कैलोरी की मात्रा काफी पाई जाती है वजन को बढ़ाने के लिए आप घी का सेवन कर सकते हैं. घी सेहत के लिए काफी अच्छा माना जाता है. 3. 3. अंडा- (Anda) अंडे में फैट और कैलोरी काफी होती है और इसका रोजाना सेवन करने से वजन को बढ़ाने में मदद मिल सकती है. अंडे को प्रोटीन का सबसे अच्छा सोर्स माना जाता है. 4. 4. केला- (Banana) केले में भरपूर मात्रा में कैलोरी होती हैं जो शरीर को न सिर्फ एनर्जी देती हैं बल्कि वजन बढ़ाने में भी मदद कर सकती है. केला आप दूध के साथ भी खा सकते हैं, इसके अलावा केले का शेक बनाकर भी आप ले सकते हैं. ------ 5. Best of Luck.
Kitna umar hai. Agar 30 se jada hai, to mat lena. Agar weight gain karna hai to es video dekhe - मोटे होने की दवा (सीक्रेट फार्मूला) - ruclips.net/video/xmyXxj5s0SQ/видео.html Medicine kharid ne ke liya Buy Link de raha hu aap kharid lena - Buy Link: Protinex Powder -400 gm : amzn.to/3MYDtCz Himalaya Liv.52 Tablets - 100 Counts: amzn.to/3oJ2GY7 A-Z Ns-New - 15 Tablets (Pack of 3): amzn.to/3WIWtbo Aristozyme - Bottle of 200 Ml Liquid: amzn.to/3MKTw5H ------------- AAp agar Competition ke taiyari kar rahe ho to - 1. आलू- (Potato) आलू एक ऐसी सब्जी है जिसे हर भारतीय घर में लगभग हर दिन बनाया जाता है. आलू में कार्बोहाइड्रेट्स और कॉम्प्लेक्स शुगर होता है जो वजन बढ़ाने में मदद कर सकता है. वजन को बढ़ाने के लिए आप आलू को अपनी डाइट में शामिल कर सकते हैं. 2. घी- (Ghee) घी में कैलोरी की मात्रा काफी पाई जाती है वजन को बढ़ाने के लिए आप घी का सेवन कर सकते हैं. घी सेहत के लिए काफी अच्छा माना जाता है. 3. अंडा- (Anda) अंडे में फैट और कैलोरी काफी होती है और इसका रोजाना सेवन करने से वजन को बढ़ाने में मदद मिल सकती है. अंडे को प्रोटीन का सबसे अच्छा सोर्स माना जाता है. 4. केला- (Banana) केले में भरपूर मात्रा में कैलोरी होती हैं जो शरीर को न सिर्फ एनर्जी देती हैं बल्कि वजन बढ़ाने में भी मदद कर सकती है. केला आप दूध के साथ भी खा सकते हैं, इसके अलावा केले का शेक बनाकर भी आप ले सकते हैं. ------ Best of Luck.
Sir 1 month se good health khari hu par result nhi milra hai aur khana v utna hi khari hu jitna phle bhookh to lagti hai par khana khane ka ruch hi nhi karta hai 😢😢
जिन लोगों को वर्जीनल कैप्सूल नहीं मिलता है उनको वेट गेन नहीं करता है कुछ लोग नकली प्रोडेक्ट बेच रहे है अगर असली प्रोडेक्ट चाहिए तो हम बताईए हम येक वीडियो बना देते है ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Good health ke side effects se kaise bache | side effects ko kaise thik kare jan lijiya aur comments kare aap na anubhab? aur nehi to Subscribe here-ruclips.net/user/PharmacistKunduji. Aur bhi achhe video dekhne ke liya Pharmacist Kunduji Video Link- bit.ly/3qWh7Xr
Please Check the Video here - ruclips.net/video/AlrJu1NlKl8/видео.html
Pharmacist Kunduji फैमिली के तरफ से सब को नमस्कार - www.youtube.com/@PharmacistKunduji/videos
comments karke bataya aap ko e problem to nehi hai?
______
#pharmacistkunduji #healthymyself #suranjankundu
Pharmacist Kunduji फैमिली के साथ जुड़े रहने के लिए धन्यवाद - www.youtube.com/@PharmacistKunduji/videos
Subscribe Here: ruclips.net/user/PharmacistKunduji
---------------
Contact Me For - Diet plan | Home Remedy | Health Tips | Weight Gain & Weight Loss Diet| Nutrition.
_________
Wishing you good health, fitness, and happiness. For Business Enquiries only: suranjankunduofficial457@gmail.com
WhatsApp No:8595723207
_________
Sir kya krna hoga agar good health na lu to puri body m khujli hoti h ayr bhuk bhi nhi lagti
3 years se kha raha hoo
वेट लॉस के लिए कोई दवाई बताऐ मुझे
Nakli hogi
Sir please help me
Good health 👍🏼 bahot achi he i like good health
Ok.
Good health achcha Nehi hei😢😢😢😢
@@renukasaren9840 hmm ryt😊
@@renukasaren9840aapne liya kya good health capcules kya hua
Good information sir thank you ❤
Thanks for watching.
Thank you 🙏🏼
You’re welcome 😊.
Thank you ❤❤
You're welcome 😊
Sir kya alopecia patients good health capsule le sakte hai kya? Pls btaye 🙏
Nehi.
@@PharmacistKunduji kya karan hai btaiye pls 🙏🙏🙏
Very nice product mena iski use karka 18 k.g waight gain kia hain❤❤
Ok.
Koi side effects nhi hua na
@@lifeofshaliniii sir ne jaisa kaha waisa lena sa koi side effect nhi hoga mena vi usi tarika sa lia the yahi proccess sahi ha . Turant chord dena sa aap ka bhook vi uss hisap sa kam ho jayega .3 month ka ek cource hota ha.usssa jyada din mat lena . Bs ek baat ka dhayan rakhna ki dabai lena ka sath regular excercise jaruri hain . otherwise pet nikal ayega meri tarah 😂. 👍
Sahi m bro 😅
Sach me hota hai
Thanks sir
Thanks for watching and supporting.
❤❤❤thank you sir I am your new subscriber
Thanks for watching and supporting
Thenk you sir
Most welcome.
Very good information thanks Dr sahab thanks
Thanks for watching.
I am a Pharmacist.
Sar good health capsule ke sath mein aur dava khana hai kya
Video pura dekhe.
Lamba Periods Ke Liya Nehi Hai.
J
Sir maine first time jab good health use ki thi to Mera weight gain ho gya tha or confidence bhi Aya tha 3 months baad jab chhoda to 1 week k andar Mera khana pina sab band hone laga mujhe bhuk nhi lag rhi thi upar se body Mai bhi boht side effects hone laga whole body pain hone Lage or good health lene k baad mera period bhi irregular ho Gaya hamesha kamjor rehne lagi headache fever rehna laga uske baad maine 6 month baad phirse good health liya phirse Mera weight gain ho gya tha or khoya hua confidence bhi wapas aa gya tha lekin jab 3 months baad khana chhod diya to pehle jaise side effects hone Lage aab main kitna bhi achha or healthy khana kha lu Mera weight gain nhi hota main kya Karu sir plz reply me
Aap Slowly Stop Kare.
,,,,,aap koi bhi ,,,weight ,,,gain ,, capsule,, ya khuch bhi aisa lete ho jis se aapka weight gain ,,,hota hai,,,,,
Uske side effects acne,,,, dwai chordne ke baad bhukh na lagna,,,,,, khana,,,khaane ka,,,man na karna ,,,,,,, or low energy feel karna,,,,,,, aisa isliye hota hai,,,,,kyoki,,,aapki normal ,,diet ,,,, 3 roti ki hoti hai,,,,, or jab aap weight ke liye ,,,dwai lete ho to,,,, aapki,,,diet badh jaati hai or bhukh. Bhi jayada,,,,lagti hai,,,, jis se liver or humare digestion per effect dekhne ko milta hai,,,,,, main reason ,,ye hota hai,,,,dwai chordne ke baad ,,,,, is se bachne ke liye ,,, multivitamin,,,,chlaye,,, or liver supplements le ,,,,, or fish ,,oil ,,,le 3 month Tak,,,,, subh kaali pet 1 apple khaaye,,,,, zeere ka paani piye,,,,,
Ye sab karne se,,aapka weight bhi ,,,kam nhi hoga ,,or side-effects bhi theek ho jaaye ge,,,,,,
Hi, Mera bhi same problem,kyase thik karun 😭 konsi wala doctor dikhaun samajh nahi araha
Same 😢😢😢😢
Bhn ap pgl ho ek bar zehar khane k baad phir se kha liya
Hospital jao test krwao kahi apki liver hi khtm na ho gya ho es se sare test krwao ek bar glti krne k baad dusri baat etni bdi glti kxe kr di apne
Sir good health khana khane se pahele khaye ya khana khane ke baad ?
Baad.
Bhai hospital dhamaka to niche
Thank you sir ji
Welcome.
Bhai mein to yar capsule kabhi nahin liye per jo bhi first time Lena chahte Hain unse to apni Rai yahi Dunga ki bahut acchi soch samajh Ke liye bhai kyunki Jo comment padhe Hain main isase to yahi lag raha hai ki capsule band karne ke bad bhuk lagna hi band ho jata hai
Thanks for watching.
Sahi baat hai
App k saath ma bhi ya hi hova hai
Aur hova hai tho iska Tod kay hai
Mera ko tho bhot kamjori aagyai hai
Sir mene 3 sal tak good health teblet lia hoi . Rose istimal kar Raha tha . Abhi khud bhuk lagna bond ho geya. Aur abhi me is teblet ko bond kar diya hu. Abhi teblet khane or v bhukh nahi lagta
Bahut lamba le liya.
Abhi Doctor ko dekhana parega.
Bhai contact kro
Bhai jaldi contact kro
Keise koru
Sir apko
Sir . Can i take iron tablet when I take good health capsule?
Alag time pe le sakte hai.
@@PharmacistKunduji morning Or night good health and noon time iron tablet????
Avi to vukh v nahi lagti to uske liye kia kar sakte hai
@@PharmacistKundujigood health mei ajj 3 din khaya meri pet pain ho rahi hai
Good health medicine khane se bahut nind aata hai kam karne ka man nahin karta sar❤😮
Stop kare.
Sir ek bat puchni h@@PharmacistKunduji
Thank you so much 🥰🥰🥰❤️🔥
You’re welcome 😊.
Kya ise patanjli shatavari churna ke sath le skte h ?
Nehi.
Sir I'm taking this capsule. It has been only 3 days. But after taking this capsule, my whole body is hurting. My heart, stomach, head is paining so much. My appetite is also lossing. I am feeling vomit. Even I'm feeling too weak. 😭 should I continue this capsule or leave it? Please replyyy
Aap ko suit Nehi kar Raha hai to stop it.
How are u now?
I have the same problem..
How to get recover from this?
Plz help 😭🙏🏻
@@sanurana1170 I stopped to taking this. N also consult a physician.. Ab mai thik hu🙂
@@Priya-oq4vb stomach me kis side pain tha?
Test kraye the kya aapne
..asp kese theek hui...meri bhi yahi problem h...ghbrahat hoti rahti j
Sir maine good health capsule liya tha 1 year pehle 3 months phir mera weight gain hogaya tha koi side effects bhi nhi huya tha 3 months lene ke baad maine tablets lena chordiya tha lekin weight loss nhi huya lekin abhi 1 year baad mujhe kuch months pehle bohot bukhar hogaya tha jisse mera bohot weight loss hogaya aur main phirse pehle jaisi hone lagihu kya main phir se good health lesakti hu?
Nehi.
Aap Multivitamin Aur Liver Achha Karne Wala Medicine Lijiya.
Sir plz reply kijiye muje ITP h to ky me ye medicine le skti hu ?
Nehi.
Thank you sir hum khanai se phelay lerai thai ab khanai k badh mai leunga
Process follow kare.
Good health lene ke baad live 52 A to Z aristozyme kitne months Tak lena hai sir
Please reply 🙏 me sir
1 Month.
Sir mera body weight phle 44 Kg tha
Good Health Maine 3 month countinue kya 55 Kg ho gaya ...
Fr 3 month course complete ho gaya fr good health bnd ho gaya fr mujhe bhuk lgna band ho gaya aur weight mere 47 aa gya ab fr Mai patla ho gaya hu...
Mera Target h weight gain krne ka aur weight gain hone ke bad weight loss na ho again Plz help me sir
Agar aap ka Target weight gain karna hai to daily subah 2 chammach Protinex Powder 1/2 glass gunguna milk/ water ke sath Lena hai.
Lunch ke 15 minutes bad 7.5 ml A to Z syrup lijiya.
Dinner ke 15 minutes bad 7.5 ml Aristozyme syp lijiya.
Sath me 1 egg every alternate day pe Lena hai.
Green vegetables daily meal me hona chahiye.
Sufficient Pani pita rahena hai.
Best of luck
Same problem sir
Bhai kya aapne ek dam se chod Diya tha
@@PharmacistKundujisir iske bade mai ek video bana de jiye
Diet kya liya tha
Sir abhi toh is capsule ke baare bahut si negative baate samne a rahi hai ki isme koi khatarnak camical milaya gya hai isse isko lene se heartattack or bahut sari gambhir bimari ho sakti hai or kahi kahi toh is capsule ko Ban bhi kiya gaya sach hai aap please bataiye apne najariye se bina kisi ki side liye 🙏
Aap ke reply ka wait karunga thank you ❤️
Research is going on.
Report not yet published.
Mene liya hai phir bhi weight gain nahi huwa Or koi side effects nahi huwa nahi bhuglaga 😔
Bhai maine liya h dedh mahine m 10 kg k karib gain hua h
Koi Fark Aaya kya capsule lene ke bad
@@ankitbhagat85 nahi bhai jada nahi bus 2 kahi ka o bhi 2 week me
Thank you sir 🙏
Most welcome.
Sir muje itp h kya me ye dwa le skti hu
Plzz sir reply me
Mai bahut preshan ho gyi apne dublepan se bahut kamjori bhi bahut thi sab mazak udate the fir maine ekbar you tube pe livcon syrup and assicon syrup ke comment dekhe aur flipkart se mangwaliya ab meri sehat bhi ban gye.$$
Nehi.
I hve been using good health capsule for almost 1 and half months but not gaining weight
Agar aap ka Target weight gain karna hai to daily subah 2 chammach Protinex Powder 1/2 glass gunguna milk/ water ke sath Lena hai.
Lunch ke 15 minutes bad 7.5 ml A to Z syrup lijiya.
Dinner ke 15 minutes bad 7.5 ml Aristozyme syp lijiya.
Sath me 1 egg every alternate day pe Lena hai.
Green vegetables daily meal me hona chahiye.
Sufficient Pani pita rahena hai.
Best of luck.
@@PharmacistKunduji mene khaya hai protein powder bhir bhi q nahi hora hai
Sir mai good health medicine one month khane ke baad chhod diya hun phir continue kar sakti hun kya
Same
@@PharmacistKunduji iske sath good health bhi Lena h na
👍👍👍
Thanks for watching and supporting.
Good Health medicine khane ke badh nind bohot legta he 👍👍👍
Kebal rat me khane ke baad lijiya.
1 medicine💊 khanese 2 din nind legta he .
@@gelbertghosh5779 suru suru mai lagta hai par kuch mahino sy nai lagta hai
Namaste sir, sir ham 3 mahina se kha rhe h subha or saaam ek vi weight gain nhi hua plz sir hame btayiye kuch mera age 20 h or mera weight 35 h
Kya iske saath creatin le sakte hain
Nehi.
Can you please suggest me for my gain weight medicine . Iam too week ang my weight is too low.thaks
Agar aap ka Target weight gain karna hai to daily subah 2 chammach Protinex Powder 1/2 glass gunguna milk/ water ke sath Lena hai.
Lunch ke 15 minutes bad 7.5 ml A to Z syrup lijiya.
Dinner ke 15 minutes bad 7.5 ml Aristozyme syp lijiya.
Sath me 1 egg every alternate day pe Lena hai.
Green vegetables daily meal me hona chahiye.
Sufficient Pani pita rahena hai.
Best of luck.
Sir, plz reply. I have seen some articles against good health capsule. Does it contains steroids?? Bcz isse lene se baht rapid weight gain hota hai. Isliye thoda dar lag raha hai kahin liver , kidney pe affect na ho. Plz plz reply sir.. Much obliged... 🙏🏻🙏🏻
May be.
Research is going on.
That's why I fervently request you to all not take for long time.
Just take 1 to 45 days.
And also in slow dose.
Before starting you just watch our two videos related to this topic and go ahead.
Best of luck.
Live 52 or good health 15 din kiya eksath lena chahiye
Alag alag time pe le sakte hai.
Liv 52 le skte hai kya
Yes
Good process ❤
Thanks 😊
স্যার আমি আগে গুড হেলথ খেয়ে অনেকে উপকার পেয়েছিল, কিন্তু আমি এখন গুড হেলথ খেতে গেলে কোনো কাজ ই করে না, এটা কিসের জন্যে সার একটু জানাবেন
Aapni kiser jannya nita chan?
@@PharmacistKunduji mota hobar jonne
Agar aap ka Target weight gain karna hai to daily subah 2 chammach Protinex Powder 1/2 glass gunguna milk/ water ke sath Lena hai. Lunch ke 15 minutes bad 7.5 ml A to Z syrup lijiya.
Sath me 1 egg every alternate day pe Lena hai.
Green vegetables daily meal me hona chahiye.
Sufficient Pani pita rahena hai.
Best of luck.
@@PharmacistKunduji no important
আমারও একই সমস্যা আগে কাজ করত কিন্ত এখন আর কাজ করছে না
Good health capsule lene se nid kyu aati hai please batai ese khana achha hoga ya nhi please 🙏🙏🙏🙏 bata dijiye sir
Agar suit karta hai to lena. Fihal le rahe ho to 1 capsule lunch ke bad lena, agar nind ata hai to dinner ke baad lena.
1 dibba khana hai, aur age nehi khana kui ki lamba khane ke baad problem chalu hota hai.
Sir liv52 jinkovit ye 3 month se start karna hai
Sabse Pahele Video pura dekhe, samjhe fir decide kare.
Agar Achha laga to Total Process follow kare, jaise ki - Medicine, Parhez, Diet, Special Tips.
------
Best of Luck.
Mai bahut preshan ho gyi apne dublepan se bahut kamjori bhi bahut thi sab mazak udate the fir maine ekbar you tube pe livcon syrup and assicon syrup ke comment dekhe aur flipkart se mangwaliya ab meri sehat bhi ban gye.#$
मैं गुड हेल्थ कैप्सूल खाता हूं और अपने चैनल पर वीडियो डालता हूं ❤
OK, lekin lamba period ke liya nehi khana.
Good helth ka janakari di jiya massage kigea
Ok
Love you guruji. 🤩🤩🥰🥰🥰🥰🥰🥰❤️🔥❤️🔥❤️🔥
Thanks for watching.
Thank you
Thanks for watching.
Sir.. good health tablet 3rd month ke sath alfalfa syrup le skte hai
Jarurat nehi.
Kya thyroid me ye le skte h sir
Nehi.
Sir mai leprosy patient hu kya mughe use karna chahiye ya nahi.... please reply
Nehi.
Sir 2mahine mein teblet ko daily lu ya fir 1din bad lu
1 Month Lijiya.
@@PharmacistKunduji sir mein kal teblet laya hu 1st month morning or night lena he,uske bad 2nd month 2teblet lena he ke 1teblet lena he woh mujhe samajh nehi aya
Wow bala vdo mast
Thanks for watching
Sir, i consume dronis 20.can i take good health?
Please ask me.
No.
Sir mera ye doubt h ki hum kb tk healthy rahenge ya fir patle to ni honge
Aap 1 Month Khaya, ese jada na khaya.
Sath Me Diet Schedule Banake Khaya.
Sir kitni age tak ke le sakte hai
35 years Max.
@PharmacistKunduji 17 saal ka hu sir kya mai le nai sakta esko,🥹
Sir ham only good health capsule ke dheere dheere chhod sakte hain
Yes.
Sir maine bhi good health capcul liya tha 6month tak chodne ke baad mera sharir pahle se waight kam ho gaya aur pet me jyada gas banane lagi aur dakaar aata hai
सर मैने भी गुड हेल्थ लिया हुआ तीन साल होगया है अभी ये परलभम हो रहा है अभी गुड हैल्थ लेने से भी काम नहीं कर रहा हैं भुक भी नहीं लकता हैं खाना खाने से उल्टी जेसा होता है सर ये गुड हैल्थ ज्यादा लेने से लिवर डयामेज होता है क्या अभी ये हालत मे हूं सर खाने को मन नही कर्ता वजन भी पूरै कम हो जा रहीं है इस हालत मे ओर क्या करसकते हैं सर? I Need your Advice sir
It is better to consult a senior doctor.
Ap lagatar tin sal uj kiye the bhai
@@ranjeetray3304 yes dost
Abhi kaise ho bhai
Thank you sir
Thanks for watching and supporting.
Sir a to z or aritozyme syp kab tk pini padegi isko kam chhodna h sir
Pahele 15 din lijiya, fir result dekh ne ke baad age bare.
Ji isko chorne ke bad wajan ghate ga to nahi agr sahi diet li
Diet schedule banake lijiya.
Sir Mera Liver Problem Hai Aur Mera Age 23 But Mera Wait 38kg hai Kya Main Good health capsule le sakta hu
Nehi.
Mai Kaunsa Medicine lu Sir
Mein good health try kare ab kya cyphon use karne sakte hu?
Problem Kya Hai.
Weight barhane hain mujhe
Thanks of you sir fir give yr advice
Always welcome.
Bhai tumne liya or phir chord diya tuh dubara patle nhi hue kya 😢bta do
Aristozyme syrp kab Lena h good health capsule khane ke bad ya phle
Video pura dekhna hai, sare baat samajh jayoge.
Sir dekha h Maine video lekin ye confirm nahi hua ki good health ke baad yanpehle Lena h or liv 52 to ekbar me 2 tablet khane ka likha h
Sir kya starting ke ek mahine me 2 capsule ki jagah 1 capsule kha sakte hai kya? Ya fir starting me 2 hi capsule khaye?
Yes., video dobara dekhe.
Thank you sir
Kya Live52 kha sakte hai
Yes.
Good sir
Thanks for watching and supporting.
Sir good health ke saath liv52 le ya liv52ds please reply sir
Liv 52 lijiye.
Alag alag time par.
Good health capsule ke sath Liv 52 kab se start Karna hi 3 rd month se ya starting se please reply me
Aap Video pura dekhe aur thik se samjhe aur process follow kare.
@@PharmacistKunduji sir nhi pata chal rha kab se Lena hia liv 52 please batao na kab se Lena hai Lev 52
Me sir kl se start karna chahati hu good health capsules
Aap Dinner ke baad 1 capsule lijiya.
Mat Lena kabhi bhi jahar hai ye
Sir ye capsule girls bhi kha sakte h bta dejiye
Nehi.
Sir mein isko 15 day ke liye le sakta hoon kya...pls reply 🙏
Yes.
Lekin lamba Nehi lena.
Diet schedule banake khana hai.
@@PharmacistKunduji reply Dene keliye dhanyawaad...🙏...., Isko gym aur exercise ya fir running ke dauran le sakte hai kya
Sir capsule ko garam Pani me le sakte h kya????
yes.
Diabetes patient le sakte hai kya?????
Please reply
Nehi.
Aap Neurobion forte daily 1 tab le sakte hai.
Ok.
@@PharmacistKunduji esse waight gain hoga kya sir!?
Sir ise doodh ke sat lena h ya pani ke sat
Pani ke sath.
@@PharmacistKunduji sir ji thanq
Sir meih iron ka tablet lerahi huh ratko ..kya good health capsule subha lena thik rahega?
Nehi, mat lena.
@@PharmacistKunduji iron tablet chhodne ke bad toh le sakti huh na sir.. plz replyy
Sir is capsule se liver thik kitne time se asar hoga....sir please reply .
Es me liver thik nehi hota, es ke liya Liv 52 Tab Lena Parega.
I like ur video ❤😊
Thank you! 😊
Sir ye lene ke bad hair fall ho-rahahe
kya ye capsule lenese hair fall hoga
Hair fall kai dusra Karan me ho sakta hai.
Sir mere ek kidney nahi hai kya m le skta hu
Bilkul Nehi.
Aap ka position me self medication na kare.
Nice 👍👍👍
Thanks for the visit.
Sir khana khane ka baad ya pehele
Or kitne time pehele pls bataiye
Khane ki 20 minutes baad.
@@PharmacistKunduji tq sir
Sir mene 2 week khaya bajan to bada lekin 2 week ke baad Achanak se chest or back side me bhot sare dane nikal aaye hai kuch solution bataye please
Suit Nehi Kiya to stop kare.
Dinner ke baad 1 tab LCZ lijiye.
Unmarried walo ne yeah medicine kha sakta hn kiya sir
Nehi.
Sir mai bahut patli hu kya mai good health le sakti hu please reply sir
Ok.
Agar weight gain karna hai to es video dekhe - मोटे होने की दवा (सीक्रेट फार्मूला) - ruclips.net/video/xmyXxj5s0SQ/видео.html
Medicine kharid ne ke liya Buy Link de raha hu aap kharid lena -
Buy Link: Protinex Powder -400 gm : amzn.to/3MYDtCz
Himalaya Liv.52 Tablets - 100 Counts: amzn.to/3oJ2GY7
A-Z Ns-New - 15 Tablets (Pack of 3): amzn.to/3WIWtbo Aristozyme - Bottle of 200 Ml Liquid: amzn.to/3MKTw5H
-------------
AAp Kuch natural cheej bhi le sakte ho -
1. आलू- (Potato) आलू एक ऐसी सब्जी है जिसे हर भारतीय घर में लगभग हर दिन बनाया जाता है. आलू में कार्बोहाइड्रेट्स और कॉम्प्लेक्स शुगर होता है जो वजन बढ़ाने में मदद कर सकता है. वजन को बढ़ाने के लिए आप आलू को अपनी डाइट में शामिल कर सकते हैं
2. . 2. घी- (Ghee) घी में कैलोरी की मात्रा काफी पाई जाती है वजन को बढ़ाने के लिए आप घी का सेवन कर सकते हैं. घी सेहत के लिए काफी अच्छा माना जाता है.
3. 3. अंडा- (Anda) अंडे में फैट और कैलोरी काफी होती है और इसका रोजाना सेवन करने से वजन को बढ़ाने में मदद मिल सकती है. अंडे को प्रोटीन का सबसे अच्छा सोर्स माना जाता है.
4. 4. केला- (Banana) केले में भरपूर मात्रा में कैलोरी होती हैं जो शरीर को न सिर्फ एनर्जी देती हैं बल्कि वजन बढ़ाने में भी मदद कर सकती है. केला आप दूध के साथ भी खा सकते हैं, इसके अलावा केले का शेक बनाकर भी आप ले सकते हैं.
------
5. Best of Luck.
Should I take good health or not sir please reply
Kitna umar hai.
Agar 30 se jada hai, to mat lena.
Agar weight gain karna hai to es video dekhe - मोटे होने की दवा (सीक्रेट फार्मूला) - ruclips.net/video/xmyXxj5s0SQ/видео.html
Medicine kharid ne ke liya Buy Link de raha hu aap kharid lena -
Buy Link:
Protinex Powder -400 gm : amzn.to/3MYDtCz
Himalaya Liv.52 Tablets - 100 Counts: amzn.to/3oJ2GY7
A-Z Ns-New - 15 Tablets (Pack of 3): amzn.to/3WIWtbo
Aristozyme - Bottle of 200 Ml Liquid: amzn.to/3MKTw5H
-------------
AAp agar Competition ke taiyari kar rahe ho to -
1. आलू- (Potato)
आलू एक ऐसी सब्जी है जिसे हर भारतीय घर में लगभग हर दिन बनाया जाता है. आलू में कार्बोहाइड्रेट्स और कॉम्प्लेक्स शुगर होता है जो वजन बढ़ाने में मदद कर सकता है. वजन को बढ़ाने के लिए आप आलू को अपनी डाइट में शामिल कर सकते हैं.
2. घी- (Ghee)
घी में कैलोरी की मात्रा काफी पाई जाती है वजन को बढ़ाने के लिए आप घी का सेवन कर सकते हैं. घी सेहत के लिए काफी अच्छा माना जाता है.
3. अंडा- (Anda)
अंडे में फैट और कैलोरी काफी होती है और इसका रोजाना सेवन करने से वजन को बढ़ाने में मदद मिल सकती है. अंडे को प्रोटीन का सबसे अच्छा सोर्स माना जाता है.
4. केला- (Banana)
केले में भरपूर मात्रा में कैलोरी होती हैं जो शरीर को न सिर्फ एनर्जी देती हैं बल्कि वजन बढ़ाने में भी मदद कर सकती है. केला आप दूध के साथ भी खा सकते हैं, इसके अलावा केले का शेक बनाकर भी आप ले सकते हैं.
------
Best of Luck.
Sir...good health khane ke bad le..ya fir khane se pehele....
Pura Video Dekhe aur steps samajhe then follow kare. Fayda milega.
Lamba periods ke liya nehi khana.
Diet schedule banake khana.
M le Sakti hu kya ise mujhe bhuk nhi lgti pahle li h Maine ye good health
Suit Nehi karta hai to mat Lena.
Sir periods mein koi problem hoga kya???
Yes.
Kitna weight hai aapka?
Sir 1 month se good health khari hu par result nhi milra hai aur khana v utna hi khari hu jitna phle bhookh to lagti hai par khana khane ka ruch hi nhi karta hai 😢😢
Suit nehi kya to dhire dhire stop kare.
Subah ye tablet khane ke baad raat ko whisky pee sakte hai kya please reply me
Nehi.
@@PharmacistKunduji ok thankyou
Good health khane se kitne din me asar dekhna start hoga . reply me please
7 days.
Lekin lamba periods ke liya mat lena.
Sabse pahele video pura dekhe, samjhe, fir decide kare.
Amyron Or good health sath mein kha skte ho
Nehi.
जिन लोगों को वर्जीनल कैप्सूल नहीं मिलता है उनको वेट गेन नहीं करता है कुछ लोग नकली प्रोडेक्ट बेच रहे है अगर असली प्रोडेक्ट चाहिए तो हम बताईए हम येक वीडियो बना देते है ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Ok.
ha tumare video 📹 ka to intajar karraha hu
Ok🙏
Kaisai phanchanai asli cpl
Sir ganner ke sath le sektra hai kya
Nehi.
Sir original kaise buy kare or kaise pehechane
Dr. Biswas likha rahega.
Good health ke sath me orvit4g le sakte hai
Alag alag time par lijiya.
Sar mai 4 saal se kha rahi hu😢
Bahut buri halat hai meri😢😢
Sar mujhe chorna hai
Plz bataiye sar 🙏🙏🙏🙏🙏
Senior Doctor se mile.
Rokaiya brother u r insta ID please
Sir mujhe bawasir ka operation karaye huye 3 month ho chuke hai kya mai le sakta hun good helth
Nehi.